Samaj kalyan vibhag se baat ki to bolo ki apka Tino step complete ha apka a/c abhi pfms par pending ha delhi se accepted hoga... yeh bolo aap batao kitna wait lagaga
bhai ji vidhva pension august me jama kiya December me accept ho gaya hai ab january aa gaya paise nahi aaya kab tak aayega ya koi solution batao delhi ka 😮
Bro yah batao Jo handicap hai vah divyang portal per jo hai vahan per Jo gaon vikaskhand aadi aadi select karte hain vahan Mera gram aur gaon yani Panchayat donon dikha raha hai per vahan per mera naam nahin dikha raha p f m s to usmein payment dikha raha hai ek bar rejected dikha raha hai kul 9000 aek bar wallet dikha raha hai 3000 iska kya matalab main soch raha tha ki jaha se form fill karwaya thai vahi jaake dobara apply karwae ya na karwaye please ko suggestion batao 😢😢😢😢 mere liye lya karu
Thanks mera check ho gya 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Welcome
Aapka बहुत-बहुत dhanyvad vidhva pension check ho gai
👍👍👍👍
Very nice information
Thanks
Good 👍👍👍👍
Thanks
Thanks bro
👍👍👍👍👍
Kai dino se portal nahi chal raha hai otp hi nahi aa rahi hai kai mahino se
Hh
Server problem hai
nice
👍👍👍
Bhai status to cheak ho rha hai but bank kon si hai ye kese pata karen
Pfms status mein niche Bank account number show hota Hoga usse check kar lo
Sab kam ok hai fir bhi pension nahi aa rahi hai bradha pension
Kuchh problem jarur hoga join teligram send screenshot t.me/shivamsinghcsc
Bhai mere pahle khul raha tha ab nhe
Server problem hai
Prnding at pfms from 17/10/2024 and aadhaar verified dekha raha ha 14/10/2024 ko aadhaar verified karaya tha kab accepted hoga 01 month hi gya ha
Abhi block se hi approve nahin hua
Gram pradhan ya secretary se baat karo
Samaj kalyan vibhag se baat ki to bolo ki apka Tino step complete ha apka a/c abhi pfms par pending ha delhi se accepted hoga... yeh bolo aap batao kitna wait lagaga
PFMS per aapane validation status check kiya
Kuchh din aur wait Karo
@@shivamsinghcsc okkkk
Aapka bank me dbt link hai kya pahle wo check Karo.
Hi🎉🎉
Hello 😊
Widow pension ka application id kese pata kare
Same process
List mein check karo
Up widow pension login nhi ho rhi 1 month se
H
Abhi server problem h
Bhaiya mera no record found ilkh raha hai to kya kare bhaiya please reply mera pension nhi aa raha hai 🙏
Server problem hai kuchh samay wait kro
@@shivamsinghcsc ok bhaiya
Login ho nahi ho raha hai
Website error hai
bhai ji vidhva pension august me jama kiya December me accept ho gaya hai ab january aa gaya paise nahi aaya kab tak aayega ya koi solution batao delhi ka 😮
Abhi current status kya show ho raha hai
@@shivamsinghcsc kaise check kare
Kanya sumangla Yojana ka status kaise check Karen bataiye
t.me/shivamsinghcsc
Resitation no.nahi nikal raha hai kya kare please
List mein nahin a raha kya
@shivamsinghcsc isme sirf up district ka check hoga kya,kyunki hum jharkhand se hai
Not record found aa raha hai sir kya kre
Thik se kro
Or Koi problem join teligram t.me/shivamsinghcsc
❤
Shivam bhai mera pfms pending hai
Wait kro approved hone tak
@shivamsinghcsc 6 month ho gaya
Not record found aa rha h
Thik se kro
No ho to join teligram t.me/shivamsinghcsc
Ye to purana hai
Bro yah batao Jo handicap hai vah divyang portal per jo hai vahan per Jo gaon vikaskhand aadi aadi select karte hain vahan Mera gram aur gaon yani Panchayat donon dikha raha hai per vahan per mera naam nahin dikha raha p f m s to usmein payment dikha raha hai ek bar rejected dikha raha hai kul 9000 aek bar wallet dikha raha hai 3000 iska kya matalab main soch raha tha ki jaha se form fill karwaya thai vahi jaake dobara apply karwae ya na karwaye please ko suggestion batao 😢😢😢😢 mere liye lya karu
3000 payment pending aa rha kya
please bata dena
Vikalang pension kese dekhe
Same process
Hi
Hh
Not working
Jo process btaya follow karo ho jaega
Mera otp nhai aata
Try morning
Viklang pension m diseblelity certificate number poora nahi fiil nahi ho raha hai pension online m
Ok join teligram send screenshot t.me/shivamsinghcsc
wido pension login nhi ho rha h 1month se
Achha
Up Widow pension login nhi ho rhi 1month se
Shivam bhai Jo Naam Naam galat hota hai vidhva pension main uska sudhar kaise karen
Usmein option aata hai check karo a raha hai ya nahin
Sir tisara step complit nahi hai kya kare
Complete kro aadhar se