Sir DBT check kar liya NPCI active hai post office mei par pension ki ek kist milne ke baad Aaj Tak nhi mili pfms ke status par uid never enable for DBT hi bta rha hai 3/4 mahine se
PFMS PORTAL PE 'DBT NOT ACTIVE AND REJECTED ' DIKHA RAHA THA AUR VRIDHA PENSION NAHI AA RAHA THA LEKIN AB PORTAL PE UPDATED DIKHA RAHA HAI DATE 17 JAN DIKHA RAHA HAI.KYA AB PENSION KA PAISA AAYEGA.PLS SUGGEST KIJIYE.AUR JO PFMS WALA PORTAL HAI USAME BENIFICERY WALE OPTION ME SAB DATA DIKHA RAHA HAI LEKIN PAYMENT WALE OPTION ME KOI DATA NAHI DIKHA RAHA HAI.PLS KUCH SUGGEST KIJIYE.
Sir mera vicklang pension mai aadhar card verification nahi ho raha hai 6 month say pension nahi aa rahe hai mai 3 bar samaj kalayan mai ho aaya hu vo bolta ha aap ka data bhag gaya ha kya easa bhee hota hai 2kist Kia bad say pension nahi aa rahe hai pless halp me
Mere application me bank account punjab national bank diya gya jo ki DBT se link ni hai. Mera indian post payment bank me account hai to kya pension isme aa jayegi ya fir samaj kalyan office jakr account update krana pdega
Hamarea Bank mea d.b.t.link Nahi ho paraha tha to ham nea apnea Dusrea A.c. mea d.b.t krw liya Hayea AdharSeaKea saidSea cheak keya Waha sea sho kar raha haye Activ 13-12-2023ko ho gaya haye Magar janwari me bhi pention mea not ceedid bata raha Haye kab tak theek ho ga
Same aise hi problem hai mera bhi 6 month se jyada ho gya hai level 3 se aage ka kaam abhi tak nahi hua😔 kya dbt karane se ho jayega aur dbt kaise karte hai please reply dijiye sir...............
Iska mtlb h now you are eligible to pement don't worry bro bahut jald aayegi dekhiye form me account validation status is accepted dikha rha h ya nahi agr dikha rha h to wait kriye jald aayegi paisa
Bhaiya ji mere father ki pension me 4th column show hi nhi kar raha h na abhi digital signature hue hai kafi time se account validation accepted likha hua aa rha h mujhe kya karna chahiye Please help me 🙏
Sir meri mum ki bhi pension March 2023 k bad se nii ayi h or Maine bank jakr NPCI KYC or adhar update bhi krwa liya but phir bhi is bar bhi pension nhii ayi kya kru ?
Mahoday gaaon ka chauraha Aap se vinarm nivedan hai ki comment kiye huye logon ka satisfy karein aur Mujhe v btaiye agr ap jante hain to Dwo se form verified h but Pfms account validation status is accepted show nahi kr rha h iske liye kya krna hoga
Mera bhi yahi sawal h sir jonis bhai ne kiya h form Mera v verified bta rha h digital signature bhi hua h but pfms account validation status khali h jabki 6 February tak accepted dikha rha tha Bank me npci v active hai aur bank chalu bhi h please ispe aap video bnayi real jankari dijiye hum logon ko pension milegi ya nahi request h aur intejar h apke video ka aasha krta hoon jald v hum logon ko ap satisfied kareinge
Sir mere yaha ek bahut hi gareeb mahila h unka old age pension 18 month pahle apply Kiya tha but abhi tk status m agency approve NA aor bank status b NA hi show ho rha h Kay baar samaj Kalyan b gye kyc b krayi aor Dbt link b kra Diya but sir abhi tk ek bar b unke paise nhi aaye Aage kya krna chahiye plzz help him .
UID enable hai uska jiska form pe video banaye uska name hai manorma misra but nhi aaya hai dekh lo uske according bhi video bna do, apko yaad nhi h mai bta reha hai, Usko bhi bata do Manorma misra ko ki uska uid enable ho gya hai
Dbt reject hone ke bad bhi pantion arahi kafi logo ki mene check Kiya h other banke me ajati h Kuch pata nhi kya ho rha h Mere papa or 20 logo ki pantion check ki jinki ruki hui h level 4 me panding likh ke araha tha digital signature date bhi nhi thi Kal se pfms hat gya h or blocked by dwo likh ke araha h 20 pantion ka chek Kiya mene
Sir hamne bhi ippb mei account open kiya tha pm-kisan samman nidhi kisht bhi mil rhi hai isi account mei NPCI side par adhar seeding mei bhi right tick hai par pfms par pension ka status check kar rhe to UID never enable for DBT bta rha hai is condition mei kya kare Sir 🙏🙏 please tell me
2 माह हुआ आधार लिंक कराए हुए लेकिन 9जनवरी को फिर से रिजेक्ट होगया
Old age pension 😢😢😢
Account verification pending at DW dikha rahe hain KYC bhi kara liya hun Paisa nahin a raha hai reject dikha raha hai
Sir DBT check kar liya NPCI active hai post office mei par pension ki ek kist milne ke baad Aaj Tak nhi mili pfms ke status par uid never enable for DBT hi bta rha hai 3/4 mahine se
PFMS PORTAL PE 'DBT NOT ACTIVE AND REJECTED ' DIKHA RAHA THA AUR VRIDHA PENSION NAHI AA RAHA THA LEKIN AB PORTAL PE UPDATED DIKHA RAHA HAI DATE 17 JAN DIKHA RAHA HAI.KYA AB PENSION KA PAISA AAYEGA.PLS SUGGEST KIJIYE.AUR JO PFMS WALA PORTAL HAI USAME BENIFICERY WALE OPTION ME SAB DATA DIKHA RAHA HAI LEKIN PAYMENT WALE OPTION ME KOI DATA NAHI DIKHA RAHA HAI.PLS KUCH SUGGEST KIJIYE.
Mere sath bhi aisa he hua h meri mummy ka bhi pfms portal p update 17 January ka he dikha rha h but pension abhi tak nii ayi
Office main gye to vnha btaya ki dbt nhi hai lekin jb bank mani gye to vnha btaya ki dbt 2023 se ho rkhi hai phir bhi pension nhi aari hai
Sar ji vridha pension banvane ke liye Aadhar card mein adress change karvana jaruri hai kya
Love From Assam
श्रमिक कार्ड रिन्यूअल करते समय खाते से पेमेंट कट जाए और फिर भी नवीनीकरण के लिए दिखाई तो क्या करें
Undar Pershing Agnes 15/1/2024 likhi a rahi hai iska kya matlab pfms
Maine to November me dbt kra diya tha lekin abhi tak pension nhi ayi h
Sir mera vicklang pension mai aadhar card verification nahi ho raha hai 6 month say pension nahi aa rahe hai mai 3 bar samaj kalayan mai ho aaya hu vo bolta ha aap ka data bhag gaya ha kya easa bhee hota hai 2kist Kia bad say pension nahi aa rahe hai pless halp me
Mere application me bank account punjab national bank diya gya jo ki DBT se link ni hai. Mera indian post payment bank me account hai to kya pension isme aa jayegi ya fir samaj kalyan office jakr account update krana pdega
Hamarea Bank mea d.b.t.link Nahi ho paraha tha to ham nea apnea Dusrea A.c. mea d.b.t krw liya Hayea AdharSeaKea saidSea cheak keya Waha sea sho kar raha haye Activ 13-12-2023ko ho gaya haye Magar janwari me bhi pention mea not ceedid bata raha Haye kab tak theek ho ga
फरवरी में
Sir joint bank acc. no diya hai form me koi problem to nhi hogi n?
Hogi paisa nhi aayega
बार बार पैसा रिजेक्ट हो रहा है सेमी स्टेटस ऐसा ही है मेरा बार बार पैसा रिजेक्ट हो जा रहा है 2 महीने हो गए हैं रिजेक्ट दिख रहा अभी तक रिजेक्ट है
पहला 👌👌
Hamare payment dal diya gaya hai but account me show nahi kar rahe hai. To kya kare
Sir re verification ke krne ke bad kab tak payment Ayega
Sir plzzz... Reply zaroor de kitne hi logo se qus. Kra but koi reply nhi deta
Same aise hi problem hai mera bhi 6 month se jyada ho gya hai level 3 se aage ka kaam abhi tak nahi hua😔
kya dbt karane se ho jayega aur dbt kaise karte hai please reply dijiye sir...............
Sir dbt krna k baad purana paisa bhe aa jyga kya
Good morning sir ❤
Bhai 1 saal hogya Dwo ka kolam pura nhi ho raha hai kya problem ho sakti hai pata kese padegi
Complaint Samaj kalyan center me aur Apne janpad Samaj kalyan vivagh me jao wah se clear reply milega
DIVYANG PENSION site nhi chal rahe hai
Sem problem hai sar yah kab tak theek hogi
05/06/2024 ko DBT enable kraya thaaa
Hamari Pension kab tak aah jayegii 😢
Please reply
Aadhar seeding activator fir bhi yahi problem a rahi hai
Sir ji pmkisan ki video banao .har din aapki video ka wait karta hu sir ji
Ragistration aur mobile number dalte hi dikhata hai ki portal per sthiti
Approval process completed And Finally Freezed by DWO And also Account Is Re-Verified By DWO
Iska kya matlab hai
Iska mtlb h now you are eligible to pement don't worry bro bahut jald aayegi dekhiye form me account validation status is accepted dikha rha h ya nahi agr dikha rha h to wait kriye jald aayegi paisa
Bhaiya ji mere father ki pension me 4th column show hi nhi kar raha h na abhi digital signature hue hai kafi time se account validation accepted likha hua aa rha h mujhe kya karna chahiye
Please help me 🙏
Block me समाज कल्याण अधिकारी जी से संपर्क करना चाहिए
Sir meri mum ki bhi pension March 2023 k bad se nii ayi h or Maine bank jakr NPCI KYC or adhar update bhi krwa liya but phir bhi is bar bhi pension nhii ayi kya kru ?
Same problem bhai
@@Saghankumar123 Pfms portal p status check kr lo ek bar ...koi error to nii aa rha na
@@SanjayYadav00481 kya check karen
@@Saghankumar123 pfms portal p jakar DBT PORTALE BENEFICIARY DETAILS CHECK KRNA KCH ERROR TO NII H
@@SanjayYadav00481 update likha huaa aa raha hai
Jo 11 digit ka registration number hai uska status kaise check hoga aur print out hoga?
Mahoday gaaon ka chauraha
Aap se vinarm nivedan hai ki comment kiye huye logon ka satisfy karein aur
Mujhe v btaiye agr ap jante hain to
Dwo se form verified h but
Pfms account validation status is accepted show nahi kr rha h iske liye kya krna hoga
Har kisi comments par javab de pana bahut muskil hai
Is liye 🔔 बेल baja ke rakhiye
Aane Wale videos me aapke sawalo ko samil Kiya Jaa sakrta hai
Mera bhi yahi sawal h sir jonis bhai ne kiya h form Mera v verified bta rha h digital signature bhi hua h but pfms account validation status khali h jabki 6 February tak accepted dikha rha tha Bank me npci v active hai aur bank chalu bhi h please ispe aap video bnayi real jankari dijiye hum logon ko pension milegi ya nahi request h aur intejar h apke video ka aasha krta hoon jald v hum logon ko ap satisfied kareinge
Sir mere yaha ek bahut hi gareeb mahila h unka old age pension 18 month pahle apply Kiya tha but abhi tk status m agency approve NA aor bank status b NA hi show ho rha h Kay baar samaj Kalyan b gye kyc b krayi aor Dbt link b kra Diya but sir abhi tk ek bar b unke paise nhi aaye
Aage kya krna chahiye plzz help him .
WhatsApp kijiye
@@GanvkaChauraha sir mera od flag n dikha raha hai iska kya matlab hai sir kaise yes hoga
No record found aa rha h
Jiska form pe video bnaya h uska bhi rs nhi aayaa 5:50 abhi
UID enable hai uska jiska form pe video banaye uska name hai manorma misra but nhi aaya hai dekh lo uske according bhi video bna do, apko yaad nhi h mai bta reha hai, Usko bhi bata do Manorma misra ko ki uska uid enable ho gya hai
sudhir bhaiya ji aapki sabhi baate sahi hai lekin har jankari openly nahi de skta
@@GanvkaChauraha uska aaya ki nhi enable ke baad ye to batao uske according sabka aayega to logo ko umeed to milegi
मोबाइल नंबर अपडेट कैसे करें
Dbt reject hone ke bad bhi pantion arahi kafi logo ki mene check Kiya h other banke me ajati h
Kuch pata nhi kya ho rha h
Mere papa or 20 logo ki pantion check ki jinki ruki hui h level 4 me panding likh ke araha tha digital signature date bhi nhi thi
Kal se pfms hat gya h or blocked by dwo likh ke araha h 20 pantion ka chek Kiya mene
Mera bhi bhai number do apna please
@@ludosepesekamaye yhi batao kya baat karni h
@@vishalraj75 kese sahi hoga vibhag se mana kar Diya hai
@@ludosepesekamaye dikkat kya h tumhare me blocked by dwo
Yhi likha h kya
Mana kisne kar Diya h
@@ludosepesekamaye dikkat kya h tumhare me blocked by dwo
Yhi likha h kya
Mana kisne kar Diya h
झारखंड पलामू का चेक नहीं हो रहा है
Pmkishan का बीडीओ नहि बना रहे हैं इंतजार में है
8/12/2016 ka ragistration h
Parivarik labha ka Paisa kab aayega 2024me
अरे भाई नई पेंशन कब आयेगी ये बताओ 14 महीने से ज्यादा हो गए फार्म भरे हुए सब कुछ सही भी है अभि तक नही आया h
आप एक बार मोबाइल OTP से लॉगिन करें सायद आधार प्रमाणीकरण बाकी हो
भाई सब कम compelet h केवाईसी कर चुके पहले ही
Sir hamne bhi ippb mei account open kiya tha pm-kisan samman nidhi kisht bhi mil rhi hai isi account mei NPCI side par adhar seeding mei bhi right tick hai par pfms par pension ka status check kar rhe to UID never enable for DBT bta rha hai is condition mei kya kare Sir 🙏🙏 please tell me
Bhaiya dbt me viledated ho gya hai 2000 rupay aa rhe the 3 tareek se under prosesing hai kab aayga khate me
Blocked DWO aa raha hai
Reason for Rejection
On Sub Dist Request
site link share kt deta description me lekin tu puri vedio me subscribe ka bheek mangte dikh tha hai