@@Fishinfo Sir Sinking Feed Banane ke liye Konsa Oil Cake Direct Use Kiya Jyata Hai...🙏 Ya fir Mustard oil Cake ko 3-4 Pani Me bhigokar Dry Karke Use Kare To Bhi Chal sakata hai kya Dhup me sukhane ke bad Protient Content Kam to Nahi Hoga Na🐬🦈🐟🙏 Last Sawal Hai🙏
Dada bhut dikkat hori hai fish meal or bone meal ke liye. Plz suggest kariye kha se le. Koi fertilizer ke naam se mil rha hai koi feed supplment smjh hi nhi aa rha hai
Iski costing kitni aayegi per kg ?? .. aur isko direct balls banake dalenge to growth rate commercial feed jaisa rahega ki Kum rahega ?? Main growel cp ka Dana khilaya hai lekin fcr 1.4 ke aas paas aata hai ..
Bhai aap bol rahe hai ki bol feeding karane ke lie to agar ham bol feeding karate hai to pata kaise chalega ki pangasias ne total feed kha liya ya nahi
Nice work & research man
Thanks 🙏🙏💐
Bone mile nahi hai , kya use kiya jaa sakta hai
Sir bataye plz bone mile nahi hai , kya use karu
@@manish27patidar sir bone mile ke badle aur koi chij use kar sakate hai
Dada nice video
Bas ye bhi bata day ki body weight ka kitna percent ye feed dengay pangas ko
wt korna..new video ka liye
@@Fishinfo sir is topic par ek video banaye 🦈🐟🐬🙏
Pangasius feeding krane t ime video bnaye
Bhai ek vedio roopchanda ke upar Banana
Kya rupchanda ko poultry ka feed khila sakte hai kya, humare yahape fish feed available nahi hai
TRAI karke dekh sakte hain
@@Fishinfo purana rupchanda seed tha lagbag 200 gram se lekar 400 gram tak ka hai kuch bhi khilaya tha baas aise hi pond me surke rakha tha
Home Made Feed
ek Baar feed Banane ke Bad kitane Dino ke Antaral Feed ko Khatam Karana Hoga...
par day making and use..
Sir Mustard Oil Cake Ko Fartilayz Karne ke Bad Use Kiya Jata hai
kya iske Jagah AGAR Mustard Meal Dairect Use Kiya Jata Hai
aap mera is video ko dekhiae..ua-cam.com/video/bLif0jILEA0/v-deo.html
@@Fishinfo Sir Sinking Feed Banane ke liye Konsa Oil Cake Direct Use Kiya Jyata Hai...🙏
Ya fir Mustard oil Cake ko 3-4 Pani Me bhigokar Dry Karke Use Kare To Bhi Chal sakata hai kya
Dhup me sukhane ke bad Protient Content Kam to Nahi Hoga Na🐬🦈🐟🙏 Last Sawal Hai🙏
Nice sir
tnx..
Kg kesa dere he bhaiya
Main To Kuchh Nahin de raha hun..
@@Fishinfo farmar ka namber mil sakta he
Pangasius machali bottom layer Mai jayegi
ha
Dada bhut dikkat hori hai fish meal or bone meal ke liye. Plz suggest kariye kha se le. Koi fertilizer ke naam se mil rha hai koi feed supplment smjh hi nhi aa rha hai
m.indiamart.com/proddetail/meat-bone-meal-15986746012.html
Pls ak video bana den os per
kispor vhai..?
RMC K Chote seeds per
@@muhammaddaniyal9675 Is Tarah ka video Chahte Hain?
Kitne protin ka feed bananey per kharch kitna hoga ?
Aapko hisab Karke nikal lo..
Sir yeh toh pani m dub jayega aur waste ho jayega
aap packet wala floating feed khilaea
@@Fishinfo floating feed m se kuchh Dana dub rha hai wo Dana shi hai ya nhi
Dada 20kg feed banane k liye kitni kitni quantity lagegi
video mein Maine Sab Kuchh bataya aapko sirf hisab karna hai(
@@Fishinfo dada 550 gram ki pangasius hai 13000 , kitna home made feed dena chahiye par day or kitna company made
Dada iska reply plz
Dada pangas machli ka accha rate kaha and kab and kon si market main milta hai
purnia.. bihar
Iski costing kitni aayegi per kg ?? .. aur isko direct balls banake dalenge to growth rate commercial feed jaisa rahega ki Kum rahega ?? Main growel cp ka Dana khilaya hai lekin fcr 1.4 ke aas paas aata hai ..
Dada meat boan nahi hai ... Kya use karu
soybean meal
Sir 28% ka feed
kis lain ya Gram ka ho tabhi dena shuru kare🙏🦈🦈🦈
200g
@@Fishinfo then-kyu sir💐
wc
Sir 100kg ka khana kitne kithe fish ke lie hai per day ke hisab se
Machhali ka body vate Ka hisab se Jitna percent roj aata hai utna Hi Dena padta hai
Brother can we feed pangasius with slaughter house waste or grinded chicken.
yes bro
Vhai fish breeding training lana chata ho
Sir meat mile nahi hai .. iski jagh pe kya or kitni matra me use kar sakte hai
hmm
@@Fishinfo sir kya use hoga or kitna
Thanks
Aapka farm kha hai
West Bengal Raiganj
Bahi choti fish ki feeding Kase ki jaye
channel per video hai dekhiae
आप जिस net mein बड़ी मछली निकालते हो उसका प्राइस क्या है
250/300 rupi kg..
थैंक्स दादा
Bhai aap bol rahe hai ki bol feeding karane ke lie to agar ham bol feeding karate hai to pata kaise chalega ki pangasias ne total feed kha liya ya nahi
Maine homemade banane ke bare mein bola.. jo ki Is Tarah Se banaya jata hai. aap company wala floating kit Khila sakte hain
विटामिन कहा से ले
aaspaas Nahin Milta Hai To online search kijiye
विटामिन का नाम कोन सी विटामिन अच्छी होगी
Fcr ?
approx 1.80
Can we feed like this in bio floc
pata nahe he bhai bio floc k bareme
@@Fishinfo I will try
@@benupradhan9426 ok
Sir Mustard Oil Cake Meal
Floating fish feed Ka machine Kaha milega
pata nahin bhai
Dada renu lagae
kiser
Fish seeds ki feeding Kase ki jaye RMC ki
IMC fish feeding ka video dekhiae
Fish meal aur bone meal ke kisi acche dealer ka naam.bata do
Jo good quality fish meal aur bone meal sell kar ta hai
IndiaMART per mil jaega....
Agr pungas ko musturd oil cake or rice bran hi sirf diya jae or protein 28% kr diya jae to kya fish growth Legi?
Uuug
Qhuoph
Bhai imc ke liye fish feed kaun sa accha rahega aur bhai kha pe milega price kya hoga
kon sa feed chaiye?
company wala?
Boss.Aanar Kota.Bujte.Parcina.Bangla.kota. Bolben.Macer.kabare.Ataim.Janar. Joena.koment.Edaseta.korma.
Screen shot me apka Hindi ka traslation aa ra hai
cc off kordijiye... aiga
20 kg feed banane k liye
100 kg banana me kitna kharcha aata he plz reply me
market Mein Sab chij Ka price Pata kijiye
दादा मेरे तलाब में 24 महीने पुराना रोहू का बच्चा ढाई सौ ग्राम का अधिक मात्रा में है उसको इस साल कल्चर करूंगा तो ग्रोथ होगा कि नहीं
bahut Achcha groth hoga..dada
Pond k size k hisaab se quantity stock Karen warna growth nahin hoga sir
Hii bhai
hello
Very nice information but there is no any contact no?....
If any person needs your help what will he do?
Ok
Which fish are bottom layer fish and upper layer fish?
mrigel fish is bottom layer fish, silver carp is upper layer fish
Egg 🥚 🐣 🍳 🥚 🐣
One kg feed making kharcha
Sab Saman ka price Pata Karen, price of ko Khud Hi pata chal jaega
40 ru/ kg ata he maharashtra me.... To 50 /kg ka fish ka production cost jayega kya ??