Ji bilkul mufti tariq masood sahab kuchh लोग akhirat पर yakin karte bhi hai to bhi apni bahan ko wirashat me hisha nahi dete unka kahna ye hota hai ki sadi me itna sara kharch karte hai aur dahej dete hai to aur achhe ghar me sadi karva diye to fir hisha kyu den ye mansikta hai muslmano ki ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
اگر لڑکی کو کچھ مل جائے تو سسرال والے جینا حرام کر دیتے ہیں چھین کر دم لیتے ہیں اگر نہ لے تو پھر بھی تنگ کرتے ہیں یہ بہت پیچیدہ مسئلہ ہے اللہ کے خوف کی کمی ہے آخرت کی فکر نہیں ۔
ہمارے بھائی بہینوں کو بولتیں ہیں تمارا کوئی حق نہی ھے جب کے گھر ہمارے پاپا کا ھے ایک بھائی کے نام پاور تھی بہچنے کے لیے دوسرے کے نا کیا اب وھ نہی دے رہا بلکے دونوں نے آدھا آدھا کھانے کا سوچ لیا ھے اللہ پوچھے ان کو
Assalamualaikum 💓 mufti sahab Mera mama meri. Ma ka hissa nahi deraha ha or woh bahut maldar ha osse hissa Lena jayje ha ya nahi ye bataye. My India Behar begusarai se hu ap ispe bayan jarur karen hajrat ge. Insha allah ❤️💞💓
باپ کی جو بھی پراپرٹی ہے اس میں بہنوں کا لازمی حصہ بنتا ہے ورنہ نا دینے والے کی نسلیں تباہ ہوجاتی ہیں وراثت لازمی ہے بہنیں معاف بھی نہیں کرسکتیں یہ اسلام کا ایک قانون ہے جس میں وراثت میں حصہ دینا اور لینا لازمی ہے
Sahi me behno ka khane wale Mera bhai pakka namazi quraan ki tilawat full maulana per usko jama masjid mumbai mangal das market k saamne wali k mufti(mufti ashfaque naam hai unka) ne keh diya k agar behno ko dega to tu raaste per aa jaegaa aisa nahi kar sakte Ye nahi kehta ki dukaan per qabza kara hai to ghar behno ko milegaa Kah raha hai ki pehle behno ko bol tere ghar ka bandobast kare fir un k hisse ka ghar unko dena Aaj 1 saal ho gaya per wo kehta hai me kaha se du Ghar aur dukaan dono qabza kar k rakha hai
Hona tow yeh chahi k kuch bhi ho Jaye, angotha, sign, audio recording kuch bhi ho.qanoon ye bnna chahiye k kuch bhi excuse ho, lerki,khatoon,buchi, bewa ksi ka bhi huq transfer nahi ho gaa.huq brqarar rehey gaa.
Mufti saab mere waledein ka inteqal hogaya bhaiyo ne shaadi karwadi bohot achhese per property ki baat aayi to mujhe ehsaanat yaad dilwane lage mai kud karu mai maang bhi nhi sakti darde warna eolog rishta khtam kardenge
Yahan logon nay betion kay 'heq' ki ret lagai huwi hay. Kon sa 'heq', kaisa 'heq'? Kia wo mal beti nay kamaya tha? Kia beti ko Jahaiz naheen dia gaya tha? Man-bap say amooman aik technical ghaleti ho jati hay, kay wo apni zindagi main hi warasat ka faisla naheen ker detay, jab kay aisa kerna Shar'an jaez hay. Bad main larayan hoti hain. Lalchi damad chaqoo-churian tez ker kay walid kay is dunya say janay kay muntazir bethay hotay hain, aur phir beton ko hazeemat ka samna kerna perta hay, kay ghair log un kay walid kay mal per hath saf kernay a dhamaktay hain. Betion ka khoon safaid ho gaya hay, kay apnay bhayon kay muqablay main apnay shohron ka sath deti hain. Fitnay ka dor hay.
Wo mal us beti ke baap ne kumaya tha. Jo us ka haq hai. Quran mai aa gya haq. Chahe zindagi mai parhaya shadi ki. To beton ko bbi parhaya un ki shadi ki. Ye haq hai pori olad ka chahe beta ho ya beti
@@komalsarwar761 Sister, Jahaiz aik samaji burai hay. Larki-walay Jahaiz denay say kaisay inkar ker sektay hain, kion kay larkay-walay bay-sharmi aur dharallay say Jahaiz mangtay hain? Mufti Sahib ko is burai kay khila muhim chalani chahyea. Nateeja yea hota hay, kay larkion ko Jahaiz+Waraset milti hay, jab kay larkon ko sirf Waraset. Is mamlay main nam betion ka istemal hota hay, laikin dar-sal yea hissa un kay lalchi shohron ka hota hay, jo aksar apnay sas-susar say mal batornay kay chekkar main rehtay hain.
@@danishm.3417 brother mai yahi keh rahi hoon ke baap jahaiz ka hisab likh lain or bata dain ke itna hissa beti ka reh gya hai. Or baki reh gai baat ke behan ka hissa us ke shohar lete hain. To koi bat nahi un behnoo ke bachoon ke kam hi aa raha h naaa. Or us ke badle agar ap ye kahain ke behnoo ko haq milna hi nahi chahiye ye bilkul ghalat hai
@@danishm.3417 bhai apni behnoo ko un ka haq dain baki behnain apne shohar ko dain apne bachoon ko dain wo bhai ka masla nahi hai. Bhai apne liye to jannat seedhi kare na ke bhai behan ka haq kha kr apne bachoon ko haraam khilayen
@@komalsarwar761 Sister, mera khayal hay, kay shayed hi koi waldain apni beti ko diay gay Jahaiz ko beti kay Waraset main hissay say minhan kernay ko tayyar hon, kion kay yea bohet choti herkat legti hay. Jahaiz bunyadi tor per waldain ki janib say beti ko dia janay wala tohfa hay, takay un ki beti apni nai zindagi shuroo ker sakay. Masela is soch nay peda kia hay, kay larkay-walay isay apna heq samajhnay lagain hain, goya unhon nay is larki say shadi ker kay is khandan per koi ehsan kia ho. Mera argument beti ko us kay Sharai heq say mehroom kernay kay heq main zahir hay kay naheen tha. Isay sirf aik ehtajaj kay tor per dekha jay, kay beton ko aksar betion ki ba-nisbet kam hissa milta hay. Bohet say cases main to betay ghar kay wahid kafeel hotay hain, yani un ki shadi apnay hi kherchay per hoti hay, unhain man-bap say kuch naheen milta. Is saray mamlay main qabl-e-muzammet cheeze betion/behnon kay shohron ka lalchi rawaya hay. Na-janay mard itnay bay-sharm kion ho gay hain, kay agay barh-barh ker 'apna heq' mangtay hain. Koi izzet-e-nafs rekhnay wala mard aisa naheen ker sekta.
Mufti Sahab Assalam walekum main Jane Alam India se bhai bachpan se Kama kar baap ke naam se jameen kharidi hai Tu ismein bahanon ka hissa kis Tarah se Diya jaega hamari baat Apne byan mein batae Allah Hafiz
assalamualaiqum,Warasat ka to nahi pata magar dawah/Dawat ka kaam aj ke dor me sirf ulma ya allim ka nahi balke tamam muslmano ka hai. aur usme engineers bhi shamil hain.
Mufti Sahib to acchay khasay feminist niklay. Kia in kay ilm main naheen kay betion ko bay-panah Jahaiz dia jata hay, jab kay betay is inayet say mehroom rehtay hain. Yani betion ko Jahaiz+Waraset milti hay, jab kay beton ko sirf Waraset. Is maselay ko sasti jazbatiat say heth ker dekhnay ki zarooret hay. Jahaiz ki lanet say chutkara hasil kerna zaroori hay, laikin is per bat naheen ki ja rahi. Kitnay hi gharany yea takleef-day sooret-e-hal dekhtay hain kay izzet-e-nafs say ari aur dolet kay pujari damad pehlay Jahaiz samait-tay hain, aur phir Jaedad main apna 'hissa' bhi jatatay hain, jaisay yea mal un kay bap ka hay. Mufti Sahib na-janay kion in lalchy damadon ki wakalet kr rahay hain. Behnon ka to sirf nam hi hota hay, asal main yea lalchi damadon ka 'hissa' hota hay.
Mufti Sahib to betion kay 'haqooq' kay liay aisay bain ker rahay hain kay goya un ki shadian kisi mazoor shakhs say ho gai theen, aur un ki aur un kay bacchon ki baqa waldain kay choray huway Mal per hi hay. Kia un kay shohar kam naheen kertay? Kia un ko Jahaiz naheen mila tha? Dunya main kitnay hi waldain kay pas apnay bacchon ko denay kay liay koi Mal naheen hota, to kia aisay bacchay is gham say mer jatay hain? Raziq Khuda-e-buzurg-o-barter hay, man-bap naheen. Is liay yea feminist rona-dhona aqal say ari harket hay.
O sir g ap bhn ko warast dyny ki bat kare hai yahan to bhno ky suhag ujaar diye ky hisa naa dyna pare itny zalm log h.ham khud ko muslman to bana ni saky to q frqo mai pary hai
Bohat behtareen farmaya aap nay...aisy he hay haqeeqat ma oa3ta nahi kyun lalach ma latak rahy hoty han qareebi rishtey ...i totally agreed
اللہ سب کو بہنوں کا حق ادا کرنے والا بنائے
Khuda sab bhayon ko bhi un ka heq dilay
May Allah bless everyone with easy and Halal Rizq
I saw ur channel 👌👌👌👌
@@Rayieskhanin hindi 😅😅full 😮😮movie 😮in 😅hindi 😅dubbed 😅😅full 😮movie in 😅hindi
This topic needs to be more highlighted
Assalam o alikum muje ap say is topic pr baat krni hy..
Sisters are piece of heart 💞
Good Tariq masud Bhai Apny beshak Sahi farmaya Allah pak apko Salamat rkhy Amin Suma Amin 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Ji bilkul mufti tariq masood sahab kuchh लोग akhirat पर yakin karte bhi hai to bhi apni bahan ko wirashat me hisha nahi dete unka kahna ye hota hai ki sadi me itna sara kharch karte hai aur dahej dete hai to aur achhe ghar me sadi karva diye to fir hisha kyu den ye mansikta hai muslmano ki ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Muti saab apko bhi Allha ki taraf se inaam mille ga inshaAllha❤❤❤islam ko apne aur ache se samaj ne mein maad ki Allha apko jaza e qar de Ameen.
maa shaa ALLAH
MASHA ALLAH.
Ya Allah j kheir ker aur hidayat de
Sahi farmaya apne. Beshak. Kamaal ka bayan beshak. Han g zabardasti maaf kaaraty hain bhala zabardasti maaf kia hota ha
Jzaak Allah, hmen Amal krne q tofeeq de Allah, Aameen
جزاک اللہ خیرا
Allah tala mein apni bahanon ka hissa dene ki taufik Naseeb farmae aur unka hada karne ki taufik Naseeb farmae
Masha Allah
Mofti Sahab kabi ye sona hy k bahen Bhai ki jaidad per qebza kr ly ???? Hmary sath esa hi hoa
Allah ho akbar.
Hota hoga...
But zyada bhaiy bhehnon ki qabza karleta hai...
kuch families me aesa hota ..r un me b hota aesa jo by family achy nai hoty😑
Koi bhi ho Allah ki nazar me wo saza kabhaqdar hai
Aap bare go ya chote
Excellent
hakeekat byan ki he mufti sahab ne hmary mashry ki
ALLAH HO AKBAR
Jahez ka bhi khatma hona chahyea. Is lanet ki waja say betion ko beton ki ban-nisbet kaeen guna ziada mil jata hay.
Best topic
Who love محمدﷺ❤
Tu koi ghair-musalman legti hay, jo aisa sawal pooch rahi hay. Kisi musalman kay liay to yea us kay iman ka aihem tareen juzw hay.
❤️❤️
Mufti saahb kabhi batana aisa bhai kahaan se mile ga
Masha allha
Allah
اگر لڑکی کو کچھ مل جائے تو سسرال والے جینا حرام کر دیتے ہیں چھین کر دم لیتے ہیں اگر نہ لے تو پھر بھی تنگ کرتے ہیں یہ بہت پیچیدہ مسئلہ ہے اللہ کے خوف کی کمی ہے آخرت کی فکر نہیں ۔
Is liye shadi ache logo me karni chahiye,lalichi logo me nahi
ہمارے بھائی بہینوں کو بولتیں ہیں تمارا کوئی حق نہی ھے جب کے گھر ہمارے پاپا کا ھے ایک بھائی کے نام پاور تھی بہچنے کے لیے دوسرے کے نا کیا اب وھ نہی دے رہا بلکے دونوں نے آدھا آدھا کھانے کا سوچ لیا ھے اللہ پوچھے ان کو
Assalamualaikum 💓 mufti sahab Mera mama meri. Ma ka hissa nahi deraha ha or woh bahut maldar ha osse hissa Lena jayje ha ya nahi ye bataye. My India Behar begusarai se hu ap ispe bayan jarur karen hajrat ge. Insha allah ❤️💞💓
باپ کی جو بھی پراپرٹی ہے اس میں بہنوں کا لازمی حصہ بنتا ہے ورنہ نا دینے والے کی نسلیں تباہ ہوجاتی ہیں وراثت لازمی ہے بہنیں معاف بھی نہیں کرسکتیں یہ اسلام کا ایک قانون ہے جس میں وراثت میں حصہ دینا اور لینا لازمی ہے
Beshak
Bheno ka 2 aani hisaa hota he keya???
Mir naseem
❤
Kon begherat hai yeh Jo unlike karraha hai
Behno se wirasat maaaf karwaaanay wala. 😉😂
Sahi me behno ka khane wale
Mera bhai pakka namazi quraan ki tilawat full maulana per usko jama masjid mumbai mangal das market k saamne wali k mufti(mufti ashfaque naam hai unka) ne keh diya k agar behno ko dega to tu raaste per aa jaegaa aisa nahi kar sakte
Ye nahi kehta ki dukaan per qabza kara hai to ghar behno ko milegaa
Kah raha hai ki pehle behno ko bol tere ghar ka bandobast kare fir un k hisse ka ghar unko dena
Aaj 1 saal ho gaya per wo kehta hai me kaha se du
Ghar aur dukaan dono qabza kar k rakha hai
Hona tow yeh chahi k kuch bhi ho Jaye, angotha, sign, audio recording kuch bhi ho.qanoon ye bnna chahiye k kuch bhi excuse ho, lerki,khatoon,buchi, bewa ksi ka bhi huq transfer nahi ho gaa.huq brqarar rehey gaa.
Mair saht bhi yh hoa h😭😭😭
Mufti saab mere waledein ka inteqal hogaya bhaiyo ne shaadi karwadi bohot achhese per property ki baat aayi to mujhe ehsaanat yaad dilwane lage mai kud karu mai maang bhi nhi sakti darde warna eolog rishta khtam kardenge
Allah se dua he ya Allah Sare munafiko ko jahnnam me dalde maslake ala hajrat jindabad
Yahan logon nay betion kay 'heq' ki ret lagai huwi hay. Kon sa 'heq', kaisa 'heq'? Kia wo mal beti nay kamaya tha? Kia beti ko Jahaiz naheen dia gaya tha? Man-bap say amooman aik technical ghaleti ho jati hay, kay wo apni zindagi main hi warasat ka faisla naheen ker detay, jab kay aisa kerna Shar'an jaez hay. Bad main larayan hoti hain. Lalchi damad chaqoo-churian tez ker kay walid kay is dunya say janay kay muntazir bethay hotay hain, aur phir beton ko hazeemat ka samna kerna perta hay, kay ghair log un kay walid kay mal per hath saf kernay a dhamaktay hain. Betion ka khoon safaid ho gaya hay, kay apnay bhayon kay muqablay main apnay shohron ka sath deti hain. Fitnay ka dor hay.
Wo mal us beti ke baap ne kumaya tha. Jo us ka haq hai. Quran mai aa gya haq. Chahe zindagi mai parhaya shadi ki. To beton ko bbi parhaya un ki shadi ki. Ye haq hai pori olad ka chahe beta ho ya beti
@@komalsarwar761 Sister, Jahaiz aik samaji burai hay. Larki-walay Jahaiz denay say kaisay inkar ker sektay hain, kion kay larkay-walay bay-sharmi aur dharallay say Jahaiz mangtay hain? Mufti Sahib ko is burai kay khila muhim chalani chahyea. Nateeja yea hota hay, kay larkion ko Jahaiz+Waraset milti hay, jab kay larkon ko sirf Waraset. Is mamlay main nam betion ka istemal hota hay, laikin dar-sal yea hissa un kay lalchi shohron ka hota hay, jo aksar apnay sas-susar say mal batornay kay chekkar main rehtay hain.
@@danishm.3417 brother mai yahi keh rahi hoon ke baap jahaiz ka hisab likh lain or bata dain ke itna hissa beti ka reh gya hai. Or baki reh gai baat ke behan ka hissa us ke shohar lete hain. To koi bat nahi un behnoo ke bachoon ke kam hi aa raha h naaa. Or us ke badle agar ap ye kahain ke behnoo ko haq milna hi nahi chahiye ye bilkul ghalat hai
@@danishm.3417 bhai apni behnoo ko un ka haq dain baki behnain apne shohar ko dain apne bachoon ko dain wo bhai ka masla nahi hai. Bhai apne liye to jannat seedhi kare na ke bhai behan ka haq kha kr apne bachoon ko haraam khilayen
@@komalsarwar761
Sister, mera khayal hay, kay shayed hi koi waldain apni beti ko diay gay Jahaiz ko beti kay Waraset main hissay say minhan kernay ko tayyar hon, kion kay yea bohet choti herkat legti hay. Jahaiz bunyadi tor per waldain ki janib say beti ko dia janay wala tohfa hay, takay un ki beti apni nai zindagi shuroo ker sakay. Masela is soch nay peda kia hay, kay larkay-walay isay apna heq samajhnay lagain hain, goya unhon nay is larki say shadi ker kay is khandan per koi ehsan kia ho.
Mera argument beti ko us kay Sharai heq say mehroom kernay kay heq main zahir hay kay naheen tha. Isay sirf aik ehtajaj kay tor per dekha jay, kay beton ko aksar betion ki ba-nisbet kam hissa milta hay. Bohet say cases main to betay ghar kay wahid kafeel hotay hain, yani un ki shadi apnay hi kherchay per hoti hay, unhain man-bap say kuch naheen milta.
Is saray mamlay main qabl-e-muzammet cheeze betion/behnon kay shohron ka lalchi rawaya hay. Na-janay mard itnay bay-sharm kion ho gay hain, kay agay barh-barh ker 'apna heq' mangtay hain. Koi izzet-e-nafs rekhnay wala mard aisa naheen ker sekta.
Cities m bhi nhi detey
asathhafarullahhamsabmusalmanistarahaiyaallahhamaregunahukomafkaroameen
Molvi sahab hm do bhaiyo k hissa hmari do bhny kha bhi gaye or ghaib bhi hain
Mufti Sahab Assalam walekum main Jane Alam India se bhai bachpan se Kama kar baap ke naam se jameen kharidi hai Tu ismein bahanon ka hissa kis Tarah se Diya jaega hamari baat Apne byan mein batae Allah Hafiz
Bhai filhal to apne pass k madarse m jake malom karo bhai
Ulma ambiya k waris hain engineer nahi
assalamualaiqum,Warasat ka to nahi pata magar dawah/Dawat ka kaam aj ke dor me sirf ulma ya allim ka nahi balke tamam muslmano ka hai. aur usme engineers bhi shamil hain.
Agr behnai khud keh dain k hamai nahi chahiay...hamaray maa baap k ghr abaad rahai.
Mufti Sahib to acchay khasay feminist niklay. Kia in kay ilm main naheen kay betion ko bay-panah Jahaiz dia jata hay, jab kay betay is inayet say mehroom rehtay hain. Yani betion ko Jahaiz+Waraset milti hay, jab kay beton ko sirf Waraset. Is maselay ko sasti jazbatiat say heth ker dekhnay ki zarooret hay. Jahaiz ki lanet say chutkara hasil kerna zaroori hay, laikin is per bat naheen ki ja rahi. Kitnay hi gharany yea takleef-day sooret-e-hal dekhtay hain kay izzet-e-nafs say ari aur dolet kay pujari damad pehlay Jahaiz samait-tay hain, aur phir Jaedad main apna 'hissa' bhi jatatay hain, jaisay yea mal un kay bap ka hay. Mufti Sahib na-janay kion in lalchy damadon ki wakalet kr rahay hain. Behnon ka to sirf nam hi hota hay, asal main yea lalchi damadon ka 'hissa' hota hay.
Bhaiyo soon lo 👌quran mein kya hai aur Hadees mein kya hai💞💞💞
Ye bataein k Behan ka hissa ager ye kaha jaey k na bechon ga na aaj ki kemat lagwaonga na yakmusht dunga
Tablighi hulia Bana ke barkat tower market Lahore me packing bags karobar Karne wale Zia Ahmad ne Behan ke sath aise he Kia hay.
ہمارے بھائی آپ کو مفتی ہی نہی مانتے
Hum unko aap ke abba ke bete nai mante
Mufti Sahib to betion kay 'haqooq' kay liay aisay bain ker rahay hain kay goya un ki shadian kisi mazoor shakhs say ho gai theen, aur un ki aur un kay bacchon ki baqa waldain kay choray huway Mal per hi hay. Kia un kay shohar kam naheen kertay? Kia un ko Jahaiz naheen mila tha? Dunya main kitnay hi waldain kay pas apnay bacchon ko denay kay liay koi Mal naheen hota, to kia aisay bacchay is gham say mer jatay hain? Raziq Khuda-e-buzurg-o-barter hay, man-bap naheen. Is liay yea feminist rona-dhona aqal say ari harket hay.
O sir g ap bhn ko warast dyny ki bat kare hai yahan to bhno ky suhag ujaar diye ky hisa naa dyna pare itny zalm log h.ham khud ko muslman to bana ni saky to q frqo mai pary hai
bolty kyun nai
,astaghfrulla.aga.kea.koi.dnia.ni
Baap ki zindagi main lo aur chalte bano
ur jo dene ko hina tayyR ho tu kese len
Abhi ladkiya chalu hain
Allah