Bhai sahab Maine PF Pe Kai bulb repair Kiye Hain mujhe lagta hai ki bulb ki Roshani kam Ho Jaati Hai ismein Kuchh Jankari ho to bataen aur register Ek Megha Om ka Lagate Hain
I appreciate you u but you didn't tell the value of non puller capecitor? please tell us about the value which is used in non puller capecitor..we will wait for ur new uploads
Apne bahut achchhi tarah se samjhaya 👌👌👌👍
Bahut hi sunder jankari dene ke thanks 🙏
❤❤ Bahut hi sundar tarika se samjhane ke liye thanks.
RAJ BHAI aaj TO apan सच मे KMAL KR DIYA reapring मे
Thank you Bhai 👍💐🌹
Super Bhai
Acha juggad bataya Aapne
👍👍👌👌💡💡
Thank you Bhai ❤️🌹🌻👍
Video bahut achha hua hai bhai 😀😃😀😃😃😀😃😃😀😃😀😃😃😀😃
Thank you Bhai 👍🌹💐♥️
Very nice and useful information. Thanks, ic check karna batadete ye complete video hota.
Kisi or video me bata dege bhai
Bhai mera problem solved ho gaya Thankyou bhai🙏🙏
Ok bhai 👍
Very very nice video Veri good video mujhe bahut acchi lagi aapki video.
Maine aapse bahut kuchh Sheekha hai. Thanks ek baar live video banao please.
Bhai kya karu sochta to mai bhi hu par yaha net ki speed bohot down rahti hai jiski wajah se live video nahi kar pata
bhai aap ak power supply banao please🙏🙏🙏🙏
Bhai uski bhi video apne UA-cam channel par bana rakhi hai aap mere UA-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
nahi bhai all in one supply bhai gisma ham volt or mpr set karsaktaha
Very Nice
Jo aap ne cutting ki hai uss ki jaga aap IC nikal bahar kartay aur PF capacitor laga dete tu kya circuit kaam nahi karta?
Good demonstration but capacitor 155j /225 x450v has no enough space to adjust in bulb body.
Sir app led street light repair ke bare mein 1video banaye
Maine video bana rakhi hai aap mere UA-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Super bai
Thank you Bhai ❤️
Bike ke liye led headlight bana ke dikhao plz... Next video me
Ok bhai 👍
Bhyaa aap agali video me 4007 daiod se led penal chla kar bataye
Bhai maine us topic par bhi video bana rakhi hai aap mere UA-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Sir good practical
Thank you Bhai 🌹❤️🌻👍
Ram Ram Bhai g 🙏🙏🙏
Ram ram bhai ji kaise ho sab thik hai na bhai ji
Nice knowledge
So nice of you
100%usefull video
Thanks a lot
Bhai kabhi to live aao.maine aapse bahut
hellow good afternoon sir.thank u for ur knowledge.👍
Thank you Bhai 🔥❤️🌹👍
Driver ka DOB Bana deya. 😮
Very nice video
Thank you Bhai ♥️💐🌹👍
Good sir 🔥🔥
Thank you Bhai 🌹❤️🌻👍
good news
Konse state se ho bhai
Uttar pardesh se
@@TechnicalJugaadHindi main bhi uttar pradesh se hu budaun zila se app konse zila se ho
Ye bhi btao ki achche load ke liye 12 volt transformer ki power supply jyada shi hai ya SMPS supply
Transformer bhai
सर जी pf में एक रजिस्टेंस लगाना है या नही उस को sat करने के लिऐ
Bhai agar hai to 1m ohm ka laga sakte ho nahi bina resistance ke bhi kam chal jayega
Kitne din chal jayega sir yese me
Do din mahine to nikal dega bhai
🎉
🙏🙏👏👏
Thank you Bhai 👍
Bhyaa aap video me jo jo saman use karte ho unka naam please cament me likha karia
SIR IC PROBLE DRIVER SE BYPASS SE KHON KHON CIRCUIT REQUIRED
PLEASE ANSWER ME
Super
Super
sir LAD mejanevali dono line kar di to LAD ko minus kahase milegi
Bhai bridge rectifier se
7 WATT ------ PF VALUE KITNI HAI SIRJI.
147k 400v
@@TechnicalJugaadHindi CAPACITOR (100UF100V) DISCHARGE KARNE KE LIYE KITNI VALUE KA RESISTANCE LAGAYE SIRJI.
Capacitor Bajar per check nahin kar sakte kya
VALUEABLE INFORMATION SIRJI.
Thank you Bhai 💐🌹👍
12w ka circuit banaye
Maine uski bhi video bana rakhi hai bhai aap mere UA-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Agar ic me jo power ja rahi hai us ko cut na kare or darect pf laga de to kya hoga
Matlab bipash kar de darect or ic me jo aap cut karne ko bataya Bo na kare to
Sorry Bhai maine abhi aisa kar ke try nahi kiya
Plus bridge mb10 me transformer vaha par jo 1 Leg ho dc nhi jura ho usi par jorna chahie tab bhi jaleg Led kam mehnat hai reply bhai sahi janta hu n
Pf mai ak resistance lagana tha or mov
Isme aapne kitne value ka pf capacitor lagaya hai ,or,
Isme hum 250v ka pf capacitor laga sakte hai ya nahi
147k 400
Ok
Bhai sahab Maine PF Pe Kai bulb repair Kiye Hain mujhe lagta hai ki bulb ki Roshani kam Ho Jaati Hai ismein Kuchh Jankari ho to bataen aur register Ek Megha Om ka Lagate Hain
Ok bhai
आईसी को चेक करने में गड़बड़ी की है आखिर गड़बड़ी कर ही दी आखिर खराब को ही चेक करना था किया खराब था पता चलता
Pf kitne value ka hai
147k 400v
PF ki value kitni hai ?
105j400v
component Ko dikkat To Nahin Karenge
Nahi bhai
Led tube light blinking ker rhe hai to kya kere
Thank you bhai
पी,एफ, वैल्यू क्या होगा?
Non polar capacitor ka value nahi bataya.
Sorry bhai bhul gya tha 105 j 400 volt
@@TechnicalJugaadHindi Thanks 🙏
Pf kaun hai 105j ya 155j pf
Mcpcb ka rate kitna hai
10
Mene UA-cam pe dekha hai log dc supply banane ke baad short karke dikhate hai kya vo kharab nhi hoti hai
Bhai itni jaldi kharab nahi hota agar aap jada der tak laga kar rakho ge to kharab ho sakta hai
Gg
Thank you Bhai 🌹❤️🌻👍
Pf capester ka number kitna hea
Video me bataya to hai bhai
Op
Thank you Bhai 🌹❤️🌻👍
MEESHO DOWNLOAD AAP (LED BULB RAW MATERIAL ONLINE PURCHASE LINK)
But rate is high
221 Nahi 521 Tha Boo 😂
Are ha bhai wo maine galti se bol diya
@@TechnicalJugaadHindi y bohat better treeqa hay ( I appreciate you But non puller capecitor ki velu batayan ) Thanks & regards
No use 220 volt
Bom dia parabens muito bom excelente
Thank you Bhai 🌹❤️🌻👍
I appreciate you u but you didn't tell the value of non puller capecitor? please tell us about the value which is used in non puller capecitor..we will wait for ur new uploads
Super