Sir pfms pending h 2 month se aur pahale aur jo account lagaye h usame npci n hokar dusare bank (post bank )me npci allready h to kya pfms accept hoga ki nahi
@@VimleshYADAV-q5t bank mai ji documents lagaye hai aur pension document mai sab kuch sane hona chayeh .jaise name don ...aur dbt npci link hona chaiye
Pending at pfms from 17/10/2024 and aadhaar verified dekha raha ha.. aadhaar verification 14/10/2024 ko karya tha 01 month ho gaya ha aur kitna wait karna ha
Ab tk ka sabse zabardast video
Bhaiya me DBT link kiya kese Pfms accepted hoya khud ya Ekyc krna prega
Very nice information thank you so much Bhai
Sar mai Bhadohi manikpur chauri bajar se hu apki jankari sahi hai
Phle joint account tha sb post pement me khulva diya kya pending pfms aspect ho jay ga
Pm awas me Mera adhar reject ho rha h sir bar bar kya kre ippb me account open kra le kya
Phle aacaunt union bank me tha aor vh joint tha ab post office me khul vaya kyaa pfms automatic aspect ho jay ga abi pending bta rha he
Pfms par nhi pahucha vidhawa pension ka ragistration
Joint account mein bhi vridha pension aa sakti hai kya
Mera pfms October se pending hai ,npci,dbt sab link hai phir bhi accept nhi ho rha hai
Sir kya ak jile se dusre jile me a/c kholne pr pesan milega ya nhi
@@pc14792 han milega lakin vo account india post office m hona chahiye
Sir pfms pending h 2 month se aur pahale aur jo account lagaye h usame npci n hokar dusare bank (post bank )me npci allready h to kya pfms accept hoga ki nahi
Hello sir vidhwa pention me pahle block se block likh rha tha block me account or aadhar jama kiye ab pfms se reject likh rha hai kya kre
Account me or aadhar me sb sahi hai , dbt bhi on hai
Please help me
Sar pension mein pending ki painting dikha raha hai aur date Badalti rahti Hai Iski
Pm kisan samman nidhi ati hai widow pension mai pending dikha raha hai keya hoga
Pension form bharne ki side kb tk chalu hogi please bta dijiye
Pfms no batata hia kamse kam 10 month india post payment bank khata 2 month se kiya kare
Sar beneficiary status mein created dikha raha hai to kya karna hoga apne aap update ho jaega ya kuchh karna hai please please
Apko pension mila kya
AADHAAR Number already exists for same Beneficiary Type and Scheme. Yahi dekha Raha hai kya problem hai isme
Pfms per kab tak hamara payment upload hoga bhai
Aadhaar me husband ka naam haridas Yadav hai aur Bank 🏦 me haridas hai yahi problem hai kya please reply 🙏
@@VimleshYADAV-q5t dbt check kr lo ek baar .ab sabhi payment dbt se dale jate hai
Yes name same hona chahiye
Aur DBT bhi link hai kya check kariye.
@@VimleshYADAV-q5t Aap ki bat samajh nahi paya account khula hai tabhi to dbt link hua hoga.
H@@rajantechnical5014 month start hai abhi tak pfms accept nahi hua kya kare kaha jaye please reply 🙏 🙏
April se mera painsan nhi aa rh ha kyaa kre 😢
@@pankajchaudhary3228bhai registration number kaise check kare bhool gaya hu bhai
Npci link karaye apne account me ho jayega
8 month se nhi hua
Bhaiya mere ghar me ek log ka 1/10/24 se pfms pending hai abhi Tak accept nahi hua hai kya kare 3 mahine ho gaya please reply
@@VimleshYADAV-q5t bank mai ji documents lagaye hai aur pension document mai sab kuch sane hona chayeh .jaise name don ...aur dbt npci link hona chaiye
Pending at pfms from 17/10/2024 and aadhaar verified dekha raha ha.. aadhaar verification 14/10/2024 ko karya tha 01 month ho gaya ha aur kitna wait karna ha
@@ShivamMittal-u6o registration number bhejo pension ka
@pankajchaudhary3228 aap kase check karoga.. sb tarika se check kar liya like pfms/sspy se.. bhi
@ShyamVir-o7q aapne aadhaar verification kab karaya tha... khud se kiya ya samaj kalyan vibhag se karaya aadhaar verification..
Divyang pension ki list update ho gyi h
Sir meri ab tak pansion nhi aayi h
Pending at PFMS ( From date 13/12/2024) and Aadhaar Verified
Mera kitne din me PFMS accept hoga please bataiye
Hua kya accepted
Sar Mera 18 November ko beneficiary ban gaya hai
मुझे आप से बात करनी थीं कैसे कर पाऊं
Mera bhi yehi dikha rha hai pending at pfms kab accepted hoga.
Aadhaar verified kab karaya tha same
@ShivamMittal-u6o
Adhar verified to 17/10/2024 ko hua hai .apna instgram id bhejo n mai bhejta hoo
Sir mera 6 months ho gaye hai sir ji pending bata raha hai
Video me btaye gye process ko follow kare
Pfms accept DWO pending
@@bhoorekhan1509 apne aap ho jayega 15-20 din lagta hai
Dwso dikha raha hai sar pending per
Ho jayega kuch din mai
@pankajchaudhary3228 Pankaj bhai pahle beneficiary Bani hai Magar vah note Aadhar exit Aisa dikha raha hai
@@BhupendraPal-e2e bhai dbt link hai
@@BhupendraPal-e2e hai kya apki bank mai
@@BhupendraPal-e2e apna number do mobile number