Bhai maine ek second hand Tata ace liya hu us gadi me fan ka direct button hai or gadi jaldi heat hojati hai or oil guage mese oil reverse araha hai or gadi 3 or 4 gear me khinch nahi rahi bhai isku thik karwane me kitna kharcha aega or kya change karwana padega ? please reply
sir meri gari ka fan late chalta hai fan swich new dala hai or air bi bleding ki hai pair bi fan half temperature k uper ja kar fan kabi chalta hai kabi nahi or kabi water botel mei pani back marta hai kya falt ho sakta hai please reply me bro
Bhai head facing Kara liya hai water pump change kar dia thermostat valve change kar Diya hai aur rediwater wash kar dia phir bhi gadi garam ho raha hai kya problem hai
Mera tata ace ht ka full injen kaam kraya hu bhai oil gej se air bna rha hai oil ka bhi chhita आ rha hai jabki maine full ingen kaam kraya hu My na. 7000901126
Bhai maine ek second hand Tata ace liya hu us gadi me fan ka direct button hai or gadi jaldi heat hojati hai or oil guage mese oil reverse araha hai or gadi 3 or 4 gear me khinch nahi rahi bhai isku thik karwane me kitna kharcha aega or kya change karwana padega ? please reply
Thanks MH42. Baramti. Maharashtra
Bhai Tata ace engine se redietar fan joda satka hai kya
Proper mechanism banaya jay to ho sakta he
Iska engin
Indica me kese laga sakte he
Yaar
Nice video 👍👍👍
Bhai tepid setting kaise karte hain batao na tata ace ka
Thanks
MH,42 Baramti , Maharashtra
sir meri gari ka fan late chalta hai fan swich new dala hai or air bi bleding ki hai pair bi fan half temperature k uper ja kar fan kabi chalta hai kabi nahi or kabi water botel mei pani back marta hai kya falt ho sakta hai please reply me bro
Thermostat switch or fan chek karlo.. otherwise water pump chek karva lo
Bhai mere v ehi problm aa pani over marda yr
Great sar
Karcha kitna ata hai iska
Helping video
Bhai Tata super ace mint ka tharmastet wall nikal du Kya koi problem to ni hogi
Nahi hoga...
Ni hogi
Super bhai
Watar pamp kiticha ahe bhau
Purana engine complete karne a mai Main Kitna kharch aaega bataiye
Bhai Tata ace ka temperature gauge nahi kam kar raha hai kya kare
Bhai mi ne total enginee kam kya hi or watar pamp or gyaskit nhe hi fer bhe gade hit horahe hi
tata me hitting problem raheta nahi lena chahiye
Bhai meri tata ace 40 ke uper jate hi jyada garam hone lagti he , kya karu , please solution bolo
Super bro iam mechanic Tata ace hzb
Broh number
Number sd me..
Bhai meri gadi start krne ke baad band ni hoti bytri lite chabhi of krne pr jalti hy pr gadi band ni hoti Kiya prabulam hy aap bta sakte ho
Tata majik
bhai mera tata ace jyada heat hone se self mae start nehi hota hai...kya kru?
Self motor chek karva lo
Isme kharcha kitna huga...
Meri CNG gadi Nahin Bata rahe bhai Main Kya Karun load per 50 ki ispeed hai aur Anlod per 70 ispeed hai
Tata ace timing lock kaise kare video please 🙏
Headgasket chenge karneko kitna kharcha ata hai
gasket 500 aur fitting charge under 1000
Water pump or gyaskit naye lagwaye hi
Kahase ho Ap
Ispe kitna kharcha a gyaa bhai
Head or pump milakar approximately 5000 hoga
Gas kit dal ne ke bad garm Kyo aarhi hai
Ismein kitne rupaye ka kharcha a jata
Kalej plet mathi vas mare y to su thay lu hashe
Bhai mera TATA ka Chhota aati hai vah start karke thodi dur jaate Hain aur apne aap hi band ho jata uske bad usmein self Maro start nahin hota
Bhai gadi bahut garmi batati he kya kare
Head gaskit radiator ka kam kiya phir bhi heat ho raha he plese solution
Bhai head facing Kara liya hai water pump change kar dia thermostat valve change kar Diya hai aur rediwater wash kar dia phir bhi gadi garam ho raha hai kya problem hai
Ek baar fan check karo chalu hai ya band hai
Or ye head fitting karne k baad coolent daalne k baad air sahi se nikalo problem solve ho jayega
मेने सब काम करवा था कंपनी मे फीर भी गाड़ी हीट हो रही थी मैनेजर बताया मैनेजर इजन बदल देने का बोल रहा था ओर मेरी गाड़ी 55000 चली थी
Engine q badal na par 🤔
Etna sara karneko kitna kharcha ata hai
5500 to 6000
Sir mera tata ace hit ho raha he gaskit head radiator ka kam kiya phir bhi hit ho raha he plese reply
@@nitinbpatilnitinbhagwanpat6309 air nikala nahi hoga achese
@@nitinbpatilnitinbhagwanpat6309 air thik se nikalo...firbhi problem aaye to water pump chek karlo
Mara gadie chalta chalta bund hota hai kay problem hai
Mera gadi garm jyda ho rahi hii
Water pump chek karva lo
Sir meta Tata ace hit problem ho raha he
Water pump chek karlo ....or... cooling system mese air parfect nikalna
Water pump kharab hone se belt bhi tutata hai
Hay..
Hello
Bhai tumne majoori kitna liya
Tata AC thickness head repair
Mera tata ace ht ka full injen kaam kraya hu bhai oil gej se air bna rha hai oil ka bhi chhita आ rha hai jabki maine full ingen kaam kraya hu
My na. 7000901126
Gadi Ki problem Batani Hai Tata Ace
Aap ka number milegana kya
Vai aapka phone no msg kijiye
Aap ka number send karo na