#Maulana_Wasi_Hasan_Khan #तीजा_और_चालीसवें_का_खाना #Teeja_Aur_Chaliswen_Ka_Khana #Lucknow_India #Grafh_Agency #Abuzer_Kintoori Teeja Aur Chaliswen Ka Khana ? तीजा और चालीसवें का खाना ? By : Maulana Wasi Hasan Khan Saheb Qibla Global Released : GRAFH AGENCY Lucknow India
@GRAFH AGENCY LUCKNOW.. Aap logun ne sirf aadhi adhuri baat q share ki hai? Puri mjlis ka link bhi bhejo aur un jumlo ko bhi upload karo jisme zameen bech kar khana khilaya jata hai
Bhai poora ilm na ho to puch liya kro Mayyat ke ghar 3 din tk khana makrooh h uske baad to sawab hi h . Aur 3 din tk to marhoom k gharwale nahi balke rishtedar khilate hain.
آئمہ طاہرین علیہم السلام نے موت پر نہ تو لوگوں کو کھانا کھلایا اور نہ کوئی تقریب کی اور آج بھی ہمارے مراجع اور مجتہدین تیجے چالیسویں میں کھانا پینا کرنے کے قائل ہیں اور نہ خود کرتے ہیں ہماری قوم اصل دین کو چھوڑ کر رسمی اور مثنوی دین پر عمل کرتی ہے جب حضرت حجت تشریف لائیں گے تو شیعہ حضرات کہ رہے ہونگے کے یہ کونسا نیا دین لیکر آ گئے کھانا کھلانے کا بہت ثواب ہے لکن میت کے گھر والوں کو نہ کھلانا چاہیے اور نہ لوگوں کو کھانا چاہیے امیروں کی تو کوئی بات نہیں لکن غریب بہت پریشان ہو جاتا ہے کے کہاں سے پیسے کا انتظام کریں مجلس میں قرآن خوانی ختم ہوتی جا رہی ہے لوگوں کو فاتحہ پڑھنا آتا نہیں ہے مجلس میں آخر میں آتے ہیں بس کھانا کھانے میں جٹ جاتے ہیں یہ ملت کھانے کی ہے بس دین پر عمل نہ کرنے پر کوئی دلیل نہیں ہے کھانے پر بے تکی ہزار دلیلیں ہیں
Maulana Wasi Hasan sahab ki sari baaten sahi sari rewayat durust but jis tarah se aaj k daur mein log 1000 1500 logon ka acha khana (chicken mutton pulao taftan zarda waghaira) chaliswen mein banwa rahe hain phir bhi kam ho ja raha jis se saheb e khana sharminda bhi hota hai aur pareshan bhi Kya is tarah haziran e majlis ka teeje aur chaliswen ka khana khana bhi sawab hai ye haal khud unke city Faizabad ka hai main bhi usi city se hoon...Bura mat maniyega Maulana sahab par thodi tableegh apne city mein bhi kijiye
Aap unse mulaqat kijiye ya aapko main wo majlis ka link dunga jisme unhone Puri wazahat ki h..... Ye to sirf sawab bataya h qibla ne mere muftiganj lko me qibla wasi sahab ne puri wazahat ki thi khilane ka sawab bhi aur zameen bech kar khilana bhi dono ki wazahat ki thi main dhund ke deta hu aapko link
@@meesamabbas1372 soyam ka matlab pata bhi hai ya nhi??? Soyam 6 mahine ke baad aata hai ya 3isre din ko soyam kehte hain ..... 3 din tak padosion ka haq hai ke wo uske ghar khana leke jaen aur ahle aza ko khilaen ... na ke khaen ...... mere khayal se aap ko achha nhi lagta ke mayyat ka khana band ho qke samaj me kuch log sirf khane ke shoqeen hote hain ..... unka pet bharta bhaad me jae janta
@@sidraza7028 To ek baat ka jawab diye soyum me agar kisi ke ghar koi faizabad se aaya koi Azamgarh se aaya koi Ghazipur se aaya koi Mumbai se koi Delhi se aaya to usko khana kon khilayega aap....??? Mujhe lagta h aapke mohalle me koi marta hoga to uske dur ke rishtedaro ko khana aap apne ghar par khilate honge kyunki marne wale ke ghar kha nhi sakte...aur wo log bechare Mumbai Delhi Azamgarh wagaira se aaye h..... Aur Rahi baat mere khane ki to ham log mohalle wagaira me nhi khate agar dur jaate h to khate h....
@@sidraza7028 aur haa ham logo ke mohalle ya rishtedaro me agar inteqal hota h to ham log khana bhejte h lekin soyum wale din khana sogwar ke ghar hi banta h samjhe
Jiski jitni haisiyat ho utna kare, marnewale ke ghar wale pahle hi musibat mein mubtela hote hain, jo ghareeb hote hain kafan dafan bhi thik se nahi kar pate wo kahan se teeje ka khana karenge? Aur sharmindagi mahsoos karte hain
jaise bakra eid ek zarya ha gareebo ko gosht Dene ka waise hi, majlis matam, chaleewa bhi ek zarya ha apne qom ke gareebo ko khana khilane ka, kya chaleeswa ki majlis mai berozgar, gareeb, zarooratmand log nahi aate, jin ko ek waqt ka khana milta ha, 100 mai se 25-30 log woh hote hain majlis mai jo be rozgar hain ya jin ki aamdani kam ha, is bahane se un logo ko bhi khana mil jata ha. majlis mai tabarook se bhi zarooratmand logo ko aacha khane ko milta ha kisi ne biryani baati kisi ne sheermaal, kisi ne fridge batay thy majlis mai, socho jis ko zarurat hogi fridge ki woh kitni dua de raha hoga. majlis maatam chaleeswe mai har ek tabqe ke log aate hain kya pata kisko kaha se madad mil gai. to jo kar raha ha usko roko nahi aur kisi par pressure mat bano karne ka aur koi yeh soch kar bhi na kre ke usne Kiya to mujh par bhi zaroori ha karna. Aaj kal dushman ki chal ha chaleeswa ka khana band hoga to fatiha bhi band hogi, Hum logo ki to pahchan ha niyaz Nazar fatiha majlis matam
Masha Allah!!Wah Bhai Aaj Shia Se Bhi Acchi Baat Sunli Jo Ahke Sunnat Ka Tariqa Sadiyo Se Chala Aaraha Hai. Aisa Hi Khana Har Waliullah Ki Dar Par Khilaya Jaata hai Takseem Kiya Jaat Hai 6ti,11vi, 12vi aur Urs Aur Muharram ke Mauke Par Aur Iske Ilawa Teeja,10wa,20wa, 40wa Wagaira Me Bhi Khialaya jata Hai. Alhamdulillah! Kya Shaan Hai Sunniyo Tumhari Raafziyo Ke Waha Bhi Kuch Masail Durust Hote Hai. Mukhe Laga Tha Saare Paidal Hai Waha.
अल्लाह और उसके रसूल ने कब यह हुक्म दिया के पेट भरे को खिलाओ, जिंदगी में मां-बाप को खिलाओ नही पूछो नही लेकिन उनके इंतेकाल के बाद समाज की वाहवाही के लिए मुसल्लम खिलाओ हुक्मे शरीयत यह उतरी है शायद, अल अयाजोबिल आइम्मा चालिसवें करके खिलाने को भूल गए, हज़ते इब्राहीम से भी शायद सहो हुआ कि भूखे का इंतेजार करते थे, फिर यह भी हुक्म शरीयत का होगा कि गरीब समाज क़ी थोपी रस्म पर अमल कर मोलावी को खिलाए और अवाम को इससे अल्लाह जन्नत में बुलंद मुकाम अता करेगा चे जाए की वो साल दो साल कर्ज अदा करे, वरना खिलाएगा नही तो न मोली साहब दिखेंगे न अवाम.
Sarey shiyon ko chahiye k sirf ek dish ka riwaj bana lein sab jagah ek hi khana ho , dus tarah k khane na hon usse ghareeb bhi kar sakenge kisi ko apne aap ko bechne ki zaroorat nahi hogi
@Fatima zaidi idhar suniye bahan akele wo nhi khate balki sath me chele chapad 2,3 hote h wo bhi khate h bataiye usko jisne dekha na ho ma'zrat ke saath 🙏
Molana saheb jab swab culture aur fashion aur competition ho jaye na , tab ALLAH ka kya hukm hai Log zameen bech kar khila rahay hai Zameen pay Aaye aur dekhay kya halat hai
مولانا صاحب نے جو مقصد بیان کیا ہے اس پر غور فرمائیں، یعنی " ثواب کیلئے" نہ کہ جھوٹی اور فرضی عزت کیلئے کہ اگر نہ کھلایا تو لوگ کیا کہیں گے وغیرہ وغیرہ.....
हमारी नौजवान नस्ल को मौलवियों के चंगुल से हर हाल में निकालना होगा अगर वो सच में आगे बढ़ना चाहते हैं तो अपनी एजुकेशन और काम पर ध्यान दें न कि मौलवी की बातों पर। जब क़ौम कमाती है तभी मौलवी खाता है। इसलिए सिर्फ क़ुरान और अहले बैत से वाबस्ता रहा जाए ना कि मौलवी साहब की बातों से जन्नत अल्लाह दे सकता है न की मौलवी साहब
صاحب عزا کے یہاں کھانا کھانا مکروہ بھی ھے اور زمانہ جاھلیت کی رسم بھی ھے یہ حدیث شاید مولانا صاحب کی نگاہ سے نھیں گذری کیا؟؟؟؟؟؟ اسلام ثواب کمانا نھیں بلکہ موقع شناس بھی ھے آج حالات ایسے ھیں کہ ہر انسان کھانا نھیں کھلاسکتا مگر لوگوں کے طعنوں سے بچنے کے لئے مجبورا قرض لیکر زمین بیچ کر کھانا کھلاتا ھے اسکے بارے میں کیا خیال ھے حضور کا ؟؟؟؟؟
Aap unse mulaqat kijiye ya aapko main wo majlis ka link dunga jisme unhone Puri wazahat ki h..... Ye to sirf sawab bataya h qibla ne mere muftiganj lko me qibla wasi sahab ne puri wazahat ki thi khilane ka sawab bhi aur zameen bech kar khilana bhi dono ki wazahat ki thi main dhund ke deta hu aapko link
shahebe musebat ke lea 1 or ezafaye mosebat dosre den khana kilana hai. Kya pata os ke yaha jo mout hoi hai vo bemare me mobtala ho mareez par pahle hi karza lekar lagaya ho.or oc par ye naya kharca badh jaay
Maulana ne adhi hadees bayan ki hai. Agha seestani ki amaliya dekhen. 3 din ki qaid hai. Khana bhejna fautgi ke ghar mein 3 din tak zaruri hai. Us ghar mein ya un ke saath khana khana makrooh hai.
Aye rasool jab ye munafiq tumhare pas koi khabar laya karen tu chaan been kar liya karen ... allah ne kuch munafeqo ke liye surae munafiq nazil kya lehaza jinke liye sure munafiq nazil hua wo sab is time jahannum me hain ......
#Maulana_Wasi_Hasan_Khan #तीजा_और_चालीसवें_का_खाना #Teeja_Aur_Chaliswen_Ka_Khana #Lucknow_India #Grafh_Agency #Abuzer_Kintoori
Teeja Aur Chaliswen Ka Khana ?
तीजा और चालीसवें का खाना ?
By : Maulana Wasi Hasan Khan Saheb Qibla
Global Released : GRAFH AGENCY Lucknow India
please convey my massage to Maulana Wasi Hasan sahab
please convey my massage to Maulana Wasi Hasan sahab
@GRAFH AGENCY LUCKNOW.. Aap logun ne sirf aadhi adhuri baat q share ki hai? Puri mjlis ka link bhi bhejo aur un jumlo ko bhi upload karo jisme zameen bech kar khana khilaya jata hai
@@sidraza7028 Iss Clip Ko Khatm Hote Hi Poori Majlis Ka Link Hai Aap Dekhe Aur Sune
@@sidraza7028 End Screen Majlis Hai Plz Check Kariye
بیشک بہت خوب جزاک اللہ
Kya jawab diya h mashallah bhut umda....muh tod jawab diya h qibla ne zindabaad Zindabad.....❤️❤️
ماشاءاللہ بھائ
Mashallah bhai
Waah Maulana Waah
Mashallah/bahut hi accha pegam duya aap ne
Mashalla bhai
Mashallh salamat rhin
Beshak 👍
Subhanallah Qibla behtreen Log bahut confused the apne behtreen wazahat kar di
Masha Allah bhai bht khoob
Is majlis puri video behjiye
Mashallah kibla kiya wjahat ki h
صاحب میت کے گھر کھانا کھانا مکروہ بھی ھے اور زمانہ جاھلیت کی رسم بھی ھے کیا مکروہ کام سے ثواب کمایا جا سکتا ھے؟؟؟
بہت اچھی دلیل ہے
Bhai poora ilm na ho to puch liya kro
Mayyat ke ghar 3 din tk khana makrooh h uske baad to sawab hi h .
Aur 3 din tk to marhoom k gharwale nahi balke rishtedar khilate hain.
آئمہ طاہرین علیہم السلام نے موت پر نہ تو لوگوں کو کھانا کھلایا اور نہ کوئی تقریب کی
اور آج بھی ہمارے مراجع اور مجتہدین تیجے چالیسویں میں کھانا پینا کرنے کے قائل ہیں اور نہ خود کرتے ہیں
ہماری قوم اصل دین کو چھوڑ کر رسمی اور مثنوی دین پر عمل کرتی ہے
جب حضرت حجت تشریف لائیں گے تو شیعہ حضرات کہ رہے ہونگے کے یہ کونسا نیا دین لیکر آ گئے
کھانا کھلانے کا بہت ثواب ہے
لکن میت کے گھر والوں کو نہ کھلانا چاہیے اور نہ لوگوں کو کھانا چاہیے
امیروں کی تو کوئی بات نہیں لکن غریب بہت پریشان ہو جاتا ہے کے کہاں سے پیسے کا انتظام کریں
مجلس میں قرآن خوانی ختم ہوتی جا رہی ہے
لوگوں کو فاتحہ پڑھنا آتا نہیں ہے مجلس میں آخر میں آتے ہیں
بس کھانا کھانے میں جٹ جاتے ہیں
یہ ملت کھانے کی ہے بس
دین پر عمل نہ کرنے پر کوئی دلیل نہیں ہے کھانے پر بے تکی ہزار دلیلیں ہیں
Maulana Wasi Hasan sahab ki sari baaten sahi sari rewayat durust but jis tarah se aaj k daur mein log 1000 1500 logon ka acha khana (chicken mutton pulao taftan zarda waghaira) chaliswen mein banwa rahe hain phir bhi kam ho ja raha jis se saheb e khana sharminda bhi hota hai aur pareshan bhi Kya is tarah haziran e majlis ka teeje aur chaliswen ka khana khana bhi sawab hai
ye haal khud unke city Faizabad ka hai main bhi usi city se hoon...Bura mat maniyega Maulana sahab par thodi tableegh apne city mein bhi kijiye
Aap unse mulaqat kijiye ya aapko main wo majlis ka link dunga jisme unhone Puri wazahat ki h..... Ye to sirf sawab bataya h qibla ne mere muftiganj lko me qibla wasi sahab ne puri wazahat ki thi khilane ka sawab bhi aur zameen bech kar khilana bhi dono ki wazahat ki thi main dhund ke deta hu aapko link
Maulana sahb ek baat bataen k sahbe gham yani jiske yaha mayyat ho jaye unke k yaha 3 din Khana khana maqrooh h fir maqrooh kaam se sawab kaise??
Soyum aur chaliswe ki baat ki h qibla ne inteqal ke baad ke dino ki nhi
@@meesamabbas1372 soyam ka matlab pata bhi hai ya nhi??? Soyam 6 mahine ke baad aata hai ya 3isre din ko soyam kehte hain ..... 3 din tak padosion ka haq hai ke wo uske ghar khana leke jaen aur ahle aza ko khilaen ... na ke khaen ...... mere khayal se aap ko achha nhi lagta ke mayyat ka khana band ho qke samaj me kuch log sirf khane ke shoqeen hote hain ..... unka pet bharta bhaad me jae janta
@@sidraza7028 To ek baat ka jawab diye soyum me agar kisi ke ghar koi faizabad se aaya koi Azamgarh se aaya koi Ghazipur se aaya koi Mumbai se koi Delhi se aaya to usko khana kon khilayega aap....??? Mujhe lagta h aapke mohalle me koi marta hoga to uske dur ke rishtedaro ko khana aap apne ghar par khilate honge kyunki marne wale ke ghar kha nhi sakte...aur wo log bechare Mumbai Delhi Azamgarh wagaira se aaye h..... Aur Rahi baat mere khane ki to ham log mohalle wagaira me nhi khate agar dur jaate h to khate h....
@@sidraza7028 aur haa ham logo ke mohalle ya rishtedaro me agar inteqal hota h to ham log khana bhejte h lekin soyum wale din khana sogwar ke ghar hi banta h samjhe
Jiski jitni haisiyat ho utna kare, marnewale ke ghar wale pahle hi musibat mein mubtela hote hain, jo ghareeb hote hain kafan dafan bhi thik se nahi kar pate wo kahan se teeje ka khana karenge? Aur sharmindagi mahsoos karte hain
Bilkul Sahi Baat.
Agaar in halaay mein mutallaqeen ko sharminda hona padta hai to hum bhi zimmedar hain . . .
Bhai puri Majlis ki link send kariye
ua-cam.com/video/nkly1K6HtyI/v-deo.html
jaise bakra eid ek zarya ha gareebo ko gosht Dene ka waise hi, majlis matam, chaleewa bhi ek zarya ha apne qom ke gareebo ko khana khilane ka, kya chaleeswa ki majlis mai berozgar, gareeb, zarooratmand log nahi aate, jin ko ek waqt ka khana milta ha, 100 mai se 25-30 log woh hote hain majlis mai jo be rozgar hain ya jin ki aamdani kam ha, is bahane se un logo ko bhi khana mil jata ha.
majlis mai tabarook se bhi zarooratmand logo ko aacha khane ko milta ha kisi ne biryani baati kisi ne sheermaal,
kisi ne fridge batay thy majlis mai, socho jis ko zarurat hogi fridge ki woh kitni dua de raha hoga.
majlis maatam chaleeswe mai har ek tabqe ke log aate hain kya pata kisko kaha se madad mil gai.
to jo kar raha ha usko roko nahi aur kisi par pressure mat bano karne ka aur koi yeh soch kar bhi na kre ke usne Kiya to mujh par bhi zaroori ha karna.
Aaj kal dushman ki chal ha chaleeswa ka khana band hoga to fatiha bhi band hogi,
Hum logo ki to pahchan ha niyaz Nazar fatiha majlis matam
Masha Allah!!Wah Bhai Aaj Shia Se Bhi Acchi Baat Sunli Jo Ahke Sunnat Ka Tariqa Sadiyo Se Chala Aaraha Hai.
Aisa Hi Khana Har Waliullah Ki Dar Par Khilaya Jaata hai Takseem Kiya Jaat Hai 6ti,11vi, 12vi aur Urs Aur Muharram ke Mauke Par Aur Iske Ilawa Teeja,10wa,20wa, 40wa Wagaira Me Bhi Khialaya jata Hai.
Alhamdulillah! Kya Shaan Hai Sunniyo Tumhari Raafziyo Ke Waha Bhi Kuch Masail Durust Hote Hai. Mukhe Laga Tha Saare Paidal Hai Waha.
अल्लाह और उसके रसूल ने कब यह हुक्म दिया के पेट भरे को खिलाओ, जिंदगी में मां-बाप को खिलाओ नही पूछो नही लेकिन उनके इंतेकाल के बाद समाज की वाहवाही के लिए मुसल्लम खिलाओ हुक्मे शरीयत यह उतरी है शायद, अल अयाजोबिल आइम्मा चालिसवें करके खिलाने को भूल गए, हज़ते इब्राहीम से भी शायद सहो हुआ कि भूखे का इंतेजार करते थे, फिर यह भी हुक्म शरीयत का होगा कि गरीब समाज क़ी थोपी रस्म पर अमल कर मोलावी को खिलाए और अवाम को इससे अल्लाह जन्नत में बुलंद मुकाम अता करेगा चे जाए की वो साल दो साल कर्ज अदा करे, वरना खिलाएगा नही तो न मोली साहब दिखेंगे न अवाम.
Sarey shiyon ko chahiye k sirf ek dish ka riwaj bana lein sab jagah ek hi khana ho , dus tarah k khane na hon usse ghareeb bhi kar sakenge kisi ko apne aap ko bechne ki zaroorat nahi hogi
Yeh Majlis Maulvi Raza Haider Zaidi Asandrawi Barabankwi ko Sunna Zaruri hai jisse Uss ke ilm me bhi izafah ho.....!
Bilkul sahi kaha bhai.....wo maulvi khud to khata h dusro se bol raha tha ki nahi khana chahiye
@Fatima zaidi idhar suniye bahan akele wo nhi khate balki sath me chele chapad 2,3 hote h wo bhi khate h bataiye usko jisne dekha na ho ma'zrat ke saath 🙏
Molana saheb jab swab culture aur fashion aur competition ho jaye na , tab ALLAH ka kya hukm hai
Log zameen bech kar khila rahay hai
Zameen pay Aaye aur dekhay kya halat hai
Apki baat bhi sahi hai sir
Janab Aapne Bilkul Sahi Baat Farmayi Hai...
مولانا صاحب نے جو مقصد بیان کیا ہے اس پر غور فرمائیں، یعنی " ثواب کیلئے"
نہ کہ جھوٹی اور فرضی عزت کیلئے کہ اگر نہ کھلایا تو لوگ کیا کہیں گے وغیرہ وغیرہ.....
हमारी नौजवान नस्ल को मौलवियों के चंगुल से हर हाल में निकालना होगा अगर वो सच में आगे बढ़ना चाहते हैं तो अपनी एजुकेशन और काम पर ध्यान दें न कि मौलवी की बातों पर।
जब क़ौम कमाती है तभी मौलवी खाता है।
इसलिए सिर्फ क़ुरान और अहले बैत से वाबस्ता रहा जाए ना कि मौलवी साहब की बातों से जन्नत अल्लाह दे सकता है न की मौलवी साहब
صاحب عزا کے یہاں کھانا کھانا مکروہ بھی ھے اور زمانہ جاھلیت کی رسم بھی ھے یہ حدیث شاید مولانا صاحب کی نگاہ سے نھیں گذری کیا؟؟؟؟؟؟ اسلام ثواب کمانا نھیں بلکہ موقع شناس بھی ھے آج حالات ایسے ھیں کہ ہر انسان کھانا نھیں کھلاسکتا مگر لوگوں کے طعنوں سے بچنے کے لئے مجبورا قرض لیکر زمین بیچ کر کھانا کھلاتا ھے اسکے بارے میں کیا خیال ھے حضور کا ؟؟؟؟؟
Aap unse mulaqat kijiye ya aapko main wo majlis ka link dunga jisme unhone Puri wazahat ki h..... Ye to sirf sawab bataya h qibla ne mere muftiganj lko me qibla wasi sahab ne puri wazahat ki thi khilane ka sawab bhi aur zameen bech kar khilana bhi dono ki wazahat ki thi main dhund ke deta hu aapko link
@@meesamabbas1372 ji zarur aap pura video link de digiye taki ghtl message na ja ske
shahebe musebat ke lea 1 or ezafaye mosebat dosre den khana kilana hai. Kya pata os ke yaha jo mout hoi hai vo bemare me mobtala ho mareez par pahle hi karza lekar lagaya ho.or oc par ye naya kharca badh jaay
Baja farmaya apne...
Khane wale ye sab nahi socha karte unko khane se matlab hota hai halal haram makrooh mustaheb se nahi
khana khelana bahut. sawab hai
Maulana ne adhi hadees bayan ki hai. Agha seestani ki amaliya dekhen. 3 din ki qaid hai. Khana bhejna fautgi ke ghar mein 3 din tak zaruri hai. Us ghar mein ya un ke saath khana khana makrooh hai.
ऐसे लोग ही दीन को तमाशा बनाए हुए है जो चीज दीन में है ही नहीं उसको किया क्यों जाए क्या मसूमीन अस ने ऐसा कुछ किया है या करने का हुक्म दिया है
Allah se dua he ya Allah Sare munafiko ko jahnnam me dalde maslake ala hajrat jindabad 5
Aye rasool jab ye munafiq tumhare pas koi khabar laya karen tu chaan been kar liya karen ... allah ne kuch munafeqo ke liye surae munafiq nazil kya lehaza jinke liye sure munafiq nazil hua wo sab is time jahannum me hain ......
Raza haider molana ne sahi padha h ..
......jitna jahil insan hoge tija ka khane baith jayege
Allah se dua he ya Allah Sare munafiko ko jahnnam me dalde maslake ala hajrat jindabad
Aalahazrat kon h
Bhai poori majlis ka link bhej dijiye