روتے رہ جاوگے جس دن سجدے کی طاقت نہیں ہوگی ابھی بھی وقت ہے نوجوانوں! نماز قائم کرو ]اللّٰہ ہم سبکو پانچ وقت کا نمازی بنائے]آمین۔........................... ______________________________ _________________...........................
Sir actually I want to know that there is law in islam to distribute the part of their own house to their in which the family is living mother, father, brother and their wives
assalamualaikum bhaiya mejhe bhi aek baat puchna haye hamare Abba ki do bivi yan haye Abba ka intekhaal hogaya hai ham unki do betiya n haye aor hamre ammi haye dure ammi ki koi aolaad nahi haye Uno Abba ki thodi zameen haye o unke pahile shohar ke bete ke naam kardi haye to kiya ham ammi ke liye ya hamare liye hak maang sakte haye agar aap iska javaab denge Ripley me hame samaj me aya ga
assalam o alekum ,Agra ak esa shakhs fout Hota Hai.Jiski Biwi Bhi Nahin Hai Aulad bhi nahin hai aur uska Ek bhai Sakha Aur Do Bhai Uske maa sauteli hai baap sakhey hain to kia ius k teeno bhaiyon ko hisa mily ga...
Assalamualaikum shaikh jis bete ke pass man ho agar wo chahe ke is bete ko aur us hi ki beti ko apne pason se umra ya Haj karana chahe to ky wo sahi hoga
Abba ne 3bhaiyon ko 90% ragistree kr diya or mujhe kuch nahi diya jo 10% bachi huyi hai usme Bhai sariyat k hisab se hissa krne ka bol rahe jhan pe kimti zameen vhan v mujhe km de rahe or jabardsti bol rahe hme or abba ko maf kro us beimani k liye nahi to ye v nahi denge
Assalamu alikum mere abu fout hogaye hen.. Per mere bhai hissa nahi de rahy hen wo kahty hen shadi kardi bs..qk abu jaldi foat hogaye 20 sal hogaye hen.. Is masly men hum kiya karen qk koi or bhen bhi nahi bolti is mamly men..bhen is liye nahi kahti sab kay apne ghar Hen or wo sab khush hen per mera apna ghar nahi hai or men apne he abu k ghar karaya per rahti hun mere ghar waly mujhse Abu k gbar men rahne ka 10 hazar Karaya lety hen.. Please
Astagfirullah... Aapka aapke abbu ki virasat me haqq hai... Or agr aapka nikah nhi hua hai to aapke abbu ke jane ke baad aapki jimmedaari uthana aapke bhai par farz hai... Lekin kya kr skti hain aap sabr kren... Allah aapke haqq me faiysla kre in sha Allah...
Ji koi matlab ho skta hai uska jo aapko koi nhi bta skta aaj ke zamane me... Sapno ki tabeer ka ilm aaj kal kisi ke paas nhi hai... Aapko agr koi batayega bhi to jhoot ghad kr btayega... Khwaabon ke peeche na paden... Haleekat par dhyaan den... JazakAllahu khairan...
If there is a business started Grand father, and then carried to Father , how to distribute the business other than fixed properties , in the Wirasat, Or to easy of putting the question, Kia ladkio ka hissa banta he father ke business me , if yes to kese Kara jae, kia valuation se hoga, Jese ek business he besides properties me se , to kia Ladkio ka hissa sirf fixed properties me se hoga jese zameen jaizat, yah phir business ki valuation bhi lagai jaaigi and us valuation me se bhi sisters ka haq dia jae,. Please ispe zarooor batiye kioke yha India bht haqq marte he sisters ka yeh bolke ke business me se koi hissa nahi Ladkio ka
زندگی میں وہ خود اپنے مال کا مالک ہے،اس لیے وہ اپنے لیے جتنا چاہے رکھے۔مسئلہ اولاد کا ہے، ان کے درمیان وہ مساوات برتنے کا پابند ہے۔ کسی کو کم اور کسی کو زیادہ نہیں دے سکتا۔
Its not father's/mother's responsibility to give b4 death, he/she can only decide virasat if he/she wills! Property is to be distributed soon "after" the owner die!
Allah Sab KO sahi islami qanun Ki samjh ata farmayie.Aameen
روتے رہ جاوگے جس دن
سجدے کی طاقت نہیں ہوگی
ابھی بھی وقت ہے نوجوانوں!
نماز قائم کرو
]اللّٰہ ہم سبکو پانچ وقت
کا نمازی بنائے]آمین۔...........................
______________________________
_________________...........................
Humare yahan pe toh ziyada hissa betiyun ko diya jaata hai
Jazakallahu khair ❤
JazakaAllah...
Assalaam u alekum beshak
Sir actually I want to know that there is law in islam to distribute the part of their own house to their in which the family is living mother, father, brother and their wives
Mere bade bhaiyo ne mere haq ki zameen leli
Bhai mere in sawalo k jawaab zaroor de dijiyega apki meherbani hogi..
Aaj kul k kuch baap apne hi bete ko ziada kamate hue nahi dekh sakte. Aur bete ka laga lagaya business ko baap khud hu barbaad kardeta hai.
Sahi ka bahi aap na
Sr kya ap kisi hadees ka hwala dy skty hain
assalamualaikum bhaiya mejhe bhi aek baat puchna haye hamare Abba ki do bivi yan haye Abba ka intekhaal hogaya hai ham unki do betiya n haye aor hamre ammi haye dure ammi ki koi aolaad nahi haye Uno Abba ki thodi zameen haye o unke pahile shohar ke bete ke naam kardi haye to kiya ham ammi ke liye ya hamare liye hak maang sakte haye agar aap iska javaab denge Ripley me hame samaj me aya ga
assalam o alekum ,Agra ak esa shakhs fout Hota Hai.Jiski Biwi Bhi Nahin Hai Aulad bhi nahin hai aur uska Ek bhai Sakha Aur Do Bhai Uske maa sauteli hai baap sakhey hain to kia ius k teeno bhaiyon ko hisa mily ga...
Ek chothai,ek tehai ,ye sab kese karte hai,kiya puri property mai se,yaaulad ko dene ke baad,,,kese
Assalamualaykum bhai mera apse ek swaal hai meri saas ne mere shauhar aur mujhe mere bachcho ko apni mayyat pr aane se mana kiya tha kya ye jayaz hai
@@shamajahan astagfirullah, apne shohar ko bolo ki apni maa s emaffi mange agr koi galti ki hai to warna magfirat nhi hogi beta ki
U can share hadees of this fatwa
Mai unki mayyat pr gai mujhe unki is wasihat k bare me pata nahi tha to kya mujh pr koi gunaah to nahi hoga
I uploaded the debate on HINDUISM, Must watch.
Sandeep sir k videos dekhay hain hum
Assalamualaikum shaikh jis bete ke pass man ho agar wo chahe ke is bete ko aur us hi ki beti ko apne pason se umra ya Haj karana chahe to ky wo sahi hoga
Ya wo sab ulad ko aik barabar den
Ya agar unke shohar ki koi tankha milti ho to ky wo bhi unko marzi se de skti hen
@@ayshakhan1799 gift barabar hona chaiye, lekin boht zyada oonch neech na ho toh jaiz hain
Abba ne 3bhaiyon ko 90% ragistree kr diya or mujhe kuch nahi diya jo 10% bachi huyi hai usme Bhai sariyat k hisab se hissa krne ka bol rahe jhan pe kimti zameen vhan v mujhe km de rahe or jabardsti bol rahe hme or abba ko maf kro us beimani k liye nahi to ye v nahi denge
Kya youtube add incoming jayej hai
Haan
Assalamu alikum mere abu fout hogaye hen.. Per mere bhai hissa nahi de rahy hen wo kahty hen shadi kardi bs..qk abu jaldi foat hogaye 20 sal hogaye hen.. Is masly men hum kiya karen qk koi or bhen bhi nahi bolti is mamly men..bhen is liye nahi kahti sab kay apne ghar Hen or wo sab khush hen per mera apna ghar nahi hai or men apne he abu k ghar karaya per rahti hun mere ghar waly mujhse Abu k gbar men rahne ka 10 hazar Karaya lety hen.. Please
Astagfirullah...
Aapka aapke abbu ki virasat me haqq hai...
Or agr aapka nikah nhi hua hai to aapke abbu ke jane ke baad aapki jimmedaari uthana aapke bhai par farz hai...
Lekin kya kr skti hain aap sabr kren...
Allah aapke haqq me faiysla kre in sha Allah...
Akhirat khrab krlye wo log qki kiska haq kabi na maro
Assalamualikum faiz bhai
Mera naam soban hai mujhse ap ke piche kuch galat kam ho gai thi aap mujhe maaf karde
Mafi allah se mang allah k bande.
Dil se mang
Meri sarkaari naukri lag gayi kya mujhe waalid ki viraasat se kuch nahi mil sakta hai please wazahat kare
Bhai wirasat beta ho ya beti har Hall lazmi multi ha chaye ameer ho ya grebb
Assalamu alaikum kwab me Golden colour ka quran dekha tho mathlab kya hai plz muje bataye
Ji koi matlab ho skta hai uska jo aapko koi nhi bta skta aaj ke zamane me...
Sapno ki tabeer ka ilm aaj kal kisi ke paas nhi hai...
Aapko agr koi batayega bhi to jhoot ghad kr btayega...
Khwaabon ke peeche na paden...
Haleekat par dhyaan den...
JazakAllahu khairan...
Quran Hidayat hai apke liye.Apko Allah ne sunehri mauqha diye hain.Aap isko padhien meaning k sath aur amal Ki taufeeqh Ki Dua Karien
Assalamu alaikum everyone & good morning
Walaikum Assalam
Waalaikum Assalam
Share the hadith jis main yah hukam diyay gyy hai zindagi main taqseem jaiz nhn... stories na sunao
If there is a business started Grand father, and then carried to Father , how to distribute the business other than fixed properties , in the Wirasat,
Or to easy of putting the question, Kia ladkio ka hissa banta he father ke business me , if yes to kese Kara jae, kia valuation se hoga,
Jese ek business he besides properties me se , to kia Ladkio ka hissa sirf fixed properties me se hoga jese zameen jaizat, yah phir business ki valuation bhi lagai jaaigi and us valuation me se bhi sisters ka haq dia jae,.
Please ispe zarooor batiye kioke yha India bht haqq marte he sisters ka yeh bolke ke business me se koi hissa nahi Ladkio ka
yeh sawal mufti rasheed official k page peh likhy
Agar bety ne baap ki zameen par apni kmai se ghar bnaya. To kya baap ki wafaat k baad sab bhai behno me barabar takseem ho ga?
Nai zameen Ka hissa Hoga or zameen KY hissy sy hi sab ko hissa Mila ga
اگر والد اپنے زندگی میں بٹوارے کرے گا تو وہ خود کتنا فصد حصہ رکھے گا۔ قران پاک روشنی میں رہنمائی کریں ۔ شکریہ
زندگی میں وہ خود اپنے مال کا مالک ہے،اس لیے وہ اپنے لیے جتنا چاہے رکھے۔مسئلہ اولاد کا ہے، ان کے درمیان وہ مساوات برتنے کا پابند ہے۔ کسی کو کم اور کسی کو زیادہ نہیں دے سکتا۔
Kisi ko bchchey nhi hote ho toh mujhsey rabta karen
Aapki behen💕
ALLAH se rabta karte hain..ALLAH ne hee Hazrat zakariya a.s ko aulaad dee thi..aur sab ko aulad dene wala sirf wohi hay bas.
Beshaq koi taqat nhi rkhta par dwa bhi thoda asar krdeti hai
@@alhmdulillah5273 kia dawa hay aap k pass?
Bnati hoon mai
Aap kuch alg baat krre hain mai bhi ahlehdees hoon
Allah ne dwa me shifa di hai mtlb yh hai
Faiz sab don't joke it's a serious issue let father do his responsibility before he die, children should also do the same
Its not father's/mother's responsibility to give b4 death, he/she can only decide virasat if he/she wills! Property is to be distributed soon "after" the owner die!
Assalamualikum faiz syed sb agarwalid khud chote bete ko sab de de or bare bete ko na de to iska bhi hisab ho ga Allah ke yaha
Same here 😢😢😢😭😭😭😭😭
Kio nai hoga
Apni opinion ko choro our quran our hadees ki baat karo.
Wrong information na do.
Apni opinion na do.
Quran our hadees ka koi reference nahi diya.