Jay Siyaram sar ji aap ki video bahut hi acche lagte Hain aur aap jo bhi batate hain vah bilkul hi right batate hain aur bahut acche se samjha nahin aise batane ke liye dhanyvad
Bahut bahut dhanyvad sar Ham Aapke charging Mod Dekhkar Khush hue charging light Jaise band ho jata hai use band Nahin Hota Hai Ham samajh rahe the Ki Chali light Band Ho Jaega❤
Bhai ji chhote transfarmar aur scr ke beech me daiobot nahi bataya wah riding Sahi batata hay fir bhi kharab hota hay lekin sar ji bahut achcha video hay ak ak cheej samjhai hay thanks
Excellent information... Mera bhi sem Inverter PCB he . Sem output charging nahi mil rahi problem he .. mene bhi sem chek kiya to 635 Transistor 10.70 voltage dikha raha he .... To kyaa karu Chenge kar du...
Bhai ji eco 650 me masfet change karna aur uski drive check karna maicro se masfet tak ki full ditel kisi bhi chanal me nahi ha iska ek video banao thanks
सर,IC नहीं लगाना है। दो ट्रायक BT139+BT139 पैरैलल लगाने से क्या चार्जिंग CAPACITY भी दुगनी हो जाती है? जैसा कि माइक्रोटैक24 VOLTS SQUARE VAWE में लगे रहते हैं।हमें दो ट्रायक पैरैलल चार्जर में लगाने हैं। कृपया इस विषय में विस्तार से जानकारी हेतु एक वीडियो बनाइए।
Same moadal hai sir mere pas invtr me mains aa rha hai lekin charging ek sec. Aata hai fer hat jata hai fer ek sec. K liye aata hai kya problem ho skta hai sir
Bhai hamare pas 925e2hai inwater on rahne par ac bolt dene par men me nahi hota hai in watar off rahne par men hota hai chargin bhi hota hai bhai kament
Amran 700va Ka card hay masfet Jal gye the masfet driver Card Cheng kiya to uska control card bhi kharab hay 700va ki c.c alag hay kya650va ka card dal de to kam karega kya
Sir 24v microtek sine wave 1600va par charging seting wala vedio banaiye jisme kitne volt par cut lagega. High wale mode apr kitna cut lagega Or std mode par kitna cut lagega dono
Dear sir inverter par 300w400w lod dalte hi battery low dikha ne lagta h aor battery ko ziyada der tak charge bhi nahi karta h battery bhi theek hai sir kya problem ka solution hai
Sir.... Main indactor jo on off on off hora hai... Tansper karap tah toh maine alag invater se chage kiya... Phele mains nahi aa raha tha... Out put ok hai.. Inver on kar k main dene se reley sound horaha hai... Plz solution bataye
Transformer me se Ac output zyada araha hai to kya kare primary side 10/11 volt aaraha hai or secondary side ek coil me 8volt or dusre coil me 17/18volt aaraha hai to kya karein....?
Microtek sw 875 E2 me battery me thik chalta hay par bijli Dene par bijli out hota hay fir backup hota hay Aisa continues chalta hay Kya solution hay please bataye
Hello bhai mere pass microtec shine wave smd eb 900 same kit hai usme do chanel ka drive sahi hai zo ki 4.5 and 4.5 volt hai but battry +wala side ek chanel pe 4volt aata hai ek side 13 volt maine mosfet change kiya giner diod change kiya 36 ohm ka resistance bhi sahi hai procesor ic se bhi 2.8,1.6,2.8,1.6 aa raha hai per mera 16 volt nahi ban raha Please🙏 help
Sir 900eb v4 Microtek ke micro controller v driver ic ke voltage bataye v Driver IC se MOSFET tak ke voltage v pin detail bataye but slowly slowly thanks
हेलो नमस्कार सर हमारे इनवर्टर में माइक्रोटेक भी 900 में यह फालतू है कि कुछ समझ में नहीं आता दिमाग ही नहीं काम करता कि वह इतनी हैवी अंपायर से चार्जिंग करता है लगभग 40 से 45 कृपया कोई ऐसी वीडियो बनाएं जिसमें हाई चार्जिंग का समस्या का
Sar mere pass sukam 650 VA inverter h sarees mein drive ki problem hai ek taraf driver rahi hai aur ek taraf drive nahin a Rahi sar pura practically bataiye IC se lekar MOSFET Tak test karna sikhaiye kaun si rishton hai kis value ki hai sar properly pura Bata dijiye video banaa dijiye sar ek please sar please
Yahi board mere pas v h charging ke liye jo chhota wala transformer h usko ya uske aas pas dabane se charging leta h chhor dene pe charging v chhor deta h solution bataye
Mera bhi same yhi wala inverter hai or mujhe lgta hai ki ye battery ke full charge ho jane ke bad ye charge krna bnd nhi kr rha to kaise thik kre please help me 🙏
Charging light band hi nahi hoti hai humre inverter ki aur fan regular chalta rehta hai bhot preshan ho rakhe hai jisko dikho 500 le lega but problem slove nahi karta Model= eb700 digital
Sir dt transfarmer se 3.3 volt dono side se out kar raha hai aur charjing led v glow kar raha hai par charjing ampiear nahi aa raha hai aage bt 139 aur mini rile v change kar ke dekh liya par ampior nahi aa raha hai kaya kare
Thank you so much..apki video dekh dekh kar maine inverter charging problem slow kar di 😊😊
Very nice video for teaching,dusro se jyada clear bbhai
Very helpful video sir AAP a- z charging problem ke uper dipliy batay hain
Good work sir aap itne ache se bta rahe koi bhi samaj jaye sari problem thanks sir
Jay Siyaram sar ji aap ki video bahut hi acche lagte Hain aur aap jo bhi batate hain vah bilkul hi right batate hain aur bahut acche se samjha nahin aise batane ke liye dhanyvad
Bahut khubsurti se apne samjhaya sir
Bahut bahut dhanyavaad
Ustad ji aapko Pranam aapane bahut hi Achcha fault bataya Mere To Kya inverter repair Ho Gaye
Sir apka samja neka tarika bhout acha hai...👍👍👍
Aap bhut ache se samjhate hai sir thank you 😊
Bahut bahut dhanyvad sar Ham Aapke charging Mod Dekhkar Khush hue charging light Jaise band ho jata hai use band Nahin Hota Hai Ham samajh rahe the Ki Chali light Band Ho Jaega❤
Satish Kumar bhut aacha risfans Mila ser
Very nice sir practically sikhate Ho thanks
Sirje bohuti acha tareka sey shamjieya thanku sir
Bhai ji chhote transfarmar aur scr ke beech me daiobot nahi bataya wah riding Sahi batata hay fir bhi kharab hota hay lekin sar ji bahut achcha video hay ak ak cheej samjhai hay thanks
👌👌👌🙏🙏बहुत बहुत धन्यवाद जी 🙏🙏
Very very nice video thank you sir 👏👍💐🌹🌹
Aap bahut achha video banate hai bhai bahut aage jaenge......❤️🎉🙏
U r right
Good tiching karte hai 👌👍👌👌👍😝😀😀😂
Bahut bahut dhanyvad sar
Sir thank u mai aapka chanal subscribe kar liya sir ji
You are agood teacher
Thanks brother 🙏🏻
Sir aap jo vidio me dikhye hain charjing secsan ke bare me uske aage ka proses v samjhaiye
Excellent information... Mera bhi sem Inverter PCB he . Sem output charging nahi mil rahi problem he .. mene bhi sem chek kiya to 635 Transistor 10.70 voltage dikha raha he .... To kyaa karu Chenge kar du...
Bhot acha vedeyu hai
Nice video sir ji❤❤
Thanks bhai
Good explain
Str switch transformer pr voltage output check karney se pahley battery supply or ac supply dono dena hai kya?
Han ji
Thanks sir
Badiya👍
Sir low batery per vidio banao dygram squr wev
Ok
Good sir
Nice video
Ye npn transistor hai ya pnp
Yah kese pata chale ga ki kese fuse par gaya
Bhai ji eco 650 me masfet change karna aur uski drive check karna maicro se masfet tak ki full ditel kisi bhi chanal me nahi ha iska ek video banao thanks
Ok
Sir apne voltmeter ke negative terminal ko kidhar rakha h jisse check kre
Sir luminous ki upar ak video banaia
sir ....hamare broblem ya ha ka mickroteh .ka inveter ha 1100eb ka .charging nahiiii karta ha .ik dam full deakhata ha ka problem ha sir
Micro tech 1500 EB Very high amp. Charging problem but STR are ok.
Charging ki light jalti hai fir bhi charge nahi kar raha hai
SIR, PARNAAM. KYA TWO TRAIC PERRALLEL LGA SAKTE H? LGANE KI VIDHI KYA H?
Ic aapko kon sa board men lagana hai
सर,IC नहीं लगाना है। दो ट्रायक BT139+BT139 पैरैलल लगाने से क्या चार्जिंग CAPACITY भी दुगनी हो जाती है? जैसा कि माइक्रोटैक24 VOLTS SQUARE VAWE में लगे रहते हैं।हमें दो ट्रायक पैरैलल चार्जर में लगाने हैं। कृपया इस विषय में विस्तार से जानकारी हेतु एक वीडियो बनाइए।
1400eb 24v ka charging problem ka video banaye
Same moadal hai sir mere pas invtr me mains aa rha hai lekin charging ek sec. Aata hai fer hat jata hai fer ek sec. K liye aata hai kya problem ho skta hai sir
Lm 358 change kijiy
Str pe 220 nhi aa raha kya karein ???
Kya relay change karne se hoga blue wali
Nice
Bhai hamare pas 925e2hai inwater on rahne par ac bolt dene par men me nahi hota hai in watar off rahne par men hota hai chargin bhi hota hai bhai kament
Sir aap apne address batayen mujhe bhi tereing Lena hai.
SMD resistance chahiye mil jayega
635 ki jagah 547 laga sakte hai kya?
Amran 700va Ka card hay masfet Jal gye the masfet driver Card Cheng kiya to uska control card bhi kharab hay 700va ki c.c alag hay kya650va ka card dal de to kam karega kya
Jake canecsan bhi alag ya uski maicro ic hi Cheng kar du kam karega help kijiye
❤❤❤❤❤❤
Sir Nexus 2.5kw 48volt ka pcu hai solar se generation 84v 9amp ata hay lekin pcu me display me bahot kam dikhata hay kya settings kare
Sir 24v microtek sine wave 1600va par charging seting wala vedio banaiye jisme kitne volt par cut lagega. High wale mode apr kitna cut lagega Or std mode par kitna cut lagega dono
❤❤❤
good
Dear sir inverter par 300w400w lod dalte hi battery low dikha ne lagta h aor battery ko ziyada der tak charge bhi nahi karta h battery bhi theek hai sir kya problem ka solution hai
Sir.... Main indactor jo on off on off hora hai... Tansper karap tah toh maine alag invater se chage kiya... Phele mains nahi aa raha tha... Out put ok hai.. Inver on kar k main dene se reley sound horaha hai... Plz solution bataye
लुमिनस का इनवर्टर है डबल बैटरी की है 24 वोल्ट जो की 250 वोल्ट आउटपुट कर रहा है उसका
1100 me charging biking kar rha but Barry charg nahi ho rha hai .iska mosfet ok gaya tha iske ugh pe p55 lagaye hai isse to problm kya
Transformer me se Ac output zyada araha hai to kya kare primary side 10/11 volt aaraha hai or secondary side ek coil me 8volt or dusre coil me 17/18volt aaraha hai to kya karein....?
charg so karta h par battry propar charg nahi hota
TCNL 635 transistor नहीं मिल रहा है तो उसके स्थान पर कौन सा transistor लगाए बताने की कृपा करें
TCNL 100
Microtek sw 875 E2 me battery me thik chalta hay par bijli Dene par bijli out hota hay fir backup hota hay Aisa continues chalta hay
Kya solution hay please bataye
Good morning sir mai Ajay Bihar se sir xp1400 me battery lo ka problem kaise thik krege sir prishet se bhi sahai nahai ho pa rha h
Sr 635 trnajistor nhi mil rahi hai kon sa lga sakte hi jo aram se mil sake
Hello bhai mere pass microtec shine wave smd eb 900 same kit hai usme do chanel ka drive sahi hai zo ki 4.5 and 4.5 volt hai but battry +wala side ek chanel pe 4volt aata hai ek side 13 volt maine mosfet change kiya giner diod change kiya 36 ohm ka resistance bhi sahi hai procesor ic se bhi 2.8,1.6,2.8,1.6 aa raha hai per mera 16 volt nahi ban raha
Please🙏 help
Charging on kar ne par mosfet phat jate hai kay problem hai sir ji video banaye isper
Ye transistor bhi badal Diya fer bhi charging led nhi aa rhi Kya problem hai 🤔 microtak eb 1100 hai
Micro ke 26 no pin pe volt nai araha hai dusra micro asi bhi change kiye phir bhi volt nai pahuch raha 26no pin pe kya kare sir
Hello sir ji
Sir 900eb v4 Microtek ke micro controller v driver ic ke voltage bataye v Driver IC se MOSFET tak ke voltage v pin detail bataye but slowly slowly thanks
हेलो नमस्कार सर हमारे इनवर्टर में माइक्रोटेक भी 900 में यह फालतू है कि कुछ समझ में नहीं आता दिमाग ही नहीं काम करता कि वह इतनी हैवी अंपायर से चार्जिंग करता है लगभग 40 से 45 कृपया कोई ऐसी वीडियो बनाएं जिसमें हाई चार्जिंग का समस्या का
Sir Mera Microtek inverter 1115 e2+ hai jis mei mains on rahata hai aur charging Nahi Hota hai Kya problem Hai Sir bata sakte hai
Sir jee mera miroteck eb900 hai problem ye hai ki ye change nahi ho pata hai
635N ke bale me kaun sa lage ga
Sir jee dt transfarmer me volt haf haf ban rahe hain fir v charjing nahi le raha hai Kaya kare ya uske aage Kaya chek kare
Tcnl 635 transistor ke jagah per kaun sa transistor use Karen
24x7 microtek ka driver problem ka video banaye sir
Ok next video me pka bnaunga
Transformer 350v/18.4-0-18.4 aapke pass. Milega.
Sir micro ke 26no. Pin par. Volt Nhi aa rhe hai micro ic bhi chenge kr ke dekh liya sir micro ic ok hai koi solution bataye
Sir drive 27 ,28 pin par 2 second ke liye drive aa raha hai Phir 0 volt ho jata hai probalam bataye
Sar mere pass sukam 650 VA inverter h sarees mein drive ki problem hai ek taraf driver rahi hai aur ek taraf drive nahin a Rahi sar pura practically bataiye IC se lekar MOSFET Tak test karna sikhaiye kaun si rishton hai kis value ki hai sar properly pura Bata dijiye video banaa dijiye sar ek please sar please
👍👍👍🙏🙏🙏❤️💯💯💯
Yahi board mere pas v h charging ke liye jo chhota wala transformer h usko ya uske aas pas dabane se charging leta h chhor dene pe charging v chhor deta h solution bataye
Sir, may v naya hu or repairing ka kam krta hu ,ek microtect ka inverter ha jo puri tarah se dead hai mains on nhi ho rha hai, Kya Kare sir
27 k sath short kar de kya
Or agar sir primary side par ac volt nahi ban raha ho to us conditione main Kya kren
Transistor 635 ke jagah 100 kaam karega
Mera v yahi sawal hai reply please 🙏
Mera bhi same yhi wala inverter hai or mujhe lgta hai ki ye battery ke full charge ho jane ke bad ye charge krna bnd nhi kr rha to kaise thik kre please help me 🙏
Charging light band hi nahi hoti hai humre inverter ki aur fan regular chalta rehta hai bhot preshan ho rakhe hai jisko dikho 500 le lega but problem slove nahi karta
Model= eb700 digital
Sirmicroteck inverter me mains aa rhapsody h charging light nhi jal rhi
Sar Ji mera inverter ka battery wala tar donon aapas mein bhirane mein Spark karta hai jaldi se reply kijiye
тнαикѕ ѕιя ʝι
Meri inverter me charging bhi show kar rha h, bllekin ho nhi rha, imper nhi nikal rha. Please reply
Sir dt transfarmer se 3.3 volt dono side se out kar raha hai aur charjing led v glow kar raha hai par charjing ampiear nahi aa raha hai aage bt 139 aur mini rile v change kar ke dekh liya par ampior nahi aa raha hai kaya kare
Microtek inverter hai BT 139 bich mein kar Diya hai Magar charging bahut jyada kar raha hai 35 empier kaise Sahi Karen
Sir microtek 715 e2+ me charging amp nhi aa rha hai c100 transformer 555 badal diya hai
Sir showing overload. What to do?