vahee sab valvaley mai ke samaa mastaanaa lagtaa hai / hamein to aashiqee mein dair bhee maikhaanaa lagtaa hai // pilaataa jaa mujhe aye saaqiyaa too khum pe khum tabtak / mujhey rindon mein jab tak koee bhee begaanaa lagtaa hai // na jaaney ilm hai ye sab yaa hai deewaangee apnee / bhalaa deewaanaa bhee khud ko kabhee deewaanaa lagtaa hai // bahut mehsoos hotaa hai karam mujhko un aankhon kaa / labon se aake jab merey koee paimaanaa lagtaa hai // bitaa de shammaa ke nazdeek chaahey zindagee saaree / shamaa ko jal girtaa hai tabhee parvaanaa lagtaa hai // ye kaise paas aaye hain na jaane abke ham dono / ki teraa saamney aanaa meraa chhup jaanaa lagtaa hai // lagey kuchh is tarah shaayad visal-e-yaar mein hamko / samandar mein nadee ko jis tarah mil jaanaa lagtaa hai // vo manzil jaankaaree kee tumhen mil jaayegee lekin / wahaan 'Gobind' apnaa chehraa bhee anjaanaa lagtaa hai //
Is he a good poet? I think of 'yeh taara woh taara' from swades which is awful and doubt. He wrote good pulpy dialogues but none of his films as a screenwriter are any good. I wrote a short film called Raat ko Hagne Waala Manan when I was twenty which is better than anything he has ever written.
No he is not a good poet instead he is a great poet. Once he spilled the ink on a rough paper and threw it in the dustbin. That paper worth more than your work.
Hasrat haike kabhi inse milu..
Best of the indian Human being.
Taj mahal, Rafi Sahab, Lata Mangeshkar
and Javed Sahab❤
Sir You are peerless! Depth of observation and the height of philosophy make the listener speechless 🙏🙏🙏🙏
This is revolutionary poetry....away from the shama parwana themes.
wel said sir .mallickjohn australia
Apni wajhe barbadi, suniye to majhe ki hey,
Jindegi se yu khele, jeyse dusre ki hey!
❤ Javed Sir
Audience gajab cute-iya type hai
vahee sab valvaley mai ke samaa mastaanaa lagtaa hai /
hamein to aashiqee mein dair bhee maikhaanaa lagtaa hai //
pilaataa jaa mujhe aye saaqiyaa too khum pe khum tabtak /
mujhey rindon mein jab tak koee bhee begaanaa lagtaa hai //
na jaaney ilm hai ye sab yaa hai deewaangee apnee /
bhalaa deewaanaa bhee khud ko kabhee deewaanaa lagtaa hai //
bahut mehsoos hotaa hai karam mujhko un aankhon kaa /
labon se aake jab merey koee paimaanaa lagtaa hai //
bitaa de shammaa ke nazdeek chaahey zindagee saaree /
shamaa ko jal girtaa hai tabhee parvaanaa lagtaa hai //
ye kaise paas aaye hain na jaane abke ham dono /
ki teraa saamney aanaa meraa chhup jaanaa lagtaa hai //
lagey kuchh is tarah shaayad visal-e-yaar mein hamko /
samandar mein nadee ko jis tarah mil jaanaa lagtaa hai //
vo manzil jaankaaree kee tumhen mil jaayegee lekin /
wahaan 'Gobind' apnaa chehraa bhee anjaanaa lagtaa hai //
बहुत ही सुंदर लिखा आपने
UA-cam ad se pagal ho jaunga
Aww sorry Javaid sahab audience dil ghar chod ke ayi hai
Khatam audiance thi
وہاں عمار اقبال نے بھی کچھ پڑھا تھا۔ کیا وہ اپلوڈ ہو سکتا ہے؟
❤❤❤😅
Sab to thik hai per ye Amit Shah yahan audience mein kya kar rha hai 😂😂😂😂
Mari Hui audience
audience mari hui nahi hai. Javed ji jis dunia ki baate ker rahe hai, us dunia se baithe hue logo ka koi wasta hi nahi hai.
Dead audience.
Is he a good poet? I think of 'yeh taara woh taara' from swades which is awful and doubt.
He wrote good pulpy dialogues but none of his films as a screenwriter are any good. I wrote a short film called Raat ko Hagne Waala Manan when I was twenty which is better than anything he has ever written.
No he is not a good poet instead he is a great poet. Once he spilled the ink on a rough paper and threw it in the dustbin. That paper worth more than your work.
Opinion.