Can you mention the working voltage and amperage and its pin layout. Also by looking at it, the sensor is obviously POT so can you also mention the highest resistance value offered by this sensor.
Good work Soni ji, mujhe ye bataiye ki apki Hero Honda ki koun si model ka video dala hai, mujhe ye fuel gauge same Vespa LX125 ke liye chahiye same piece hai. Meri gauge ki patti aluminum me se puri nikal gayi hai, mai ek bar soldering kar try karne wala hu, patti ka top portion jo move hokar contact banata hai vo bhi tuta hai, use mai thik kar lunga chhote solder spot dekar. Lekin mujhe ye piece ya patti wala mover parts chahiye, jo apki video wali gauge ka chal jayega, isliye model no puchh raha hu, taki shop par jake vo gauge le lu. Vespa ka nahi mil pa raha hai.
i too repaired at home bro..i saw some UA-cam videos how mechanics cheat us.i reduced the wobbling by using teflon tape between the hinges..the float worked fine.saved me 500 rupees
I purchased Avenger 160 abs second hand few days before ,the problem I am facing is that when bike is on sidestand the fuel indicator works well, but in straight and rolling condition it goes to nil. Please help.
Mere pass splendor plus bike he usme mene fuel gauge change kiya fir bhi muje petrol nahi dikha raha to kya kare ab ap hi koy rasta bataye plz Or mene engine me gas kit badlai thi uske bad 20 km chalti he to avaj badal jati he to kya problem ho sakta he abb
Bro meri byke me jab fuel tank full hoti he to metre sui nill show krati he or jab fuel kam hota he tab reading thodi thik btane lgti he , or metre check kraya vo thik he
Bajaj platina 110 H gear Bs4/2019 model ka Fuel Gauge ko kyse solved kre plz help me 5 Ltr fuel hone par bhi digital meter me 1point show kr raha h... Maine metar ko check kiya h wo tik h fuel gauge was created problem how can I fixed please let me tell solution... Please
@@NaveenSoniSir fuel meter ke niche jo wire hote hai vaha bhi direct karke dekha fir bhi fuel ka kanta uoer nahi ja raha hai.. Kya meter kharab ho gaya hai... Please reply...
2-3 dandiya ane ke bad reading neeche dikhata hi nhi petrol khatam hone tak Aur kabhi kbhi ek dandi km hone ke bad firse thodi der me wahi same dandi dikhti h Kya issue ho skta hai? Bike nayi hai
हेलो भाई जी मेरी बाइक हीरो ग्लैमर का फ्यूल गेज काम तो कर रहा है... जब तेल भरता हूं तो मीटर ऊपर चला जाता है या बाइक खड़ी करता हूं तो मीटर ऊपर चला जाता है👉 लेकिन जब तेल खत्म हो रहा है तो blink नहीं कर रहा है दो डंडे दिखाता है फिर भी तेल खत्म हो जाता है और फिर रिजर्व में लगाना पड़ता है.. कैसे सही होगा प्लीज बताएं
Bhai mere pas Avenger 220 he jisme sam huva tha but mene kholkar dekha clean kiya or Luz nahi tha fir bi ho gaya but bike start karne par upar jata he or off karne par bhi upar hi rehta he kya karu ..or bhai side stend par lagane par bhi upar chala jata he mene voltage chek kiya to 5 vot dikha raha he
Bhai tank full krne pr fuel guage upr aata h so vo loose ho gya hoga isliye tkra rha h.aap tention mt lo aur gadi chlao aaram se.jab fuel ki sui work krna bnd kr de tb use change krwa lena.
Sir mere bike ka petrol kabhi accurate nai hai kabhi correct batata hai aur kabhi almost empty . Karimza ki FI engine and kya is reason se pickup drop hoti hai(like jab petrol kam bata raha hota)
@@NaveenSoniSir mein yeh puchna chahta hu ke jab mera bike stand par idle hota hai tab fuel meter sahi hai, par jab bike seedha karte hai to needle biljuo neeche aa jati hai, And i have also checked that my fuel meter is working correctly.
Bhai mere pass fz 25 hai (2018) Kitna bhi petrol bharo Bike thodi time ke baad trip F (reserved) dikhati hai...thodi der baad chala jata hai Fir thodi der baad firse reserved dikhata hai...
1.Petrol me electricity ka flow nhi hota h... 2.ydi tank me sensor se sparking bhi hui to bhi aag nhi pkdega petrol bcozz tank bnd h so oxygen nhi mil payegi... Bina oxygen ke heat nhi lg skti. 3.gadi ke tank me sparking nhi hoti h... Ye meter ka sensor isi type ka bnaya jata h... Thanks
Tank ke andr sparking nhi h aur n hi oxygen h... Electricity ke flow se aag nhi lgti h... Aag lgne ke liye sparking aur oxygen dono chahiye... Tank half ho ya full usse koi frk nhi pdta.. Sparking aur oxygen dono jb tk n mile.. Aag nhi lg skti h
Patience is necessary to all UA-camrs... You tube pr hm jyadatar knowledge ke liye hi videos dekhte h... M bhi dekhta hu.....aur kisi ko real me sikhne ki iccha hoti h use sabkuchh jroor btana chahiye jitna hme Pt ho...Thank you ji...
Fuel gauge ko tank se bahar nikalo.usme mistak ho gyi hai. Usme blades aati hai usme koi ek blade tut gyi hai...khol kr dekho. Nhi sat ho to change krwa lo
Meri cb shine bike hai.. Usme petrol ka kanta uper nahi aa raha hai.. Wire sort karke dekha fir bhi nahi uper aa raha.. Kya meter kharab ho gaya hai... Please reply..
Aapki bike ka fuel gauge khrab ho gya h, aap use oil tank se bahr nikale, aur mere wale video ke hisab se repair kre, tdi nhi ho pata h to new dalwa le,
Bhai meri Honda Unicron baik h uske petrol tank me jo air wala ak hole hota h usme se petorl ata khbi khbi kese thik kr or kya problem h muje kuch smj nhi ata
Fuel gauge me blades aati h vo touch nhi ho rhi dhang se,,, ya fuel gauge atk gya h.... Ya fuel gauge ka wire cheak kro jha pr pin lgi hui h vha pr rellay lgi hui h use cheak kro
Bhai aisi bat nhi h.mera channel aap logo ke liye hi h bhai.aapki bike me jo problem h vo fuel gauge ki vjh se bhi ho skti hai.ek bar fuel guage check krwa lo jo tank me hota hai.
bhai reply karna pls ya apna contact number do main bhi mechanic hoon bike repair ka 1 splendor hai mare pass laga hua dimag kharab ho gya hai usme adhi tank petrol hai par aur meter reading bhi half tank show karti hai par jase bike start karo aur chalo to uski fuel meter down hone lagti hai aur jase bike bina band kiya rook do to reading se se sehi ho jati hai asa kya hai chakar usme samaj ni aa raha ho sake to aona number do pls
Bhai uska fuel gauge change krke dekho ek bar.usme blades aati hai usme koi kat gyi hogi isliye vo free marne lg gya hoga.jb bike rokte h tb vo fix ho jata hai.blade sahi honi chahiye fuel gauge ki.aap check krna ek bar bhai.
Bike jab chabi SE on krte hai tab baisa hota hai agar band krte hai to sui niche aa jati hai but chabi on krne SE sui uper rhti hai chahe oil resorb par ho ya Na ho
Fuel gauge, wire aur meter ka fault hai.... Aap tyre se jude huye wire ko nikal kr dekhe ki vo tut to nhi gya... Vha girari bhi aati h vo bhi kat skti h... Check kijiye
Can you mention the working voltage and amperage and its pin layout. Also by looking at it, the sensor is obviously POT so can you also mention the highest resistance value offered by this sensor.
Yes why not
Good work Soni ji, mujhe ye bataiye ki apki Hero Honda ki koun si model ka video dala hai, mujhe ye fuel gauge same Vespa LX125 ke liye chahiye same piece hai.
Meri gauge ki patti aluminum me se puri nikal gayi hai, mai ek bar soldering kar try karne wala hu, patti ka top portion jo move hokar contact banata hai vo bhi tuta hai, use mai thik kar lunga chhote solder spot dekar.
Lekin mujhe ye piece ya patti wala mover parts chahiye, jo apki video wali gauge ka chal jayega, isliye model no puchh raha hu, taki shop par jake vo gauge le lu.
Vespa ka nahi mil pa raha hai.
Hero honda cd deluxe 2009 model h bhai
i too repaired at home bro..i saw some UA-cam videos how mechanics cheat us.i reduced the wobbling by using teflon tape between the hinges..the float worked fine.saved me 500 rupees
I purchased Avenger 160 abs second hand few days before ,the problem I am facing is that when bike is on sidestand the fuel indicator works well, but in straight and rolling condition it goes to nil. Please help.
its because the float is wobbling like this guy told in the video.fix the wobbling and your float will work fine
Sir mere paas ek bike Honda CB Shine hai fuel jab reserve me hota h to meter ka reading red point se upar do point me reserve ho jata h
Fuel gauge ko check krwao.. usme petrol bhar gya hoga
Hello sir
Mere pass tvs streak scooty hai
Petrol khatm hone je baad bhi 1/2 dikhata hai
Mene khol ke dekha to usme pcb resistance lage huai hai
Bhai fir to aapse repair nhi hoga.. aap new le aao jyada costly nhi aata h ye part...
Mere pass splendor plus bike he usme mene fuel gauge change kiya fir bhi muje petrol nahi dikha raha to kya kare ab ap hi koy rasta bataye plz
Or mene engine me gas kit badlai thi uske bad 20 km chalti he to avaj badal jati he to kya problem ho sakta he abb
Bhai aap fuel gauge ka wire nikalo aur direct kro kisi wire se...uska video m bna chuka hu...fir bike start kro aur dekho ki sui uth rhi h ya nhi
Ydi aawaj bad me bdl rhi h to gas kit leak h kahi se..aap dekho side me se
Bro meri byke me jab fuel tank full hoti he to metre sui nill show krati he or jab fuel kam hota he tab reading thodi thik btane lgti he , or metre check kraya vo thik he
Bhai meter aapka thik h, bt fuel gauge khrab ho gya h jo tank me aata h, use change krwao bhai, fir reading shi btayega
सर मेरे गाडी के टाकीके अंदर कि तार तुटी है., तो उसकी जगह कोनसी तार लगाणी पडेगी?
Bhi aap new fuel Guage apply kro.. Naveensonisir
sir meri to hmesha full dikhati h start krne pr smjh nhi aara kya prob h m new lgwau ya ye thik ho skta h sir
Aap new lgwa lo..ye atk gya h bhai ...
Bajaj platina 110 H gear Bs4/2019 model ka Fuel Gauge ko kyse solved kre plz help me 5 Ltr fuel hone par bhi digital meter me 1point show kr raha h... Maine metar ko check kiya h wo tik h fuel gauge was created problem how can I fixed please let me tell solution... Please
You can purchase new fuel gauge bhai
Bro empty se leke full tak kitna resistance dekhata hai ekbar multymeter se check karke dikha sakte hai
M kosis krta hu bhai
Naveen Soni Sir thik hai
Naveen bhai muje ye pochna he .
Ybr ke meter main fuel ⛽ guaje ke radiators ka code kia he
Bhai ye mujhe nhi pta
Bro meri suzuki lets scooty main fuel gauge fluctuate ho raha hain, kya problem ho sakti hain?
Bhai suzuki ka knowledge nhi h mujhe
Meraa meter hameshaa full dikhaataa haai. Meter thik hai. Problem sensor me hi haai. Kyaa aap bataa sakte haain fault?
Aapka fuel gauge khrab ho gya h vo new dalwa lo aap
Bhaieri cb shine bike he usme petrol ka kanta uper nahi aaraha. Wiresort kar ke dekha fir bhi nahi ja raha. Kya fuel gauge kharab ho gaya hai..??
Aap fuel gauge ka wire htakar us wire ko direct krke dekho.kanta uthta h ya nhi fir dekho.iska video bnaya hua h mera
@@NaveenSoniSir fuel gauge kawire hatakar direct karkr dekha fir bhi kanta uper nahi ja raha..
@@NaveenSoniSir fuel meter ke niche jo wire hote hai vaha bhi direct karke dekha fir bhi fuel ka kanta uoer nahi ja raha hai.. Kya meter kharab ho gaya hai... Please reply...
Ha bhai fir to meter kharab ho gya h
@@NaveenSoniSir new meter ki kya price hai...??
Bro how to repair Yamaha fz25 fual level sensor plz make a video sir plzzzzz
Mere pas yamaha fz25 nhi hai
Bhai ye fuel guage Bajaj ct 100 ka kitna rupees me milega
500 ke aaspas
2-3 dandiya ane ke bad reading neeche dikhata hi nhi petrol khatam hone tak
Aur kabhi kbhi ek dandi km hone ke bad firse thodi der me wahi same dandi dikhti h
Kya issue ho skta hai?
Bike nayi hai
Isme fuel gauge atk rha h bhai.use nikal kr check kro.maine check krne ka video dal rkha h
Brother I'm trying this one but still problem is not solved.. 7point not it's showing then after what i do now
Bhai aap new purchase kr lo..jyada costly nhi aata h ye.. ek bar hi sat hota h ye bad me nhi..pin khrab ho jati h
हेलो भाई जी मेरी बाइक हीरो ग्लैमर का फ्यूल गेज काम तो कर रहा है... जब तेल भरता हूं तो मीटर ऊपर चला जाता है या बाइक खड़ी करता हूं तो मीटर ऊपर चला जाता है👉 लेकिन जब तेल खत्म हो रहा है तो blink नहीं कर रहा है दो डंडे दिखाता है फिर भी तेल खत्म हो जाता है और फिर रिजर्व में लगाना पड़ता है.. कैसे सही होगा प्लीज बताएं
Bhai fuel gauge ka wire nikalkr dekho ki zero hota h kya.ydi hota h tb to fuel gauge ko change krna pdega
bhai meri hero splender ka gase kam nhi kar rha h .bike girne se problum hue h .kya solusion ho sakta h lag rha h wo jam sa ho gya h
Ha buai vo andr se damage ho skta h
Buy karnekeliye online mey hetho link send ksro
Bhai online Mt purchase kro aap.. agency se khrido
Bhai mere pas Avenger 220 he jisme sam huva tha but mene kholkar dekha clean kiya or Luz nahi tha fir bi ho gaya but bike start karne par upar jata he or off karne par bhi upar hi rehta he kya karu ..or bhai side stend par lagane par bhi upar chala jata he mene voltage chek kiya to 5 vot dikha raha he
Bhai fuel gauge khrab hai
M aaj video bnane wala hu iska
Ye kholnese pahile oetrol tank khaki karna higa kya
Ha bhai ye tank ke niche aata h
Par tank pura empty karna hoga na
Petrol nikalna padega na pura tank se
Ha bhai.jb bike reserve me aa jaye tb krna ye kam.bcha hus petrol kisi bottle Me dal dena
Bhai mein jab bhi bike me petrol ful karata hu to tanki me awaj aati hai...kya ye awaj fuel gauge ki hai ?
Fuel meter ki sui kam kr rhi h kya.fuel dlwate time uthti h kya
@@NaveenSoniSir sui sahi work kar rahi hai Bhai but fuel full karata hu to sound ane lagata hai jaise kuch tank me andar takra raha ho
Bhai tank full krne pr fuel guage upr aata h so vo loose ho gya hoga isliye tkra rha h.aap tention mt lo aur gadi chlao aaram se.jab fuel ki sui work krna bnd kr de tb use change krwa lena.
@@NaveenSoniSir thanks Bhai .... 🙏
Welcome brother
sir amar bikest oil mitar all time full dakay.please some solusion
You have need to check both fuel Guage and meter
Can I get that meter head 4 screw same place 0:43 in tvs Victor bike ?
Yes
Sir
Meri access 125 ka fuel gauge
Petrol tank mai ji tut gya h ab vo kaise niklega?
Magnet se nikal jayega aaram se
@@NaveenSoniSir oh thanks bhai
Great idea 💡
Ha bhai welcome
Sir mere bike ka petrol kabhi accurate nai hai kabhi correct batata hai aur kabhi almost empty .
Karimza ki FI engine and kya is reason se pickup drop hoti hai(like jab petrol kam bata raha hota)
Bhai fuel gauge me problem se aisa ho rha h.aap check krwao
@@NaveenSoniSir mein yeh puchna chahta hu ke jab mera bike stand par idle hota hai tab fuel meter sahi hai, par jab bike seedha karte hai to needle biljuo neeche aa jati hai, And i have also checked that my fuel meter is working correctly.
Bhai jab maine bahar nikali tab chal rahi thi par jab andar dali tab band maine bad mein 300 Ka petrol dalwaya fir bhi nahi chali pls help
Bhai aapne jb vaps fuel gauge tank me dala tb uski patti hil gyi hogi
Bhai mere bike ki tank me fuel gauge aavaj karta hai..par vo fuel sahi btata hai..kya problem ho sakti hai
Ek bar khol lo tan ko. Fuel gauge ka wire lose hoga dekh lo
@@NaveenSoniSir ok brother
Ha bhai.. Fir smjh n aaye to btana
@@NaveenSoniSir send me contact number call me 7078713144
Bhai kon si bick ki Gauge ha Bike ka model kon sa ha
Hero Honda CD Delux bike, modal 2011
Sab bike me gauge hota h bhai aisa
Bhaie pls Thunderbird ka bhi video banao
Jroor bnayenge
@@NaveenSoniSir pls what's up link 9011373036
Bhai kaha se ho meri bike ka gauge theek kar do market me nhi mil rha
Bhai market me sab milta h.. online mngwa lo
Bhai yamaha gladiator ss hai iska nhi mil rha hai markit me nhi hai
Bhai mere pass fz 25 hai (2018)
Kitna bhi petrol bharo
Bike thodi time ke baad trip F (reserved) dikhati hai...thodi der baad chala jata hai
Fir thodi der baad firse reserved dikhata hai...
Fuel gauge khrab ho gya h bhai.aap change krwa do
Plendar ismart ke fuel tanki niche Ka nai milraha he Kaha milega wo new
Agency me mil jayega
Sensors me jab electricity flow karega.. how is your petrol not catching fire? please clear my doubt
1.Petrol me electricity ka flow nhi hota h...
2.ydi tank me sensor se sparking bhi hui to bhi aag nhi pkdega petrol bcozz tank bnd h so oxygen nhi mil payegi... Bina oxygen ke heat nhi lg skti.
3.gadi ke tank me sparking nhi hoti h... Ye meter ka sensor isi type ka bnaya jata h... Thanks
@@NaveenSoniSir Sir agar half tank hi petrol he toh.. half tank air bhi andar he na vo kese handle karte he
Tank ke andr sparking nhi h aur n hi oxygen h... Electricity ke flow se aag nhi lgti h... Aag lgne ke liye sparking aur oxygen dono chahiye... Tank half ho ya full usse koi frk nhi pdta.. Sparking aur oxygen dono jb tk n mile.. Aag nhi lg skti h
@@NaveenSoniSir Thanks for your patience in answering questions in detail
Patience is necessary to all UA-camrs... You tube pr hm jyadatar knowledge ke liye hi videos dekhte h... M bhi dekhta hu.....aur kisi ko real me sikhne ki iccha hoti h use sabkuchh jroor btana chahiye jitna hme Pt ho...Thank you ji...
Sir mere bajaj avenger bike me petrol needle half tank pe dili hui hai aage piche nahi hoto hai kya karu ?
Khol lo meter ko..vo atka hua hai
@@NaveenSoniSir needle dhire dhire se upar aata hai aur dhire dhire nichhe jati hai kya karan se .... pl reply
Ye to sahi hai...aisa hi hona chahiye.....niddle kbhi fast nhi jati hai bhai
@@NaveenSoniSir ok thanks
Bhai meri bike ka meter pehley sahi thaa par ab bo jyada fuel show krta hai..yaani khaali tank main red line k upr rehta hai uska meter tto kya kru
Fuel gauge ko tank se bahar nikalo.usme mistak ho gyi hai. Usme blades aati hai usme koi ek blade tut gyi hai...khol kr dekho. Nhi sat ho to change krwa lo
@@NaveenSoniSir thanku sir🙏🙏🙏
Welcome Ji
RTR 160
मेरी बाइक का fule पेट्रोल खत्म होने पर भी हाफ टैंक दिखाता है में इसके लिए क्या करू
Fuel Guage me mistake h bhai..check krao
bhai meri yamaha szr 18 model h uska . fuel meter mai yeh problem h ki tel ho ya na ho wo half hi batata h hamesha ,kya kharab h kya karna padyga.
I have the same problem, wo 5000 mang rhe h, kya kru?
Fuel gauge jyada costly nhi aata h.. aur koi problem hogi aap checking krwao
@@NaveenSoniSir han check kia wo keh rhe hain ki dusri gadi ka dala to kam kr rha h, gauge k liye hi 5000 mang rhe h. Fuel gauge kitne ka aata h
Bro tvs ntorq fuel gauge kaha milega?
Ye to bhai agency me hi milega
@@NaveenSoniSir mujhe bi Chahiye ismart bike Ka Kaha milega
तार कोनसी लगाणी चाहिये
Copper wire
New guge ki price ky hai
Under 500/-
@@NaveenSoniSir thanx bhai..
Meri cb shine bike hai.. Usme petrol ka kanta uper nahi aa raha hai.. Wire sort karke dekha fir bhi nahi uper aa raha.. Kya meter kharab ho gaya hai... Please reply..
Bhai fuel gauge mere tank ke ander dikh raha hai koi problem hai kya
Bhai tank me hoga to dikhega hi.kya dilkt h usme.
How many cost this project
500 ke aaspas
Sir mere fule miter jada reading deta h. Km petrol hone pr bhi reding btata h
Fuel gauge khrab ho gya hai..usme pattiya aati hai vo tut gyi hai
Bhai mere.glamour 2008 Ki nayi gauge nahi mil rahi pls help
Kha se ho aap
@@NaveenSoniSir Naveen sir pls help me
@@NaveenSoniSir Thunderbird 350 ka bhi video banao
@@NaveenSoniSir what's up 9011373036
Bhai contact no nhi de skte open me... Aap instagram ya facebook pr bat kr skte h
Avenger 220 street model 2018 ka ful meter kaise tik kre o meter digital hai
Bhai iska pta nhi h mujhe
Ye part buy kahase kare
Agency me mil jayega...ya kisi bhi bike shop pe mil jayega
मेरा सुजुकी जिक्सरका फ्युल इन्डीकेटर निचे से उपर दौडता रहता हे! क्या करे?
Aapki bike ka fuel gauge khrab ho gya h, aap use oil tank se bahr nikale, aur mere wale video ke hisab se repair kre, tdi nhi ho pata h to new dalwa le,
O vi sap video ki andar music kis liye dhala
Dalna pdta h bhai bich me
Bhai meri Honda Unicron baik h uske petrol tank me jo air wala ak hole hota h usme se petorl ata khbi khbi kese thik kr or kya problem h muje kuch smj nhi ata
Jha se oil aid krte hai vha par ek hole hota hai....ydi vha se oil aa rha h to aap dekhe ki cap ka vasar kat to nhi gya hai.....
O wala nhi air wale hole se bhai jo niche tanki me air jata h waha se
Dhyan nhi h bhai....mere pas hero honda bike hai
Thanks sir my problem is solved
Very good
Good
Thank you
Bhai price kya hai
300,500 ke aaspas
Sir meri bike m 5 lines hi dikhara h petrol khtm hone pr v meter m isko kese solve karu...
Fuel gauge ko cheak krwao bhai
Sir reason kya ho skta h???
Fuel gauge me blades aati h vo touch nhi ho rhi dhang se,,, ya fuel gauge atk gya h.... Ya fuel gauge ka wire cheak kro jha pr pin lgi hui h vha pr rellay lgi hui h use cheak kro
Mera yamaha szrr problem slusan batado
Bhai sabhi me fuel gauge lagbhag same aata h
U sir great
Thank you bhai.mujhe jo aata h vo sikha deta hu
Sir mera splendor bike Hai petrol tank ke under tan tan ki aawaj aata Hai
Fuel gauge tut gya h ya fuel wala wall tut gya h andr se ya jang lga hua h ander... Use wash kr lo ek bar.... Maine process dal rkhi h wash krne ki.
Sir metar apne aap aage chal raha hi to kase sahi kare
Apne aap aage kaise ....
@@NaveenSoniSir tel kam hi to bhi
Meter me program hai fir
Ya guage me program hai
👍👍👍
Thank you
I suggest you change your channel name!
Kya bat hui bhai
mere meter ke point dark ho Gaye kaise Sahi honge Khali tel batane per bhi phool batati hai
New dalwana pdega
Rtr 180ka fule miter kam nhi krta he wayring thik he
Fuel Guage khrab ho skta h.. ye bhi check kro
Ye konsi bike ka h sir
Hero honda cd deluxe ka
Bike jb on krta hu to fuel meter shi dikata h pr jb start krta hu to fuel meter ka kata thoda low ho jata h
Splendor bike
Bhai battery check krwao aap.
@@NaveenSoniSir battery thk h
Bhai ji jab aap gadi chlayenge us time sui jo reading dikhayegi vo sahi reading hoti h
@@NaveenSoniSir aap baat smj Ni pa rhe h ya phr jawab ni nta
Thanks
Bhai aisi bat nhi h.mera channel aap logo ke liye hi h bhai.aapki bike me jo problem h vo fuel gauge ki vjh se bhi ho skti hai.ek bar fuel guage check krwa lo jo tank me hota hai.
how to find fuel gauge is need to be change
Fuel gauge is present in petrol tank.
Iska price kya hai
500 ke aaspas lgte h
Tvs sports gadi ka gauge thik karna hai
Sare fuel gauge aise hi thik hote h
bhai reply karna pls ya apna contact number do main bhi mechanic hoon bike repair ka 1 splendor hai mare pass laga hua dimag kharab ho gya hai usme adhi tank petrol hai par aur meter reading bhi half tank show karti hai par jase bike start karo aur chalo to uski fuel meter down hone lagti hai aur jase bike bina band kiya rook do to reading se se sehi ho jati hai asa kya hai chakar usme samaj ni aa raha ho sake to aona number do pls
Bhai uska fuel gauge change krke dekho ek bar.usme blades aati hai usme koi kat gyi hogi isliye vo free marne lg gya hoga.jb bike rokte h tb vo fix ho jata hai.blade sahi honi chahiye fuel gauge ki.aap check krna ek bar bhai.
@@NaveenSoniSir haan kal karunga par ap number to do taki prob na solve ho to main call kar sakoon
भाई जी आप मेरे फेसबुक पेज या इंस्टाग्राम से जुड़िए।वहा नंबर दे दूंगा मै।
@@NaveenSoniSir okk bhai
Price kitna hai
300-500 tk
Bhai jugad bana liya par chal raha he vo kaha dikhya
Meri bike me aaj tk chl rha hai
Mere discover bike ki miter ki sui up rhti hai resorb lage chahe khali ho
Mtr ko kholna pdega bhai, uski sui atak gyi h, so mtr ko kholo aur carefully shi kro
Bike jab chabi SE on krte hai tab baisa hota hai agar band krte hai to sui niche aa jati hai but chabi on krne SE sui uper rhti hai chahe oil resorb par ho ya Na ho
Mere bike m bhi yhi problem hai
Wiring problem Mari gadi me Asia huwa tha...
Bhai fuel gauge tanki ke andr atk gya h... Aap use bahr nikaliye ek bar... Usme pattiya aati h... Vo tut jati h jisse vo work krna bnd kr deta h
Ty bhai
Welcome bhai
Thanks sir
Welcome
wese bhai ye konse baik ka h ye
Hero Honda CD Deluxe
mene ye honda unicron me lga diya kam kr rha h glti se le aya fir yahi lga diya thik chl tha h
Tab thik h bhai....Chalne Dijiye use..
bhai chowk kese kam krta h bta skte h ap mtlb chowk me nojl hota h ak o jb carboreter ke under ki trf hota h to o on hota h ya off hota h
Jab chowk lete hai. Tb andr se ek plate uth jati h jisse full air milti h .nojals me bhi full air jati h usse.
Thanks
Welcome
ma jab tank full karta ho tu show full hota hai jab bike 5 litre ka jata hai tu soyee E pa ajata hai 8 litre tank ma para hota hai
Gauge me problem aa gyi hai ...
Horror music lgai h...
Nice
Plzz reply kare
Subscribe/like/bell icon ke piche pdoge to dislike hi milenge. Thanks!
Bhai aisa kuchh nhi hota....ek you tuber ke liye ye words bhut jroori h bhai
फ्यूल मीटर दोबारा से रिमाइंड कैसे करते हैं स्टार्टिंग कॉइल कहां से लगती है
Jroor btayenge
Mere paas tvs sports gadi ka meter kam nahi kar raha hai tumhara whatup namber de do
Instagram pr bat kr lenge ya Facebook se bat kr lenge
Too much you take purpusly.
Meri bike ka meter fuel jyada batata hai
Fuel gauge me mistek h
@@NaveenSoniSir replace hoga kya
Ek bar kholkr dekhe...
@@NaveenSoniSir pulsar 150cc ka analog meter ka fuel gauge ka approximate price?
Bhai confirm nhi h mujhe price...ye bike shop se pta krna pdega
Do not use music
Kya hua bhai
Speak mouth
Mouth se hi speak krte h
App ka mobail namber
Follow me on instagram Naveensonisir
Sir Mera splendor plus me halki suyi uth ke Ruk jati hai e pe kya karu
Meter me dikkt ho skti h... Kholkr dekh lo
Wire short Karne par miter uth Raha hai oil dalne par Kabhi uthta Kabhi nahi
Fuel gauge, wire aur meter ka fault hai.... Aap tyre se jude huye wire ko nikal kr dekhe ki vo tut to nhi gya... Vha girari bhi aati h vo bhi kat skti h... Check kijiye