दैनिक जीवन की चुनौतियों के बीच ध्यान में कैसे रहें?

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 25 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 31

  • @AjitSanyasi111
    @AjitSanyasi111 2 дні тому

    Thank you🌹 Gurujii

  • @vanshjuyal6280
    @vanshjuyal6280 2 дні тому

    Ati uttam mare guru kya baat hai ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😊😊😊😊😊😊

  • @PadamasinghRao
    @PadamasinghRao 3 дні тому

    ज़ोरदार ..... दमदार .... शानदार .... तज़ूर्बेदार .... वज़नदार ..... सब दार दार लगा लो देव 🙏🧡🙏
    आप श्री के मज़ेदार टीप्स आनंदित करने वाले हैं .......... आपके द्वारा कीये जाने वाले जुगाड़ 😊 कमाल के हैं .... बहुत ही मौजी और मस्त ज़बरदस्त हैं

  • @mayank007-xyz
    @mayank007-xyz 3 дні тому

    Namaste gurujee

  • @nikhilvaishnav5587
    @nikhilvaishnav5587 3 дні тому

    Bahot sahi question hai sahab, is answer ki talash mujhe bhi bahot samay se thi.🙏 Bahot bahot dhanyawad

  • @JAYDEEPYADAV05
    @JAYDEEPYADAV05 2 дні тому +1

    Sir, mujhe gyaan baatne ka man karta hai jahan bhi jau gyan baatne se mai khud ko rok nahi paata . Agar koi nahi milta to fir har din jo chij mujhe acche se aati hai to mai fir khud hee man hee man usse revise karne lagta hu jiske karan mai vartmaan kshan mein nahi jee pata hu please kuch alag upaay batane ka prayas kijiyega , music meditation, exercise and mindfulness ke alawa😅. For ex - dinbhar imaginary situation mein dubaa rehta hu ki mai as a leader logon ko speech de raha hu about astrology jo mujhe acche se aati hai ya firr health ko kese thik rakhe yeh chije loop mein chalti rehti hai 😢. Dhanyawad ❤

  • @kavyanshs173
    @kavyanshs173 3 дні тому

    First comment. Ram Ram guru ji 🙏🙏❤❤

  • @harshu-ke5hl
    @harshu-ke5hl 2 дні тому

    Sir, app bahot bar energy badhana boltey hain..uskey bare main kuch pls aur bataiye 🙏

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  2 дні тому +1

      meditation kijiye....
      gratitude , humility or selfless sewa ka abhyas kijiye

  • @vanashreepatel6052
    @vanashreepatel6052 4 години тому

    Guruji mei abhi college mei padhti hu abhi mera master khatam hone wala hai. Mujhe competitive exam ki preparation karani hai aur mere parents mujhe padhne nahi dete thikse. Baar baar marriage ka pressure dete rhte hain. Roj jagda hota reta hain. Mei padhai mei achi hu. Aur gar mei padhne wala atmosphere bhi nahi hain. Mere mata pita ki dusri shadi hai ek aeisa din nahi jata ki jagada nhi ho. 10-15 saal se mera dimaag in sab mei raha hai, bahot depress rhti hu. Mei iss liye bata rhi hu muje akele rhena pasand hai mei apni paheli maa ke sath rehti thi par abhi woh hai nahi aur mujhe mere parents ki jaisi jindagi nahi banani muje apane paav pe khada hona hai par mei nahi kar pati hu din bhar muje stress laga rehta hain agar nahi pass kar paungi to shaadi kara denge ek do saal mei. Mei kabhi kabhi meditation try krti hu kabhi hota hi nahi. Kaafi baar aapke vedios dekhe hai acha lagta hai man ko motivate ho jati hu par muje bahot baar lagta hai mei nahi kar paungi meri kisike bhi sath shaadi kara denge. I request you please help me.

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  3 години тому

      tum strong ho to koi tumhari marji ke khilaph nahin ja sakta......
      ye bhi ho sakta hai ki tum ghar se door kahin koi bhi job ker lo.......
      ya vipassana centre chali jao ---india mein 112 + cities mein ye centres hain.....

    • @vanashreepatel6052
      @vanashreepatel6052 10 хвилин тому

      @@AnandDwivedi369 thank you guruji.

  • @Akriti_1999
    @Akriti_1999 3 дні тому +2

    गुरुजी आपकी लिखी किताब कहां से प्राप्त की जा सकती है? मुझे गूगल से इसकी कोई जानकारी नहीं मिली। कृपया मार्गदर्शन करें।

  • @Sant_Siyaram_Baba03
    @Sant_Siyaram_Baba03 3 дні тому

    Sir, jeevan mein balance kese laaein ?❤ Ki hum saari chijo ko equal energy and time de paay roj!

  • @jmszerobatch9937
    @jmszerobatch9937 День тому

    Sir kya energy ek hi h ya alg....jaise ki mental energy alg h, physical energy alg h? Body me hmesha energetic lge thakaan n ho iske liye Kya kre?
    Kya physical energy hi hme fresh aur energetic rakhti hai?

  • @jaikishangahlot4412
    @jaikishangahlot4412 3 дні тому

    The way meditation is being promoted, can there be any side effects of meditation in the future?

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  2 дні тому

      if done properly, MEDITATION is always good.........

  • @gauravdwivedi2448
    @gauravdwivedi2448 3 дні тому

    Respected Guruji🙏, where can I find your books? I have searched online without success. Could you please guide me on where to purchase them?

  • @chandanamaitra5692
    @chandanamaitra5692 3 дні тому

    Me scooty chlate hue hanuman chalisa pdti rhti hu

  • @Upsclover_6162
    @Upsclover_6162 3 дні тому

    Pin plzz guruji first views ❤