Islamic Law of Inheritance (Wirasat) | Dr. Israr Ahmed R.A | Question Answer

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 12 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 45

  • @jawed_official4028
    @jawed_official4028 10 місяців тому +3

    Allah paak Aap k Qabro pe Rahmate nazil kare Aameen

  • @samirahmed4280
    @samirahmed4280 2 роки тому +2

    Ma Shah Allah Jazakala o khair, Allah Pak hum Sab ko Aammal ki toufeeq ata fermaye aur Dr Israr Sab ke Jana tul firdos mein Darajaat buland fermaye Amin

  • @050_hilal3
    @050_hilal3 Рік тому +25

    If the property will be divided, according to Quran then there will be no one poor in the world 🌎🌍

  • @asimasabir900
    @asimasabir900 2 роки тому +1

    Allah talah hamin hadyat kamla pr istaqamat atta kre or neak amal krne ki tofiq de ameen ya Rab ul alameen

  • @gulamsarwar9700
    @gulamsarwar9700 2 роки тому +1

    JAZAKALLAH.TANZIMEISLAMI.JAZAKALLAH

  • @gulamsarwar9700
    @gulamsarwar9700 2 роки тому +1

    Jazakallah.tanzimeislami.zindaabad.paindaabad

  • @bilkisbawaney
    @bilkisbawaney 2 місяці тому

    Surah nissa versa 5

  • @JamshedSagar
    @JamshedSagar 2 роки тому +1

    عمدہ ❤️🌷

  • @QamarPanhwar-b3f
    @QamarPanhwar-b3f 2 місяці тому

    باتون پر عمل کون کروا ءيگا صاحب

  • @hatimbabahatim8213
    @hatimbabahatim8213 Рік тому

    Kya wasiat aulad k lye kar sakte jb unka hisa khud Sharia n kar dya tu wasiat kis lte

  • @kamrantahawar9192
    @kamrantahawar9192 Місяць тому

    sir if unmarried sister die when parent are live what will be inherent of past girl

  • @TestwithImran
    @TestwithImran 5 місяців тому

    Agar koin valid aur valda marne k 8 saal baad apni virasath taqseem kare toh kya property ka purana value ko consider karni chaiye ya maujuda halath ki value ko

  • @nabihatariq4162
    @nabihatariq4162 Рік тому

    Kia beta claim kr skta ha property ka

  • @samiullahmughal4413
    @samiullahmughal4413 11 місяців тому

    Asslam o alaikum Mery Walid sahb apni zindgi Mai e apny bry bety or beti Jo k ikloti Hai unko jaidad Mai hissa dygaye thy or apni jaidad ki taqseem Allah ko gwah bna kr krgaye thy lkn aj unk jany k bad beti or beta dono e mukar Gaye hain hmy hissa ni Mila wo gift Tha
    Is bary Mai Islam Mai kya hukam Hai???

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 10 місяців тому

      Zindagi meh jo kuch diya jata hain woh gift hain. Wirasat marny k bad hain. Agar aisa hain k ulad meh barabari nai ki gaye tee aur kuch ko gift se mehroom kiya gaya ta toh wirsat meh hisab barabar kar lena

  • @hirakanwal5990
    @hirakanwal5990 Рік тому

    Kia warasat ky peisy pr. Zakat farq h??

  • @MAchaar
    @MAchaar 2 місяці тому

    America may bhi abb Alhumdulilah app shariyaat kay mithabiq warasat taqseem kar sakhtay hain agar app apni zindagi may will likh kar jaain and attested karwa dain kisi lawyer say officially . Kay meri will hay kay Islamic law kay muthabiq warasat ki taqseem ho. Tu exactly waisay hi taqseem ki jati hay . From state .

  • @MsKhan-hz5ce
    @MsKhan-hz5ce Місяць тому

    Please solve. Ghar maa k naam magar shohar ny apni biwi sy gift deed banwa ker 2 sons (baiton) k naam kerwa di aur 3 daughters ko kuch paisy dy diye k ghar main sy k tumhara hissa hy. Ab baap k paas kuch jaidaad aur bank balance hy maa ny merny pehly apni jaidad gift kerny sy pehly baap sy ye yaqeen dehani kerwai thi k baqi jaidad meri daughters ko diye ga braber braber uss waqt to baap ny ok kaha but ab mukar gya hy. Ab apna bank balance 2 sons ( larrkon) k naam ker diye hain aur jaidad main sy bhi sab ka hissa rakha hy aik larrky ko bank balance ziyada diya hy kyu k baqool un k wo maashi toor py kum kamata hy jab k aisa nhi hy

  • @mansooriqbal2283
    @mansooriqbal2283 Рік тому

    کیا قلالہ کی وراثت میں بھانجے بھانجیوں کا حق ہوتا ہے یا نہیں جبکہ فوت ہونے والے کی سگی بہن زندہ ہے

  • @gulamsarwar9700
    @gulamsarwar9700 2 роки тому

    Jazakallah.zamana.gawah.hai

    • @daisyblue6088
      @daisyblue6088 2 роки тому

      ye fabricated video 2 hafte pehle uploar hoi hai dr israr sahib ki foj se zia hul haq ke zmane se ikhtlaf hai ab 2022 main jo regime change howa log bole ye hmesha se hota hai or dr sahib pehle admi thay jinhn ne btaya tha Gen zia ne regime change kain butto qatal kraya phir dr sahib ko chup krane ki koshish kain Gen zia ne wzarat offer ki inhn ne inkar kia sitara imtiaz dia dr sahib ne inkar kia or aj dr sahib ki her peshab goi sach sabat ho rhi hai ye Gen Bajwa ki dr sahib ke khlaf sazish hai dr sahib ko bonga sabat krne ki koshish hai ye fabricated video hai ghor karen .

  • @bagwanipitarabagwan7858
    @bagwanipitarabagwan7858 7 місяців тому

    yatim poto ko faut dada ki proparty par kitna huga jab ke 1 chacha jinda aur 3 fhupi jinds he

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 5 місяців тому

      Kuch nai milta. Us ko mily toh us k sagy chacha k sat zyadti hogi jin ki wirasat apny sagy bap ki kum ho gaye hai

  • @afsaripathan9106
    @afsaripathan9106 Рік тому

    Bap Zinda me beti agar bap ka propati ka kagag chura ke le gai pher o ladki ka bhai mar Gaye he pher kon sa kanun kye banta he

  • @liaqathussainadv3738
    @liaqathussainadv3738 3 місяці тому

    اگر عورت فوت ھو جاۓ خاوند اور ایک بیٹا ھو وراثت کیسے تقسیم ھو گی

  • @daisyblue6088
    @daisyblue6088 2 роки тому +2

    Yani Gen Bajwa jub se qadyani howa ab iski baap ki wrasat main iska hissa nhi bnta

  • @wizardoff6685
    @wizardoff6685 6 місяців тому

    Kalala aurat ki jaidad jo ki us ke baap ki taraf se mili thi uska bantwara kaise ho jab ki shohar. Bhi nahin hai aulad nahi hai maa baap bhi zinda nhi hai bhai,bahan unki zindagi mein hi guzar gaye the bhai bahan ki auladen hai betiyan aur bete sab hai

  • @afarsh
    @afarsh 2 роки тому +1

    میرے شوہر اپنے والدین کی اکلوتی اولاد تھے۔ میری ساس کے انتقال سے پہلے ہی سسر نے انکی تمام جائداد بشمول زیور اپنی دسترس میں کر لیا تھا کیونکہ میری ساس سال بھر بستر پر یا ہسپتال میں رہیں ۔ اور جب میرے سسر بیمار ہوئے تو وہ 2سال بستر پر رہے۔
    میرے سسر نے اپنا بھانجا اور بھانجی ( بہن کے مرنے اور اس کے شوہر کی دوسری شادی کی وجہ سے) بچپن سے ہی اپنے پاس رکھ لیا تھا۔ تمام عمر ان کا خیال رکھا ان کی شادیاں کیں۔
    میرے سسر نے انتقال سے پہلے تمام جائداد کے کاغذات میرے شوہر کو دکھائے اور ان کے حوالے بھی کئے۔ لیکن میرے شوہر نے وہ سب ان کے ہاتھ میں یہ کہ کے واپس رکھ دئے کہ ابو آپ کو کچھ نہیں ہوگا ۔
    سسر کے مرنے کے بعد یہ دونوں بہن بھائی نے میرے سسر کی تمام جائداد اور اسکے کاغذات غائب کر دئے ۔ اور 15 دن گزرنے کے بعد جب ان سے اس بابت سوال کیا گیا تو انہوں نے کہا کہ ماموں جان اپنی زندگی میں مسجد بنانے کے لئے سب دے گئے تھے۔
    میرے شوہر کا یہ کزن حبیب بینک میں کشیئر ہے۔
    اس نے تمام جائداد بکوا کر بینکوں میں مختلف اکاونٹس میں ڈالی اور وہاں سے نکال کے کڑوڑوں کی انویسمنٹ کی ہے۔

  • @khushiali3082
    @khushiali3082 7 місяців тому

    Pakistani mard to hessa khana main maher hain