har kise nu ehi falat lagna jine de bettri nu 3 ja 4 saal ho gye ne te hun beckup ghat ho giya a asal vich tuhada invitar khrab nai hunda bettra hi khatam ho janda a
video काफी पसंद आया लेकिन testing बोर्ड भी अच्छा बना है , knowledge भी अच्छी है आपको लेकिन ये मरने वाले style में काम मत करो भाई । अगर साथ में कोई helper नहीं है तो crocodile clips का प्रयोग कर लो, लेकिन safty से का करो । be safe, all the best. 👍
Sir Namskar I am Anil Kumar from District Jhajjar Haryana se belong karta hu. Sir mere pass microtec 24 v double battery is inverter hai.sir mera inverter bhi water ko ubal deta h or jaldi hi pani shukh jata h. Sir double battery wale inverter is video bhi jaldi se banao.agar aapke h to please link dal do. Thanks sir . Video kafi achhi lagi pr achhe se samjh me aaya.
Inverter me 2 fuse hote h...dono lagane se bar bar fuse jal jate h ..or ek fuse lagane se hi inverter chal rha h...sir btaye ek fuse se chalane se koi dikkat to nahi ayegi na ab
Sir, maine Microtek ka SW eb 1100 pure sine wave inverter liya hai parantu usme charging cables (black & red) aluminium ki hain. Maine kisi video me dekha tha ki hum complain karke unhe change karwa sakte hain. Kya ye free me change ho jayegi abhi warranty me hai.
Microtek ki inverter aur exide ki 150mah battery hai .. inverter me charged dikha rha fir bhi battery ka water me movement ho raha ,,koi problem??? Aur pani 20 din me sukh ja raha.. service boy ne kaha overcharging ka problem hai.. aap guide kare
Sir Jee Mere paas Microtek UPS 1100 pure sine wave hai par uske wire aluminium ke hai n copper ke nahi. Usme battery water jaldi dry ho ja raha hai. Charging light blink hoti hai aur fan chalta hai phir thodi der baar blink hona band hokar phir fan band ho jaata hai. Par phir se wahi charging like blink ke saath fan chalu ho jaat a hai. Har 30-35 second me yahi chalta rahta hai. Battery tubular hai aur 5 saal older bhi aur inverter charging voltage aur current bhi std ya low pe hai jaise ki company se aaye the. Dikkat aluminium lead se hai ya battery purani hone se ya inverter se jo abhi sirf 6 months old hai, samajh nahi aa raha. Kripya help keejiye kyoki humare yahan aap jaisa experienced mechanic nahi hai.
Sir mere ghar me smarten bravo 1050 model ka inverter hai ye inverter 14.4v me bhi cutup nahi karta hai or battery me pani 7/8 days me sukha jata hai sir ye inverter problem hai ya battery ka problem hai ?
sir mera inverter continuously charging showing @Sir mera V guard prime 1450(1200VA) inverter & Amaron battery 90Ah. 1.battery water level -ok 2.terminal tightness checked- ok 3. Battery hitting issue. sir please help kariya kia karna he mereko??? or kisika idea he to bataiye bhai log...
Sir mera pass smarten 1050va pure sine wave inverter hai ye inverter charging time 14.67v me cut off hota hai or 10.66v me battery low indicate hota hai battery me 10/12 din ke bad pani sukha jata hai ye inverter me preset bhi nahi ye inverter 14.4v me charging cut off karne ke liye kya solution hai ?
Microteck 850EB, 12v 150Ah c20 flat battery ko 14.2 v se zyada charge nahi karta , charging ok hai, battery 7 saal purani fir bhi 50% backup deti hai solar charge controller se or grid dono se charge hoti hai per day time use hoti hai lekin paani 15 din main kam ho jaata hai , gravity & cell voltage ok hai, problem old hone ki wajha se hai, inverter ki wajha se hai ya solar ke wajha se hai, please bataye
tuhade ghar koi seyana nai a jdo banda bimar hunda ohda vi net to hi video vekh elaj karde ho kise kam karan wale sado tusi jina lgaya oh jada jande honge apne kam bare
luminous 1650 hai battery volt 14 ke age nhi jate battery full dikhata hai but amp 8.5 ke niche nhi aa rahe hai ...battery ka pani bhi jaldi sukh jata hai
ave ehna fuduya magar lag guma vi nai dai kite je lab vi giya ta a amper mitar to bina set nai hunda je guma ke tusi ghat karta ta jdo beckup devega invitar tuhade sare balab vagra fuse ho jane a keoki naal hi output vi vad jandi a a ehna nu ta video views naal nunda tuhanda chahe kina vi nuksan keo na hove bhout sare hathse ehna karan hunde han koi jina nu elctrical di thori jini vi akal nai hundi ohvi ghar misti banda a sara kuj video vekan naal nai ohnda koi ta apni jaan tak gva lainde han
Sir aapne jo board ki fitting ki huyi h uski bhi video banao sir ki kaise board ko banate hain.kaise ampare meter lagate hain . Please sir Thank you sir
Mera microtek sebz-1100 hai, recently inverter recharging indicator Continue charge le raha tha aur charging stop hi nahi ho raha tha battery bhi 10 se 12 dino me paani sokh le raha tha kripya is problem ka solution bataiye. Kya mera battery kharab ho chuka hai yai inverter? Aap invertr expert hai kripya apna shop address aur mobile no dijiye. Mai patna (bihar)se hu mujhe bhi apna inverter dikhana hai.
Mera battery bahut jaldi garam ho jata hai or back-up 5 se 15 minutes hi de pata hai battery ka pani bhi bahut jaldi khatam ho raha hai solution batayen kya battery change karna hoga kya, battery ka 3.5 year's ho gaya hai
😊Why my 1100 VA inverter Machine get heat up in idle Mode? (When neither charging Battery nor providing backup due to powercut) it stays cool while providing backup or charging.!! Do you know the logic behind it?
Even when the battery is fully charged, the inverter keeps charging it with some 45W-50W power to keep the battery fully charged, which is called Trickle charging, that is why it gets heated so nothing to worry about....
Bhai inverter bich me hi charging chodd deta h bss ek bulb jalta rhta h mains ka Or agrr light aayi Hui h or inverter chalu h to pure fitting me inverter ka current fale jata h v guard ka inverter h
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद, अभी अभी मैंने अपने माइक्रोटेक में सेटिंग की, बिल्कुल सक्सेस रहा
Apki Mahenat dusron ke liye kabile tarif hai ajit bhai. thank u very much
Thanks sir
@@powertak3780 bhai mara inverter kuch din sa humsa charging mode show karta ha
@@batmangaming7207Battery nayi hai ya purani hai
Ye hi problem Mera battery inverter me hy smj gya main I like video 👌 too good
बहुत ही बढ़िया बताएं है भईया आप ये सब इन्वर्टर में होता है
Nice video👍 sir thank you aisa video kisine bhi nhi banaya tha aaj tak
Hii brother I'm facing same problem with my inverter. I don't understand Hindi so can u please explain in English how to solve this problem...?
Problem solved very clearly. Thank you so much. Mere sucam falcon mein bhi same problem hai.
My inverter is facing same problem.Nice way of teaching,👍👍
har kise nu ehi falat lagna jine de bettri nu 3 ja 4 saal ho gye ne te hun beckup ghat ho giya a asal vich tuhada invitar khrab nai hunda bettra hi khatam ho janda a
bettri cng karke dekho ehni invitar shi lagna
1440 gravity full ne hoti 1480 ta full krta microtek inverter
Bhai aap bahut acchi video banate hai Samjha kar ek ek point ko thanks bhai
Ek ek cheej bhut bareeki se batayi bhai,,good
Bahut achchi jankari diye hain. Dhanyavad 👌👌🙏🙏❤
Thankyou thankyou soo much sir bhut acche se smjaya thankyou thankyou soo much ❤❤
video काफी पसंद आया लेकिन testing बोर्ड भी अच्छा बना है , knowledge भी अच्छी है आपको लेकिन ये मरने वाले style में काम मत करो भाई । अगर साथ में कोई helper नहीं है तो crocodile clips का प्रयोग कर लो, लेकिन safty से का करो ।
be safe, all the best. 👍
Vary use full information, thank you so much 🙏 sir ji
Excellent video .Very much informative. 👍💐
Bohot badiya विडिओ हैं भाई 🌹चलो आपको सुब्स्क्रिब कर लिया 😄
Bhai mera Eastmanka inverter battery ka Pani Sukha de raha bahut badhiya samjhaya
Thank you very much for making such video.
Excellent teaching 👍💐
अदभुत जानकारी दी भाई साहब
Sir aap ke video bhut ache hi
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👍👍👌👌👌
Kya ye hi process Luminous sine wave 1100 ke liye bhi hai? Please reply
Thank you sir,ek video battery kharab hai ya sahi is par bhi banaye
Thanks for this real problem video
Sir Namskar
I am Anil Kumar from District Jhajjar Haryana se belong karta hu.
Sir mere pass microtec 24 v double battery is inverter hai.sir mera inverter bhi water ko ubal deta h or jaldi hi pani shukh jata h.
Sir double battery wale inverter is video bhi jaldi se banao.agar aapke h to please link dal do.
Thanks sir .
Video kafi achhi lagi pr achhe se samjh me aaya.
Very nise sir ji guruji pranam
Guru g nice video
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद
24v inverter ka
low battery voltage
full battery voltage
batayiye🙏
Very good information... Great
Great work sir
👍👍👍👍👍⚘⚘⚘⚘⚘🙏🙏🙏
Inverter me 2 fuse hote h...dono lagane se bar bar fuse jal jate h ..or ek fuse lagane se hi inverter chal rha h...sir btaye ek fuse se chalane se koi dikkat to nahi ayegi na ab
Very nice, knowledgeable able
Output voltage se bhi thik kar sakte hai bro
बॅटरी ओव्हर चार्जिंग कर रहा और बॅटरी गरम हो रही कंटिन्यू मे तीन लाईट लग रहे
Sir, maine Microtek ka SW eb 1100 pure sine wave inverter liya hai parantu usme charging cables (black & red) aluminium ki hain.
Maine kisi video me dekha tha ki hum complain karke unhe change karwa sakte hain.
Kya ye free me change ho jayegi abhi warranty me hai.
Very nice video sir , kindly tell me how to set low battery cut in Luminous ups 675 model 🙏
Very useful information लेकिन मेरे inverter 925 e² + me preset hai hi nahi और मैकेनिक pcb बदलने को बोल रहे हैं। मार्गदर्शन करे
Sir ya inverter sine wave hai ki square wave hai kya
Microtek ki inverter aur exide ki 150mah battery hai .. inverter me charged dikha rha fir bhi battery ka water me movement ho raha ,,koi problem??? Aur pani 20 din me sukh ja raha.. service boy ne kaha overcharging ka problem hai.. aap guide kare
Same mera bhi Bhai sb kuch wahi problem h wahi company ki battery inverter bhi h
Bhai mera bhi kaise sahi hoga bta do
Sir amaron ka invertor bhi same method se check hoga
Sir Jee Mere paas Microtek UPS 1100 pure sine wave hai par uske wire aluminium ke hai n copper ke nahi.
Usme battery water jaldi dry ho ja raha hai.
Charging light blink hoti hai aur fan chalta hai phir thodi der baar blink hona band hokar phir fan band ho jaata hai.
Par phir se wahi charging like blink ke saath fan chalu ho jaat a hai.
Har 30-35 second me yahi chalta rahta hai.
Battery tubular hai aur 5 saal older bhi aur inverter charging voltage aur current bhi std ya low pe hai jaise ki company se aaye the.
Dikkat aluminium lead se hai ya battery purani hone se ya inverter se jo abhi sirf 6 months old hai, samajh nahi aa raha.
Kripya help keejiye kyoki humare yahan aap jaisa experienced mechanic nahi hai.
Sir mere ghar me smarten bravo 1050 model ka inverter hai ye inverter 14.4v me bhi cutup nahi karta hai or battery me pani 7/8 days me sukha jata hai sir ye inverter problem hai ya battery ka problem hai ?
Kya DOD 20% battery life k liye aacha hai?
Bara wala इनवर्टर पे 7 amper का बैटरी use कर सकते है
अति सुन्दर प्रस्तुति
Kya ye same problems eb 900 me bhi aata hai
Excellent job sir
sir mera inverter continuously charging showing
@Sir mera V guard prime 1450(1200VA) inverter & Amaron battery 90Ah.
1.battery water level -ok
2.terminal tightness checked- ok
3. Battery hitting issue.
sir please help kariya kia karna he mereko??? or kisika idea he to bataiye bhai log...
Preset ko clock wise ya anti clock wise kis disa me ghumayen.
Sir mera pass smarten 1050va pure sine wave inverter hai ye inverter charging time 14.67v me cut off hota hai or 10.66v me battery low indicate hota hai battery me 10/12 din ke bad pani sukha jata hai ye inverter me preset bhi nahi ye inverter 14.4v me charging cut off karne ke liye kya solution hai ?
Apki shop kha pe h??
Sr inverter ka under ka wiring kese hota hai uska ek vedio banaye please
Thanku sir I am Rajbir Padha hr
Thank you ❤
Sir kaise ghumana hai ghadi ki disha me ya uski ulti disha me
Hello sir es preset ki value 2-3 din me Kam ho jati hai sahi karne ke baad bhi kya kare
Super information Thank you Sir.
Microteck 850EB, 12v 150Ah c20 flat battery ko 14.2 v se zyada charge nahi karta , charging ok hai, battery 7 saal purani fir bhi 50% backup deti hai solar charge controller se or grid dono se charge hoti hai per day time use hoti hai lekin paani 15 din main kam ho jaata hai , gravity & cell voltage ok hai, problem old hone ki wajha se hai, inverter ki wajha se hai ya solar ke wajha se hai, please bataye
tuhade ghar koi seyana nai a jdo banda bimar hunda ohda vi net to hi video vekh elaj karde ho kise kam karan wale sado tusi jina lgaya oh jada jande honge apne kam bare
Same yahi problem h kiya peeche ka fan bhi bana ho jata h sir
how to do in luminous zelio 1100 inverter? please make a video on it.
Hello mere wale microtack invertor me charging wala endcator light hone pr bhi off rhta h kbhi kbhi chrging krta h kya mtlb h uska
Mere purana Microtek wala inverter hai 550VA wala , lekin uspe blue preset nahi hai. Uspe kaise thik kare ?
Is video ko dekh kar mera masla HAL Ho Gaya
Sir 400va ka inverter hum UPS ki battery per chale sakte hai Kya.please reply
14 voltage hi chide hunde beckup hi vad ghat hona a hor ki
luminous 1650 hai battery volt 14 ke age nhi jate battery full dikhata hai but amp 8.5 ke niche nhi aa rahe hai ...battery ka pani bhi jaldi sukh jata hai
Excellent 👌
Bhai charging selection ka light green hai baki time red rahta tha aesa kyu btaye pls.
Luminous inverterpe eisa karsaktahu?
Sir mere EB1100 inverter me preset button hi nahi hai .to mai ye over charging ka problem kaise thik karu
ave ehna fuduya magar lag guma vi nai dai kite je lab vi giya ta a amper mitar to bina set nai hunda je guma ke tusi ghat karta ta jdo beckup devega invitar tuhade sare balab vagra fuse ho jane a keoki naal hi output vi vad jandi a a ehna nu ta video views naal nunda tuhanda chahe kina vi nuksan keo na hove bhout sare hathse ehna karan hunde han koi jina nu elctrical di thori jini vi akal nai hundi ohvi ghar misti banda a sara kuj video vekan naal nai ohnda koi ta apni jaan tak gva lainde han
Please make a video on Eb900 microtak inverter to reset battery charging (over charge)
Bhai aap ki shoop kaha pe hai
Bhai 24 volt Wale Inverter Ka Cut off Kitne volt par Hona Chahiye Please reply bhai
Bhaiya ji❤ sukame inverter me pre set nahi hota he uska kya kare bataiye ?
Hi sir Mera inwater luminous Cruze 2kva. Pani 15 din ma kam hi jata h. Low battery 22v. Full battery 28.7v please help me
Sir aapne jo board ki fitting ki huyi h uski bhi video banao sir ki kaise board ko banate hain.kaise ampare meter lagate hain .
Please sir
Thank you sir
Bhai video bani hui hai
Sir aapke board pe jo dc ampere meter hai vo kaha milega....plz link send kijiye sir....plzzz
Mera microtek sebz-1100 hai, recently inverter recharging indicator
Continue charge le raha tha aur charging stop hi nahi ho raha tha battery bhi 10 se 12 dino me paani sokh le raha tha kripya is problem ka solution bataiye. Kya mera battery kharab ho chuka hai yai inverter?
Aap invertr expert hai kripya apna shop address aur mobile no dijiye. Mai patna (bihar)se hu mujhe bhi apna inverter dikhana hai.
Agar 2 batteries ka inverter ho to kese set kare
2 batteries full kitne point par hogi 150ah ki
Sir mera sukam shiny 900va ka inverter continue charge krta hai. Battery 150 ah ka hai. 7 year old hai battery voltage 12.50 volt hai.
Sir invetar me battery light blink Karna band kar de to vo ek dum se charging Karna band kar deta hai
Mera battery bahut jaldi garam ho jata hai or back-up 5 se 15 minutes hi de pata hai battery ka pani bhi bahut jaldi khatam ho raha hai solution batayen kya battery change karna hoga kya, battery ka 3.5 year's ho gaya hai
Good help for me for foult finding.
Dhanyawad sir you are a great teacher
इस प्रॉब्लम को ठीक करने में कितना खर्च आता है
Dc12v/24 vot connection kaise banae ho video banakar upload karo sir.....
Luminous 150ah multimeter par abow15 volts dikha rahaahai.consa problem hai
Agar koi invetre 24amp se battery charging karta hai to kya sahi hai ya nahi , 150 battery h
Apne vah battery nahi dikhaya jinpar pahele battery auto cut off nahi le rahi thi aur badme cut off lene lagi?
Microtech eb 900 March 2020 model continue charging problem kaise solve kare, help me
set kesekar auparkitaraf authaye ya nicheki taraf bataya nahi aapne 🤔
Sir ehi porblem hamare nxg 1100 me hua hai kaya kar sakte hai
😊Why my 1100 VA inverter Machine get heat up in idle Mode? (When neither charging Battery nor providing backup due to powercut) it stays cool while providing backup or charging.!! Do you know the logic behind it?
Even when the battery is fully charged, the inverter keeps charging it with some 45W-50W power to keep the battery fully charged, which is called Trickle charging, that is why it gets heated so nothing to worry about....
मुझे ek ऐसा मीटर बोर्ड बनाना hai जो kitna batries बचा हुआ है और kitna amp se चार्ज हो रहा है कितना लोड है sab बताए कैसे बनेगा आप बना सकते हैं
Time to switch to the Luminous icon 1100.
Ev700ka over charging batayen modol2024 hai
Bhai inverter bich me hi charging chodd deta h bss ek bulb jalta rhta h mains ka
Or agrr light aayi Hui h or inverter chalu h to pure fitting me inverter ka current fale jata h v guard ka inverter h
Good सोल्यूशन
Sir mere pass isolation steplizer hai 4kv ka usko mai generator par voltage ke liye use kar sakta hu kya dj chalne ke liye please confirm sir
DJ per manual stabilizer chalta hai
@@powertak3780 isolator steplizer ko manual stabilizer banwa sakte hai sir...?
@@Krishna.bhummi Transformer ki typing check karna padega
@@powertak3780 1side 2 wire hai 1 side 3 wire hai
Sir I have Exide 650va inverter it is going to be overcharge what can do
Luminous Nxg 1100 Inverter over charging battery problem iska vediyo banabe