Green Mutton Stew Recipe |how to make green Stew |Hare masale ka mutton stew Recipe | cook by Rehana

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 30 чер 2024
  • Green Mutton Stew Recipe.
    #Greenstew #muttonstew #Rehana'skitchenjaipur #viral #food #tranding #cooking #indianrecipe #recipe #stew #mutto #yummy
    ingredients
    1.mutton - 1& half kg
    2.oil - 200g
    3.pyaaz - 250g
    4.hari mirch - 100g
    5.Hara dhaniya - 50g
    6.adrak paste - 2 tbsp
    7.lehsun paste - 2 tbsp
    8.haldi powder - 1tbsp
    9.Dhaniya powder 1tbsp
    10.namak - as per taste
    11.garam masala powder - half tsp
    12.khade garam masale - 1 tbsp
    13Tej patte - 2
    making
    cooker me oil ko garam karke isme pyaaz ko dalkar ise light golden colour aane tak fry kar lena hai pyaaz ke fry ho Jane ke baad isme lehsun ka paste ko dalkar ise 2-3 min tak bhoon lena hai taki lehsun ka kachcha pan door ho jaye ab isme dahi ko Dalkar ise bhi 4-5 min tak bhoon lenge dahi ke bhun Jane ke baad isme gosht ko dalkar 3-4 min paka lenge taki gosht ka colour change ho jaye ab isme khade garam masale Dalkar ise 2 min tak pakne denge 2 min baad isme Hari mirch or Hara dhaniya ka paste or namak dalkar isme 1 katori Pani ki dalkar ise 10-15 min tak pakne denge 10-15 min baad salan me haldi powder Dalkar ise 3-4 min tak pakne denge ab isme mota jeera Dalkar ise bhi 1-2 min tak paka lena hai ab salan me half glass Pani ka Dalkar ise 4 pressure aane ke baad ise Kam aanch par 10- 15 min tak pakne denge taki gosht soft ho jaye pressure ke khud se release hone ke baad salan ko check karke isme adrak paste or dhaniya powder Dalkar tel ke saparate hone tak ise tej aanch par bhoon lena hai green Mutton Stew bankar tayyar hai aap ise garma garam Nan ke sath sarv kar sakte hai

КОМЕНТАРІ • 7