Bhai 3 4 mhine se Over thinking se bht problem m hu hmesha thoda bhi sochta hu to ghabrahat si start ho jati h nagative thoughts aate h mind m apne liye sote huye bhi mind m thought chlte rhte h jagta hu to bilkul ajeeb sa feel hota h mann ekdum ajeeb sa rhta h thoda headache bhi rhta h plss kuch advice dena brother kese y control ho skta h 😢🙏🙏 plss brother reply krna m wait krunga apke jabab ka🙏🙏🙏
medicine yaisi work karti hai ki woh dimag mein serotonin ka level badha deti hai, serotonin ek important neurotrasmitter hai..woh mood or anxiety control karta hai...normal insan ke paas biochemical normally balanced hota hai lekin depression and anxiety wale insan ke dimag mein biochemical imbalanced hota hai... Lekin kuch times year or mahine ke baad jab SSRIs hamare dimag mein puri tarah se biochemical balance karde ga tab hum yeh chod sakte hain...mujhe social anxiety disorder hai...main CBT ke sath rTMS(Trascrainial Magnetic Stimulation) kar raha hun...mujhe SSRIs or SNRIs koi effect nahi kiya.....
@@criccrinzy9845 mujhe medicine se koi khas asar nahi pada kyun ki mera case severe lagraha hai mujhe...maine 4 mahino tak SNRIs liya lekin symptoms jyun ko tyun huwa....aba main apne brain mein electric currents dalne jaraha hun...is therapy ko rTMS kaha jata hai....hai to yeh ECT ke hi jaisa lekin ECT severe depression ke liye hai....lekin mein CBT ke practice bhi alag se kar raha hu...
its very informative and nice video about psychology. Was wondering if i can help you edits your video and also make highly engaging shorts out of them.
Anand bhai aapko bhut bhut thanks aap bhut acha kaam kar rhe hain aapko mai apne anxiety wale dino se sun raha hu aapne meri bhi kaafi help ki thi us samay aur ab mai isse thik hone ke baad kaafi samay se koshish kar raha hu ki logo ko help karu isse nikalne me
medicines are not always quit in all cases. There are 50 50% that you have to continue your medicines through rest of your life. Because there is high tendency, even after completing your medication, you can relapse after 3 to 5 years, which is also 5050%. It depends on how much you have worked on yourself and Dr Kanhaiya is very junior Psychiatrist. I have trained over 4000 psychiatric students.
1. First of all I want to thank U because you have trained 4000 of your doctors . Still you got so much time to comment on my video. 2. And if you are such a great doctor ….. why do you still need to copy paste from Google article? 3. And Dr. kanhaiya I think people know him better than you .. 4. Next time you need create a fake ID of another doctor LOL 😂😂
Me olanzapine medicine 6 year se kha rahi hu .Is olanzapine insommia and sizophenia ko di jati he .ab mujhe is medicine ko sodna chahatihu par agar me is olanzapine medicine nakhau to mujhe bohot problem aati he.bhai me is medicine ko kaise sodu .
Maine apni anxiety shuru hone ki story ko apni es channel me upload kiya hai aap jarur sune aapko acha lagega aur vaha comment bhi kare jo aapko puchna ho
Mere ak relative icu main admit the .unki khabar aun kar dar gaya aur lagne laga ki main bhi isi tarah bimar hojaunga . Mrjauunga har vakt yahi dar lag raha hai.uske bad chakkar pet dard ulti sir dar chest main jakadan bharipan. Acidity gas . doctor ke paas gaya to dava diya thoda sa gas acidity thik hua.but ab bhi lagta hai main thik hun kabhi achanak se marne ka dar ajata hai lagta hai ki ye kiya to mar jaunga ye ho raha ab kuch hoga .ye sochka heartbeat badh jata hai phir kuchh der bad lagta hai.sab thik hai . phir marne ka dar thakan body pain halka acidity hai abhi dar bhi pahle se kam but kabhi kabhi achanak ajaraha hai. Lagraha hai khele jata hun to lagata hai ab deth ho jayega .kush hota hun tabhi achanak se dar ajata hai.kya abhi ye bhi anxiety hai please 🥺 bataye
Hlo anand bhai apko dekh kar bht khusi hoti h dekh kar apne anxiety ko beat kya Anand bhai mjhe b 3 sal s anxiety h me 2 sal s clonazepam, escitalopram tablet le rhi hu isse meri sexual life bht badtar ho gyi h me unmarried hu lkin jb b mere ghr wale meri shadi ki bat krte h to meko phobia ho jata h bhai ab ghr walo ko kese btau m medicine lene s phle blkl sahi thi ab nhi hu kya Bhai ap bta skte h m phle jesu ho jaungi bhai plz mere msg ka reply zrur kre m bht preshan hu or abhi meri age 21 sal h zindagi or maut k beech m hu aage kuaa peeche khayi
Humo ko 3 sai strees tha lekin mein koi dawa nahi liya stress ke liye mein natural koshis kar raha hu theek karnai ke liye subah uthkar anulom vilom karta hu or kapalbhati karta hu or brahamari prayanam karta hu or meditation karta hu theek hojayega try karo theek hojayega
Bhai Mujhe Bhi Last Year 6th sep 2023 ko chest pain hora tha panic attack or mai itna dargaya tha jaise k mujhe heart mei pain hora hai or mujhe kuch hojayenga maine apni gadi side mei park kar k ghar pe call kiya or bataye k mujhe aisa prblms hora hai or aisa lagra hai k meri saans kam hori hai or meri jaan nikal jayengi jaise waise mai apna watsapp pe location share k ghar tak pohch gaya bt mai pain se boht pareshan tha toh fmly ne mujhe mere ghar k pass saboo siddique hospital leke gaye or waha ECG karwaye toh report normal aaya fir doctor ne ek or test diya tropty jis se pata chalta hai k ye heart attack pain hai ya dusra toh woh report 3 hours k baad Alhamdulillah normal aayi doctor bola ghar jao kuch bhi nhi hai normal hai but mujhe ye sab prblms hote jari thi fir maine dusre doctors dikhaye jo jo pehchan k thhe jitne bhi woh report k dekh bole ye sirf pr airf anxiety hai stress ki wajah se hora hai jise mujhe dil ki dhadhkane fast chalna saans fulna short breething bp high hona chest mei pain bhari pan rehna head pain hona nind nahi aana hamesha se dar lagta tha k abhi kuch hojayenga fir mere physion doctor ne 2d Echo Karwane kaha woh bhi karwaya Alhamdulillah report normal aayi doctor bola tumhara heart ka masla nhi anxiety hai yani jitne bhi doctors ko dikhaya woh sab yahi kehre thhe anxiety baki kuch nhi hai sochna chod do sab sahi hojayega maine sabhi test karwaye hai even Xray Sonography blood test mei bhi sabhi test karwaye Alhamdulillah Sabhi normal or ye roz ka hogaya tha subah utho kuch na kuch dar sata tha jabke report normal hote hue bhi aisa lagta tha k kahi kuch prbm hai jo pakad mei nhi aari fir mai hamduley cardiac doctor hai unko dikhaya woh bhi bole anxiety hai or unho sirf bp ki dawai chalu ki jis se mujhe aram aaya fir maine apne ap decide kiya k ye sab ek Trap hai anxiety ka jis se mujhe bahar nikal na hai warna isme rahenge toh aagey nhi badh sakenge isliye maine sirf bp ki dawai chalu rakha or move on kiya himmat kar k sabr k or soch ko dimag se hata k yahi k jo prblms hori mujhe sirf anxiety hai jis se mujhe jitni prblms hai woh sirf Anxiety ki wajah se hori hai or fir mai Alhamdulillah sabki dua se mai iss se bahar nikal sirf 4 mahine mei or fir apni life mei jo routing hai usme bzy hogaya or tabse leke ab tak Alhamdulillah ekdum swasst hu or mast Allah Ka shukr kabhi kbhi hota hai kch prblms bt usko avoid kar deta hu or normal hojata hu toh sabse guzarish ap bhi sabhi log ho sakke toh is anxiety se bahr nikalne ki koshish karo himmat kar k or ha agar ap log chahte ho k mai anxiety pe mai videos banao meri anxiety cure pe toh plz msg me comment karo or mere youtube chnl ko subscribe karo zyada se zyada taake mai video bana k dalu or comments karo mujhe video bana na chiye ya nhi mai mere youtibe channel ka link share kar ra hu ua-cam.com/users/shortseAuP_apkhVY?si=aHxl2DwAp1oaZFKg iss link ko open kar k subscribe karo or msg karo anxiety pe ta k mujhe pata chale kitne log chate hai video banao or mera instagram id kp_do_never_quit
Muje bhai kuch bhi khana khane ke baad dakar aati he phir thodi der baad chest me bhari lagta he saans ki dikkat rehti he aur abhi death ho jayegi esa hi lagta he
Bhai mujhe past incident overthinking karne ki problem hai sir me hamesha bharipan jakdan hota hai negative thoughts aate hai kuch kaam me mn nhi lagata mn dukhi rehta hai past incident ka thought hamesha dimag me chalta rehta hai self blame or guilt hota hai ghabrahat bechaini rehti hai chidchidapan hota hai or bhi kai saare symptoms hai
Maine apni anxiety shuru hone ki story ko apni es channel me upload kiya hai aap jarur sune aapko acha lagega aur vaha comment bhi kare jo aapko puchna ho
true i am very shy guy,i don't know why i always think a lot before to do anything which i have not done yet before society that what and how would they think about me that he still didn't grow up while people of below my age could do that easily and better......i mean i always think if i could'nt do it well then how would i face my embarrassment about it......kindly advice me how to make myself like those whom i think are better than me in that........ 😭🤧

Tumhara dippression se kaise theek huwe please batao na main bahut pareshan hu mera papa ka dippression ka bimari hai dawa bahut mahangi aati hai money problem hai bahut pareshan rahte hai
Bhai mene nextio 5 maind wali khata tha ek goli ko adha krke khana bole the doctor ne fhir band kr diye aaj 9 din ho gyi h meko body pe weakness feel hota h kamjori jese to kya kru
Bhai ye tablet mujhe gastro dctr n dia he tryptomar 10 mg .ise lene ka bad nend t ata h par iska alag side effect vi h .Mene ek din lene k bad sor di dctr s keh .iska withdraw symtoms vi dete he . Ap acche se dekh sun k Lena
Bhai 1year hogaya mujhe panic disorder hua tha abhi may thik hu magar mera total cholestrol 219 h ldl 183 non hdl143 triglyceride 210 h good cholestrol 42 may kya ssri medicine 8month Liya tha abhi panic attack nahi aata h sirf anxious ho jata hu kya cholestrol panic disorder may badhta h temporarly ya permanent h
Bhaiya mai anxiety se suffer kr rha.. Mujhe khud nhi pta kis baat ko le kr attack aa rha.. Dwai chal rhe mere.. Pr kabhi kabhi 1-2 min k liye chakkar aa jaata hai.. Mai kaise smjhun ki mai thik ho rha hu.. Phle se better hu dwai k baad.... Or mujhe smoking ki addat hai.. Or smoking bad hai attack k liye.. 2 mahine se smoking nhi kia.. Agar mai thik ho jaaun toh smoking kr skta hu kya.. I know smoking acha cheej nhi hai... Agar smoking kru toh kya firse attack aane Igega??
Bhya abhi me half ki half le rha hu tablet alternate days pr Ab bus 2nd level diet bhej do or tablet kese chode vi bta dijiye bhya...or aapke diet se kaafi thik hu❤ or better feel kr rha hu
Maine apni anxiety shuru hone ki story ko apni es channel me upload kiya hai aap jarur sune aapko acha lagega aur vaha comment bhi kare jo aapko puchna ho
Yes heart rate to badhega hi aap koi bhi physical work karoge bt usse aapko kuch bhi nuksan nhi hota balki chalna sehat ke liye bhut acha hai specially agar aap anxiety me hai to
Ha roj exsise karta hu jb to kabhi esa lgta dhadkan bad gai sunai dene lgti Or kabhi din nhi hota kya ye sb dimag me aane vali negative bato k karn hota kya ghar me reta hu to koi dikkat nhi jese bahar jata hu pedal to dhadkan badne lgti
Bhaiya me 3year se pareshan hu kya kru kuch samajh nhi rha plz bataiye medicine khate khate dimag kharab ho gya h man karta h dawa chor du but chorne ke bd phir se problem start hi jata h
Bhai mai apke videos follow krra hu and haan mai 5 months se benzodipine pe hu low dose. Mujhe kuch din se kuch bhi real ni lg rha hai aisa lgta mere aspas koi real nhi mai real nahi... Bohot ajeeb and darr lgta yehsb ke wjh se baki symptoms kafi kam hai but mujhe dawai chorna hai... Kya yeh symptom bhi thik ho jata hai ?
Bhaiya main railway mein hun Maine 6 Mahina anxiety ki dawai khaya hai aur mujhe theek lagne Laga to maine chhod Diya ab mujhe kamjori aur ghabrahat mahsus Ho Raha hai kya Karen kya karna hai bhaiya please bataiye aur mujhe log dekhte hain to bolate Hain Tum bahut udaas lag rahe ho kya hua hai
@@criccrinzy9845 bhya muje dr too ni h bus ye thought aata h ki me sahi hounga ya nhi or jese hi ye aata h .. Aapka face Aajata h saamne ki aarav bhya thik ho sakte h too me kyu nhi...aap idol ho bhya
Sari life medicine khaney kliye tayar hay lakin medicine work hi nahe karti pechle 8 sal 1000 qisam ki medicn kha chuka hon abhi bhi kha raha work nahe karti
Bhai mai santacruz se hu mumbai apko ye kaise start hua problem our app kya kaam krte ho thoda humlog appas mai baat karega toh acha hoga bhai reply krna bhai
Bhai mere ko bhokh bhi achi lagti hai magar need kabhi kabhi kam ati hai kabhi achi ati hai par mere ko duniya se alag mehsoos hota hai 6 mahine se yeh simtems hai sir iska ilaaz bato please agar koi vedio hai is ke uper to link dedo please apki bhut mehar bani hogi
bhai m medicine le rha hu wse to thik fell hota h but smoking ki aadt ho gyi h or bich me mne drink bhi kr li thi bhai to agle din acha fell nhi huwa bhai kuch suggest kro
Bhai.. Mera help karo.. Mai 4 lakh ka test kara chuka hu... Kuch nh aata. Bas off balance rhta h hamesa... Sab kuch lagta h hil rha h... Bed pe sote h to lagta h boat p h😢😢😢
Maine apni anxiety shuru hone ki story ko apni es channel me upload kiya hai aap jarur sune aapko acha lagega aur vaha comment bhi kare jo aapko puchna ho
Bhai ye off balance or dizziness k symptoms h es pe video bnaye h maine dekh skte ho ap zaroor help milegi ❤️ wishing for your speedy recovery❤️ For personal guidance insta/whatsapp link in description ❤️
मुझे anxiety disorder की परेशानी अगस्त 2023 से. Psychiatrist ki treatment चार महिने ली थी और थोडा अछा फील होने के बाद मैने बिच मे ही treatment छोड दी.मुझे फिर से symptoms आने लगे है.मुझे बहोत जादा गुट्खा खाने की आदत है, क्या गुट्खा से anxiety बढती है
Hi bro main pakistan se hon apki vd daikhti hon bht severe anxeity thi mjhy ab bht had tk khtm hogai h leken main koi bad news suno or garmi me ghabrahat bht h .vision pblm horahi h
Mai india se hu our Mai abhi es bimari se nikla hu kya kya hota hai es bimari me allah dusman ko bhi es bimari me na dale dhadkan apka tej h ya rahta hai abhi
Mjy ap s bt krni h plz m 5 months s anxiety h or mjh m bht symptoms hn jo jo ap m thy meri shadi h kch month bd plz meri help krdyn ap n bht s logo ki help ki plz req h ap s ap k upr ye guzra h ap smjh skty ho m sara din roti hun bs plz
Bhai Mera sath bilkul aapki Tara huaa mena nhi bhut gogling ki test karwaye bhut lekin ab me thik hu Mera b12 bhut kam aaya tha uske injection lagwane ke bad thik hu Bhai ab bas mera shrir me thkan si rahti h baki sab thik ho gya to aap achi dite bata do
Bhai vaccine ke side effect khabar se anxiety badh gai hai is per bhi video bnao
Ok bhai jldi banaunga ❤️
Bhai mere ko to vaccine lene ke bad se hin problem hua hai😢
@@criccrinzy9845back in ki bajai sa amxity ho ya kaua
@@rajname1948avi tum kay sa hu
Bhai 3 4 mhine se Over thinking se bht problem m hu hmesha thoda bhi sochta hu to ghabrahat si start ho jati h nagative thoughts aate h mind m apne liye sote huye bhi mind m thought chlte rhte h jagta hu to bilkul ajeeb sa feel hota h mann ekdum ajeeb sa rhta h thoda headache bhi rhta h plss kuch advice dena brother kese y control ho skta h 😢🙏🙏 plss brother reply krna m wait krunga apke jabab ka🙏🙏🙏
मैं बिल्कुल सही हूँ भाई... आप बहुत अच्छे से समझाते हो और आपकी deit बहुत बढ़िया है ❤
❤️🤝
@@criccrinzy9845 Bhai yoga , meditation me apane kya kya Kiya aur ...diet kya Kiya vo batao vahi karenge hum
Please diet bataiye
Plzzzz ap kese thik huye me bahut presan hu
योगाभ्यास भी बहुत महत्वपूर्ण है मानसिक रोगों से निजात पाने के लिए.... योगाभ्यास को हल्के में ना ले
medicine yaisi work karti hai ki woh dimag mein serotonin ka level badha deti hai, serotonin ek important neurotrasmitter hai..woh mood or anxiety control karta hai...normal insan ke paas biochemical normally balanced hota hai lekin depression and anxiety wale insan ke dimag mein biochemical imbalanced hota hai... Lekin kuch times year or mahine ke baad jab SSRIs hamare dimag mein puri tarah se biochemical balance karde ga tab hum yeh chod sakte hain...mujhe social anxiety disorder hai...main CBT ke sath rTMS(Trascrainial Magnetic Stimulation) kar raha hun...mujhe SSRIs or SNRIs koi effect nahi kiya.....
Social anxiety disorder me maximum time zaroort nhi pdti h …. Medicine ki
@@criccrinzy9845 mujhe medicine se koi khas asar nahi pada kyun ki mera case severe lagraha hai mujhe...maine 4 mahino tak SNRIs liya lekin symptoms jyun ko tyun huwa....aba main apne brain mein electric currents dalne jaraha hun...is therapy ko rTMS kaha jata hai....hai to yeh ECT ke hi jaisa lekin ECT severe depression ke liye hai....lekin mein CBT ke practice bhi alag se kar raha hu...
@@criccrinzy9845 Sayad CBT our medicine mere liya insufficient hai....I have a severe case ::😭😭🙏🙏
Real neurotransmitar made in hearty gut by probiotic
Bhai aapke no dijiye
its very informative and nice video about psychology. Was wondering if i can help you edits your video and also make highly engaging shorts out of them.
Thank you so much for your help mujhe samajh me aa gaya 😊
Anand bhai aapko bhut bhut thanks aap bhut acha kaam kar rhe hain aapko mai apne anxiety wale dino se sun raha hu aapne meri bhi kaafi help ki thi us samay aur ab mai isse thik hone ke baad kaafi samay se koshish kar raha hu ki logo ko help karu isse nikalne me
Congratulations bhai ❤️ and aise hi ap help karte raho 😇 mujhe bahut khushi hui mai ap k kaam aa paya 🙏😇
@@criccrinzy9845🙏🙏
Hi
Ape ki bhar mila gs
4 sal sa amxoty sa pori San hu
Medicine name
Exercise bhi kr skte h sath me ?
medicines are not always quit in all cases. There are 50 50% that you have to continue your medicines through rest of your life. Because there is high tendency, even after completing your medication, you can relapse after 3 to 5 years, which is also 5050%. It depends on how much you have worked on yourself and Dr Kanhaiya is very junior Psychiatrist. I have trained over 4000 psychiatric students.
1. First of all I want to thank U because you have trained 4000 of your doctors . Still you got so much time to comment on my video.
2. And if you are such a great doctor ….. why do you still need to copy paste from Google article?
3. And Dr. kanhaiya I think people know him better than you ..
4. Next time you need create a fake ID of another doctor LOL 😂😂
Me olanzapine medicine 6 year se kha rahi hu .Is olanzapine insommia and sizophenia ko di jati he .ab mujhe is medicine ko sodna chahatihu par agar me is olanzapine medicine nakhau to mujhe bohot problem aati he.bhai me is medicine ko kaise sodu .
Kya problem aati hai apko
Mojhe bhi
Calm Easy Tea has helped me achieve a sense of calm and relaxation. It's a great way to unwind after a busy day.
बहुत खूब भाई
Maine apni anxiety shuru hone ki story ko apni es channel me upload kiya hai aap jarur sune aapko acha lagega aur vaha comment bhi kare jo aapko puchna ho
Thanks bhai ❤️🤝
Bhagwan aapka bhala kare 🙏
Mevi avitak to medicine nahi li lekin bahut muskil horahy apka video dekhkar kam hotahey😢😢
Thanks bhaiya. Mere saath v yesa hi hota he fir se symtoms aa jate he bahut presan hu 5 year se.
Ji jo maine btaya h es video me us point pe dhyan do ap bhat help milegi
Mai abhi abhi es bimari se bahar aya hu apko agar thik hona hai to
Mujhe vi
@@MohammadSaddab-sj1jh kesha hua thik bhai
@@GovindPrajapat-h3y waise hi jaise sab thik huwe h gym kro
Mere ak relative icu main admit the .unki khabar aun kar dar gaya aur lagne laga ki main bhi isi tarah bimar hojaunga . Mrjauunga har vakt yahi dar lag raha hai.uske bad chakkar pet dard ulti sir dar chest main jakadan bharipan. Acidity gas . doctor ke paas gaya to dava diya thoda sa gas acidity thik hua.but ab bhi lagta hai main thik hun kabhi achanak se marne ka dar ajata hai lagta hai ki ye kiya to mar jaunga ye ho raha ab kuch hoga .ye sochka heartbeat badh jata hai phir kuchh der bad lagta hai.sab thik hai . phir marne ka dar thakan body pain halka acidity hai abhi dar bhi pahle se kam but kabhi kabhi achanak ajaraha hai. Lagraha hai khele jata hun to lagata hai ab deth ho jayega .kush hota hun tabhi achanak se dar ajata hai.kya abhi ye bhi anxiety hai please 🥺 bataye
Gurudev Ramlal Ji Siyag ka dhayn karo you tube per dek Lena Sab tik ho jayega
Hlo anand bhai apko dekh kar bht khusi hoti h dekh kar apne anxiety ko beat kya
Anand bhai mjhe b 3 sal s anxiety h me 2 sal s clonazepam, escitalopram tablet le rhi hu isse meri sexual life bht badtar ho gyi h me unmarried hu lkin jb b mere ghr wale meri shadi ki bat krte h to meko phobia ho jata h bhai ab ghr walo ko kese btau m medicine lene s phle blkl sahi thi ab nhi hu kya Bhai ap bta skte h m phle jesu ho jaungi bhai plz mere msg ka reply zrur kre m bht preshan hu or abhi meri age 21 sal h zindagi or maut k beech m hu aage kuaa peeche khayi
Hello bro stress and anxiety theek hojati hai ispe kaam karo anulom vilom karo and brahamari prayanam karo and meditation karo theek hojayega
Humo ko 3 sai strees tha lekin mein koi dawa nahi liya stress ke liye mein natural koshis kar raha hu theek karnai ke liye subah uthkar anulom vilom karta hu or kapalbhati karta hu or brahamari prayanam karta hu or meditation karta hu theek hojayega try karo theek hojayega
I will help u
@@alonelife4473 bhai meditation krne Beth ti hu to body vibration hoti h jo is anxiety ka sabse kharab symptoms h
@@jaat-chahar-nitish26763 stress theek karne mein help karo
Bhai Mujhe Bhi Last Year 6th sep 2023 ko chest pain hora tha panic attack or mai itna dargaya tha jaise k mujhe heart mei pain hora hai or mujhe kuch hojayenga maine apni gadi side mei park kar k ghar pe call kiya or bataye k mujhe aisa prblms hora hai or aisa lagra hai k meri saans kam hori hai or meri jaan nikal jayengi jaise waise mai apna watsapp pe location share k ghar tak pohch gaya bt mai pain se boht pareshan tha toh fmly ne mujhe mere ghar k pass saboo siddique hospital leke gaye or waha ECG karwaye toh report normal aaya fir doctor ne ek or test diya tropty jis se pata chalta hai k ye heart attack pain hai ya dusra toh woh report 3 hours k baad Alhamdulillah normal aayi doctor bola ghar jao kuch bhi nhi hai normal hai but mujhe ye sab prblms hote jari thi fir maine dusre doctors dikhaye jo jo pehchan k thhe jitne bhi woh report k dekh bole ye sirf pr airf anxiety hai stress ki wajah se hora hai jise mujhe dil ki dhadhkane fast chalna saans fulna short breething bp high hona chest mei pain bhari pan rehna head pain hona nind nahi aana hamesha se dar lagta tha k abhi kuch hojayenga fir mere physion doctor ne 2d Echo Karwane kaha woh bhi karwaya Alhamdulillah report normal aayi doctor bola tumhara heart ka masla nhi anxiety hai yani jitne bhi doctors ko dikhaya woh sab yahi kehre thhe anxiety baki kuch nhi hai sochna chod do sab sahi hojayega maine sabhi test karwaye hai even Xray Sonography blood test mei bhi sabhi test karwaye Alhamdulillah Sabhi normal or ye roz ka hogaya tha subah utho kuch na kuch dar sata tha jabke report normal hote hue bhi aisa lagta tha k kahi kuch prbm hai jo pakad mei nhi aari fir mai hamduley cardiac doctor hai unko dikhaya woh bhi bole anxiety hai or unho sirf bp ki dawai chalu ki jis se mujhe aram aaya fir maine apne ap decide kiya k ye sab ek Trap hai anxiety ka jis se mujhe bahar nikal na hai warna isme rahenge toh aagey nhi badh sakenge isliye maine sirf bp ki dawai chalu rakha or move on kiya himmat kar k sabr k or soch ko dimag se hata k yahi k jo prblms hori mujhe sirf anxiety hai jis se mujhe jitni prblms hai woh sirf Anxiety ki wajah se hori hai or fir mai Alhamdulillah sabki dua se mai iss se bahar nikal sirf 4 mahine mei or fir apni life mei jo routing hai usme bzy hogaya or tabse leke ab tak Alhamdulillah ekdum swasst hu or mast Allah Ka shukr kabhi kbhi hota hai kch prblms bt usko avoid kar deta hu or normal hojata hu toh sabse guzarish ap bhi sabhi log ho sakke toh is anxiety se bahr nikalne ki koshish karo himmat kar k or ha agar ap log chahte ho k mai anxiety pe mai videos banao meri anxiety cure pe toh plz msg me comment karo or mere youtube chnl ko subscribe karo zyada se zyada taake mai video bana k dalu or comments karo mujhe video bana na chiye ya nhi mai mere youtibe channel ka link share kar ra hu ua-cam.com/users/shortseAuP_apkhVY?si=aHxl2DwAp1oaZFKg iss link ko open kar k subscribe karo or msg karo anxiety pe ta k mujhe pata chale kitne log chate hai video banao or mera instagram id kp_do_never_quit
6 mai bahut hi kosis ke bad binari ko by by bola h us life se apne pahle wala life me welcome h
Kaise kiye bhaiii...... Please Share
Plz kaise bhai
Sir diet kya le please sir btaiye
Mai abhi abhi es bimari se bahar aya hu par kaise aya hu bas ek chij delly kijiye ap log ek ya do hapte me kasam se thik ho ne ka pata chalne lagega
Ky krna hai plz bataye
K Kar na hoga bhai
No bhej do apna ap
@@abhishekchauhan4999 +966
@@abhishekchauhan4999 5646
Bhai hame kaun sa exercise karni chaye
Running
Muje bhai kuch bhi khana khane ke baad dakar aati he phir thodi der baad chest me bhari lagta he saans ki dikkat rehti he aur abhi death ho jayegi esa hi lagta he
Bhai same problem Hy ap tension na Le ye gass ki waja SE hota Hy kyun ka anxiety me hum tenson leta hy jise waja se gass banti hy
Bhaiya an no.do
Same
Bhai mujhe past incident overthinking karne ki problem hai sir me hamesha bharipan jakdan hota hai negative thoughts aate hai kuch kaam me mn nhi lagata mn dukhi rehta hai past incident ka thought hamesha dimag me chalta rehta hai self blame or guilt hota hai ghabrahat bechaini rehti hai chidchidapan hota hai or bhi kai saare symptoms hai
Maine apni anxiety shuru hone ki story ko apni es channel me upload kiya hai aap jarur sune aapko acha lagega aur vaha comment bhi kare jo aapko puchna ho
Bhai mujhe bhi same problem hai
Dear aapko negative thoughts kya aati hai aapko
true i am very shy guy,i don't know why i always think a lot before to do anything which i have not done yet before society that what and how would they think about me that he still didn't grow up while people of below my age could do that easily and better......i mean i always think if i could'nt do it well then how would i face my embarrassment about it......kindly advice me how to make myself like those whom i think are better than me in that........ 😭🤧
Thanku Brdr 🥰
Bhai anxiety me bread kha sakte hai kya
Maine apni anxiety shuru hone ki story ko apni es channel me upload kiya hai aap jarur sune aapko acha lagega aur vaha comment bhi kare jo aapko puchna ho
No
Yes jo apko acha lage vo khaiye bt 1-2 hi aur koshish kariye ki aataa wala brown bread khaye
Haa bhai 🙏
Bhai anxiety se kya body pain or neck, brain se discomfort hota he or walking me balance trouble hota he... Kya karu?
Ha Bhai hota ha mugha bhe hota tha. Pura 2 month ma thik hua pain but balance trouble abhi bhe ha
Bhai mugha digestive problems hoti ha gab anxiety hoti ha
Hn bhai mujhe bhi same problem rahti hai or darr lagta hai hanth pair kampte hain
@@Anuj1043yadavsame
Tumhara dippression se kaise theek huwe please batao na main bahut pareshan hu mera papa ka dippression ka bimari hai dawa bahut mahangi aati hai money problem hai bahut pareshan rahte hai
Aapse baat karna meri age 24 hai
Msi bhi anxiety disorders hai , kaise baat karu
Thank you mere bhai 😊.........
Bhai mene nextio 5 maind wali khata tha ek goli ko adha krke khana bole the doctor ne fhir band kr diye aaj 9 din ho gyi h meko body pe weakness feel hota h kamjori jese to kya kru
Hi bhai kitne din tak medicine liye thhe tum
Mai bi nextio 10 Kane ky lya bola doctar nai fair 5 mg 1 manth khane ky bad mand kar diya ab bhut dikat ho rhi
Karant jase lagata hai or dar
Half kare sir
3 years Tak dawai le hai
Kon si madicien aap late rhe plz 🙏 tell me
Bhai petril beta 20.mg and tryptomer 10 mg lelo kabhi nahi aayegi wapas anxiety ❤
Sach me
bhai timing ??
aur kitne samay tak lena h
Bhai meri returns ho rahi h
Bhai ye tablet mujhe gastro dctr n dia he tryptomar 10 mg .ise lene ka bad nend t ata h par iska alag side effect vi h .Mene ek din lene k bad sor di dctr s keh .iska withdraw symtoms vi dete he . Ap acche se dekh sun k Lena
@@anilkusharma7011Mt lo bhai ye tripton iska withdraw symtoms h .mtlb suitable nhi h tumhe .Mujhe vi withdraw hua h
Thank you bhai❤....
Best treatment for anxiety is gut correction
Best medicine is probiotics
Bhai corona vaccine pr video is news se anjayti bhaut jyada bd gyi hai nind bhi aati aapne bhi vaccine lagvayi thi kya
You are great🙏
Bhai 1year hogaya mujhe panic disorder hua tha abhi may thik hu magar mera total cholestrol 219 h ldl 183 non hdl143 triglyceride 210 h good cholestrol 42 may kya ssri medicine 8month Liya tha abhi panic attack nahi aata h sirf anxious ho jata hu kya cholestrol panic disorder may badhta h temporarly ya permanent h
Hello
Bhai aap ko kya hua tha
Sir mujhe 'kis doctor ke pass jana hai
Bhaiya maine 2 mahine se vit b12 aur d3 ki medicine li tab tak theek tha par ab medicine chora to symptoms wapis se aa rhe hai aisa kyu ho rha hai😢😢😢
Bhai mujhe bhi same problem hai... vitamin b12 aur vitamin d bahut kam tha toh doctor ne tablet di hai
Bhaiya mai anxiety se suffer kr rha.. Mujhe khud nhi pta kis baat ko le kr attack aa rha.. Dwai chal rhe mere.. Pr kabhi kabhi 1-2 min k liye chakkar aa jaata hai.. Mai kaise smjhun ki mai thik ho rha hu.. Phle se better hu dwai k baad.... Or mujhe smoking ki addat hai.. Or smoking bad hai attack k liye.. 2 mahine se smoking nhi kia.. Agar mai thik ho jaaun toh smoking kr skta hu kya.. I know smoking acha cheej nhi hai... Agar smoking kru toh kya firse attack aane Igega??
Konsi dawai le rahe ho naam batao
Sir kon sa jach ma anixty ka pata chalaga
Hey friend help me i take ssri when symptoms comes every month since last year .I take one tab for every month or 15 days
Which medicine
@@kapiltharu2074 Escitalopram 10 mg
Bhya abhi me half ki half le rha hu tablet alternate days pr
Ab bus 2nd level diet bhej do or tablet kese chode vi bta dijiye bhya...or aapke diet se kaafi thik hu❤ or better feel kr rha hu
Maine apni anxiety shuru hone ki story ko apni es channel me upload kiya hai aap jarur sune aapko acha lagega aur vaha comment bhi kare jo aapko puchna ho
Bhai aap kaise medicine chod rhe ho kya problem aa rhi h chodne me mujhe bataye plzzz
@@SonuRaj-gi8lp problem too kch ni aai ....but kese kya krna h voo jaan na th
Bilkul bhai ap 100% thik ho jaoge jaldi hi ❤️
Hello bro Proper Treatment lyny ky bad anxiety recover hojati ha Doc say..
Anxiety me pedal chalne par dhadkan bad jati kya sir place reply🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Yes heart rate to badhega hi aap koi bhi physical work karoge bt usse aapko kuch bhi nuksan nhi hota balki chalna sehat ke liye bhut acha hai specially agar aap anxiety me hai to
Haa running ya fr walking se badhti h .. but es me kahi na kahi role ap k mind ka bhi hota h …
Ha roj exsise karta hu jb to kabhi esa lgta dhadkan bad gai sunai dene lgti Or kabhi din nhi hota kya ye sb dimag me aane vali negative bato k karn hota kya ghar me reta hu to koi dikkat nhi jese bahar jata hu pedal to dhadkan badne lgti
Bhaiya me 3year se pareshan hu kya kru kuch samajh nhi rha plz bataiye medicine khate khate dimag kharab ho gya h man karta h dawa chor du but chorne ke bd phir se problem start hi jata h
Running kro our dhire dhire davay sodo
Apne dawai chode
Bhai mai apke videos follow krra hu and haan mai 5 months se benzodipine pe hu low dose. Mujhe kuch din se kuch bhi real ni lg rha hai aisa lgta mere aspas koi real nhi mai real nahi... Bohot ajeeb and darr lgta yehsb ke wjh se baki symptoms kafi kam hai but mujhe dawai chorna hai... Kya yeh symptom bhi thik ho jata hai ?
Uske shat or bhi diwai leni padgi
Meditation karo sab dhire dhire thik ho jayegaaa meditation hi oh jariya hai jo isse nikal sakta hai..... Sach mein
Ap ne konsi meditation kari hain plzz plzz mujhe link send karo
@@madyhussain3600 sans andar bahar vali meditation 15min daily karo davai se koi frk nahi aaya isse thik ho raha
Bhaiya main railway mein hun Maine 6 Mahina anxiety ki dawai khaya hai aur mujhe theek lagne Laga to maine chhod Diya ab mujhe kamjori aur ghabrahat mahsus Ho Raha hai kya Karen kya karna hai bhaiya please bataiye aur mujhe log dekhte hain to bolate Hain Tum bahut udaas lag rahe ho kya hua hai
Bhai sahab mai 2 sal se abhi Tak Ghar se bahar nahi ja pa rha hoon
Bhai konsi dawai h mujhe bhi bata do bhai please
Kaise bnaye
Bhai mujhe bahar Jane se dar lagta h kahi kuch nahi ho jaye sir ghumta rahta h Har time bhai isko kese kantrol karna h bhai plzz help Kar do
Mujai bhi esa hota h me bhr ni Jaa pati
Sir kya Anxiety se migraine ho sakta hai kya 😢
Ha bilkul hota hai .. anxiety se nind ki problem hoti hai.. or neend Puri nhi hone se migraine ka problem ho jata hai
Thank you bhi
Bhyaaa aap bol rhe ho doubt clear rkho to kis tarah k doubt or kese clear kre?
Jo bhi dar h ap k mind me usko
@@criccrinzy9845 bhya muje dr too ni h bus ye thought aata h ki me sahi hounga ya nhi or jese hi ye aata h .. Aapka face Aajata h saamne ki aarav bhya thik ho sakte h too me kyu nhi...aap idol ho bhya
Bhai ek smell jaisa aa rha hai mere nose se par woh actually present nahi hai in real world,kya yeah anxiety ke symptoms hai???plz reply bro
नही भाई नाक की दिक्कक्त है
Bhai ko full support karo❤❤❤
Nashe ke karan need na aana kiska kya ilaj hai 10 saal phele nasha krta tha 2 saal keha hai need nahi aati nedicen ke bina
Mujhko 4 saal sai health anxiety hai
Lakin bhai 27 days sai saas ki dikkat bohut zyada lagraha hai
Anxiety accept karo ap or es pe work karo ❤️
Bhai muje heartbeat tej rhti h...or heart me drd rhta h....chlne or bhagne me dhadkan bht tej ho jati h ... Dar lgta h bht bhagne me....kya kru
Age 27...m ptla bhi hu...
Cardiophobia pe maine video bnaye h ap dekh skte ho bhat help milegi ❤️
Sari life medicine khaney kliye tayar hay lakin medicine work hi nahe karti pechle 8 sal 1000 qisam ki medicn kha chuka hon abhi bhi kha raha work nahe karti
Nmz shuru kr djye
Anand bhai namaste muje bhi dar bhay ghabrahut udasi hoti hai muje diet plan bataye mumbai kurla se
Bhai mai santacruz se hu mumbai apko ye kaise start hua problem our app kya kaam krte ho thoda humlog appas mai baat karega toh acha hoga bhai reply krna bhai
10 saalo se anxiety hai muje par ab Pata chala
Bhya 2nd level diet bhej dijiye plzzz.......kitne dino se msg kr rha hu
Enxity me kya muh dry hoti he kya bhai
Hn
Bhai mere ko bhokh bhi achi lagti hai magar need kabhi kabhi kam ati hai kabhi achi ati hai par mere ko duniya se alag mehsoos hota hai 6 mahine se yeh simtems hai sir iska ilaaz bato please agar koi vedio hai is ke uper to link dedo please apki bhut mehar bani hogi
Anxiety insomnia pe meri video h ap dekh skte ho ❤️
@@criccrinzy9845 anxity insomnia ka vedio nahi mil Raha bhai ap link send kardo please
Bhai dait k liye video bnao kya khna chiye or kese khul k btao thoda
Hamare idhar achi psychiatrist nahi hain kya kare
Bhai mene 1 month medicine khaii ha or chod diya bahut dikat ho raha ha kiya karo
Bhai dizziness off balance hai
All body report normal
Pls solution
Dizziness pe maine video bnayi hui h ap dekh skte ho
Recovery ke symptoms pe video banao bhiya
bhai m medicine le rha hu wse to thik fell hota h but smoking ki aadt ho gyi h or bich me mne drink bhi kr li thi bhai to agle din acha fell nhi huwa bhai kuch suggest kro
Bhai drink or smoking chhoro ap
@@criccrinzy9845 thank you so much bhai for reply me i will try to quite smoking and drink as soon as possible
Bhai.kitna.din.lagta.hai.thik.hona.ma
Bhai mujhe bhook bilkul gayab ho gaya hai dimag se bahut liver tonic aur bhook ki medicine le Chuka hu per koi effect nhi hai
Bhaiya maine apki video dekh kar anxiety ko samja hai lekin isse bahar nahi aa rahe kya kare
Ap apne symptoms k according video dekho ap ko zaroor help milegi
Aap bilkul thik hoge believe in your self 😊
Bhai apka video dekh kor toh breathing problem chala gya, but fear problem nahi ja raha 😢😢me kya koro
Maine apna 20saal purana theek kya hai ayurvedic medicine se or exercise se
Bhai kaha ho yaara itne din se offline kyu ho.. anxiety badh jati h yaar
Bhai mujhy sirf sham k bad anxiety hoti ha neend nhi ati kia anxiety ka koi khas time hota ha
Mujhe bhi yaar. Kya tumbhi Smartphone ki overuse karte ho?
Bhai.. Mera help karo.. Mai 4 lakh ka test kara chuka hu... Kuch nh aata.
Bas off balance rhta h hamesa... Sab kuch lagta h hil rha h... Bed pe sote h to lagta h boat p h😢😢😢
Maine apni anxiety shuru hone ki story ko apni es channel me upload kiya hai aap jarur sune aapko acha lagega aur vaha comment bhi kare jo aapko puchna ho
Bhai ye sab apki thinking pr depend hai mujhe bhi yahi problem Hui thi lekin ye sab band ho gya hai lekin ab bash ab sir Mai bharipan rhta hai
@@Iamanxietywarriorthanks 🙏
Bhai ye off balance or dizziness k symptoms h es pe video bnaye h maine dekh skte ho ap zaroor help milegi ❤️
wishing for your speedy recovery❤️
For personal guidance insta/whatsapp link in description ❤️
@@studypoint4808bhai ap kese thk hue plz btye m b is dikkat s preshan hu ap meri help kro ap
मुझे anxiety disorder की परेशानी अगस्त 2023 से. Psychiatrist ki treatment चार महिने ली थी और थोडा अछा फील होने के बाद मैने बिच मे ही treatment छोड दी.मुझे फिर से symptoms आने लगे है.मुझे बहोत जादा गुट्खा खाने की आदत है, क्या गुट्खा से anxiety बढती है
Yes टोबेको से anxiety badhati hai
@@prasadadhikar199 thanks
Hi bro main pakistan se hon apki vd daikhti hon bht severe anxeity thi mjhy ab bht had tk khtm hogai h leken main koi bad news suno or garmi me ghabrahat bht h .vision pblm horahi h
AAPKO bhi chest me alag alag jagah pe 3-4sec ke liye pain hota tha kya Please Reply
@@ankitrajofficial9033 no
Mai india se hu our Mai abhi es bimari se nikla hu kya kya hota hai es bimari me allah dusman ko bhi es bimari me na dale dhadkan apka tej h ya rahta hai abhi
Kabhi Diet bhi batao prabhu
Anxiety and air hunger me kuch boliye ?
Use digestive enzyme
And enjoy airhuger
Ignore it
Keep courage to enjoy it
Aapke jaise es Earth 🌎 par koi nahi wah khus kar diya ❤❤❤😅
🥰🤝❤️
Mjy ap s bt krni h plz m 5 months s anxiety h or mjh m bht symptoms hn jo jo ap m thy meri shadi h kch month bd plz meri help krdyn ap n bht s logo ki help ki plz req h ap s ap k upr ye guzra h ap smjh skty ho m sara din roti hun bs plz
Tumko kya hota he ...mere ko b bahot sari problems he ..
Mera to 45 symptoms miltaha🥺🥺🥺
My name amaan i from Pakistan 🇵🇰 bhai kya anxiety ma jisam kampta bi rhta ha riploy pliz
Yes
Bhai Dp/Dr pe video plz
ma ratko sutnai sakdina dinvari neagetive soch aaux dar lagx vandinuna garo vo last
Me thora let hota hu dawi khane me bs hone lagta hai
Kya anxiety me memory loss,crazy hone wale s symptoms aate hai...plz reply any one
Mai abhi es bimari se bahar aya hu ye kuch nhi h bas
Abhi mai bahut acha feel kar raha hu
Ap ko kya kya ho rha hai body kapta h chakkar ana sar ghumna jaisa
Kya kya ho rha hai apko
Memory to puri tarah los ho jata aisa lagta hai koi kam kar raha hu kahi galat na ho jaye
Sir muje 15 saal say problem hai
Bhai Mai Pakistan sey hon mujhe apsey bt karniii plz bhai
Please Anand Bai Headache ka koi upai btawo sb reports normal ha MRI CT Scan EEG 1.5 year sa ya to us k bara ma koi sahi video bnawo 1.5 year sa
Jldi video bnata hu mai ❤️
@@criccrinzy9845 we are waiting thanks for your response
भैया आप मेरी हेल्प करो मैं बहुत ज्यादा परेशान हो गया
Bhai vocal tics ka ilaj btay
Meditation
Bhai meri age 23year mera bp high rahta hai lvef35hai blockage nhi hai kya kru
Kuch vi nahi hoga
Bhai Mera sath bilkul aapki Tara huaa mena nhi bhut gogling ki test karwaye bhut lekin ab me thik hu Mera b12 bhut kam aaya tha uske injection lagwane ke bad thik hu Bhai ab bas mera shrir me thkan si rahti h baki sab thik ho gya to aap achi dite bata do
Bhai apse baat krni plz reply dooo plz bhai