Bahut hi Sundar jankari dete Hai ji bahut dhanyavad aapka bahut mehnat karte Hai aabhar.........,.. agar time mile to badi gadiyo ke liye 1 Obd2 ... ke bare mein bataiye ega.......
Bhai mene to scr outlet temp 400*C tak v kr liya tha tab bhi urea spray nhi huyi but overide test kr rhe the to urea spray ho rhi thi. Kya fault ho skta hai. No fault code aa rha tha scanning me
Assalamoalkum bhai mere paas ek tata 2523 ki gadi hai kiya urea nahi khane se gadi me koi dikkat hogi bhai toda meherbani karke mujhe replay kijiye bhai khuda hafij 🙏🙏🙏🙏
@@MTELECTRICTECHHINDI Bs4 2019 hai jharkhand sahibganj dist se hoon. laptop se check karwaya hai tecnecium bol raha hai ki pump kharab hai .aabhi itna paise nahi hai ki main pump kharid sakoo mujhe bas itna janna hai ki engine me koi dikkat to nahi aaegi plese please bhai replay 🙏🙏🙏
Urea khatam hone ke bad gadi kitne km tak chalane se koi dikkat nhi hai kyoki mera ek driver urea khatam hone ke bad 70 km Gadi chalaya aur gadi uske baad urea diya hai jb maine us driver ko utara aur naya driver ko gadi diya to 2 se 4 trip me gadi pickup nhi lga to kya phle wala driver ke chalte aisa hua please batana bhai
@@aarzooansari176 mai ek gadi ka ka doser kholker injector change ker diya ,moter change ker diya, level sensor changer diya, paressure sensor change ker diya fir v paressure nahi bana raha tha, Jab dusra gadi k doser lagaya to dosing hone lgaa
@@MTELECTRICTECHHINDI bhaijaan ek bat bataye agar nozzle or uriya pipe jam rahegaa to kya laptop se dosing kerte time paressure build nahi hoga kya nozzle ,or uriya pipe jam hone k wajah se
Bhut vdia bai, bahut achchi jankaari dii,
Good job and God bless you 🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
इसका भी वीडियो दिखाएं
Bahut hi Sundar jankari dete Hai ji bahut dhanyavad aapka bahut mehnat karte Hai aabhar.........,.. agar time mile to badi gadiyo ke liye 1 Obd2 ... ke bare mein bataiye ega.......
Ok
Nice information bro...👌👌👌
SUKRIYA
Bahut badhiya sar
Thanks
Bohat hard work tousif bhai 🔥🔥❤️❤️❤️❤️
Thanks ☺️
Good service
Doser unit ko 24v supply nahi aa raha. Pura check kiya . Kya karu aage bhai?
Phone no send
Nice brother 😊
Thanks
@@MTELECTRICTECHHINDI ish. Code main air assist Valve bhi kahrb ho sakta hain naa
@@aarzooansari176Tousif Bhai contact number please meri gadi mai 1 year se uria nahi kha rahi hai mai bahut paresan hoo please
Nice bro
Good information
Thanks ☺️😍
Nice video
Very nice
Sir Ashok Leyland 3520HG gadi me UREA PUMP PLAUSIBILITY ERROR dikha raha he toh sir kya urea pump kgarab ho gaya he?
Sir test 6 mint ka rehta hai basically agar hum chahe toh isko 3 mint bad stop kar sakte hai kiya laptop mei ..koi problem hoga kya please reply 🙏
No
Thanks Tawsef Bhai
Def Dozer ki Preodic Service Kitne KM pe Kerni chaheye ? Generally def problem na aaye? Advice please
Aap time time par filter change' karte jao
Sir ap kaha pr kam karte hai
Bhai ap ke pass kon sa scenner hai
Sir 4239 cod dikha rha hh
Or aap bol rhe ho 4238 kya sir
Vse aap video bhot hi achha bnate ho
Bhai 4238 aur 4239 dono ak hi problem par aata hai jab pressure kam leak hoga to 4239 aur jada leak hone par 4238 aayega ok ji
Sir 1 balti urea sa gaddi kitana kilo meter chalani chaya
Touseef bhai jasay hum gadi start kharty ha is kay baad kitnay time kay baad urea nozele sepray kharte ha
Jab nox nikalne lagega aur scr tem 230c ke upar ho
Bhai mene to scr outlet temp 400*C tak v kr liya tha tab bhi urea spray nhi huyi but overide test kr rhe the to urea spray ho rhi thi. Kya fault ho skta hai. No fault code aa rha tha scanning me
Bhai scanner Konsa Lena cahi
Apne hisab se aap kon si gari kam karte hai
Tata comins BS4 & Tata engine
Software kaun se company ka Lena chahie
Assalamoalkum bhai mere paas ek tata 2523 ki gadi hai kiya urea nahi khane se gadi me koi dikkat hogi bhai toda meherbani karke mujhe replay kijiye bhai khuda hafij 🙏🙏🙏🙏
Bs4 hai ya 6 hai
Kaha se hai app
Laptop se cheak karwaiye
@@MTELECTRICTECHHINDI
Bs4 2019 hai jharkhand sahibganj dist se hoon. laptop se check karwaya hai tecnecium bol raha hai ki pump kharab hai .aabhi itna paise nahi hai ki main pump kharid sakoo mujhe bas itna janna hai ki engine me koi dikkat to nahi aaegi plese please bhai replay 🙏🙏🙏
Koi dikkat nahi hogi engine me. Bindaas gaari chalaye bus silencer me Thora gap karwa dijiye koi dikkat nahi hogi ok
Mai bhi gulabbag zeromile se se hu sahebganj bhi gya hu Kai baar kaam karne ko
bhai agar hum piche ka tyre may jack laga kay gadi ko sapeed may dal kay urea noozle sepray kar rahe ha kya is tareekay say check kar saktay ha kya
😀😀 no ho sakti hai but aapko 1 ghante gari race rakhni hogi
Urea khatam hone ke bad gadi kitne km tak chalane se koi dikkat nhi hai kyoki mera ek driver urea khatam hone ke bad 70 km Gadi chalaya aur gadi uske baad urea diya hai jb maine us driver ko utara aur naya driver ko gadi diya to 2 se 4 trip me gadi pickup nhi lga to kya phle wala driver ke chalte aisa hua please batana bhai
Sir jab def nozzle se dozing ruk jayega, kya sirf air ayega nozzle mein.
Ha .. lekin air aake fir ruk jayega fir har 10 minute me ak baar air aayega taki nossle jaam na ho
@@MTELECTRICTECHHINDI thank you 🙏
Sar Mahindra ka Guru Da tol ke andar Tata car TDS system be chal Jaega kya
Ha
Sar Tata car TDS system Window 9 mein chalta hai company ke andar Maine baat ki thi aur Apna gruda Windows 7 mein chalta hai Sar ji
Aap kon se state se ho
Bihar
@@MTELECTRICTECHHINDIBihar main kis District se hain aap?
Bhai Tata scv gadi ka. Scr system per video banao
Ok
यूरिया कम खा रही है, गाड़ी टाटा ट्रक 2018 मॉडल 14 चक्का
Thanks
Sukriya
Tata bs4 signa
chabhi, se band nhi ho raha hai
Kabhi horn bajane se to kbhi indicter se band hota hai kiya folt hai bhai
Bro dozing karne samay gadi start may rakhna,& bande may rakhna
Start me
👍👍👍👍👍👍🌹🌹🌹🌹🍒
Thanks ☺️
Yai konsi gadi he
Bhai contact no. Milega kya . Ek fault solve nahi ho raha
Bhaiya hamare BharatBenz ki gadi hai aur uska adblue nahin chalu ho raha jiske Karan gadi garm hoti hai uriya nahin kha Rahi gadi
Gaari kaha hai
मेरा गाड़ी लोड क्यों ले रहा है bs6 है आयशर
Urea jyada khane ka reason 4825truck tata me
Mai to bahut pareshan rahta hu bhai ye problem se, paressure v ban raha or dosing timer v start hogaya but nozzle se spray nahi kerta hai uriya
😐😐
Doser ka injector jaam hoga
@@aarzooansari176 ptaa hai bhai ye doser ka aisa fault hai na isme nischit nahi kah sakta hai, ye fault code iske wajah se araha ,
@@aarzooansari176 mai ek gadi ka ka doser kholker injector change ker diya ,moter change ker diya, level sensor changer diya, paressure sensor change ker diya fir v paressure nahi bana raha tha,
Jab dusra gadi k doser lagaya to dosing hone lgaa
@@MTELECTRICTECHHINDI bhaijaan ek bat bataye agar nozzle or uriya pipe jam rahegaa to kya laptop se dosing kerte time paressure build nahi hoga kya nozzle ,or uriya pipe jam hone k wajah se
Batti to still he
Bada dosta ka bato
Apna nabar diji ye
Tumhara watsap nambar dena
Sir aapke number bhejo
Bahi apna number bhejo bhai