Yese Battery Charge nahni hoga. Agar hoga bhi to fully nahni hoga. Aur to aur ye sahi tarika nahni hai charge karne ki. Kyon ki agar direct adaptor ke wire ko battery me lagayenge to battery ka andar ka voltage adaptor ko jayega so adaptor garam hoga aur kharab ho sakta hai. To ek diode ko reverse bias me lagana chahiye jese ki sirf adaptor se voltage battery ke andar aye. Yese charge karne se sahi hoga.
@@mohdyasirali7817 A 7000mah battery will take 7 hours to charge from full dead with your 1A charger. (Capacity/charge rate) 1A = 1000ma. If it's a float charger, no problem leaving it on indefinitely, but a lead acid battery holds a charge for a long time. 🔴Simple bhasha me 12 V 1 amp ke charger se 12 v 7 amp battery 70-80℅ hi charge hota hai aur use 4.5-5 ghante ka time lagega, lekin battery ko full charge karne ke liye usse jada volt chahiye to 14volt 3 amp ke adapter se usse 2 ghante lagenge.
@@mohdyasirali7817 According to physics. 3 hour 45 min is required to fully charge that battery if power supply is 2 A 12 v . But since to charge 12 v battery we need 14 to 15 v output rating charger. Because to nominal voltage of 12 v battery at full charge is more than 13 volts. But still this charger can charge your battery above 75% for sure
70% charge leke kya karu ???? aadha dikha raha hai aadha nahi bol pa raha hai . Fehele tu khud sikhle uske baad logoko bol. full charge kese kare aa bol . logo ko chutiya banana chodde plsss🙏🙏🙏
Sir 12 volt 15 ampear ki lithium ion battery ko 100% fully charge karane ke liye kitane volt aur kitane ampear ke charger se charging karana hoga please bataeye
You are charging a 12vdc battery unknowingly. In order to charge a 12vdc battery you need a constant voltage and constant current supply of 14.20vdc. The technical guide that you are showing is useless. It can easily damage the adapter, if their is no back voltage protection in adapter could easily damage the adapter in seconds. Healthy battery voltage 12.74vdc-12.76vdc Charged battery voltage 13.05vdc-13.15vdc Then how would you recommend 12volt smps adapter? Which has no reverse polarity protection, no back voltage protection, no reverse voltage protection, voltage too low for charging and no constant supply.
I did try with an old adaptor, it went to 15v after 2 hours, but when disconnected, it slowly reduced to back 10.70 v (original charge before charging) can you say what went wrong?
You can use old laptop charger of 16vdc to charge up the battery works for any 12v battery but must confirm output watt. Appling 16vdc to battery instead 14vdc does do delsulfation of battery but also overheat and over charge the battery shortly. So must check with hands if heated a lot then disconnect else ok. Because a laptop battery produces a saw smps wave, good for charging up unhealthy batteries.
Hi, aisa kuchh ho sakta hai ki ye battery agar muje car me cctv camera ko power dene me use karni hai to ye battery car chalne ke time hi charge ho jaye jaise car ki main battery apne aap charge hoti hai. To kaise kar sakte hai? please ek video banao brother. Thanks.
@Rajpal Singh Ye battery mujhe car me use karni thi. lekin car me hi dubara charge kaise hogi uska solution chahiye tha. Baad me ye Video me solution mil gaya. Kisi aur ko bhi chahiye to link share kar sakte ho. Thanks. ua-cam.com/video/dF8M1mYpfqU/v-deo.html
Sir ji mere pass me 12v 1.8a ka yesa hi charger hai aur mujhe 8800mah ke battery pack ko charge krna hai to kya direct laga ke charge kar sakta hu? Please bataye sir
12v 5ah ke battery ko charge karneke liye kitne ah ka adapter cahiye. Or full charge hua ke nehi kese pata calega? Or full charge hone ke bad charging se nehi khola to koi problem hoga?
You can cut/slice the DC port and you will see two wires connecting to it. The center(inner) is + and the outer(cover) is negative (most DC jack connected like this or the red wire is +)
Yese Battery Charge nahni hoga. Agar hoga bhi to fully nahni hoga. Aur to aur ye sahi tarika nahni hai charge karne ki. Kyon ki agar direct adaptor ke wire ko battery me lagayenge to battery ka andar ka voltage adaptor ko jayega so adaptor garam hoga aur kharab ho sakta hai. To ek diode ko reverse bias me lagana chahiye jese ki sirf adaptor se voltage battery ke andar aye. Yese charge karne se sahi hoga.
Please use diode😊
Over charg ka kya hoga
Bro koi video hai apka jisse help mil jaye ?
Helpful ❤ video thank you sir 😊
Tik hai Sir Mene Subcribe or Like Gya
Super sir. Bahut badhiya
Thanks 👍
Battery 🔋 चार्ज होने में कितना समय लगता हैं।
😂
Calculate karlo bhai...
Battery capacity aur charger ke watt par depend karta hai
this my brother from india is from chen chan nooh on him the peace, nooh niggro sahara 1000%
Bro mere paas 12v 1amp ka adapter hai usse charge ho jayegi kya?
Yes but full charge nahi hoga sirf 70% charge ho jayega
@@TechnicalNarottam 70 % तो होगी ना नहीं तो बॅटरी खराब हो जयेगी और 6 घंटा चार्जिंग पे रखने से कोई दिक्कत नही आयेगी ना
@@TechnicalNarottam bhai mera 1.5 APM hai toh kitna charge hoga
@@Deependra_21 70% ke as pas
@@TechnicalNarottam ok Bhai ❤️
U said more than 12 v adaptor required to charge 12 v battery.. but u are using 12 v adapter..does it work by 12 v adapter ? please rply
Ye battery ko 80% charge kar dega
@@TechnicalNarottam kitni der me charge krega......
And ampere ki dikkat to nhi hogi? (Battery me 7.5ah aur adapter me 2amp hai)
@@mohdyasirali7817 A 7000mah battery will take 7 hours to charge from full dead with your 1A charger. (Capacity/charge rate) 1A = 1000ma. If it's a float charger, no problem leaving it on indefinitely, but a lead acid battery holds a charge for a long time. 🔴Simple bhasha me 12 V 1 amp ke charger se 12 v 7 amp battery 70-80℅ hi charge hota hai aur use 4.5-5 ghante ka time lagega, lekin battery ko full charge karne ke liye usse jada volt chahiye to 14volt 3 amp ke adapter se usse 2 ghante lagenge.
@@mohdyasirali7817 According to physics. 3 hour 45 min is required to fully charge that battery if power supply is 2 A 12 v . But since to charge 12 v battery we need 14 to 15 v output rating charger. Because to nominal voltage of 12 v battery at full charge is more than 13 volts. But still this charger can charge your battery above 75% for sure
Kabhi nhi hoga 13.5 volt DC current pr charge hoga
I have 9v 1 ampere adapter can i charge?? Please reply
no
Tareeka toh accha hai sir but ye kaise pata chalega ki battery full charge ho chuki hai
12 वोल्ट बैटरी चार्ज करने के लिए कम से कम 15 वोल्टेज करंट आना चाहिए
Yes but 12 volt dene par vi battery 70% charge ho jata hai. Agar kisike pas charger nahi hoga to wo is trick se battery 70% charge kar lega
Bro mere paas 14v 2 amp ka adapter hai us se charge hogi kya aur kitni percent plz reply
Ha hoga 70%
@@TechnicalNarottam ok thanks sir lekin 70%se jyada nhi ho sakta kya 70% kitna backup dega
Sir i have a scooter ang thought a question that what if i connect my scooter wires Direct to 12v supply will my scooter start??
Is charger se kitne time tak charg karna hoga
Isme positive sire per diyode lagana hoga
Bilkul down battery ko charge kar sakte hai kya
No 70-80%
@@TechnicalNarottam apka matlab charge nhi hoga ya 70 se 80 %tak charge hoga
Direct use krne se problem to nahi hoga na.. bettery ka power return to nahi hoga adaptor me..aur diode use kr sakte h kya safety k liye
No problem
12 v 4amp ka adopter se 12v 7mh batteery charge ho jayega?
Yes
70% charge leke kya karu ???? aadha dikha raha hai aadha nahi bol pa raha hai . Fehele tu khud sikhle uske baad logoko bol. full charge kese kare aa bol . logo ko chutiya banana chodde plsss🙏🙏🙏
bro mera adapter se current aata hai to ysse charg kr skte hai kya plz bta do jldi ...
Voltage check karo agar 12 volt ayega to charge kar sakte ho
You can charge by spray pump charger it's made to charge 12v battery that's use in farm
बहुत अच्छा सुझाव दिया मगर इसमे ७० % चार्ज होने मे कितना टाइम लगेगा वो नही बताया आपने।
4-5 hours
Is work video thank you bro
Ok❤️
Big fan sir
12 volt 1 ah ki 12 volt 7 ah ka ak video banao bhai
Bhai mere pass 12volt 7amp ki adopter h usse charge ho g kya
Ha but sirf 1 hour hi charge kijiye us se
Good, well explained
Bro I not have multi meter battery ko kitne baje tak charge karna hai
Mere pass 12v 4 amp battery hai . kya use full charge kar paunga???
Please answer...
No only 70% charge ho payega
bhai mere paas 3ampere charger he kya usse ho jayega aur kitna samay lagega
Yes 2-3 hours
@@TechnicalNarottam Mere paas Silver Alloy ki battery he 2 wires bahar he uske + - kya wo charge hogi isse
Lithium battery v chrge skte h kya
Plz reply
Yes
12v 1a ke adaptor se charge ho sakti h kya
Yes
Positive❌ pajitive✅
Thank you
Kitna time lagta hai charge krne mein
Bro mera bhi battery blast ho gya 😠😠😭😭
Sir 12 volt 15 ampear ki lithium ion battery ko 100% fully charge karane ke liye kitane volt aur kitane ampear ke charger se charging karana hoga please bataeye
Nai hota ha charg hoina ka leya 13.5 volt hona chaya
Sahi jawaab
Can charge with computer charger and can 12 volt battery power Pelter module
Bhai output:- 8V----- 2000 mA
25W, MAX
Esse 12V 4LB battery charger ho jayegi
Kya 12v-7ah battery mein 24v charger se charge kar sakta hai?
Sr kitne gante tk charj krne pr better ful ho jati he
4-5 hour
kitna dartak charge karna hai 12v 5amp adaptor se?
please reply
1-2 hours
thank-you
Hello, maximum charge time limit
Positv aur negatv kaise pehchane adapter k wires se
Bhai yeh battery lathium ki hai ya paani waali hai
Bhai kam kiya thanks...
Ok❤️
Sir battery ko kitane der tak charge karna h
4-5 hour
Battery 12ya 24volt ke hote hai laken aap volt check karkay dekatay ho amp be dekaya karro
Bro kya 12 volt 2a ki battery ko 12volt 2a ki adaptor se charge hoga
Yes
@@TechnicalNarottam bhai 12 volt motor 555 ko 12 volt 2ah ke adaptor se chala sakte hai kya drill karne ke liye
Pl reply
Good bro tricks achha h
Thank u 👷
Sir appke pass agar female connector tha to kiun cut Kiya 😅
👍👍👍 nice to you sir thanks
Very good
Thanks 👍
जिन जिन को ये वीडियो नकली लगा। कृपया कर के इस वीडियो को report कीजिए वीडियो के नीचे दिया हुआ Report Button दबा कर। ताकि ये दूसरो का वक्त बर्बाद न करे।
मेरे पास मल्टि मीटर नाही है तो कितने समय तक चार्ज करना होगा
You are charging a 12vdc battery unknowingly.
In order to charge a 12vdc battery you need a constant voltage and constant current supply of 14.20vdc.
The technical guide that you are showing is useless.
It can easily damage the adapter, if their is no back voltage protection in adapter could easily damage the adapter in seconds.
Healthy battery voltage 12.74vdc-12.76vdc
Charged battery voltage
13.05vdc-13.15vdc
Then how would you recommend 12volt smps adapter? Which has no reverse polarity protection, no back voltage protection, no reverse voltage protection, voltage too low for charging and no constant supply.
I did try with an old adaptor, it went to 15v after 2 hours, but when disconnected, it slowly reduced to back 10.70 v (original charge before charging) can you say what went wrong?
Bhai output:- 8V----- 2000 mA
25W, MAX
Esse 12V 4LB battery charger ho jayegi kya
I can't also able to charge my 12. 2 amp battery with 12v 1 amp charger
This guy make fake video
You can use old laptop charger of 16vdc to charge up the battery works for any 12v battery but must confirm output watt.
Appling 16vdc to battery instead 14vdc does do delsulfation of battery but also overheat and over charge the battery shortly.
So must check with hands if heated a lot then disconnect else ok.
Because a laptop battery produces a saw smps wave, good for charging up unhealthy batteries.
@@mrinaladhikary6237 I have old laptop charger it gives output : 19.7 dc voltage
Kitne time tk charge krna h 12v=1 amp se
Mere pas 19v charger he us se ho jae gi change 12 ki battery
Nhi
Very good, thanks.
Kitna time lagta hai battery ko full charge hone me
4-5 hours
Full charge ho n k baad hi chagi kya
2 hour charge k baad nhi chagi kya
Lithium ion battery ko kar skte hai kya
Yes but bms module ka istemal kijiye
Hi, aisa kuchh ho sakta hai ki ye battery agar muje car me cctv camera ko power dene me use karni hai to ye battery car chalne ke time hi charge ho jaye jaise car ki main battery apne aap charge hoti hai. To kaise kar sakte hai? please ek video banao brother. Thanks.
@Rajpal Singh Ye battery mujhe car me use karni thi. lekin car me hi dubara charge kaise hogi uska solution chahiye tha. Baad me ye Video me solution mil gaya. Kisi aur ko bhi chahiye to link share kar sakte ho. Thanks. ua-cam.com/video/dF8M1mYpfqU/v-deo.html
Sir 32 ah car battery ko charge ke dega plz reply sir
Bhahuth Badiya Sahab... Dhanyavaadh...
Ab esme kya h ye...kisko pta nhi tha 😁😁
Are bhai kitna time tak bettery charge honekeliy bettry full charge hua he
4-5 hours
Can i charge with the mobile charger please replay fast
3 mobile charger ko series me connect karna padega
Kuch be samach nahi aya
Mera sath ek 12 volt moter he or 12 volt battery par battery katham huva
Mera ups ka battery he
Replay karo bai
Kiya ham 12 volt TV ka adaptor se 12 volt ka moter chala sekte hai
Ha bro chal sakta hai
good bhai
Aisa nahi hoga. 12v battery charge karne k liye minimum 13v output honi chahiye
Sir ji mere pass me 12v 1.8a ka yesa hi charger hai aur mujhe 8800mah ke battery pack ko charge krna hai to kya direct laga ke charge kar sakta hu? Please bataye sir
Sir battery ek baar charge hone par kitna Unit bijli leti h
1-2 unit
Aadha unit se bhi aadha
This video 100% fake dish ke adaptor se battery Nahin charge ho sakta overload auto cut off system hota hai adaptor mein
How long we should charge the battery. (Approximately)
mind blowing
12v 5ah ke battery ko charge karneke liye kitne ah ka adapter cahiye.
Or full charge hua ke nehi kese pata calega?
Or full charge hone ke bad charging se nehi khola to koi problem hoga?
1:57 kia name hai us connecter ka??
12 volt femal canector
car bike battery charger kr skte h
Multimeter kitne ka aata hai market mai
150₹
@@TechnicalNarottam. Dedso rupya laigaa.😂
Are bhai kitne derr tak lagana hai bhai battery ko 😂
4-5 hours
Bhai kitna time charge larna hai
3-4 hours
Bhai power bank charge ho jayga
Nahi ye 12v battery ko charge kar sakta hai
Thanks for reply
Bhai aise battery chage nahi hota hai
Bhai kitne der mae full charge ho jayega
Can i charge amron 12 v scooter battery with 12 v 1.5a charger.
Gadi se charge kar sakte h
Kitne time lagenge
4-5 hours
Full charge nahi hoga
Bahi ek cpu fan se colour bna ke Dekho plastic debee se 1 2 din me yr bhut jyada jaruri h
is it safe?
how much time it will take to charge full
Yes, 4-5 hours according to battery ampere
no blasted 🤯
Can I use 12 volt adapter for 9 volt router? If I connect unfortunately will my router be damaged?
28 ah ki battery h or charger 20 ah or 24 ah support krta h battery khrab to nhi hogi charger or battery dono 12 v ki hi h
Bhai isie se he Mera chrge hota thaa but aab nhi ho paa rha hai usse plzz help me
How will I know positive n negative
Since I don't have a multimeter
Can I see from inside the adapter
Koi 12v led se check karke dekho
@@TechnicalNarottam kk thanks
@@TechnicalNarottam supply dekar right
Bhai output:- 8V----- 2000 mA
25W, MAX
Esse 12V 4LB battery charger ho jayegi kya
You can cut/slice the DC port and you will see two wires connecting to it.
The center(inner) is + and the outer(cover) is negative
(most DC jack connected like this or the red wire is +)
Direct pin me positive negetive kaise check karen?
Mera full charge nehi ho rahahe bhai mai ka karu
Kitne der mein charge hoga
Sar kitni ghante mein battery charge kar dega jo
Kya 12 v ki car battery bhi issi trike se charge kar sakte hei?