Don't worry about sticker/display. As long as you can set the charging voltage in settings, it can easily support all kinds of batteries. Btw, I have utl sigma 5 kva 96 v pcu.
Bhai battery ke parameters check Kar lo or usi ke hisaab he parameters set Kar lo jaruri nahi he ke display par Lithium lakh ke aata ho Me already Lithium supportive inverter use karta hu jisme setting karne ke baad battery setting change ho Jati he Jo ki ham manual without Lithium me bhi Kar sakte he Aapke pass Jo battery he uski lo cut or hi cut voltage kitna he us ke hisaab se setting Kar lo Jyada chakkar me mat pado or jyada pese he to Lithium supportive lelo
It's a delar fault. It seems after your email they have updated their website with lifepo4 battery spec and model. Also updated customer friendly return
UTL ke products achhe nahi hai. Inka documentation bhi bahut kharaab hai. Mere paas bhi UTL ka hai. Jaise hi koi dusre company achha hybrid inverter denge to UTL wala replace kar dunga.
Sir, mere saath bhi aisa hi hua maine bhi lithium support ke liye company ki website se online liya tha but mujhe bhi same model mila baad me pata chala ki ye model alag hai. But aap calibration mode me setting kar ke lithium ke saath use kar sakte ho kio problem nahi aayegi.
Apka bhi galti he bhai apne bahot jada bharosa kar liya utl wale par apko batan dekhna chahiye tha mere pas bhi yahi model he or mene dilar se sab kuchh puchh liya tha pahle hi or batan me bhi likha he tubl lithium
@@technologyAnalysisYour feedback is valuable, and we would like to address it more thoroughly. Could you please share your email address with us for better assistance?
ua-cam.com/video/el9QvNrix7k/v-deo.html
A new scam ✅✅
Don't worry about sticker/display. As long as you can set the charging voltage in settings, it can easily support all kinds of batteries. Btw, I have utl sigma 5 kva 96 v pcu.
Have to calibrate for the Lithium battery
Sayad voltage and appear ko setting karke lithium ko support kre?
Fat fut gya to? Company to koi responsibility nahi lega
575 wtt ka 4 panel add kar sakte hain sir
No , it's support upto 2160 watt
Good information
Bhai battery ke parameters check Kar lo or usi ke hisaab he parameters set Kar lo jaruri nahi he ke display par Lithium lakh ke aata ho
Me already Lithium supportive inverter use karta hu jisme setting karne ke baad battery setting change ho Jati he Jo ki ham manual without Lithium me bhi Kar sakte he
Aapke pass Jo battery he uski lo cut or hi cut voltage kitna he us ke hisaab se setting Kar lo
Jyada chakkar me mat pado or jyada pese he to Lithium supportive lelo
Same problem faced sir
Company hi kharab hai , Fool bana raha hai customer ko
Lithium support inverter come in dark yellow cabin
It's a delar fault. It seems after your email they have updated their website with lifepo4 battery spec and model. Also updated customer friendly return
good
Super karega sirf celebration me volt khud set kar lo
अरे यार आपका ,हमारा तो लिथियम सपोर्टेड है।
utl 3350me dono model aate lithium or normal apne normal
purchase kiya hai..
Wo to dealer ko v pata hona chahiye , dealer bol rha hai pata nahi
Nahin bro is ko pata nahin litheme saport karta hain calibration main
Boost and it mode press karna hain 15 minute calibration mode aaye ga
Fir uise main sari setting hogi
Yes isme ek card lagana padega to support ho kayrga
Utl ka product lekar main bhi problem me hun
Or utl ka company aur dealer donon chor hai
UTL ke products achhe nahi hai. Inka documentation bhi bahut kharaab hai. Mere paas bhi UTL ka hai. Jaise hi koi dusre company achha hybrid inverter denge to UTL wala replace kar dunga.
Same me v wohi soch rhi hu
Mere paas utl sunpack 1025 hai 5 saal tak koi problem nahi huyi
Achhi baat hai
Sir, mere saath bhi aisa hi hua maine bhi lithium support ke liye company ki website se online liya tha but mujhe bhi same model mila baad me pata chala ki ye model alag hai. But aap calibration mode me setting kar ke lithium ke saath use kar sakte ho kio problem nahi aayegi.
Sayed kuch problem nhi hoga
same problem
Consumar forum me case kardo bhai
Mere ko bhi yahi kaha
Mere paas utl gama 1kva 2024 modal h
Isme Lithium support h or achaa chl rhaa h
आप का no
Mera June ka model hai aur kharab ho gaya hai
Apka bhi galti he bhai apne bahot jada bharosa kar liya utl wale par apko batan dekhna chahiye tha mere pas bhi yahi model he or mene dilar se sab kuchh puchh liya tha pahle hi or batan me bhi likha he tubl lithium
Ek insaan se varosa na karu to kya karu , Sab itna chan bin karke lene lage to 50% zindagi wohi pe khatam
Lithium wala bhaiya 1000 ishshe mahnga hai
ये घटिया कंपनी है इसका आफ्टर सेल सर्विस बिल्कुल घटिया है और अगर मार्केट में जायेंगे तो समान ही इसका नही मिलता है ।हम खुद ही पचता रहे है
Utl ka toh ma'am hi h costumer ko choona lagena dost aur service bhi bahut bear h
Pata nhi Service kaisa hai likin mujhe chuna lagaya
Bro mere paas bhi utl gamma plus 3350 hai 2023 mai Lia tha same model usme to lithium support hai to fir company ne kyu hataya ise is saal mai
Company hataya nahi hai unka dealer ko v pata nahi tha ki isme lithium battery Support nahi karta
Their are two different models in this. It comes in two different colours,mango colour and orange colour
Tum log v khud confused ho or mujhe v confuse kar rahe ho ..
😭😭
Sad
Consumer court ka sahara lo
Soch rha hu
कंपनी और डीलर दोनो एक ही है चोर
Quality kese hi utl ke hum to nexus ka leker fus gye
Quality to avi tak theek hai , Indian brand hai Sayed Achha service milega , Nexus bahar ka company hai service thik thak nahi hai
Galti dealer ki new inverter replace karna chahiye usko
Wo bol rha hai Or Paisa do warna nahi hoga
@@technologyAnalysisYour feedback is valuable, and we would like to address it more thoroughly. Could you please share your email address with us for better assistance?
Utl ka product hi koi mat khareedo utl company bharose mand nahi h
Naya liya hai pta nhi service kaisa hoga
Mera same model hai 5 month ke andar NORMAL LOAD CHALTA THA. ACHANAK EKDIN PURA JAL GAYA (FIRE) .
😥😥😥😥
Replacement or refund kya mila aapko ?
Nehi . bola repair karke dega.
Bhai bechna h kya
Haa
Kitne mein
@@technologyAnalysis price
17500+ shipping charges
@rahulbadal230 17500+ shipping charges
UTL Bilkul Bakwas hai
Bhai teri sab baten bakwas hai 1. Lithium chakkar mein mat pad 2. Inverter fan bahut awaaz Karta hai kyunki vah heat nikalta hai theek hai bhai
Lithium ka chakkar me na paru company ki same Paisa pay Karu?
Bech do bhai
Kaha bechu ?.
Same problem