Looks like and excellent video, just unfortunate there are no English subtitles as Im sure it would get many more views if there were. I think I was able to at least get a feel of the basics from the video even if I didnt understand the narration. Many thanks.
Ertiga car ka axelorator se paw hatane ka baad bhi gadi rize hote te rehte hai wo isika problems hai kya , kyunki ignition off karneke baad is mese awaz ake band hota hai
Sir g mere car ka Solenoid bohat garam ho jata hai aur car limp mode main jati hai maine Solenoid change kiya lar new one b garam ho jata hai,ase q pls guide kare
@@mastertechnician2246Engine se solenoid valve to pipe hai aur solenoid valve engine ki pechay laga hai aur phir waha se 2 chote chote 3 inches pips turbocharger k pipe se connect hain turbocharger ki iron k pipe engine k upar se hote howe neche turbocharger ko jate hain
Sir I have Tata Zest. Third wala pipe nikal gaya hai. Please help. Mai usko kaha lagau? Kyuki jis plastic fitting pe wo laga tha wo toot ke pipe ke under reh gyi hai to pata nahi chal pa rha hai ki wo kaha laga tha. Kindly advise.
Bhai ... Mm actuator value mm direct vacum de rkha hun.. जुगाड़ kr k.. Seedha direct vacum actuator valve mm.. Koi dikkt ki baat to nhi.. Turbo ka valve khula hi rehta hai uska hr vkt
Agar aapki car Earth (ground) nahi de rahi hai, yani ki car properly start nahi ho rahi hai, toh is problem ko diagnose aur solve karne ke liye kuch steps follow kiye ja sakte hain: Battery Check: Sabse pehle, battery ko check karein. Battery terminals ko saaf karein aur ensure karein ki woh tight hain. Multimeter ka istemal karke battery voltage check karein. Agar battery weak hai, toh charge karne ki koshish karein ya use replace karein. Starter Motor Check: Starter motor ko check karein. Kuch vehicles me starter motor ka relay hota hai, use bhi examine karein. Agar starter motor unusual noise produce kar raha hai ya phir bilkul bhi response nahi de raha, toh isme problem ho sakti hai. Ignition Switch and Key Check: Ignition switch aur ignition key ko examine karein. Kabhi-kabhi, ignition switch ya key me issue hone par bhi car start nahi hoti. Clutch or Neutral Safety Switch (Manual Transmission): Agar aapki car manual transmission wali hai, toh clutch safety switch ko check karein. Yeh switch ensure karta hai ki clutch press kiya gaya hai start karne se pehle. Automatic transmission wali cars me neutral safety switch ka check karein. Fuel System Check: Agar car mein fuel injection system hai, toh fuel pump aur fuel injectors ko check karein. Fuel filter bhi clean aur functional hona chahiye. Electrical Connections Check: Sabhi electrical connections ko examine karein. Loose connections ya damaged wiring ko repair karein. Ground connections bhi important hote hain, isliye ensure karein ki woh sahi tarah se connected hain. Security System Check: Agar aapki car mein koi security system hai, jaise ki immobilizer, toh uske functioning ko check karein. Engine Control Unit (ECU) Check: Engine Control Unit (ECU) ko diagnose karein. Kabhi-kabhi, ECU me issue hone par car start nahi hoti. Agar aapko in steps ke baad bhi problem ka pata nahi chalta hai, toh behtar hoga ki aap apni car ko ek professional mechanic ya service center mein le kar jayein. Wahaan par aapki car ko detailed diagnostics aur repair kiya ja sakta hai.
Sir achcha information sir. My mechanic hu sir SMALL COMMERCIAL VEHICLES ka KARNATAKA se aapka sabhi videos mujhe achcha lagta hai kyu ki mujhe jis component s ke bare mujhe doubts rahatata use aap ke videos clear karte hai sir. Please share your number sir
आपको बहुत बहुत धन्यवाद, एसा मेहतपूर्ण जानकारी के लिए,
Thank you🙏
Looks like and excellent video, just unfortunate there are no English subtitles as Im sure it would get many more views if there were. I think I was able to at least get a feel of the basics from the video even if I didnt understand the narration. Many thanks.
Bahut accha information he sir.
Thank you
Nice informationa sir
Good information 👍from Kerala
Very good sir
Good
Thank you sir
Ertiga car ka axelorator se paw hatane ka baad bhi gadi rize hote te rehte hai wo isika problems hai kya , kyunki ignition off karneke baad is mese awaz ake band hota hai
Badiya
thank you 💕
Beautiful ❤
Sir egr sensor ke suply batao please
Thanks for suggest
Sir class esaki dete ho kya
Egr motor supply pe batao sir
Meri Tata Zest ka EVR Kharab ho gaya hai kya isme Skoda ka EVR Laga sakte hain kya,,,??
Sir, detailed video xcent modulator
With conction diagram
Sir g mere car ka Solenoid bohat garam ho jata hai aur car limp mode main jati hai maine Solenoid change kiya lar new one b garam ho jata hai,ase q pls guide kare
solenoid ka pipe connection kaha kaha par laga hua hai?
@@mastertechnician2246Engine se solenoid valve to pipe hai aur solenoid valve engine ki pechay laga hai aur phir waha se 2 chote chote 3 inches pips turbocharger k pipe se connect hain turbocharger ki iron k pipe engine k upar se hote howe neche turbocharger ko jate hain
Koto taka 2 tar dam vhai plz
Sir I have Tata Zest. Third wala pipe nikal gaya hai. Please help. Mai usko kaha lagau? Kyuki jis plastic fitting pe wo laga tha wo toot ke pipe ke under reh gyi hai to pata nahi chal pa rha hai ki wo kaha laga tha. Kindly advise.
Please reply Sir
Sir please bataiye na
Sir mera solonaid valve kharab hai usse kya kya problem ho skta h plz btaiye
Kounsi gaadi hai?
@@mastertechnician2246 bolero pikup 2015 model mdi engine
Turbo kharab kar dega @@harshsoni3607
WhatsApp number kya hai
Bhai ... Mm actuator value mm direct vacum de rkha hun.. जुगाड़ kr k.. Seedha direct vacum actuator valve mm.. Koi dikkt ki baat to nhi.. Turbo ka valve khula hi rehta hai uska hr vkt
What language is this?
@@madjori hindi
Bonjour quelle leb meilleur marque vanne egr svp
Sir evrv or egr control solenoid ek hi hota hai?
Yes
@@mastertechnician2246 sir agar erg value loose ho ya leak kare to kya hoga?
Tata Ace mega XL brake pedal hard hone ka Karan
ua-cam.com/video/F8f8Kq3jAJQ/v-deo.html
Sir miri car earth nhi de rhi h to kya karu
Agar aapki car Earth (ground) nahi de rahi hai, yani ki car properly start nahi ho rahi hai, toh is problem ko diagnose aur solve karne ke liye kuch steps follow kiye ja sakte hain:
Battery Check:
Sabse pehle, battery ko check karein. Battery terminals ko saaf karein aur ensure karein ki woh tight hain.
Multimeter ka istemal karke battery voltage check karein. Agar battery weak hai, toh charge karne ki koshish karein ya use replace karein.
Starter Motor Check:
Starter motor ko check karein. Kuch vehicles me starter motor ka relay hota hai, use bhi examine karein.
Agar starter motor unusual noise produce kar raha hai ya phir bilkul bhi response nahi de raha, toh isme problem ho sakti hai.
Ignition Switch and Key Check:
Ignition switch aur ignition key ko examine karein. Kabhi-kabhi, ignition switch ya key me issue hone par bhi car start nahi hoti.
Clutch or Neutral Safety Switch (Manual Transmission):
Agar aapki car manual transmission wali hai, toh clutch safety switch ko check karein. Yeh switch ensure karta hai ki clutch press kiya gaya hai start karne se pehle.
Automatic transmission wali cars me neutral safety switch ka check karein.
Fuel System Check:
Agar car mein fuel injection system hai, toh fuel pump aur fuel injectors ko check karein. Fuel filter bhi clean aur functional hona chahiye.
Electrical Connections Check:
Sabhi electrical connections ko examine karein. Loose connections ya damaged wiring ko repair karein.
Ground connections bhi important hote hain, isliye ensure karein ki woh sahi tarah se connected hain.
Security System Check:
Agar aapki car mein koi security system hai, jaise ki immobilizer, toh uske functioning ko check karein.
Engine Control Unit (ECU) Check:
Engine Control Unit (ECU) ko diagnose karein. Kabhi-kabhi, ECU me issue hone par car start nahi hoti.
Agar aapko in steps ke baad bhi problem ka pata nahi chalta hai, toh behtar hoga ki aap apni car ko ek professional mechanic ya service center mein le kar jayein. Wahaan par aapki car ko detailed diagnostics aur repair kiya ja sakta hai.
Ye kam nhi kar raha h
kounsi gaadi hai
If you want to make video in english, learn english pronunciation first.
Thanks for your valuable feedback🙏
Sir achcha information sir.
My mechanic hu sir SMALL COMMERCIAL VEHICLES ka KARNATAKA se aapka sabhi videos mujhe achcha lagta hai kyu ki mujhe jis component s ke bare mujhe doubts rahatata use aap ke videos clear karte hai sir. Please share your number sir
Pls share your no.