Bhai jugaad tabhi lagaya jata hai jab market me saman nahi milta thik bhai agar saman milta hu mai wahi charging pin lagata or rahi customer ki baat to customer khusi khusi mujhe paise dekar gya hai pata nahi kyo log itni chhoti soch rakhte hai bhai
किसान टॉर्च की चार्जिंग होता है प्लस सर्किट से चार्जिंग के सर्किट से आगे लाइट नहीं जाता है दोनों बर्फ नहीं जलते एलइडी भी चेक कर लिया फिर भी चाहिए सब ठीक है
Sir mara pash eak 668 value eak polyester capacitor ha yosh ma ham 680k ka resistance laga sakta ha sir na doshrap value lagaya aap bataya konsya sahi value ka capa laga na sa acha hoga bo bataya sir please 🙏
Bhai ye sab Chinese emergency light hoti hai aisi kisi bhi chinese emergency light me koi bhi changing protection nahi hota hai aapko apne hisab se battery ko charge karna padega kis hisab se aapke emergency light me battery lagi hoti hai
Sir mera 24energy emergency light hai. Bo light continuous laga reha ta hai charging karne ka time and switch off karne ke baad bhi lagarahate hai. Pls tell the reason
Ha jo circuit is touch me pahle se laga lagaya ata hai uske sath mobile battery lagane se battery hamari jaldi full kar kharab ho sakti hai is liye aap is circuit ke sath 4 volt ki battery hi use kare
Bhai abhi kuchh din pahle hi Mera nakk ka operation hua hai jiski wajah se mai abhi koi new video nahi bana pa raha hu aap or kisi bhai ki video dekhlo taki apki problem solve ho jaye
Wa Raj bhai aap electronic ke bar m smjat bhut aachh trik se m aapka.bhai.mukesh bhaker super super 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
Thank you bhai 🌹🌼🥀🌺💐🌷🌻❤️👍
जुगाड़ लगाना अच्छी बात है सर पर अपने से कुछ भी लगादेना ग्राहक का खर्चा भी बढ़ा देगा यदी उसके पास पतली पिन वाला चार्जर या लिड ना हो तो
Bhai jugaad tabhi lagaya jata hai jab market me saman nahi milta thik bhai agar saman milta hu mai wahi charging pin lagata or rahi customer ki baat to customer khusi khusi mujhe paise dekar gya hai pata nahi kyo log itni chhoti soch rakhte hai bhai
किसान टॉर्च की चार्जिंग होता है प्लस सर्किट से चार्जिंग के सर्किट से आगे लाइट नहीं जाता है दोनों बर्फ नहीं जलते एलइडी भी चेक कर लिया फिर भी चाहिए सब ठीक है
Bhai is problem par mai video bana chuka hu aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho
Thanks Raj bhaiya ji
Ok bhai Ok bhai 🌹🌻💐🥀🌷🌼❤️👍
Good Jugaad..👌
Thank you bhai 🌹🌼🥀🌺🌻🌷❤️👍
Very nice video raj bahi
Thank you bhai 🌷💐🌻🥀🌹🌸🌺❤️👍
Zabardast , Raj bhai hum apka puranay video b daiktay hay
Thank you Bhai 👍
Mast video h Bhai 😀😀😀😀😀😅
Thank you bhai 🌷🌻🌺🥀🌼🌹❤️👍
I like your video
Thank you bhai 💐🌹🌼🌻🥀🌷❤️👍
Regaulter charging batyrru kaise repair kare uskavidio jarur batana. Dhanyavad.
Good. But Ac wala nahi bataye
Sab light mei aisa 2 point nahi rahta. .
Nahi bhai thoda bohot alag hota hai mai kisi or video me bata duga bhai
Is LED mein kitne volt ka battery laga hua hai battery change karna ho to kitne WhatsApp par Laga sakte hain
3v
Maine yise khola but andar kii led tut gye,mujhe usko replace karna hai,, kya aap batta sakte ho kii kon sa led lagega yisme
Bhai charging wali red led ki baat kar rahe ho kya bhai
@@TechnicalJugaadHindi nhi bahi jo main led hai vo tut gya bheech se
good job Sir hi
Thank you bhai 🌷🌺🥀🌼🌹💐❤️👍
Raj dekh liya video upload kar diya ek baje
Thank you bhai Ok bhai 🌹🌻💐🥀🌷🌼❤️👍
Bhai iski battery kaise charge karu tp 4045 se ho jayege kya
Sir mara pash eak 668 value eak polyester capacitor ha yosh ma ham 680k ka resistance laga sakta ha sir na doshrap value lagaya aap bataya konsya sahi value ka capa laga na sa acha hoga bo bataya sir please 🙏
Bhai ye circuit ko dekhne ke bad hi sahi se pata chal payega ki ye problem kis wajah se ho rahi hai
Bhai isme over charging protection hai ki nahi
Bhai ye sab Chinese emergency light hoti hai aisi kisi bhi chinese emergency light me koi bhi changing protection nahi hota hai aapko apne hisab se battery ko charge karna padega kis hisab se aapke emergency light me battery lagi hoti hai
Nice e Bhai
Thank you bhai Ok bhai 🌹🌻💐🥀🌷🌼❤️👍
First view
1st thank you 🌹🌻🙏🌷🥀💐❤️👍
T led bulb ki riparing per video banaye
Bhai 50 se jada video maine aapne youtube channel par led bulb repairing ke upar bana rakhi hai
Ye cheez T bulb Mai kaam kre gi
Dusre value ka capacitor laga sakte hai kya
Jaldi kharab ho jayega
Sir red pf ma resistence kiu lagya jata ha or sara chinies rechargable light ma pf kiu laga ho ta ha sir
Resistance voltage ko kam karne ke liye Pf ke kai kam hote hai bhai wo circuit ke upar depend karta hai
👍Good
Thank you bhai 🌻🌹🥀❤️💐👍
Readymade circuit board nhi aata hai kya
Nahi bhai
@@TechnicalJugaadHindi isliye khoje toh nhi mil tha iska diagram mil sakta hai kya
Sir mera 24energy emergency light hai. Bo light continuous laga reha ta hai charging karne ka time and switch off karne ke baad bhi lagarahate hai. Pls tell the reason
Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega
Bai me Anand good night raj
Good night bhai 🌙🌛🌜
@@TechnicalJugaadHindi ok
Sar carkit to ok ha batary dad ha Mobil ka batary laga sakta ha keia
Batary kharab hoga keia plis reply😂
Ha jo circuit is touch me pahle se laga lagaya ata hai uske sath mobile battery lagane se battery hamari jaldi full kar kharab ho sakti hai is liye aap is circuit ke sath 4 volt ki battery hi use kare
Bhai fatwe capacitor ki value kaise nikale yar please bata dijiye yaar please bhai please
Bhai ye sab tabhi chal pata hai jab circuit samne ho check karne ke liye
Eska on off switch tut gya h bhaiya ye switch Dukan me milega
Ha bhai mil jata hai
@@TechnicalJugaadHindi thanks guru ji
Nice🇵🇰👍👍
Sir is emergancy ka swict kiase chang kare
Bhai ye to maine kai video me bata rakha hai
Link bhejiye sir
Bhai aap har video me apna face kyo nhi dikhate ho 🙋🙇
Bhai mere shop me itni jagah nahi hai ki mai face video bana saku
Red indicator bhi purane circuit se nikal lo
Bhai mere pass new led hai
On of switch kaise change kare
Sir switch me jo plactic ka pin wo tut gya hai
Iski battery kitni watt ki hai
4v 1 amp
Ok
Aaap ke yaha emergency ki solar panel kitne ki milti hai
Sorry bhai yaha ki market me alag se solar panel nahi milta emergency light me laga lagaya milta hai mai bhi aise panel ko kafi dino se dud raha ho
@@TechnicalJugaadHindi muze bhi solar panel chaiye ager aapko bhi kuch chaiye to youtube pe dkt club nam se channel hai sab electronic saman behte hai
Aur bhai register ki be valued nahin a rahi hai bhai kaise pata Karen kharab ho chuki ab nahin yaar kaise laga jaldi batao register
Bhai abhi kuchh din pahle hi Mera nakk ka operation hua hai jiski wajah se mai abhi koi new video nahi bana pa raha hu aap or kisi bhai ki video dekhlo taki apki problem solve ho jaye
👌👌👌👌👌👌
Thank you bhai Ok bhai 🌹🌻💐🥀🌷🌼❤️👍
@@TechnicalJugaadHindi wellcome bhai
Same value ka कैपिसिटर nahi h kaunsa value ka lagaye same yahi problem h
Kal video upload karega ya nahi raj
Nahi bhai ab Shaniwar or Sunday ko video ayegi
Soldering iron ko lite kese lgaye
Sorry bhai mai samjha nahi soldering iron ki konsi light ki baat kar rahe ho aap
Bhai raj Kiya ho Raha hai dukaan khole hai 🙏
Ha bhai dukan par hu kam kar raha hu
Thank
bhai mera light me kuch nhi hua par jal nhi rahi hai
Bhai ye circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega
Iska bulb sab ko kaise check kare
Capacitor number pls bro
25v 100uf
Kite nahi jal raha he sem to sem ahi lite he
Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega
Bhai ye mere ghar hai 325ka hai
Ok bhai
Aap ka kaheneka stayl bohoti kharap hai.
Jaisa aapko thik lage bhai
May tumare chanell ko un suscribed kar donga agar tum jate ho ki may tumare chanell ko unsuscribed na karo to whattapp number batao
Mujhe koi dikat nahi hai bhai agar aapko unsubscribe hai to aap sokh se kar sakte ho lekin mai kisi ko aapna mobile number nahi de sakta sorry bhai
@@TechnicalJugaadHindi thik hai
Mujhe tumare imandare dekker kujhe hoe islia me tumare chanell ko unsuscribed nahi karonga
1v 1liker
1st thank you 🌹🌻🙏🌷🥀💐❤️👍