Manushya ka itihas, manushya ka vartman hai kya? Kala kalever ke sath. Manushya kya aisa jeev hai jise samadhi ki jaroorat hai? Anya jeev toh shayad pehle se samadhist hai, kya yeh vichar karne yogya hai? Manushya ne ek nakli vyavastha khadi ki jisse wah niyantrit kar sake,iske liye uske paas tark hain, saab kuchh ko vastu bana kar khareed bench dala, kya astitvgat kahin malkiyat hai? Guru ji Shayad mein agyani hoon,ek sawal uthta hai kya iss anant astitva ko iss baat ki phikr hai ki hum hain ya nahin hain? Humein toh khud ka hi kuchh pata nahin hai, yehi mera dukh hai
अतिसुन्दर, भगवान श्री के प्रवचनों से स्वाध्याय नहीं सीखा तो सब व्यर्थ।
सचेत करता आख्यान 🙏
Pranam guruji
Pranam 🙏♥️
🍀🙏
❤❤प्रणाम गुरुदेव
🍀🙏
🙏❤️🙏
🍀🙏
Charan Aspars
gurudev main ek chota bacha hu jo aap karna chate hai agar aapko nahi pata toh aap jyada pereshan hoge ye sabke saath hai
Manushya ka itihas, manushya ka vartman hai kya? Kala kalever ke sath. Manushya kya aisa jeev hai jise samadhi ki jaroorat hai? Anya jeev toh shayad pehle se samadhist hai, kya yeh vichar karne yogya hai?
Manushya ne ek nakli vyavastha khadi ki jisse wah niyantrit kar sake,iske liye uske paas tark hain, saab kuchh ko vastu bana kar khareed bench dala, kya astitvgat kahin malkiyat hai?
Guru ji
Shayad mein agyani hoon,ek sawal uthta hai kya iss anant astitva ko iss baat ki phikr hai ki hum hain ya nahin hain? Humein toh khud ka hi kuchh pata nahin hai, yehi mera dukh hai