#तीजा_और_चालीसवें_का_खाना #Teeja_Aur_Chaliswen_Ka_Khana #Maulana_S_Raza_Haider_Zaidi #Imambara_Ghufranmaab_Lucknow #Lucknow_India #Grafh_Agency #Abuzer_Kintoori Teeja Aur Chaliswen Ka Khana ? तीजा और चालीसवें का खाना ? By : Maulana S. Raza Haider Zaidi Saheb Qibla Global Released : GRAFH AGENCY Lucknow India
माशा अल्लाह। जैसे आज मुझे मंजिल मिल गई। 1973 में हाई स्कूल में एक बच्चा था, तभी से ऐसे खाने को गैर इखलकी और बुरा समझता हूं। आज तक नही खाया। आपकी हर बात मेरे ज़ख्मों पर मरहम है। आप सलामत रहें। ऐसे खाने के खिलाफ मुहिम चलाना चाहता हूं।आप मदद करें।
جڑاک اللہ خیرا کثیرہ۔۔مولانا صاحب ہمارے یہاں سوئم تک قریبی عزیز گھر کے لوگوں کے لئے کھانے کا انتظام کرتے ہیں۔ مگر اکثر لوگ ایسا فرض کرتے ہیں کہ صاحب خانہ تنگ دستی کی وجہ سے قاصر ہیں۔ آپ کے بیان کے لئے تہہ دل سے مشکور
Teeje chaleeswain ka khana khane me koi herj nahi hae bus un logon ko sherm ani chahye jo chaleeswain ke khane pe garam garam pulao aur botiyan magte hain aur khana kerne wale ko bus ak hi adh cheez pakwani chahye,jahan tak kherche ki baat hae to qabristan me tafteen me bees pachchees hazar kherch ho jate hain koshish ker ke usko kam kerwayye.ghareeb admi ke liye ye tafteen ka bees pachchees hazar bahot hota hae chaleeswain ke khane ke peeche padne ke bajaye pehle ghareeb admi ke liye qabristan me tafteen free kerwayye ya koi aesa fund banayye jis se aese ghareeb logon ki tafteen free me ho sake.Aese fund ke liye mae apni hasbe haesiya paesa dene ke liye tayyar hoon.Ap bhi deejye .
janab ka ye bayan ameero ko kharab laga ho ga gareebo ko is bayan se kafi taqwiyat mili hogi hr molana ko chahey ki hr majlis me yahi bayan lre taki teja chaliswan ke khaney ka rawaj khatm ho jaye
Ary bhai hadiya koi apni taraf se deta hai muh manga hadiya lena galat hai Dusri mea koi molvi nhi hu lekin ager koi aap ke yaha dur se Majlis phadne aaraha hai to kam se kam aap use kiraye ke pese to Dede unki aur koi rozi rooti to nhi hoti hai
Assalamualaikum. Kasam khuda ki Kya baat kahi hai aap ne Maulana sahab. Lekin is baat ko logoon tak ponhchaye to kaise ponhchaye. Dua karta hoon ki hamaray samaaj ke log jald az jald bedaar ho jayen.
Slam molana apni bhot achhi baat ki But kya khana Khan hi makroh hi mazlis ka Pisa hadya Lina kisa hi jnab wala yi bhi bata do Jo molvi 50000 / 1lakh or zani kya kya zaroorat pori karati hi
Salam Maulana Sahab. Correct me if I am worng. I agree that it's not advisable to eat at place where grief is struk. But traditionally we arrange Majlis on the 3rd/10th/40th/yearly or as per convenience for the benefit of the deceased. So that the benefit of Majlis goes to the Marhum. Also we distribute Niyaz in name of Maullah in form of (food/Tabarruk) of the Majlis. Again this is done so that the benefit of the Tabarruk/offerings goes to the Marhum.
٥٤٨ - وقال الصادق عليه السلام: " الاكل عند أهل المصيبة من عمل أهل الجاهلية والسنة البعث إليهم بالطعام كما أمر به النبي صلى الله عليه وآله في آل جعفر بن أبي طالب عليه السلام لما جاء نعيه " (٣)
Imam ke qaol me yeh likha hai ki teje ka khana makroh hai ya yeh likha hai ki jis ghar me maut waqe ho us ghar me khana khana mana hai ,hazrat us kitab ka bhi hawala den jahan par yeh likha ho ki maiyat dafn hone ke do din baad nazre masoomen ka khana khana makroh hai .
Jab sab milkar is hadees k raste per chalenge to apne aap aaney waley rishtedaron ki problem dur hogi , waise kuch aqalmand log hain lorpur gaon ke wahan marne wale k ghar anjuman wale khana bhejte hain
مت بُلائے ایسے مولویوں کو جو موٹے موٹے لفافیے دیکھ کر مجلس پڑھتے ہوں۔ محلّے یہ گاؤں کے کسی سوز خان کو بولیے کے واقع کربلا سناندیں ۔۔۔۔ سب مل کر گریہ کریں۔۔۔۔ ہو گئی مجلس۔ اور یہ ہی بہترین مجلس ہے۔
Sahi baat hi aajkal chaliswa to asse hone laga hi jeysse walima kar re hi isliye aab garib ko marne ke baad bhi tension ke bcche keysse karegy chaliswa teeja kyuki duniya bolti hi bahot
Mumbai me to taqriban har momin ki teeja ya chaliswa ki majlis me khana rahta h..waha pe to rishtedar bhi door se hi aate hai..to aisy me Kia kare ? 2nd ye ki khana to hamesha majlis e Husain (a.s) k baad hi khilaya jata h..to ye khana majlis k tabarruk bhi to hai... Hamare liy baat puri tarah wazeh nahi hui hai..plz isko wazeh kare...kio ki hamne ab tak kisi Zakir ko aisa padhte hue nahi suna tha..
Salam Mohtrma Yeh Video Clip Cut Ki Hui Hia Grafh Agency Me Hi Mualana Shahab Ki Isi majlis Puri Hai Ap Se Guzarish Hai Woh Suune Usme Apko Saare Jawab Mil Jayenge
Janab aap ne phir ek ikhtilaaf paida kar diya...mafi k saath ek sawal hy k agar ahl e gham 3 din k baad agar apne marhoom k sawab k liye khana khila raha hy to kya shariyat me sawaban khana khilana mustaheb hy k makrooh? 2sri baat shaadi me khana khilana us Maher se hona chahiye jo dulha ok dena hy... larki walo ki taraf se jo baratiyo aur mehmano ok khana khilya jata hy us k liye shariyat kya kahti hy?
Beshaak me bhi yh tahreef chala raha teejae ar chaliswae me yh dawat band huh ar ulema ko is pr ziyada sae ziyada manjlis padni chaye .magar yh baat mere samajh mae nhi aye sirf 3 day ka soog kiu ki jb Janabi Khadija ar hazarat Abu Talib a.s ki shadad hui thi tu rasool sw.ne us year ko ghum ka saal khaa tha Aamul Huznnn
#तीजा_और_चालीसवें_का_खाना #Teeja_Aur_Chaliswen_Ka_Khana #Maulana_S_Raza_Haider_Zaidi #Imambara_Ghufranmaab_Lucknow #Lucknow_India #Grafh_Agency #Abuzer_Kintoori
Teeja Aur Chaliswen Ka Khana ?
तीजा और चालीसवें का खाना ?
By : Maulana S. Raza Haider Zaidi Saheb Qibla
Global Released : GRAFH AGENCY Lucknow India
Mashallah..bahut umda bayaan.
Ye Maulana ka contact number mil sakta hai?
Best bayan maualana 👌👌
Mashallah/Majlis sunkar bahut hi achcha paigam laga
Masha allah behtreen shuruaat
Masha Allah maula salamat rakhe ustaad e mohtram ko 🤲🤲🤲🤲
Mashallah subashalla sweet voice ali azfar rizvi
Mai Aap ke bat se totaly sahmt maolana saheb ❤🤲
Grafh agency lucknow walon in moulana saheb se sahmat hai
Mashallah bhout Accha masg h
MashaAllah Janab
मौला सलामत रखें आपको. क्या बात बताया आपने अब समझे हम
Mashallah mola a.s slmt rakhy
Behtreen
Beshak bahut acha lecture
Bohot sahe
Masha Allah mola salamat rakkhe aap sab ko jazak Allah khair 💞
Bahut sahikaha khaskar teeja ka khana
MashaAllah behad behtareen bayaan . Aaj k zamane me bahut zarurat hai ki ye message sab jagah pahuche. JazakAllah
Jii bilkul
Right
Best speech
Zindabaad molana jio
Mashallah
Masha Allah
Maula a.s. Salamat Rakhen
Ye Paigham Koi Nahi Pohchata, Jabki Iski Sakht Zaroorat Hai.
MASHALLAH ❤
MOLA salamat rakhe ameen summa ameen elahi ameen ya rabbalalameen 🤲
Jazakallah Jazakallah mola salamat rkhen Aameen
Masha allah
subhanallah
Subhan allah
Jazakallah Ustad e Mohtaram
Mashaallah bahut sahi padh rahe h ap..
Ap jaise agar or molana padhne lage to jald hi khana band ho jayega
Jazakallah ji jazakallah ji
Bohot khoob sahi baat batai mashallah
Mashallah bhot khub
Mashallah Maulana aap jaise Maulana Qaum me aa jayein to Qaum Badal jayegi aur Bohat develop ho jayegi.
Mashallha qibla bht khoob ek dum sahi bataya apny
Beshak Jazakallah Qibla❤❤❤👍🏻👍🏻👍🏻
Jazak'Allah Maulana Sb. Khuda Salamat rakhe aapko
सुब्हान अल्लाह।इसी तरह अगर सब मौलवी हज़रात अपनी ज़िम्मेदारी समझें तो ये बीमारी दूर हो सकती है। ग़रीब इंसान क़र्ज़े में आ जाता है।
Ye zimmedari molvi sahab ki nahi ham sab ki zimmedari hai marathon k saath
Mazrat
Mashallah maula salamat rakhkhe apko
Mashallah 👍👍
Behtreen paigham
Best message salamat rakhe mola 🤲🤲🌹🌹👌👌👌👌🙏🙏🙏🙏🙌🙌
बेहतरीन शुरुवात........
Salamat rahen qibla
Jurrat mandana bayan waqt ki zuroorat hai isi tarhan olama apna fareeza anjam den
Jazakallah ❤️
Beshak..........Allah Aap Ko Tool e Umr Ata Kare... 🤲
Masaha allaha jazak allaha maula sare mumnin
wa moment ko salamat rakhe 🤲🤲🤲💯
JazakAllah, MashaAllah
Aap ne sahi kaha
Jazakallah
Mashallah, behtareen bayan
माशा अल्लाह। जैसे आज मुझे मंजिल मिल गई। 1973 में हाई स्कूल में एक बच्चा था, तभी से ऐसे खाने को गैर इखलकी और बुरा समझता हूं। आज तक नही खाया। आपकी हर बात मेरे ज़ख्मों पर मरहम है। आप सलामत रहें। ऐसे खाने के खिलाफ मुहिम चलाना चाहता हूं।आप मदद करें।
JazakAllah
Khuda apko salamat rakhe..haq bayani...yahi mimberka haq hai
جڑاک اللہ خیرا کثیرہ۔۔مولانا صاحب ہمارے یہاں سوئم تک قریبی عزیز گھر کے لوگوں کے لئے کھانے کا انتظام کرتے ہیں۔ مگر اکثر لوگ ایسا فرض کرتے ہیں کہ صاحب خانہ تنگ دستی کی وجہ سے قاصر ہیں۔
آپ کے بیان کے لئے تہہ دل سے مشکور
Jazakallah agha khuda apko salamat rakhe 👍
Mashallah bahot khub sahi kha qibla aap ne mola salamat rakhe sada aapko ameen 🤲
Mashaallha janab haq bayan aaj pheli baar hme bhi malum pada hi shukrya
kay bat ha wah
Beshak jazakallah
Masaallah Bhut khub Padha apne
Ba-ja farmaya
Jazakallah 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ekdum sahi padha maulana saheb ne
Mashallah bahut khub 👍
True
Bilkul sahi baat h apki... maine b aaj tak kabi kisi 3ja 40wa me khana nhi khaya. Hum khud is baat k khilaf hain
Massaalha
Jazakallah.
Kash ham sab ye amal.kar paate.
👍👍👍
Maula apko jaza den
Chalen Mashaallah koi to Maulana hai jo haq bol raha hai aur Fazool Rasmoo pe se Pardah hata raha hai👍🏻
Good👍
سبحان اللہ
کیا جملہ ہے
اصلی لڈت ترک لذت میں ہے
Teeje chaleeswain ka khana khane me koi herj nahi hae bus un logon ko sherm ani chahye jo chaleeswain ke khane pe garam garam pulao aur botiyan magte hain aur khana kerne wale ko bus ak hi adh cheez pakwani chahye,jahan tak kherche ki baat hae to qabristan me tafteen me bees pachchees hazar kherch ho jate hain koshish ker ke usko kam kerwayye.ghareeb admi ke liye ye tafteen ka bees pachchees hazar bahot hota hae chaleeswain ke khane ke peeche padne ke bajaye pehle ghareeb admi ke liye qabristan me tafteen free kerwayye ya koi aesa fund banayye jis se aese ghareeb logon ki tafteen free me ho sake.Aese fund ke liye mae apni hasbe haesiya paesa dene ke liye tayyar hoon.Ap bhi deejye .
Makluk insaan Rasool cast Pak muslim only one Best waseela ji
janab ka ye bayan ameero ko kharab laga ho ga gareebo ko is bayan se kafi taqwiyat mili hogi hr molana ko chahey ki hr majlis me yahi bayan lre taki teja chaliswan ke khaney ka rawaj khatm ho jaye
Sahi kaha Maulana saheb ne koi baat tafseel se samjhayi Jay to sab samjhenge
Sahi hai, chaliswe ko log function bana dete hai,lekin song ki majlis ke hadiye ke bare me kya hai,ye bhi bata de janab
Ary bhai hadiya koi apni taraf se deta hai muh manga hadiya lena galat hai
Dusri mea koi molvi nhi hu lekin ager koi aap ke yaha dur se Majlis phadne aaraha hai to kam se kam aap use kiraye ke pese to Dede unki aur koi rozi rooti to nhi hoti hai
Guzarish hai ki teeja aur chaliswan ke baare me masoom ka kya hukm hai ye bhi batayen،.
Hona chahiye ya nahi hona chahiye
?
Majlis puri nhi ho payi mukmmal byan sunayen shukriya
Assalamualaikum. Kasam khuda ki Kya baat kahi hai aap ne Maulana sahab. Lekin is baat ko logoon tak ponhchaye to kaise ponhchaye. Dua karta hoon ki hamaray samaaj ke log jald az jald bedaar ho jayen.
It is depend as per situation, khudhi sawal khud hi jawab, sawal ye hai ki dur se aaye log sab jawariyon aur padosiyon ka intezar keren
Slam molana apni bhot achhi baat ki
But kya khana Khan hi makroh hi mazlis ka Pisa hadya Lina kisa hi jnab wala yi bhi bata do Jo molvi 50000 / 1lakh or zani kya kya zaroorat pori karati hi
Plz. Upload the full majlis
Salam Maulana Sahab. Correct me if I am worng. I agree that it's not advisable to eat at place where grief is struk. But traditionally we arrange Majlis on the 3rd/10th/40th/yearly or as per convenience for the benefit of the deceased. So that the benefit of Majlis goes to the Marhum. Also we distribute Niyaz in name of Maullah in form of (food/Tabarruk) of the Majlis. Again this is done so that the benefit of the Tabarruk/offerings goes to the Marhum.
Salaam...
Molana please reference dijiye Jo qol aapne imam ke hawale se padha hai..
٥٤٨ - وقال الصادق عليه السلام: " الاكل عند أهل المصيبة من عمل أهل الجاهلية
والسنة البعث إليهم بالطعام كما أمر به النبي صلى الله عليه وآله في آل جعفر بن أبي طالب
عليه السلام
لما جاء نعيه " (٣)
من لا یحضرہ الفقیہ
صفحہ ١٨٢
الجز:۱
من لا یحضرہ الفقیہ جزء اول ص 182
المؤلف:الشیخ الصدوق رح
Aaj sey Phlehy Kabhi nhi suna h
Molana sahab aap kahi teeje ki majalis padhne jate hain kiraya Milta hai ya nahi?
Imam ke qaol me yeh likha hai ki teje ka khana makroh hai ya yeh likha hai ki jis ghar me maut waqe ho us ghar me khana khana mana hai ,hazrat us kitab ka bhi hawala den jahan par yeh likha ho ki maiyat dafn hone ke do din baad nazre masoomen ka khana khana makroh hai .
Beshak jitne jahil log h wo khilate h or jo bajjar jahil h wo yahi dhundha krte h ..
Jaha mil jata h chaude hoker baith jate h.
Jab sab milkar is hadees k raste per chalenge to apne aap aaney waley rishtedaron ki problem dur hogi , waise kuch aqalmand log hain lorpur gaon ke wahan marne wale k ghar anjuman wale khana bhejte hain
Meri koshish ye h k ye bidati amal ka khatma ho jay aameen
Jiske yaha majlis me risteder aayege woh khana nhi khilage ya moulana saheb majlis ke bad nasta khana nhi khayege
یقینا اس رسم کا سد باب ھو نا چاھئے مگر موٹے موٹے لفافہ بھی تو صاحب عزا کو دباو میں ڈالتے ھیں ھاں صاحب عزا بڑی دعوت اور بڑے ذاکر کو اپنی شان سمجھتے ھیں
مت بُلائے ایسے مولویوں کو جو موٹے موٹے لفافیے دیکھ کر مجلس پڑھتے ہوں۔ محلّے یہ گاؤں کے کسی سوز خان کو بولیے کے واقع کربلا سناندیں ۔۔۔۔ سب مل کر گریہ کریں۔۔۔۔ ہو گئی مجلس۔ اور یہ ہی بہترین مجلس ہے۔
Sahi baat hi aajkal chaliswa to asse hone laga hi jeysse walima kar re hi isliye aab garib ko marne ke baad bhi tension ke bcche keysse karegy chaliswa teeja kyuki duniya bolti hi bahot
Mumbai me to taqriban har momin ki teeja ya chaliswa ki majlis me khana rahta h..waha pe to rishtedar bhi door se hi aate hai..to aisy me Kia kare ?
2nd ye ki khana to hamesha majlis e Husain (a.s) k baad hi khilaya jata h..to ye khana majlis k tabarruk bhi to hai...
Hamare liy baat puri tarah wazeh nahi hui hai..plz isko wazeh kare...kio ki hamne ab tak kisi Zakir ko aisa padhte hue nahi suna tha..
Salam Mohtrma Yeh Video Clip Cut Ki Hui Hia Grafh Agency Me Hi Mualana Shahab Ki Isi majlis Puri Hai Ap Se Guzarish Hai Woh Suune Usme Apko Saare Jawab Mil Jayenge
Janab aap ne phir ek ikhtilaaf paida kar diya...mafi k saath ek sawal hy k agar ahl e gham 3 din k baad agar apne marhoom k sawab k liye khana khila raha hy to kya shariyat me sawaban khana khilana mustaheb hy k makrooh? 2sri baat shaadi me khana khilana us Maher se hona chahiye jo dulha ok dena hy... larki walo ki taraf se jo baratiyo aur mehmano ok khana khilya jata hy us k liye shariyat kya kahti hy?
Agar khana khana galat hai to Majlis ke lifafa kah jayaz hoga huzur
اس عمل کی پہل علماء کو کرنا پڑے گی جب اہل مصیبت کے یہاں مجلس پڑھنے جائیں تو کھانے سے پرہیز کریں اور لفافہ بھی نہ لیں 5
Beshaak me bhi yh tahreef chala raha teejae ar chaliswae me yh dawat band huh ar ulema ko is pr ziyada sae ziyada manjlis padni chaye .magar yh baat mere samajh mae nhi aye sirf 3 day ka soog kiu ki jb Janabi Khadija ar hazarat Abu Talib a.s ki shadad hui thi tu rasool sw.ne us year ko ghum ka saal khaa tha Aamul Huznnn
Hamre mullana ye sab nhin padthye hai app jise mulana ko qom main bahout zarroot hai