Layout ke Bad ye hua 😭 Layout Work Done Today, Piler ka Sariya Lag gyi | Daily Vlog

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 10 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 18

  • @pankajkumar-vo5cj
    @pankajkumar-vo5cj 4 години тому +1

    Bhai lapping galat kr rha hai joggle karke lapping kariye bar ko halka bend karke lapping dijiye 1.5 feet sa 2 feet

  • @pradeepnapit7131
    @pradeepnapit7131 3 години тому +1

    Apko Engineer ki visit karani chahiye...Jo sariye ki laping or jo last me apne problem btai uska solution ho sake..❤

  • @bhawal_07
    @bhawal_07 4 години тому

    Iss time pillars main cover block jarur use krna

  • @pankajkumar-vo5cj
    @pankajkumar-vo5cj 3 години тому +1

    Yhi problem hota hai acha kaam Krna wala jab nhi milta hai

  • @pankajkumar-vo5cj
    @pankajkumar-vo5cj 4 години тому

    Ab kuch ho nhi sakta jaada pillar ka saath idhar udhar mat kijiye

  • @MOHANLAL-ek9un
    @MOHANLAL-ek9un 5 годин тому

    ITNA BHAR PILLAR KYU DIYA OJA

  • @MOHANLAL-ek9un
    @MOHANLAL-ek9un 4 години тому

    YA MISTRI LOG AK DUSRA K GALTI NIKLNA M PICHA NHI RHATA

  • @bhawal_07
    @bhawal_07 4 години тому

    Saria kattne se better hn L bnwalo

  • @tradersid369
    @tradersid369 4 години тому +1

    Column starter plywood se lagana hota hai...bricks se lagate hai toh brick concrete mai se water absorb kar leti hai...fir starter ki strength kaam hojati hai...aur ply yaa wood wali starter nikalti bhi ekdum ache finish ke saath...
    Column mai 1 inch se jyada L nahi mar sakte...bohot risky hota hai....2 sariya yaha se cut karke waha laga do aisa nahi chalta hai q ki sariya niche se load leke aata hai...solution hai mere pass but likhne mai bohot lamba hojayega...apna number share kar sakte ho toh de do mai phn kar lunga apko...