भाई साहब आपने बहुत बढ़िया सवाल किया आपको लेना चाहिए टाटा एस वाला ओल्ड मॉडल के न्यू मॉडल bf6 छोड़कर bf4 मैं से कोई भी मॉडल ऑफ ले सकते किफायती है और आपके पैसे भी बचाएंगे एवरेज भी अच्छा है ( लो मेंटिनेस है) सिर्फ टाटा ऐस में ही है बाकी सब गाड़ियां हाय मेंटेनेंस में आपके लिए सिर्फ टाटा एस बेस्ट ऑफ लक
Bhai meri maxximo tempo ka pickup problem tha mestry ne nozal saaf karvaya abhi 60 takka pickup le raha or mestry ne bola thoda or chalao 30/35 km Bad me pickup aayega Kya sach hai ye Baad me pickup aayega
Sir mera Tata ace ht kal se suddenly over heat ho rhi hai wo bhi Khali gadi nhi load gadi....sir engine ke aas pass khin se coolant leakage ho rha hai ...sir kya problem ho skta hai .....
@@SayyedAutoGarageSatona sir 2saal pehle head geskit change karwaya tha tab thermostat valve nikal diya tha or fan bhi direct kr diye the .ab right side se khin leakage hai
Bhai mera tata ace 2012 ka hain jab gadi load mein chalti hai toh bahut jald temperature Half mein pohos jata hain all most 3,4 kms mein. aur khali gadi mein 10 , kms mein half mein pohos jata fan ka extra switch hain toh bahut hi solve hota hain. Nahi toh kiya problem hai bhai plz reply 🙏
Bhai sahab aapke gadi ke self ke Bush check kariye ek bar Aur gadi ka radiator change kariye Aur fir bhi garam hongi to Bachpump check kar lunga per ek bar
Are bhai engine kam karne ki koi jarurat nahin Kyunki aapka idiot radiator agar Sahi nahin rahega to engine garam hoga hi Aur starter jo hai starter ke Bush kharab hone ke bad bhi engine start hota nahin
Head facing Kara liya hai water pump change kar Diya hai aur rediwater wash kar dia thermostat valve change kar Diya hai phir bhi gadi garam ho raha hai kya problem hai batao please
Tata magic mein jyada problem top side se hota hai line block ho jaata hai jb lock kharab hota hai tb bottom kholna padhta hai woh bhi aksar problem head ki wajah se hota hai purani gaadi mein
Hello bhai ,meri bhi tata magic gadi hai 25 km gaye baad gadi heat ho rahi hai ,temperature ka kata centre ke aage ja raha hai .kya karna chahiye batao
Radiator check karne chahiye hai Bhai water huse paip rabar Wale change kare Aur coolant air paip rabar Wale change karna hoga aapko Jis se water air araa hai aur aapki gadi garm horee
You prolly dont give a shit but if you guys are stoned like me atm you can watch pretty much all the new movies on instaflixxer. Have been streaming with my brother for the last couple of days =)
sir coolent ka kya use hota hai? cabin me jo water tank hai usme kitna pani rakhna hai? kya voh tank me coolent add kr sakte hai ya direct raidiater me hi coolent add krna hai. . ? only pani se hi kaam chal sakta hai ya coolent jaruri hota hai? coolent kaha dala kitna ??
कूलेंट बॉक्स में कुलेन या पानी हो? इससे फर्क पड़ता नही जब आपकी रेडिएटर में गर्म पानी होता है वो गर्म पानी ठंडा होने लिए रेडिएटर में आता है इसमें कोई प्रोब्लम नही है बल्कि वो एक सिस्टम से चलता है
२०१४ टाटा super Mint २ ..३ km chlane ke bad hetar light & bazer on ho jata hai ...थोडा or १० km chlane par gadi band ho jati hai for se start Karne par on to hoto hai लेकीन थोडा आगे जाणे पर गाडी बंद होंजाती है ...please sajetion
Ji Bhai upar se Khulna behtar hai lekin pahle se hi upar se khol kar usko banaya tha jiski vajah se humko niche se hi kholna pada Comment karne ke liye shukriya
Pani nhi Rahane se radiator chok up ho jata hai aur aapko pata bhi nahin chalta Isliye Pani Pani hi bhara Rakha hai return kharab nahin hoga to kya hoga aapko kya pata hai
Your a good mechanic 👍
वेरी गुड सहित भाई
New subscriber ❤😊👍👍
Thanks Bhai
MH42
Baramti Pune Maharashtra
,💐💌
thank you. periyakulam.pichaimani mec. tamilnadu. S.India
Sir muje konsa gadi lena chahiye tata ace,mahindra supro,maruti super kon si best kum kharch
भाई साहब आपने बहुत बढ़िया सवाल किया
आपको लेना चाहिए टाटा एस वाला ओल्ड मॉडल के न्यू मॉडल bf6 छोड़कर bf4 मैं से कोई भी मॉडल ऑफ ले सकते किफायती है और आपके पैसे भी बचाएंगे एवरेज भी अच्छा है ( लो मेंटिनेस है) सिर्फ टाटा ऐस में ही है बाकी सब गाड़ियां हाय मेंटेनेंस में
आपके लिए सिर्फ टाटा एस बेस्ट ऑफ लक
Bhai meri maxximo tempo ka pickup problem tha
mestry ne nozal saaf karvaya abhi 60 takka pickup le raha or mestry ne bola thoda or chalao 30/35 km
Bad me pickup aayega
Kya sach hai ye
Baad me pickup aayega
Mahindra maximo ECM jo kahega wo hi manege
Is me mistri ji ka koi roll nhi hai bhai
Mere Pass Tata Ventur Hai Uska Tempretur Kata Normol Hai Par Engin 2 Kilomiter Pe Hi Hath Lagane Pe Garam Hota Hai To Pls Mujhe Kuch Solution Bata Do
Sir gadi hit ho rahi bahut ,head kam kare, readitar chokup kare,, fan badli kare phir bhi hti ho rahi hai
Good
Bhai mera tata ace heat ny hora but engine of karneke bad boiled sound ara plz reply bhai
Please give English subtitle. Regard from java Indonesia
Ok . We will try to add English subtitle.
Sir mera Tata ace ht kal se suddenly over heat ho rhi hai wo bhi Khali gadi nhi load gadi....sir engine ke aas pass khin se coolant leakage ho rha hai ...sir kya problem ho skta hai .....
Tharmast Val ka lbo watar lekege hai isliye aapki gadi jaldi se garm hori hai
Water lekege band kijiye apka problem khatm ho jayega
@@SayyedAutoGarageSatona tq sir reply ke liye ❤️
@@SayyedAutoGarageSatona sir 2saal pehle head geskit change karwaya tha tab thermostat valve nikal diya tha or fan bhi direct kr diye the .ab right side se khin leakage hai
Bhai mera tata ace 2012 ka hain jab gadi load mein chalti hai toh bahut jald temperature Half mein pohos jata hain all most 3,4 kms mein. aur khali gadi mein 10 , kms mein half mein pohos jata fan ka extra switch hain toh bahut hi solve hota hain. Nahi toh kiya problem hai bhai plz reply 🙏
Gas kit bal
Sir mera magic15 km kebaad garam hota hi gadi band karne par start nhi hota hi gadi thandi hoga tostart hoga kya problem hi sir
Bhai sahab aapke gadi ke self ke Bush check kariye ek bar
Aur gadi ka radiator change kariye
Aur fir bhi garam hongi to Bachpump check kar lunga per ek bar
Sir mai ak mistri se puchha tha o bola engine ka kam karana padega
Are bhai engine kam karne ki koi jarurat nahin
Kyunki aapka idiot radiator agar Sahi nahin rahega to engine garam hoga hi
Aur starter jo hai starter ke Bush kharab hone ke bad bhi engine start hota nahin
Lpg omine sem problem sir garam hothahi kya karniga
गैस सेटिंग चेक करना होंगी आपको
Bhai tata ace loading gadi engine sound tak take hara iska problem kya hai bhai
Best
Meri gadi me achanak chalte chalte coolend fek deta hai kya problem hai
Head facing Kara liya hai water pump change kar Diya hai aur rediwater wash kar dia thermostat valve change kar Diya hai phir bhi gadi garam ho raha hai kya problem hai batao please
Thermostat val ke pass rabar house pipe khrab hai isliye aapki gadi gram hori
Tata magic mein jyada problem top side se hota hai line block ho jaata hai jb lock kharab hota hai tb bottom kholna padhta hai woh bhi aksar problem head ki wajah se hota hai purani gaadi mein
Haa
Sir. Tata magic... Me 2011model h.... Meri gadi slow chalne par thik chalti h ..pr 35-40 speed ke baad over heating hoti h iske liye kya krna hoga
आपको रेडिएटर सर्विस करना होगा या चेंज करना होगा
S̶a̶r̶ m̶e̶r̶i̶ g̶a̶d̶i̶ m̶e̶ b̶h̶i̶ s̶e̶m̶ y̶a̶h̶i̶ p̶r̶o̶b̶l̶e̶m̶ h̶e̶ h̶e̶l̶p̶ m̶e̶
Thanh you!😍
Sir tata ace facelift kya hota hai
Bhai meri tata ace me button khichne pr fan ghoom rha hai or thodi der me band ho rha hai..yeah normal ha ya kuch problem hai
Aap ek bar check kara lijiye electrician se normal automatic hota hai button se nahin
Sir meri tata zip commercial gadi hai o bhi gadi hit hone per jaldi chalu nahi hoti to kya problem ho sakti hai
Starter ke Bush check kariye aap
Aur block piston ring down hone per
Aisa problem aata hai
@@SayyedAutoGarageSatona thanks ,,sir
Tata ace lod me garam hota hai kya problem hai
Hello bhai ,meri bhi tata magic gadi hai 25 km gaye baad gadi heat ho rahi hai ,temperature ka kata centre ke aage ja raha hai .kya karna chahiye batao
Radiator check karne chahiye hai
Bhai water huse paip rabar Wale change kare
Aur coolant air paip rabar Wale change karna hoga aapko
Jis se water air araa hai aur aapki gadi garm horee
Superb bro
Thanks bro
Sir mery tata indigo ka bhi yahi problam hai
Auto temperature switch
Thermostatic aur fan check kare aap
2019 model Tata ace gold mailage siraf 13km. Araha hai kya kare
Clutch plate check karna hogi aap
You prolly dont give a shit but if you guys are stoned like me atm you can watch pretty much all the new movies on instaflixxer. Have been streaming with my brother for the last couple of days =)
@Abdullah Brantley yup, been using instaflixxer for years myself :)
@@zechariahfelipe5909 😀
Isako kitna kharch yataye riper ke liye
900 rupees ka kharcha aata hai bhai
Rediator me ketna LTR Pani rahna chahiye sir?
Radiator ful rahana chahie aur over flow water tank half Pani rahana chahie
sir coolent ka kya use hota hai? cabin me jo water tank hai usme kitna pani rakhna hai? kya voh tank me coolent add kr sakte hai ya direct raidiater me hi coolent add krna hai. . ? only pani se hi kaam chal sakta hai ya coolent jaruri hota hai? coolent kaha dala kitna ??
टाटा एस गाडी टाइमिंग बेल्ट कितणे किलोमीटर बदलना चाहिये
4000/ par change karna chahiye
Bhai mera Pankha Band Ho Gaya Tata Ace Mein Chalte Chalte please bhai reply mein
Meri tata ace 40 ke uper jate hi jyada garam hoti he , kya karu
Ace Mega BS6 hai
Sir zara si hi chalne par heat ho rhi h
Please water pump check cry ek bar
@@SayyedAutoGarageSatona new engine rakha gya h
Ek ace gold hai 700cc bat
Uska regeneration successful nhi ho rha 5 bar kr chuke hain
@@Expertautosolution aap silencer ke knocking sensor check kijiye ek baat uske bad hi recognition hoga Varna laptop se hi check karna hoga aapko
Meri tata ace mint main bhi ye hi problem h
Aap aapke a mini truck choke up servicing kar lijiye problem solve ho jaenge
@@SayyedAutoGarageSatona meri gaadi chote gear main temperature jyada hota h. Or 4 ya 5 gear main normal rahti h
Tu bhi aapko radiator choke up clear karna hi padega to aapki gadi normal rahegi
Coolent box me pani garam q hora bhai
कूलेंट बॉक्स में कुलेन या पानी हो?
इससे फर्क पड़ता नही
जब आपकी रेडिएटर में गर्म पानी होता है वो गर्म पानी ठंडा होने लिए रेडिएटर में आता है
इसमें कोई प्रोब्लम नही है बल्कि वो एक सिस्टम से चलता है
Radiator me pani nhi ghumne ka reasion
Tata ace ki mailej kitani aani chahiye
Aapke chalane bhi depend karta hai
Jab press ho chuka to bond lagane ki zarurat hi kya h
Press hone bad bond ki koi jarurat nhi hai
Mager lekege ho ne laga to ap kiya kare ga
Isliye ham bond lgate hai
Hemar kor bar hica dada
टाटा एस का रेडिएटर कितने साल तक चल जाता होगा
2 sall tak chal sakta
@@SayyedAutoGarageSatona ok
टाटा एस के अंदर रिटर्न पानी नहीं आ रहा है रेडिएटर मैं तो बताइए क्या करें
Please radiator cap change kariye
Pressure washing kyu nahi kiya...
प्रेशर वॉशिंग से आप रेडी वाटर जाली साफ करेंगे जाली फूट जाएगी इसलिए प्रेशर सर्विसिंग नहीं करते जाली को
@@SayyedAutoGarageSatona par fins block hai radiator ke
To acid or low water pressure se to clean kar sakte hai
Aap kar sakte hain
@@SayyedAutoGarageSatona aluminium ki jaali jaldi nhi tootegi bhai main 2016 se radiator work kr rha hoon bhai
@@mdazadzaheer6076 bhai sahab purane rater ki jali Ko aap kya karenge aap to 2016 se radiator banaa rahe aapse jyada tajurba to nahin hamare pass
DADA KOJ TAKOTAI HOAIA CHELO BOL BE DADA
एट को भी फेस करा लिया है उसके भाई बात गाड़ी हिट कर रही है उसके लिए क्या करना चाहिए
आपको रेटर चौक अप सर्विसिंग क्लीन करना पड़ेगा एक बार
Main sirf oil se radaitor complete kr sakta hoon bina anabond tube lgaye
@@mdazadzaheer6076 aap kahan se ho? Rubber tube ke Bina bottom pack hota nahin aur top bhi gas kit nahin hai isko oil lagaya aur fit kar Diya
२०१४ टाटा super Mint २ ..३ km chlane ke bad hetar light & bazer on ho jata hai ...थोडा or १० km chlane par gadi band ho jati hai for se start Karne par on to hoto hai लेकीन थोडा आगे जाणे पर गाडी बंद होंजाती है ...please sajetion
Meri gadi kabhi kabhi garam hoti hai fir thanda karne par normal chalti hai aisa kyo
Aapko gas kit check karna hoga
bai.mara.gari.ka.engin.ka.saund.bahuit.bora.ha.kaya.poblomha
Bhai aapke gadi ka air cleaner box ke lock check kijiye ek bar
Ya fir se Lancer ki jali likh hone ke bad firing Badal jaati hai gadi ki
@@SayyedAutoGarageSatona tannku.bro
Upar ka khol te to bahtar hota
Ji Bhai upar se Khulna behtar hai lekin pahle se hi upar se khol kar usko banaya tha jiski vajah se humko niche se hi kholna pada
Comment karne ke liye shukriya
Upper side se saaf karte
Haa upper se saf karne se clear hota
We're is
Ajjj ye gaddi hit ho gay thi
FIR aapne Kay kre
Fan check
Radiator check
Water pump check
Accelerator jab dabae rahte Hain to pankha chalta rahata hai apne se nahin band hota jab pair hatate Hain to band Ho jata hai Aisa kyon Ho Raha hai
App radiator check karna chahiye aur fan bhi check karna chahiye
Apke gadi fan ke bush kharab hai isliye apko ekbar fan hai
Tataace.streing.box.reper.vedeio
Steering box kam aaega to video banakar upload karunga steering box kam fail hote hai
पानी पानी ही भर रखा है रेडिटर खराब नहीं होगा तो क्या होगा
Pani nhi Rahane se radiator chok up ho jata hai aur aapko pata bhi nahin chalta
Isliye Pani Pani hi bhara Rakha hai return kharab nahin hoga to kya hoga aapko kya pata hai