Sar Jalal I Sohawa I Neglected Gakhar Heritage I Rani Mango Mosque I Ruined Royal Resting Place

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 25 тра 2024
  • #sohawa #gakhar #potohar
    Sar Jalal I Sohawa I Neglected Gakhar Heritage I Rani Mango Mosque I Ruined Royal Resting Place
    Special Thanks: Muhammad Ali ‪@Alibaba58094‬
    Music: Binu Kumar, Kerala, India‪@SoundSFX‬ (Under License)
    Follow us on:
    Facebook:
    / gilanilogs1
    Twitter:
    / gilanilogs
    Instagram:
    / zulfiqargil. .
    WhatsApp:
    whatsapp.com/channel/0029VaBl...

КОМЕНТАРІ • 60

  • @Muhammad-cl2rw
    @Muhammad-cl2rw Місяць тому +5

    Stay Blessed Shah sb ❤

  • @Alibaba58094
    @Alibaba58094 Місяць тому

    ❤ ماشاء اللہ بہت خوب ❤

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому +1

      جزاک اللہ بھتیجے، سلامت رہو۔

    • @Alibaba58094
      @Alibaba58094 Місяць тому

      @@zulfiqargilani ❤️

  • @rajarockey1016
    @rajarockey1016 Місяць тому +1

    Brilliant of you Shah g ❤❤❤
    Amazing 😍

  • @user-lf7gq9mz5s
    @user-lf7gq9mz5s Місяць тому +1

    Brother you are doing best telling us the history I like your vlogs stay blessed Aameen

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  27 днів тому

      Thanks a lot for liking and commenting. May Allah bless you too.

  • @asdijatt56
    @asdijatt56 Місяць тому

    Masha'Allah zabardast 👌👌👌

  • @shahidmahmood2793
    @shahidmahmood2793 Місяць тому

    Sha g the great 👍

  • @AliAli-bq9vk
    @AliAli-bq9vk Місяць тому

    Sir JI Beautiful place ❤Nice information ❤

  • @nasirkhan-pq2jn
    @nasirkhan-pq2jn Місяць тому

    Shah g ap bot mehnat karty hain, Allah Pak ko sehat dy achy kam karny ki tofeeq dy, ap ka top fan from dubai, dil khosh hota aur esi jaghain dekhny ka shok bi hai

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      Thanks and welcome dear ❤ Aap ki duaon ka bohat shukriya. Khush rahen, salamat rahen.

  • @ibrarhussain1668
    @ibrarhussain1668 Місяць тому

    Interesting information.

  • @rameezkayani2210
    @rameezkayani2210 Місяць тому

    Great video

  • @Zameendar727
    @Zameendar727 Місяць тому

    ماشاءاللہ

  • @sajjadhussain1573
    @sajjadhussain1573 Місяць тому

    بہت خوب 😊

  • @kauserperveen8251
    @kauserperveen8251 Місяць тому

    Mashallah very informative sir can you being more historyof gujar khan Area to light Thank-you

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      I will try my level best. Thanks for comment. Stay blessed.

  • @caustubhaanand6082
    @caustubhaanand6082 Місяць тому

    बढ़िया जानकारी ,उस इलाके में गख्खर की पहली आमद कब मिली या ये कहाँ से उस इलाके में आये थे किस वर्ष में

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      बहुत - बहुत धन्यवाद। गक्खरों का दावा है कि वे महमूद गजनवी के साथ 1001 ईस्वी और 1010 ईस्वी के बीच ईरान से यहां आए थे।

    • @caustubhaanand6082
      @caustubhaanand6082 Місяць тому

      @@zulfiqargilani धन्यवाद इस जानकारी के लिए ,जयपाल पर ब्लॉग का बेसब्री से इंतज़ार है

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      मैं भी जल्द ही इस पर व्लॉग करने की कोशिश करूंगा, बस उस इलाके में जाना है जहां लड़ाई हुई थी

  • @asiftaurani715
    @asiftaurani715 Місяць тому

    Salaam, gilani saib you did not tell about fort sultan pur which is disappeared and place name is kot dhami-hak.

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      Wa Alekum us Salam
      I will try in another vlog in sha Allah

  • @suhailkhan159
    @suhailkhan159 Місяць тому +1

    The Pothohar Valley must be proud of itself that its lost history has been described in such a dazzling and glorious way, which has never been revealed to the world like this before. Putting life into any dead monument that feels like it is narrating its own history is the perfection of only Gilani Logs. Today's vlog is an absolute and astounding example of this art.
    Big hand for you 👏 👏

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому +1

      This time I am on an expedition to discover Pothohar. Some have vlogged while many remained. Places have been identified, all I have to do is finalize the program according to my schedule. There is so much in Pothohar, all it takes is a seeing eye and a telling tongue.
      Please pray that my mission is completed.
      Well, your comments are very encouraging. I get tired but Allah does not let me lose.
      Thank you so much for your comments and prayers. Many prayers for you too. Stay Blessed.

  • @Husn-E-Ghazal
    @Husn-E-Ghazal Місяць тому +1

    Yeh lafaz Faqeer -E- Azam " begger cant be chooser" waly mian showbiz sharif ke hen, keh hame dekh k smjh jaty hen ham mangne nahe ay, magar majbori he, ye padaeshi lutery hen, in maqamat k elawa bhe ksi waja se Paksitan ksi tra khudkafeel ho jae, to uska faida Paksitan ko hone k baje inhi choro ke anday bachon ko hoga, or unki nae jaedaden dubae leaks k massag center ki tra digar mumalik me bhe samne ane lagen ge.

  • @ahmad31397
    @ahmad31397 27 днів тому

    شاہ جی۔۔۔یہ گکھڑ اور کھٹر ایک ہی قوم ہیں یا الگ الگ قومیں ہیں؟

  • @user-bo1lc1qy4e
    @user-bo1lc1qy4e Місяць тому

    آپ نے فرمایا کہ دو کروڑ روپے مختص کیئے گئے ہیں ، میرا خیال ہے کہ محکمہ آثار قدیمہ نے سرنگ کی دو ڈاٹیں بنانے پر صرف کیئے ہیں ۔

  • @MuhammadHassan-yi5jt
    @MuhammadHassan-yi5jt Місяць тому

    اس وی لاگ میں کھڑکھڑکھڑکھڑکھڑکھڑ بہت ہو رہی ہے۔

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      معذرت۔ مائیک کا کوئی ایشو ہو گا۔ درستی کر لیتے ہیں۔

    • @MuhammadHassan-yi5jt
      @MuhammadHassan-yi5jt Місяць тому

      @@zulfiqargilani نہیں بھائی، بار بار گکھڑ گکحڑ کہنے سے کھڑ کھڑ ہو رہی تھی۔ 😁😁😁

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      😂
      معذرت

  • @amjad998
    @amjad998 Місяць тому

    Mein aap ka 3 mahine pehle wala vlog " battle of chillianwala " dekh raha tha. Mein pichle ma wahan gaya bhi tha. Do teen cheezein hein jo mein bayan kar raha hoon.
    1. Chillianwala ki ladai mein sikhon aur angrezon, dono, ka bahut jaani nuksaan hua tha, sirf angrezon ka hi nuksaan nahi hua tha. Is ladai ka koi result nahi nikla tha, yeh stalemate thi. Yeh baat har authentic record mein hae. Hamein har jang mein hero banne ka bara shauk hae. Character ye hota hae k agar opponent achi ladai kare to usay maan lena chahiye aur due credit dena chahiye.
    2. Aap ne istalah " barre saghser pak-o- hind" istamal ki jo bilkul ghalat hae. Is khittay ko " Indian subcontinent " kehte hein. Yeh sirf hamaray adh parhay historian " barre sagheer pak o hind " kehte aur likhte hein agar hum sirf thoda dimaagh se sochein to yeh khitta barre sagheer pak-o-hind kehlaya jaa hi nahi sakta. Is khitte mein sirf india, pakistan hi nahi balke, Bangladesh desh, nepal, Bhutan, siri lanka, Maldives hein. Agar ye barre sagheer pak-o- hind hae to ye baaki mulk kis khitte mein hein? Is tarah ki ghalat istalaahat yahan isliye chal jaati hein k log apna dimaagh istemaal nahi karte. Yeh to "toll plaza" ko " tool plaza" kehne wali qaum hae. 95% log "tool plaza " kehte hein.Bhala koi poochay yeh "tool plaza" kaise ho gaya, kya yahan tool milte hein? Janaab koi bhi shaur rakhne wala is " barre sagheer pak-o-hind" wali istalah ko darust nahi kahe gaa. Aakhar "India" ya "Indian" k lafz se kuch log illurgic kyun hein? Kya partition se pehle ye saara ilaqa "India" nahi tha? Yeh alag baat hae k hum ne apne walay Hussey ka naam "Pakistan " rakh liya jo k bazaat-e- khud debatable hae aur log is naam par sawaal bhi utha rahe hein.is la naam "Muslim India" bhi ho sakta tha.Afterall Quaid-i-azam All India Muslim League k sadr the. Is par ghaur karein aur apni tasheeh karen

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      Aap ne to meri achi khasi class le li. Baharhaal main tasleem karta hon k yeh Indian Subcontinent hi tha. Shayed Pakistani honay ka khumar tha k yeh lafz use kiya. Aayenda ehtiat karon ga ta k aap k jazbat majrooh na hon. Is bar jo zehni takleef main ne pohnchai hai usay moaf farma dijiye ga. Main koi danishwar nahi bal k aek kam ilm sa banda hon. Is liye isay meri kam ilmi hi samjhen.
      Ladai k nateejay par bhi aap ko reservations hen. Us k liye bhi mazrat qubool karen.
      Ho sakay to dua farma dijiye ga k Allah mujhay ilm ataa karay ta k aap ko dobara meri tasheeh ki zehmat na uthani paday.
      Comment ka bohat shukriya. Khush rahen, salamat rahen.

    • @amjad998
      @amjad998 Місяць тому

      @@zulfiqargilani dekhein gilani sb. Mein sirf correction chahta tha. Koi insult karne ka irada nahi hae. Balke mein ne shah Allah Ditta walay vlog ki tareef ki thi. Yahan text books likhne walay koi itne daanishwar nahi rahe.Hum sab unki likhi hui fake aur jhooti history se affected hein.Isi liye to K.K. Aziz ko mashoor kitab "murder of history" likhni pari. Asal mein partition kiya hui ham ne is dharti k saaray haqooq indians ko de diye. Yeh aisi talaaq thi jis mein dulhan ne jahaiz bhi wapas na kiya aur indians ko somp diya. Lafz" India" par hamara bhi barabar ka right banta tha jo hum ne partition par naya naam rakh kar Hindus ko de diya, wo baaray khush hue hon ge. Bahar haal is bahas ko rehne dein. Aap blogs mein mehnat bahut karte hein. Keep it up!

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      Main ne apni koi insult feel nahi ki bal k main aksar kehta hon k agar koi ghalati karon to usay indicate karen ta k uski correction kar sakon. Insan hon aur ghaltion ka putla hon.
      Kuch bhi feel na karen. Jo baten aap ne kaheen woh durust hen. Ab meri durusti ki bari hai.
      Salamat rahen.

  • @rajakhan-lr1yx
    @rajakhan-lr1yx 13 днів тому

    I don’t think Gakhar were hindu before Islam or they were native to the the subcontinent there is no evidence that proves this it’s always been a mystery

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  13 днів тому

      According to my information, the Gakhars were never Hindus but a tribe of Iranian descent whose ancestors came to India with Mahmud of Ghaznavi and settled in Pothohar. Before Islam, the religion of most of the inhabitants of Iran was fire worship, so it is possible that their religion was also the same before coming to the subcontinent.

  • @MuhammadHassan-yi5jt
    @MuhammadHassan-yi5jt Місяць тому

    آپ کو دیکھ کر احساس ہوتا تھا کہ آپ چیچو کی ملیاں کے رہائشی ہیں لیکن اس وی لوگ سے پتہ چلا کہ آپ پنڈی وال ہیں۔

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      آپ مجھے چیچو کی ملیاں کا ہی سمجھیں۔ پنڈی وال تو بہت پڑھے لکھے ہوتے ہیں۔ میں تو جاہل پینڈو ہوں سرکار۔

    • @MuhammadHassan-yi5jt
      @MuhammadHassan-yi5jt Місяць тому

      @@zulfiqargilani اگر آپ کو لگتا ہے کہ چیچو کی ملیاں والے پینڈو جاہل ہیں تو ایک وی لاگ چیچو کی ملیاں کا بھی کر کے دکھائیں۔ سمجھے کہ نہیں؟

    • @zulfiqargilani
      @zulfiqargilani  Місяць тому

      میں فضول وی لاگ نہیں کیا کرتا۔

    • @MuhammadHassan-yi5jt
      @MuhammadHassan-yi5jt Місяць тому

      @@zulfiqargilani Cool