Tawa Kabab Pav Recipe |Mumbai Street Food Tawa Kabab Pav Banane ka Tarika |Kabab Pav |Cook by Rehana

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 2 лип 2024
  • Tawa Kabab Pav Recipe.
    Tawakababpav Kababpav #Rehana'skitchenjaipur #tasty #delicious #viral #food #deliciouskabab #tranding #cooking #homemadekabab #recipe #kababs #indianrecipe
    Kabab's ingredients
    1.chicken - 1 bowl
    2.oil - fry karne ke liye
    3.besan - 1 tbsp
    4.Hara dhaniya - 2 tbsp
    5.pyaaz - 1
    6.Hari mirch - 1
    7.nimboo - half
    8.adrak lehsun paste - half tsp
    9.egg - 1
    10.Lal mirch powder - half tsp
    11.namak - half tsp
    12.sabut dhaniya - 1 tsp
    13. pov - 3 piece
    Chutney ingredients
    1.Hara dhaniya - 2 tbsp
    2.pudina - muththi bhar
    3.lehsun ki kali - 3
    4.imli ka pulp - 2 tbsp
    5.namak - as per taste
    making
    ek pot me boiled chicken ko dalkar isme besan, Hara dhaniya, pyaaz, Hari mirch, nimboo, adrak lehsun ka paste anda, sabut dhaniya, namak ko dalkar ise achchi tarhe se mix kar lena lenge or 10 min rest par rakh denge ab ek jar me Hara dhaniya, pudina, namak, lehsun ki kali or imli ka pulp Dalkar iski chutney Bana kar tayyar kar lena hai 10 min baad kabab ke filling lekar iske Kabab Bana kar tayyar kar lenge or garam tel me dalkar ise ulat pulat karke golden colour aane tak fry kar lena hai or gas ki flame ko off kar denge ab ek pav ko lekar ispar green chutney laga lena hai fir isme onion ko laga lena hai ab isme kabab ko rakhenge or ispar onion ki ring ko Dal denge Tawa Kabab bankar tayyar hai aap ise green chutney ke sath sarv kar sakte hai

КОМЕНТАРІ • 7