Bade bhai thoda sa guide kr dijiye... Mera laptop HP g6 hai... Badhiya chalta tha pichle 8 saal se.. Abhi achanak se usme dikkat aa gayi ki vo kabhi ON ho raha hai (matlb boot screen ke aage ja raha hai araam se) aur kabhi ON hone pe boot screen pe freeze ho jata hai... Maine saare hardware disassemble krke dekh liye ek ek krke pr usse issue nahi hai... Harddrive aur ram bhi sahi hai check kr chuka.. OS bhi daal diya naya... Uske baad bhi wahi dikkat hai.. Kya aap bata sakte ho ki kya possible issues honge?? Capacitor short horaha hoga kya?
Bade bhai thoda sa guide kr dijiye... Mera laptop HP g6 hai... Badhiya chalta tha pichle 8 saal se.. Abhi achanak se usme dikkat aa gayi ki vo kabhi ON ho raha hai (matlb boot screen ke aage ja raha hai araam se) aur kabhi ON hone pe boot screen pe freeze ho jata hai...
Maine saare hardware disassemble krke dekh liye ek ek krke pr usse issue nahi hai... Harddrive aur ram bhi sahi hai check kr chuka.. OS bhi daal diya naya... Uske baad bhi wahi dikkat hai..
Kya aap bata sakte ho ki kya possible issues honge??
Capacitor short horaha hoga kya?
Mera bhi pc ka motherboard kharab hai new kahi mil nahi Raha HP G6
Mera laptop bhi case study ke liye lijiye na. Repair bhi kar dijiyega. Mai apka fan hun
Liptop ko on krty hi fan chal kar off ho jata hy