Devi ji ye bataiye ki kya kisi bele creeper ko sirf cocopit me laga sakte hai jisme stem hard nahi hota jaise ki bela aor ticoma trumpet wine ko bataiye
Dhaniya ugaate samaye,ap mitti ki upar ki layer me cocopeat rakh sakte hain lekin niche mitti rakhni padegi,kam rakhen lekin thodi si mila lenge mitti or compost to growth achhe aayegi. Flower ki seeling ready kar sakte hain sirf cocopeat me lekin uskio achhe growth ke liye repot karna padega.
Cocopeat aur garden soil ke mixture me maine plant lagaya aur usako 1 magga pani dala, to jo us mixture ka texture bana vo achha nahi lag raha. Plant mitti me lagane ke bad jaisa hum 1 magga pani dalate hai vaisa isame nahi dalana chahiye kya?
You can mix a small amount of vermicompost, avoid excess water.over water is the main problem if your plant is indoor. When upper lavel of soil becomes dry then add water.
Ma'am, pehle to cocopeat ko wash karne ki jarurat hoti hi nahi hai, ye kafi galat soch he ki cocopeat ko dhokar hi istemal karna chahiye,Kai sal hogaye mujhe gardening karte hue,maine sirf cocopeat ko bhigoya or istemal kiya. Agar apne wash Kiya to pani ka istemal plant me kyun kiya,phir cocopeat ko wash hi kyun kiya jab uska pani plant ko dena hi tha... It's ok, jyada pareshan na hon, mujhe nahi lagata koi problem plants me ayegi,bus mitti ko sukhne den or jab tak koi or pani na den jantak cocopeat wala pani achhe se sukh na jaye...
Maine cocopeat bina dhoye soil me mix karake usame plant laga diya. Baad me pata chala ki usame sea water salt hota hai to उसे dhona chahiye. Soch rahi hu plant kharab to nahi ho jayega. Kya aapane cocopeat bina dhoye use kiya hai? Aur usame plant kuchh mahine healthy raha hai?
Without any doubt you can use cocopeat for your plant.Especislly for indoor plants such as for money plant cocopeat is best.Not for succulents because they needs some especial soil mix for proper growth. 👍👍
Devi ji ye bataiye ki kya kisi bele creeper ko sirf cocopit me laga sakte hai jisme stem hard nahi hota jaise ki bela aor ticoma trumpet wine ko bataiye
Laga sakte hain, upar se compost bhi dalen,
So nice mam it's so informative video 🙏🙏
Thank you.
Madam maine 9 kg coco peat men 24 kg mitti + 1 Neem khali mila ke soil banai hai... Aaj hi..or karib 10 gamlo men 10 ☘️ flower 🌺 plants lagaya hai
Mam kya main daniya, flower seeds uuga sakte hai kali cocopeat main ya soil dalna padega
Dhaniya ugaate samaye,ap mitti ki upar ki layer me cocopeat rakh sakte hain lekin niche mitti rakhni padegi,kam rakhen lekin thodi si mila lenge mitti or compost to growth achhe aayegi.
Flower ki seeling ready kar sakte hain sirf cocopeat me lekin uskio achhe growth ke liye repot karna padega.
Madhukamini ka plant sirf cocopeat mai laga sakate hai?
Nice information
Mujhe monstera adansonia plant lagana h kya cocopeat khaad mix krke lagadu
Laga sakte hain
Mm mny ajvain ki choti c cutting cocopeat m lgai thi, ab unki choti c leaf nikal aaye hai, but agy or nhi nikal rahe kya care kry please mm reply
Vry informative video 😊
Mam coco peat and vermi compost ki ratio kya rahegi
Gamale ne niche chhed ke upar kankad rakhane ki vajah kapada dala to chalata hai kya? Jab soil me cocopeat mix hai tab.
Cocopeat me green capsicum grow kr skte he??
Kya direct maniplant ko cocopeat mein lga skte hai mam 🙏
Laga sakte hain
@@greenhouse1 Thank you ji 😊
Cocopeat aur garden soil ke mixture me maine plant lagaya aur usako 1 magga pani dala, to jo us mixture ka texture bana vo achha nahi lag raha. Plant mitti me lagane ke bad jaisa hum 1 magga pani dalate hai vaisa isame nahi dalana chahiye kya?
Compost bhi milayen
Thanks for the reply.
Hi, my cocopeat stays damp forever, not letting plants grow. please help what to add in the soil... thanks!
You can mix a small amount of vermicompost, avoid excess water.over water is the main problem if your plant is indoor.
When upper lavel of soil becomes dry then add water.
Very nice video
Thank you.
Mam maine jo cocopeat wash kiya tha woh pani sab plants mei dal diya toh kya mera ab sab plants ;mar jayega ?
Ma'am, pehle to cocopeat ko wash karne ki jarurat hoti hi nahi hai, ye kafi galat soch he ki cocopeat ko dhokar hi istemal karna chahiye,Kai sal hogaye mujhe gardening karte hue,maine sirf cocopeat ko bhigoya or istemal kiya.
Agar apne wash Kiya to pani ka istemal plant me kyun kiya,phir cocopeat ko wash hi kyun kiya jab uska pani plant ko dena hi tha...
It's ok, jyada pareshan na hon, mujhe nahi lagata koi problem plants me ayegi,bus mitti ko sukhne den or jab tak koi or pani na den jantak cocopeat wala pani achhe se sukh na jaye...
@greenhouse1 thanks for ur suggestion ma'am!
Maine cocopeat bina dhoye soil me mix karake usame plant laga diya. Baad me pata chala ki usame sea water salt hota hai to उसे dhona chahiye. Soch rahi hu plant kharab to nahi ho jayega. Kya aapane cocopeat bina dhoye use kiya hai? Aur usame plant kuchh mahine healthy raha hai?
Ma'am, plant khrab nahi hoga bus over watering mat karna.
Superb
Thank you
bina mitti k cocopeat me jhad ugta hai kya
Ugakar dekho ap khud se tabhi pata chalega.
Kya cocopeat use karne se plant gul jata hai?
Nahi.Aisa bilku bhi nahi hai.cocopeat is very good for plants growth.
@@greenhouse1 yes same thing i read in school book that cocopeats getting popularity but somebody told me that cocopeats soak water and kill plants.
Without any doubt you can use cocopeat for your plant.Especislly for indoor plants such as for money plant cocopeat is best.Not for succulents because they needs some especial soil mix for proper growth. 👍👍
Mera lage huve plant me cocopeat kaise use kare aur kitna use kare kya aap bata sakte he...
Ap lage hue plant me proparly cocopeat ka use nahi kar pawoge.iska pura benefit plant ko nahi milega.iske lye apko dubara plant ko repot karna padega.
Mam kya coco peat me fungus lag jata hai
Nahi.aisa bilkul bhi nahi hai. indoor plants, especially money plant k liye best he cocopeat.
Can we use only cocopeat alone for seeds