what is RCCB in Electrical System || MCB Circuit Breaker || RCCB & MCB में क्या अंतर होता है

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 6 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 85

  • @rattansaini4320
    @rattansaini4320 4 роки тому

    बहुत महत्वपूर्ण जानकारी है ये।

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому +1

      Thank you sir ji next video me mai aapko batauga ki aap iske wire connection karoge

  • @SujeetKumar-bo8vm
    @SujeetKumar-bo8vm 4 роки тому

    Atisundra jankari h

  • @rajeshgyandatech
    @rajeshgyandatech Рік тому +1

    Sir 3 room ke liye main bord par kitna amp ka lagana chahiye

  • @vikasjha3861
    @vikasjha3861 3 роки тому

    Nice 👍👍👍👍

  • @mantoshkumar7777
    @mantoshkumar7777 3 роки тому

    You are Right man

  • @vindehswarigupta8970
    @vindehswarigupta8970 Рік тому +1

    Kya bina earthing ke bhi rccb kam karegi sir mere ghar main earthing nahi hain rccb lagawa sakte hain ki nahi sir please bataye

  • @SunilKumar-qs4lq
    @SunilKumar-qs4lq 3 роки тому +1

    Good...

  • @Vamikapatel14675
    @Vamikapatel14675 Рік тому +1

    Kon si company ki kharide?

  • @randoanon
    @randoanon 2 роки тому +1

    Bhai 3 phase connection hai mere ghar mein, kya main mere distribution box aur mcbs ke pehle hi 3 phase ke liye 3 rccb lagwa lu?
    Agar MCB ke baad lagwaya to har MCB ke liye 1 rccb lagwana padega.
    Aap suggest kijiye kaunsa tarika behtar hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 роки тому +2

      Bhai aap MCB ke baad hi rccb lagaye maine aise hi laga rakhi hai

    • @randoanon
      @randoanon 2 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi ok bhai

  • @doleshwarbhaskar1716
    @doleshwarbhaskar1716 Рік тому +1

    10 min ke video me hi pura cover karna chahiye tha

  • @khalsatech7086
    @khalsatech7086 5 місяців тому +1

    100MA use kar sakte h ghar me

  • @oprawat8639
    @oprawat8639 3 роки тому +2

    मेरे घर मे ठेकेदार ने earth wire नही लगाया है । तो क्या इस RCCB से सेफ्टी हो सकेगी । कृपा जरूर बताइये

  • @pintusharma5450
    @pintusharma5450 2 роки тому +1

    Mere pas ye rccb/elcb
    lan 30mA
    ln 32 A, DP,
    Un 240V~50Hz
    lm=lam=500A
    10000A
    Ghar me lagbauo ki nahi

  • @vindehswarigupta8970
    @vindehswarigupta8970 Рік тому +1

    20 amp ka rccb 30 ma sahi rahegaa sir

  • @SujeetKumar-bo8vm
    @SujeetKumar-bo8vm 4 роки тому +1

    Aap kaha se h bhai

  • @kamalpathak8325
    @kamalpathak8325 3 роки тому +1

    Kya isme eart wire jaruri hai lgna ya nhi

  • @Pravielectricals1853
    @Pravielectricals1853 3 роки тому +2

    Sir ham natural ko touch kr de to yh trip kregi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +2

      Nahi aap ise khud tach na kare kyo ise lagane ke bad bhi halka short lagta hai ha ye hai ki adami ki mot nahi hoti

  • @AnkitKumar-it1iw
    @AnkitKumar-it1iw 3 роки тому +1

    1hp ka motr me kitna yempiyr ka Rccb lgta h btaeye to sir

  • @jintukalita2079
    @jintukalita2079 2 роки тому +1

    Sir polycab rccb kaisa he.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 роки тому +1

      Sorry bhai maine is कंपनी की rccb kabhi use nahi ki hai

  • @nileshnishad7886
    @nileshnishad7886 4 роки тому

    Good

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  4 роки тому +1

      भाई अगर आपको वीडियो पसंद आई है तो चैनल को सब्सक्राइब भी करें वीडियो को लाइक 👍भी करें और घंटे के बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑल नोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की जानकारी आने आपको सबसे पहले मिल सके

    • @SUJEETKUMAR-ns7zf
      @SUJEETKUMAR-ns7zf 4 роки тому

      Ghar ke liye maine 32 ampere ka rccb liya hun aur
      MCB changeover 40 amp ka sahi hai
      4 room ek hall hai
      Use - मोटर ,वासिंग मशीन,प्रेस, फ्रिज
      और 5 फैन बाकि लाइट बल्ब है तो क्या
      32 एम्प rccb और 40 एम्प changeover सही है
      आर्जेंट रिप्लाई क्यों की ख़रीद लिया हूँ ज्यादा दिन हो जायेगा तो change नही करेगा
      थैंक्स सर

  • @asheeshbhardwaj3077
    @asheeshbhardwaj3077 2 роки тому +1

    Bhai iski warranty kitni hoti he..

  • @Pravielectricals1853
    @Pravielectricals1853 3 роки тому +1

    Gar ke liye kitni mili amp. Ki le

  • @pavitrarathore4143
    @pavitrarathore4143 3 роки тому +1

    Main line par maine laga di h ....but jab light nhi hogi to inverter ki light chal rahi hogi to us time dusri rccb kaise lagaye ki inverter ki line par bhi safety mile

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai kabhi us par bhi video bana duga bhai aapko aapko youtube par bhi video mil jayegi aap youtube par search kar ke dekho kyo ki bhai mujhe video banane me time lagega kuchh din ka

  • @starlord7695
    @starlord7695 3 роки тому +1

    Mere ghar me jub bhi light katati hai ya kat kar ati hai to rccb trip kr raha.. main to bahut pareshan ho gaya hu. Kuch btaye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +2

      Bhai aapke ghar ki light me kahi se voltage likeg ho raha hai aap us line ko check kare

    • @starlord7695
      @starlord7695 3 роки тому +1

      @@TechnicalJugaadHindi agar voltage leakage h to fir light aa jane ke bad load continue chal raha h wo bhi bina tripping ke.. aisa kaise.. ye problem bas loght jab kat rahi h ya aa rahi hai tabhi ho rahi hai..

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +2

      Bhai phir to line ko check karne ke bad hi pata jal payega ya phir aap koi dusari rccb laga kar try karo bhai agar us rccb me bhi same problem ho to aapko aapne ghar ki वायरिंग check karwani padegi

    • @man2pradhan588
      @man2pradhan588 3 роки тому

      Over load hai

  • @ayushchetry7420
    @ayushchetry7420 3 роки тому +1

    Earthing keise banaye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +2

      Bhai isme earting banane ki koi jarurat nahi hai yahi to is rccb ki khasiyat hai

    • @ayushchetry7420
      @ayushchetry7420 3 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi atcha.. Thank you 🙏🙏❤❤..or ghar par rccb kitna ampere kaa laga sakte he... Please reply 🙏🙏

  • @shishupalyadav3635
    @shishupalyadav3635 3 роки тому +1

    हमारी आरसीसीबी में ट्रिपिंग बटन काम नहीं कर रहा है उसके लिए क्या करें

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +2

      Agar rccb ka button kam nahi kar raha hai to bhai aapki rccb kharab ho chuki hai aap dusari rccb lagaye or agar batt kare isko repairing ki to maine bhai aabhi tak koi rccb khol ke check nahi ki hai mujhe iska koi jada आइडिया nahi hai sorry bhai kyo meri adat hai jiske bare me mujhe jankari nahi hoti mai uski jhuthi jankari nahi deta hu

  • @sohanlalnishad2293
    @sohanlalnishad2293 2 роки тому

    32amp rccb ka rate kya hia

  • @skvlog7586
    @skvlog7586 3 роки тому +1

    Bro agar mcb na lagaye or agar rccb laga de only to kya sahi rahega

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +3

      Bhai mcb or rccb dono ka kam alag alag hai mcb ओवरलोड शॉर्ट सर्किट प्रोटेक्शन के काम आते हैं rccb करंट लगने से बचाव ke kam ati hai aap waise to kewal rccb ko laga sakte ho par bhai aap dono ka use karo ge to jada achha rahega bhai or waise bhi mcb market me aapko 100 se 150 rupaye me mil jayegi

    • @Arban444
      @Arban444 3 роки тому

      @@TechnicalJugaadHindi or bhai rccb ka price कितना h

  • @rambahadurshrestha3133
    @rambahadurshrestha3133 4 роки тому

    5एम पी आर का मीटर में कितने एम पी आर के
    एम सी बी, आर सी सी बी,एम सी बी रखें कृपा करके बता दें

  • @amansaifi4000
    @amansaifi4000 4 роки тому +1

    Aap ki dukaan kahpe hai

  • @bubundhar
    @bubundhar 2 роки тому +1

    light nahi current , kya yaar

  • @manojkumawat74
    @manojkumawat74 4 роки тому

    👍👍👍👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌

  • @chottatechburner2375
    @chottatechburner2375 3 роки тому +1

    Price?

  • @JitendraYadav-jc1vr
    @JitendraYadav-jc1vr 3 роки тому +1

    आरसीसीबी सही काम नहीं करती हैं

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 роки тому +1

      Bhai koi na koi problem hogi isi liye thik se kam nahi kar rahi hogi mai to pichale 2 sall se use kar raha hu bilkul achhe tarike se kam kar rahi hai mujhe abhi tak to koi problem nahi dikhai di bhai

  • @SanjayChaurasiyaa
    @SanjayChaurasiyaa 2 роки тому +1

    Price

  • @doleshwarbhaskar1716
    @doleshwarbhaskar1716 Рік тому +1

    Time pass bahut hai is video me

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  Рік тому +1

      Jaisa aapko thik lage bhai

    • @doleshwarbhaskar1716
      @doleshwarbhaskar1716 Рік тому

      @@TechnicalJugaadHindi ha apke topic ke hisab se dekha jaye to 10 min ka video me bahut jankari de sakte the

  • @surajfreedish9777
    @surajfreedish9777 3 роки тому +1

    Nice

  • @RahulArekar-p6f
    @RahulArekar-p6f 2 місяці тому

    Nice