Assalamuallekum,,baji bohot khoob achcha masala banaya aapne or chhoti chhoti tips jo aapne video ke doraan di hein uske liye bhi thanks,,,baji kiya aap pasande banana sikhayeingi plz,,,,
Masha'Allah kitne behtareen alfaz ke saath sikhaya hai aapne... Hum sachme khana banane mae kuch nahi hai.. Bas sikhna shuru kiya hai. Jazakallah Baaji.
Aoa.. Api m from pakistan... Bohhht achi lagti hen apki recieps.. Abhi shadi hui hai sub try karti hu khooob tareef leti hu.. Apka shukriya.. 😘😘ab garam mashalah bhi trx karu gi..
बहुत सुंदर ढंग से जानकारी देने का।और आपकी विडियोज छोटी और जानदार होती हैं।थोड़े समय में सब कुछ बता देना यह आपकी कला है।बहुत कम लोग हैं आप जैसे।इस मसाले ने तो जान डाल दी खाने में। बहुत बहुत शुक्रिया।
Very nice, Aap ki recipe buhut achi hoti hen MA SHA A ALLAH. M Pakistan m ZAIQA Dilli k naam se food business Kar na chahta hon, to Aap ki ijazat ho gi? Meri naani & Nana bhi New dehli m chtli qabar k rehne Vale the, aur meri valid (marhoma) k hat m bhi Kamal ka zaiqa tha, lekin Un ki zindagi m Hamen UA-cam ka pata bhi nahin tha. Varna meri valda ko bhi dunyan kanti. Beher hal m Aap k jawab ka Intezar Karon ga.
aadab mohtama ji mai naresh choudhary aap ki banai kafi recipe ko sabsay achha manta hoon kyonki aap recipe k saath jankari bhi kafi umda batati hai jo kabile tarif hai
Baji maShaAllaah aap ki recipes hume pasand hain. Lekin aap masalon ki sahi quantity nahin batati. Table spoon ko bhi aap tea spoon bolti hain jissey sahi idea nahin milta. Aap please gram me har cheez ki quntity bataya Karen.
"humare taste ne nahi pakda" 😂😆aunty aapki boli bahut pyari hai,bilkul humari aligarh wali dadi ji jaisi,vaise aapka bachpan UP ke kisi seher main bita hain kya ,
Api I like u😊😙Api isme husband k naam se id bani hui h but I am a lady not man.... 😅apki avaz sunkr dil khush ho jata h ALLAH aapko achi sehat or tandrusti de kamiyabi k sath ab bs pavbhaji k masale ka intezaar h
Mere garam masala me Shayad chakri phool zyada hogayi he Toh masala Salan me bahut kadwa lag raha he salan kadwa teste aaraha he Toh use achha banau pls help
Aoa aap n tsp use kiya hei garam masaley m ya tbsp kun k 1 tsp m itna ziyada nahi aei ga please explain hum is m dhanya nahi daltey lekin ab istemal kar k dekhein gei
Aoa, Baji jaan apki tamam recipe or tip's mujhy boht pasand hain me apni betiyon k 7 apki videos dikhti hon taake un me b apka Huner ae , Thank u so much.
Agar app is garam masala ma citric acid (tatri) aik chutki daldan to zyada arsy ka lya save hosakta ha citric acid as preservative kam karta ha achi recipe ha
Best garam masala.. gosht m yhi masala best lagta he.. mene aapki recipe se kai baar ye masala banaya h behtareen zaika aata he. Jazakillaho khaira❤
ap bhut achhe tarike se bnati h...👌👌
ap gosht ki recepi bhut achhi tarike se btati hain thanx mam......
These spices make Indian dishes more delicious and also more palatable
Jazakallah khair sister for the recipe ❤️
Aap ki recipe bahut acchi Lagti Hai Aisi aur Achi Achi recipe batate Rahi a
+Let's Tech ji
Pyare s comment k liye bht bht shukriya
Inshallah aapka support Raha to or b achhi achhi Recipes share karte rahenge
Humne aapke tarike se banaya garam masala....sabji ka taste double ho gya ..thanku mam
Bahut badhiya Masala recipe h thanks for sharing mam 👌
Assalamuallekum,,baji bohot khoob achcha masala banaya aapne or chhoti chhoti tips jo aapne video ke doraan di hein uske liye bhi thanks,,,baji kiya aap pasande banana sikhayeingi plz,,,,
+seher Hussain ji
Pasande hamare channel par dale hue hai aap ba asaani dekh sakti hai
I will try.Kushbu to khoob hai.
5 saal se use kar rahi hai ..kamaal ka garam masala hai..bahut shkriya
Bohot bohot shukriya dear
Assalamualaikum
Aap Masha Allah bahut ache se sb kuch smjhati hain
Walekumassalam dear shukriya
चक्र फूल मे किस तरह का जायेका होता है ?
Achchi information hai mashaALLAH aur masala bhi
+Delhi UP Vidharbha Khane* Cook with Nilofar Sarwar ji
Thank you
Masha'Allah kitne behtareen alfaz ke saath sikhaya hai aapne... Hum sachme khana banane mae kuch nahi hai.. Bas sikhna shuru kiya hai. Jazakallah Baaji.
Your welcome
Very good way of telling the recipe of garam masala.
I tried making and yes it is toooo good.
Thanks for your recipe.
Your welcome
Aoa.. Api m from pakistan... Bohhht achi lagti hen apki recieps.. Abhi shadi hui hai sub try karti hu khooob tareef leti hu.. Apka shukriya.. 😘😘ab garam mashalah bhi trx karu gi..
+Ar Khan ji
Walekumassalam dear happy married Allah sari khushiyan de aameen
oh ic jaur
As salaamu alaikum Aunty main homemade garam msala bnaya hai maa shaa Allah bohat acha bna hai Jzak Allah Aunty Allah Hafiz Love you Aunty 😙😙😙
+Hanzla Akhtar ji
Walekumassalam dear & Thanks for follow us love you too
Aslamuallikum masha allha zabardasth tareeq hai
Aadh bhona hwa aur Aadh bena bhuan huwa 👍
AP k Khan bohaaat may k hoty hn mashallah
baji aapki sabhi recipe bahot Acchi hoti hai Mai aapki fan Ho 👌🍗
Thank you sister
Thanx aapaji 🙏🙏💐💐aapne left hand m bangles kyu nhi phni... Bengals se aapke haath bahut sunder lgte hn😘
aap bahot achchi hain...aap bachcho ki bhi fikr kar rahi hain.....u r very nice
+Saba irfan ji
Thanks a ton
لاجواب بہترین
sukriya my ny dakh liya jazakallhkhar appa
+Um Fahad ji
Aap ka bhi shukriya
baaji aap ki fry pan toh badi cute si hai...btw ye aluminium fry pan hai ya non stick n isse online kahan se lena hai hume...thanks
Asslama allikum baji allah or nabi pak aise hi karm bnaye rakhe aap pr
Going to use your recipe thanks
+kashifa abbasi ji
Thank you so much
bahut bahut shukriya Behan. Aap jo bhi banati hain dil se banati hain. Thanks...!
+Ashwani Arya ji
Thanks for your appreciation
Assalam walekum aapki hr recipe ham tray karte h is liye aap ko bhot shukriya
😚excellent..
Waaao behtreeeen apa. Kiya naat hy
Assalamalikum baji ap ne shazeera ka aste mal nahe kya q
Hum esko kis kis chezo me us KAR skta hai
baji aap ko salam aap ki allo ghost shurba banaya bhout alla bana.aur main pakistani hoon ur dubai kam krta hoon
बहुत सुंदर ढंग से जानकारी देने का।और आपकी विडियोज छोटी और जानदार होती हैं।थोड़े समय में सब कुछ बता देना यह आपकी कला है।बहुत कम लोग हैं आप जैसे।इस मसाले ने तो जान डाल दी खाने में।
बहुत बहुत शुक्रिया।
Mai apke style ka fan hu Allah apko aise hi achhe achhe video bnane ki taufiq de
Lal mirch kon dalta hai
Bohot achcha masala hai appi
Can we skip jaifal and javitri?
quantities doesn't look like 1 tsp...more like 1 tbsp
Baji agar peprika na ho to kashmeri powder lele
Aslm wlkm...aapa..
Wo zeera h ya shah zeera....
Zeera
Aapne is me laung aur kali mirch nii daily. Test kya acha rahega kya
Yes accha rahega
Wah beech ka rasta nikaliya aunty aapnay🤷♂️👍
Very nice, Aap ki recipe buhut achi hoti hen MA SHA A ALLAH.
M Pakistan m ZAIQA Dilli k naam se food business Kar na chahta hon, to Aap ki ijazat ho gi? Meri naani & Nana bhi New dehli m chtli qabar k rehne Vale the, aur meri valid (marhoma) k hat m bhi Kamal ka zaiqa tha, lekin Un ki zindagi m Hamen UA-cam ka pata bhi nahin tha. Varna meri valda ko bhi dunyan kanti. Beher hal m Aap k jawab ka Intezar Karon ga.
Aap ki sab dish bohot bahtar hai.
aadab mohtama ji mai naresh choudhary aap ki banai kafi recipe ko sabsay achha manta hoon kyonki aap recipe k saath jankari bhi kafi umda batati hai jo kabile tarif hai
+Raj Choudhary ji
Your welcome sir thank you
Me bhott badhi fan hu apki.. Aap khan rhti hai me aapse milna chahti hu.. Ek Maa ki tarha sikhati hai aap...
Aapka toh jawab hi nhi hai
I want to try al ur receipes, thanks a lot, u r excellent
+Jessy Stella Misquith ji
Thank you
ji ahar kaun sa test zada accha huga bhuna ya bina bhuna plz batay dhanya dalna zarori h
Half grilled and half raw garam masala .brilliant idea
+Miss Fit ji
Thank you sister
ap ki Sab receipe bahot achhi hai
+Nisha Valani ji
Thank you
Ham esme tezpatta bhe le sakye he baji please reply
Yes
You are so simple and have very nice way of telling the recipe
+Nazia Siddiqui ji
Thanks for your appreciation sister
Aapa aap ki chooriyan ❤️
Baaji aapne normal jeera liya hai ya shahzeera?
Normal jeera
Assalam Alaykum
Which brand did u use for grinder? I hav a hard time deciding which one to buy. JZK
Ek kg bnane Ka list bta dijiyega mam, kya chij kitna Lena h,.
Baji maShaAllaah aap ki recipes hume pasand hain.
Lekin aap masalon ki sahi quantity nahin batati. Table spoon ko bhi aap tea spoon bolti hain jissey sahi idea nahin milta.
Aap please gram me har cheez ki quntity bataya Karen.
mam jeera hai yaa fir
Shaah jeera? plz reply
Zeera he
"humare taste ne nahi pakda" 😂😆aunty aapki boli bahut pyari hai,bilkul humari aligarh wali dadi ji jaisi,vaise aapka bachpan UP ke kisi seher main bita hain kya ,
Yes u.p me Hapur me mera ghar hai.
Try karunga
Assalamualaikum kaha kre
कौनसा चीज कितना पड़ा है यानी हर सामग्री की मात्रा नहीं बताई हैं
Api I like u😊😙Api isme husband k naam se id bani hui h but I am a lady not man.... 😅apki avaz sunkr dil khush ho jata h ALLAH aapko achi sehat or tandrusti de kamiyabi k sath ab bs pavbhaji k masale ka intezaar h
+Imran Khan ji
Bohot bohot shukriya dear aapke pyar ke liye pav bhaji ka masala aap hamare dusre chennal samina,s kitchen tips par dekh sakti hen
asalam nice
Mere garam masala me Shayad chakri phool zyada hogayi he Toh masala Salan me bahut kadwa lag raha he salan kadwa teste aaraha he Toh use achha banau pls help
Zabardast👍
Tez patta nahi liya h. Hamlog tez patta bhi dalte h.
Aoa aap n tsp use kiya hei garam masaley m ya tbsp kun k 1 tsp m itna ziyada nahi aei ga please explain hum is m dhanya nahi daltey lekin ab istemal kar k dekhein gei
Meri aunty bhi channel chalati h... Yummy recipe
Oh nice
Aapne ye nhi bataya kaun sa wala jyada achcha hoga bhuna wala ya kachcha wala
Ye hamara wala bnayen
Hum log shahzeera bhi gram masalay may daltay hay kaya sahi hay ya nahi please reply
Mam this masala powder can be used for any dish is it. Thank you mam
Yes dear
So what is difference between haleem masala and garam masala
How much gol mirch ?
ici ka he intazar tha Baji your are number one
Love your confidence keep going Allah khushiyon sey nawazey app ko ameen
Nsid sid were nice
U too sister
Nsid sid ,
Pushpa Poojary sambarpowder
Adrak ki Chatni
Tez pan patta nahi dala apne?dala jata hai ya nahi?
+nasreeen ansari ji
Ham nahi dalte aap dal sakti hen Thanks
Ap bohat sughar hain bohat acha khana banana jantry hain
Hi Mam es se sabji ka Color kala toh nahi hoga ??
No
Grinder konsa hai aunty?
Phillips ka he
بہترین
bohot hi achchha hum jaroor banayege
+kushal dhasal ji
Thank you so much
Assalamualaikum kaunsa zeera shazeera ya baghar ka zeera lena hoga mam
Walekumassalam dear bagahr ka zeera
Assalamu Alaikum apne zeera kaha zeera ya shah zeera
Walekumassalam dear normal zeera
Matra tol me btayen hr cheej ki
Salam
aapne shahijira use kiya ya jo rojana use karate hai wo wala? kyon ki garam masalo me almost Shahjira use kiya jata hai na
+Zainab Shaikh ji
Shahijira daala hai
shukriya
Qué delicioso buena presentación nutritivo excelente video !!
May subha uthtay hi. Apka chanel check karti hu k kaya h intresting
behtarinn! Allah hafiz.
+Dambu t ji
Thank you
baji ye shahi zira he ya sada zeera
+Ali Adi Khan ji
Sada zeera
Very nice mam
Kali mirch kitni dalni h please quantity Btaye sb ingredients ki
+Seema Oberoi ji
Quantity or ingredients humne description box me diya hua he
Aoa, Baji jaan apki tamam recipe or tip's mujhy boht pasand hain me apni betiyon k 7 apki videos dikhti hon taake un me b apka Huner ae , Thank u so much.
+Mehwish Ahmad ji
Walekumassalam aap ka baji jaan bohot accha laga aap ki itni jyada mohabbat ke liye bohot bohot shukriya
ADHA IDHAR aDHA UDHAR --- iss mein Sari quantities Confuse Ho gain??
Agar app is garam masala ma citric acid (tatri) aik chutki daldan to zyada arsy ka lya save hosakta ha citric acid as preservative kam karta ha achi recipe ha
i put garam masala ( ur recipe) in qoorma
awesome taste and color of the qoorma is too good thanks
+Nuzhat Imran ji
Mujhe Khushi hui ke aapko hamari videos pasand aai
Thanks for video