सर मैंने पम्प का काम भी करवा दिया हैं फिर भी सुबह जब स्टार्ट करते हैं तो 4,5 हिटर देने के बाद स्टार्ट होता है. पर कहीं बार स्टार्ट होता भी नहीं है. फिर थोड़ी टाइम्स बाद स्टार्ट कर्ता हू तो हो जाता है. बहुत से मिस्त्री को बताया पर अभी तक कोई सोल्यूशन नहीं निकला. रीप्ले प्लीज़
Bhaiya toofan trax subah start hone me 3se4 self round le rhi OR safed dhuwa de rhi hai kya problem ho sakti hai please bataye baar self bhi kharab kr rhi 2015 model
Bhai yaar app vedeo mast banata ho love u bhai aik vedeo bana loo chota haathi load carrier tata ACE HAI BHAI AUS KI CALACH PLATE KO KHOOLNA KAA AUR JHOORNA VEDEO POORA BHAI PLZ PLZ PLZ
Good luck bhai,maine ek diesel engine banya full work sab shi hai lekin first starting ke samay runing jayda le kar start hota hai.wahi 5mint chalne ke bad ek bar me start ho jata hata hai .but haf hour ya one hour ke bad start karo to jayda runing le kare start hota hai q sir.pump bhi advance ,retiyer karke dek liya mere hisab se pump down. Aapka kya idea hai sir.please reply sir.
Hai asraf Bhai mera gadi Tata ace BS3 HT model 5year hua hai mere gadi ka problam abhi tak mitti nahi wohi starting problem sirf subah ko start karne se ek baar main start nahi hota lekin jab start ho jati hai tab koi problem nahi hota hai kahi par bhi start karne se start ho jati hai problem sirf subah ko hoti hai apne bola tha heater timer ka problem hai maine heater timer aur heater plug dono naya lagwa diya phir bhi wohi problam subah start karne se round leta hai mere Bagal ka engine mistry bola head kholkar croun aur bhi kuch change karna hoga kharcha 9000/- maine bola pump ka problem hai kya mistry ne bola nahi main kya karu asraf bhai head ka kaam karau ki nahi aur agar aap mujhe kuch behtar upay bata sakte hai to bataiyea thanks
Tata indigo cr4 pr injector coding ka kitna frk padta h. Fuel mileage bahut kum h meri gaadi ki. Timing belt change ki h or Injector change kr diye h fuel pump or full service bhi kr di h.
Bhai Tata Indica ke head, manifold or silencer ke nut kitne krne mm ke hote hain ,, mujhe gasket change Krna h।।plz reply Ki head k bolt,, manifold or silencer k liye kitne number ki Goti ya spanner chshiye
Namaste ashraf bhai super ace ka alternator ka video banao na gadi ka battery charge hoke bhi start nahi ho raha hai battery low bata raha hai bar bar...heater plug check nahi kiya hai usame issue ho sakta hai kya ya koi or issue hoga..... please comment
bhai ht tata ace meri gadi back compesar ho gya kya usko banwa chahiye bana hua engane chalta h aur sari me banwaye ya garmi m sahi rahega kyuki meri gadi de diesel bahut khari h
Ashraf Bhai mera Tata AC gadi hai bar bar subah start karne se round leta hai main heater plaq 2 se 3 bar change karaya change karane ke baad 2-3 mahina thik rahta hai fir wohi problam hota hai baar baar plaq kat jane ka karan kya hota hai koi upay bataiyea Tata AC age 5yrar
meri Tata ace ...subah 1 self pe start ho jati hai sir .lekin 7 8 km chalne baad garam ho jati fir ..band krne ke baab ..self marne se star nehi hoti betry ok hai .self ka bhi kam krwa liya fir kya problem ho skti hai sir
Tata ace में हर रोज सुबह के पहला या दूसरा सेल काफी लंबा खींचता है,और उसके बाद वाले उसके बाद खींचने वाला हर एक सेल एक ही झटके में एकदम बढ़िया तरीके से लग जाता है, इन स्टार्ट हो जाता है।।।। और पहले 2 सेल में काफी अलग प्रकार का धुआं निकलता है।। ऐसा क्यू?? और solution भी बताइएगा।।
Bhai mere Tata chhota hathi h chalte chale achnnk earclenr se kpara ka rshi khich liya tha to wall khrb hua or fir wall kaam krye fir fitting bhi kr Diya lekin gri ko dakelne se start ho jata h self se nhi ho rha h ky problem h ky nojal ka dikt h
सर टाटा मैजिक bs3 सुबह को काफी लंबा सेल्फ और 10-15 बार कोशिश के बाद hi self स्टार्ट होता है एक बार स्टार्ट होने के बाद कोई दिक्कत नहीं गाड़ी में क्या काम करवाना होगा सर
Mare pass mahindra bolero maxi truck plus he.muje samaj nahi aata ki tata ace lu ya supro lu . muje kabhi local ka kam Melita hay to kabhi other state jana padta hai.muje 1ton ka load milta hai.plese bataye mujhe kon si gadi lene chaheye.
Thanks bhai,sem problem mere sath huwa tha.lekin petrol sunghne se start ho jata hai.or din bhar sahi rahega.sirf subhah me aisa hota hai kya problem ho sakta hai.pump ya nousel.please reply sir.
Asraf bhai, pump fiting ke samay koi mark nahi hai jaise advance or retair ke liye ek mark hota hai isme .ager mark na ho to kaise pump fiting karenge please reply sir.
sir,tata magic bs3 (2015) ek2 din running nai hone self se start nai hota, running hone se dikat nai ,battery problem ya gadi? heating problem b h, colent+distild जल टिकता नहीं सिवाय साधारण जल के काम चला रहे हैं
Sir meri tata indigo ecs cr4 diesel hain long self start hoti hai. Main ne glow plug b theeq hain... Par fir b long self start... Please sir solution batawo. Heater light bilkul kam tyme rehti hai.. Jab ki yahaan boht thand hai kashmir main..
Sir Tata sumo ka battery bhi new hai or self bhi le rahi h par start nahi hoti agar 3 ghante bhi gadi band rehti h to phir usko gadi se khichna padta h Kya Karan h sir plz reply
Sar magic ko Dhakka dene ke bad Ya Do Teen bar self lene ke bad Kuchh Kuchh Karke Awaaz aati hai start hoti hai lekin kabhi-kabhi battery baith Jaati Hai battery bhi nahin Laga Hua Hai Tabhi vah start nahin kar rahi hai han thoda sa heater ko hit karne ke bad Agar Dhakka Dete Hain to start Ho Jaati Hai
Hlw sir...mera 1613 turbo engine...euro 2 pump...morning may start nahi ho raha hay...lekin din may start ho raha hay or start hone ka bad saradin ku6 problem nahi.......problem ka pata nahi chal raha hay....
Bhaai mera har baar... din ka first cell( start of engine) bohot lamba khinchta(3 4 heater dene ke baad bhi) hai... Usake baad ek baar chaalu ho jaaane baad... Din bhar me lagaae gae sabhi cell ek dam se start ho jaate hai..... In short har roj subah mujhe... Lambaa cell lagaana padta hai.... Please give solution 🙏🙏
Bhai mera ace Ex hain 6 yr ho gaya uska head ka kam or ring change karaaya tha uske bad 1 yr tak thik sala hain. Ek din agar gari running nahi hota hain tAb nxt subah 5,6 bar self marne ke bad start hota es se kabhi kabhi battery down ho jata hain or kabhi kabhi to 9,10 bar self marne ke bad start hota hain kiya problem ho sakta hain bhai plz repli
अशरफ़ भाई ये बताइये मैं बुलेरो गाड़ी में किलच सैट डालता हूं तो पहले गेर में थरथराने की शिकायत आ जाती है फ़्लाइ व्हील पर कट भी लगवाता हूं फिर भी पहले गेर में थरथराने की शिकायत आती है
Bhai mere indego kala duaa jyada dete hai or mailej b kam dete hai or pump b advanc rhata hai or retayd kro to salf lamba ho jata hai to problam ko solab kare bhai
Tata 713 ka gaadi hai 6 cylinder vaali gaadi start nahi ho raha fuel pump karne ke baad hi start ho raha ek baar gaadi band hoga to dobara start karne keliye pump maarna pad raha hai kya ho saktha hai pblm rotary pump vala gaadi hai
Lajawab video Ashraf bhai..👌bht ache se diagnose kiya aapne step by step..
🙏🏻Thank you very much🙏🏻
Mere channel mein aur bhi bahut sare video hai use bhi dekhiae
@@DesiTechchannele bhai apka phone no do bat korna hai
@@DesiTechchannele asraf bhai mujhe gadi kuch kaam karana hai apna adress aur contact dijiye
ODISHA KENDRAPARA
How can i try my cruiser bs4 start problem
Really you are a automobile engineer. Your explained is so good. Thank you (from odissa)
Thank you very much
@@DesiTechchannele same to you
Why start pushing
Tata ace
Bhai our video upload kijye good work
Support karney ke liye THANKS
Bas Bhai yesa hi video aap uploaded Karte Rahi thank.
Thanks to you
Sapport my videos
सर मैंने पम्प का काम भी करवा दिया हैं फिर भी सुबह जब स्टार्ट करते हैं तो 4,5 हिटर देने के बाद स्टार्ट होता है. पर कहीं बार स्टार्ट होता भी नहीं है. फिर थोड़ी टाइम्स बाद स्टार्ट कर्ता हू तो हो जाता है. बहुत से मिस्त्री को बताया पर अभी तक कोई सोल्यूशन नहीं निकला. रीप्ले प्लीज़
Sir aapki gadi konsi hai aur aapne kaun kaun sa kaam karwaya hai mujhe bataye
बहुत बढ़िया जानकारी भैया बहुत बहुत धन्यवाद
मेरे भैया टेंपो में यही प्रॉब्लम है रात को स्टार्ट नहीं होता है दिन में स्टार्ट हो जाता है
Exilent work bro... ❤️
Thank you very much 🙏 bro
Assalamu alaikum Bhai Sahab Bahut Acchi Video hai 💯👌🏻👍🏻
Nambar sand
भैया बोहत बड़ीया जानकारी दि आपने,,,,,,,
Shukriya mere bhai
All right vedio Mera Tata ace HT Ka problem start hot hai Larkin slow se band hora hai
Kya matlab
भाई चांगली माहीती दीदी धन्यवाद
Bhaiya toofan trax subah start hone me 3se4 self round le rhi OR safed dhuwa de rhi hai kya problem ho sakti hai please bataye baar self bhi kharab kr rhi 2015 model
Bahuta axh video hai sar g
Thanks
Your video is very useful for me bro....n I one to ask you something that is my car is always battery down after running so why bro please....tell me.
You have best experience in auto sectors salute you❤
Thank you very much 🙏❤️👍
नंबर सेंड
Sir meri chhota hathi (Tata ace) Dusri tataace gadi se jage Pese kam pickup karta he plz reply....
Tapped, timing, diesel line check karo
நல்ல தகவல்🇮🇳🌷 good work
Thanks
Excellent👍👏 asraf Bhai very good
Thank you very much 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bhai yaar app vedeo mast banata ho love u bhai aik vedeo bana loo chota haathi load carrier tata ACE HAI BHAI AUS KI CALACH PLATE KO KHOOLNA KAA AUR JHOORNA VEDEO POORA BHAI PLZ PLZ PLZ
Bhai your super technology nice work
Thank you so much 🙏❤️👍
Mera tata super ace pickup hai lamba self me start hota hai aap ka shop kaha pe hai mai chhattisgarh se hu
Jabardast video Bhai.💯💯💯💯💯
Thanks
Aap ka vedio bohot achha rha lekin pump ki urgestment ke baare me bataao
Thanks
Zaroor Banaunga
Namste sar g bahuta axh video hai sar g
Tata ace(pickup) k accelerator fail kiu ho raha h...
Accelerater ka cabl ya pin krab होगा
Thank you mera bhi porbalm hai
Bhaiya es gadi me pump hai ya po-up...
Pump
Good luck bhai,maine ek diesel engine banya full work sab shi hai lekin first starting ke samay runing jayda le kar start hota hai.wahi 5mint chalne ke bad ek bar me start ho jata hata hai .but haf hour ya one hour ke bad start karo to jayda runing le kare start hota hai q sir.pump bhi advance ,retiyer karke dek liya mere hisab se pump down. Aapka kya idea hai sir.please reply sir.
App hp pump
diesel house main check karwao starting fuel Kitna a raha hai ?
usse pata chal jaega pump kharab hai ya sahi hai
Ok , thanks
Black smoke ara tata ace pick come hai
Mistri ji subah ek bar puch krne se start hoti h magic fir pure din sahi hoti h start to pump pr konsa switch aata h ye btaye
Hai asraf Bhai mera gadi Tata ace BS3 HT model 5year hua hai mere gadi ka problam abhi tak mitti nahi wohi starting problem sirf subah ko start karne se ek baar main start nahi hota lekin jab start ho jati hai tab koi problem nahi hota hai kahi par bhi start karne se start ho jati hai problem sirf subah ko hoti hai apne bola tha heater timer ka problem hai maine heater timer aur heater plug dono naya lagwa diya phir bhi wohi problam subah start karne se round leta hai mere Bagal ka engine mistry bola head kholkar croun aur bhi kuch change karna hoga kharcha 9000/- maine bola pump ka problem hai kya mistry ne bola nahi main kya karu asraf bhai head ka kaam karau ki nahi aur agar aap mujhe kuch behtar upay bata sakte hai to bataiyea thanks
App Tappet check karao...agar Tappet gaid jam hoga tab bhi starting problem hoga
Sir mera gadi 30min gumke .badh key off karogi pir jelly chalu nai hota. Engine cool badhme chalu hai. Kya problem ji
Mera bi waise hi kara hai bhai kya problem hai mai bhoth kam karya thik hi nahi hua
Tata indigo cr4 pr injector coding ka kitna frk padta h.
Fuel mileage bahut kum h meri gaadi ki. Timing belt change ki h or Injector change kr diye h fuel pump or full service bhi kr di h.
भाई इंजेक्टर बैकलिंक चेक करो
@@DesiTechchannele sb ok h.
Sir very nice kaha se ho aap
Shukriya
KENDRAPARA , ODISHA se hun
Bhai pamp ko thoda advans karne se nahi hota kya
Bhai Tata Indica ke head, manifold or silencer ke nut kitne krne mm ke hote hain ,, mujhe gasket change Krna h।।plz reply Ki head k bolt,, manifold or silencer k liye kitne number ki Goti ya spanner chshiye
12/13 mm. Head bolt 16 mm ke
Asaraf bay good vedio
Thank you so much
न्यू engin लेना h सही रहेगा क्या
Thnsx .bhai👌
Welcome
Namaste ashraf bhai super ace ka alternator ka video banao na gadi ka battery charge hoke bhi start nahi ho raha hai battery low bata raha hai bar bar...heater plug check nahi kiya hai usame issue ho sakta hai kya ya koi or issue hoga..... please comment
From Bangladesh.
Sir Tata super ki jo last vali nojal hoti hai os nojal ko kya dreact 12volt de sakte hai ja nai
नहीं उससे 12 बोल्ट नहीं दे सकते
उसका सप्लाई ECU से है
Good job Bhai
Welcome
Very nice job
Bhai g gasket fata hai ya thermostat valave khrab hai iska pta coolent bootle se ya resitor cap kholkar kse pta kre ...plese btao
आप मेरे हर वीडियो में कमेंट करो
मैं इसका वीडियो मैं बनाने की कोशिश करूंगा
@@DesiTechchannele g bhai g ..aap ek video bna kr dal do bhai g
Sir tata mega xl loding gade h use ke bhe stating problem hke self to le rahe h but start hone me 15 se 20 seckind lete h eska solusan batavo
Paheli injector backleak check karo
Bhai gari chalane se running kam ho usse kya problem ho sakti hia
क्या मतलब
Sem problem hai mere pass bhi ek tata ace hai to aap kya bolna chahte hai bhai aap ki video to achi hai
👇Aap is video ku dekhiae 👇
ua-cam.com/video/JEYgE_PjY4A/v-deo.html
Fuel line se oil aa raha h.
Fuel line sahi h ya khrab????
Video me bataya hun
bhai ht tata ace meri gadi back compesar ho gya kya usko banwa chahiye bana hua engane chalta h aur sari me banwaye ya garmi m sahi rahega kyuki meri gadi de diesel bahut khari h
Bhai Tata ace ex hai mene. Coolant change kiya hai abhi mereko heating problem aa raha hai please reply karo bhai problem kya ho sakta hai?
Coolant se achhe se air nikalo
Rediater cap check karo
@@DesiTechchannele thanks dear 😘
@@DesiTechchannele rediator cap kaise check kare kaise pehchane ki gaya hai please bhai reply karo
Rediater cap chenge kardo Rs.200 hai
❤️
Forklift ka pump late starting hai, pump ka Kam kiya hai new rotar head dala hai tho bhe late starting hai sir ji
Sir meri gadi thoda clne ke bad startin problam hoti h yani stastet nhi hoto ya fir talli lgani pdti h
Kya matlab
Bhai morning first time. Salf-start kamkarti hai.. 1-2 Km chalneka badh agar start band karthe hai to dubara start nehi hotaa.. Iska kya rizen hai..
Diesel line hawa a Raha hoga Shayad
Ashraf Bhai mera Tata AC gadi hai bar bar subah start karne se round leta hai main heater plaq 2 se 3 bar change karaya change karane ke baad 2-3 mahina thik rahta hai fir wohi problam hota hai baar baar plaq kat jane ka karan kya hota hai koi upay bataiyea Tata AC age 5yrar
App heater timer check kijeye wohi problem hai
Asraf Bhai Aapka contact dijiye please
Ashraf Bhai aap ki dukaan kis city mein hai
meri Tata ace ...subah 1 self pe start ho jati hai sir .lekin 7 8 km chalne baad garam ho jati fir ..band krne ke baab ..self marne se star nehi hoti betry ok hai .self ka bhi kam krwa liya fir kya problem ho skti hai sir
Hp pump ka problem ho sakta hai
Sir maruti van omni same problem.... Kaise solve hoga
7908101669 please call me sir
Aap kisi acche mechanic ko dikhao bhai
@@DesiTechchannele problem to batao.....mechanic dekhaya......wo. Kar nahi pa raha hai
Supar sir aap kha sy ho
KENDRAPARA odisha
Last 2018 model Tata Chhota hathi HT back compression ho raha h kiya karu kiya kami hogi sir ,?
Answer nahi diya sir
2years gadi k ring kat gaye ya kuchh or kami h plz batayen gej m ko smoke halka halka engen oile aa raha h
Matlab - oil Kitna kam raha hai ???
Kya white smoke araha hai.??
Tata ace में हर रोज सुबह के पहला या दूसरा सेल काफी लंबा खींचता है,और उसके बाद वाले उसके बाद खींचने वाला हर एक सेल एक ही झटके में एकदम बढ़िया तरीके से लग जाता है, इन स्टार्ट हो जाता है।।।। और पहले 2 सेल में काफी अलग प्रकार का धुआं निकलता है।।
ऐसा क्यू?? और solution भी बताइएगा।।
Aap is video ku dekhiye
ua-cam.com/video/JEYgE_PjY4A/v-deo.html
Bhai mere Tata chhota hathi h chalte chale achnnk earclenr se kpara ka rshi khich liya tha to wall khrb hua or fir wall kaam krye fir fitting bhi kr Diya lekin gri ko dakelne se start ho jata h self se nhi ho rha h ky problem h ky nojal ka dikt h
Valve setting sahi se nahi hua sayed
Very good Dada
Bro tharamoset Val par video banao plzzz indigo par hi banana bro plzzzzzzz kal parso tak banao na bro
Ok
Rx picop 207 me pump ka Kam hua fir bhi nahi stat hua
सर टाटा मैजिक bs3 सुबह को काफी लंबा सेल्फ और 10-15 बार कोशिश के बाद hi self स्टार्ट होता है एक बार स्टार्ट होने के बाद कोई दिक्कत नहीं गाड़ी में क्या काम करवाना होगा सर
APP is video ku dekhiye 👇👇👇
ua-cam.com/video/JEYgE_PjY4A/v-deo.html
सुपर हिट सर जी
Shukriya bhai 🙏
सर आपका काम परफेक्ट है
Mare pass mahindra bolero maxi truck plus he.muje samaj nahi aata ki tata ace lu ya supro lu . muje kabhi local ka kam Melita hay to kabhi other state jana padta hai.muje 1ton ka load milta hai.plese bataye mujhe kon si gadi lene chaheye.
Aap Mahindra maxi truck lelo
Sar tata ace magic me volatinetar problem he Kay Kare sar plz reply me
Kya matlab (volatineter)
Bai mare ek tata Ace xl gari . problam hoi.picab nahi horaha.uska Karan key hai.
Suppr bhai
Thanks
Kon sa best gadi hai.tata ace ya supro
Tata ace gold
Mast laga bhai
Shukriya bhai jaan
Very good video sir ji
Sir g Mera Tata Ace tempo hai Mera same problem hai, starting ka aur white smoke bahut aata hai garage vala bolta hai engine ka kam hai
Haan ho sakta hai
Thanks bhai,sem problem mere sath huwa tha.lekin petrol sunghne se start ho jata hai.or din bhar sahi rahega.sirf subhah me aisa hota hai kya problem ho sakta hai.pump ya nousel.please reply sir.
Heater plug
Sir Mera Tata Ace bs3 ka cooling fan start hone ka saath start hotha hai Kya kerne se tik hoga
Electrician ku Dekhiye
Asraf bhai, pump fiting ke samay koi mark nahi hai jaise advance or retair ke liye ek mark hota hai isme .ager mark na ho to kaise pump fiting karenge please reply sir.
Middle position me
Ser mera Gandhi Tata ace HT start prbling kar the he grm Pani dalne se or dhkka se istrt ho jati he to set hed ya PAMP ka kam kray
sir,tata magic bs3 (2015) ek2 din running nai hone self se start nai hota, running hone se dikat nai ,battery problem ya gadi? heating problem b h, colent+distild जल टिकता नहीं सिवाय साधारण जल के काम चला रहे हैं
Sadharan jal mat daliye coolant+distilled water daaliye
Aur electrician ku dikhaiye ismein battery ka problem ho sakta hai
Sir meri tata indigo ecs cr4 diesel hain long self start hoti hai.
Main ne glow plug b theeq hain...
Par fir b long self start...
Please sir solution batawo.
Heater light bilkul kam tyme rehti hai..
Jab ki yahaan boht thand hai kashmir main..
Sir aap ka adress ore phone number
Aap injector check kijiye
👇App is group me join ho jao 👇
chat.whatsapp.com/LZnFRuaQpFY5yzxXKuI2Xb
@@DesiTechchannele Sir bleeding se agar oil (diesel)leakage kar raha ho tow ye problem ho sakti hai.
(Long self start )
Jee haan
Sir Tata sumo ka battery bhi new hai or self bhi le rahi h par start nahi hoti agar 3 ghante bhi gadi band rehti h to phir usko gadi se khichna padta h Kya Karan h sir plz reply
Pahle diesel line clean karo
Timing check karo
Tappet check karo
Sar magic ko Dhakka dene ke bad Ya Do Teen bar self lene ke bad Kuchh Kuchh Karke Awaaz aati hai start hoti hai lekin kabhi-kabhi battery baith Jaati Hai battery bhi nahin Laga Hua Hai Tabhi vah start nahin kar rahi hai han thoda sa heater ko hit karne ke bad Agar Dhakka Dete Hain to start Ho Jaati Hai
Hlw sir...mera 1613 turbo engine...euro 2 pump...morning may start nahi ho raha hay...lekin din may start ho raha hay or start hone ka bad saradin ku6 problem nahi.......problem ka pata nahi chal raha hay....
Hp pump zara sa advance karke dekho
Sir tata xl hai is me ye dikat hai chalte chalte rece chuta hai kabi kabi kyaa hai ye dikat picakp ka hai yaa kuch or hai
Super my bro
Thanks bro
Bhai purani gadi le rha hu me to kese chek Karu ki gadi sahi he ya nhi
Meri gadi ka v yehi problem h, mgr Rourkela me Diesel house wale ye Kam Karne k liye 10,000 se upar demand rakhte hn.
Jo kaam karega dimand wohi Karega
Bhaai mera har baar... din ka first cell( start of engine) bohot lamba khinchta(3 4 heater dene ke baad bhi) hai... Usake baad ek baar chaalu ho jaaane baad... Din bhar me lagaae gae sabhi cell ek dam se start ho jaate hai.....
In short har roj subah mujhe... Lambaa cell lagaana padta hai....
Please give solution 🙏🙏
Yeh video dekhiye👇👇👇👇👇👇
ua-cam.com/video/JEYgE_PjY4A/v-deo.html
@@DesiTechchannele Thanks
Welcome
Bhai meri bolero di 2008 model h deisel ziyada kha rahi h lag bhag 10 ka mileage de rahi h kya probelem ho sakti h
EGR, Nozzele, tappat check karwao
100, 110 speed par black smoke deti h
Bhai mera ace Ex hain 6 yr ho gaya uska head ka kam or ring change karaaya tha uske bad 1 yr tak thik sala hain. Ek din agar gari running nahi hota hain tAb nxt subah 5,6 bar self marne ke bad start hota es se kabhi kabhi battery down ho jata hain or kabhi kabhi to 9,10 bar self marne ke bad start hota hain kiya problem ho sakta hain bhai plz repli
Sir kya indica v2 engine Or tata ace ke engine ke heater plug ak je se hai
Haan bhai
@@DesiTechchannele thanks
tata ace gadi meri o chalu karte samay race hoti hai our 3,4 scound me apni compny ki jo fairing hoyi hai to o fayring deti hai yaise kou bhai
अशरफ़ भाई ये बताइये मैं बुलेरो गाड़ी में किलच सैट डालता हूं तो पहले गेर में थरथराने की शिकायत आ जाती है फ़्लाइ व्हील पर कट भी लगवाता हूं फिर भी पहले गेर में थरथराने की शिकायत आती है
Driving saft bend hai kya.???
Bhai mere indego kala duaa jyada dete hai or mailej b kam dete hai or pump b advanc rhata hai or retayd kro to salf lamba ho jata hai to problam ko solab kare bhai
Bhai tayota turbo 3c engine 2600 cc pe bhi video dalo bhai
Technician aur electrician chahiye... Milega kya
Tata 713 ka gaadi hai 6 cylinder vaali gaadi start nahi ho raha fuel pump karne ke baad hi start ho raha ek baar gaadi band hoga to dobara start karne keliye pump maarna pad raha hai kya ho saktha hai pblm rotary pump vala gaadi hai
कहीं से हवा जा रहा होगा डीजल में
Woh kaise check kare
Mechanic ku dikhaiye
Bhai meri gadi bhi aesi hi karti bilkul ase hi aapki dukan kha par hai ya nambar de do