Naveen Sir very good video bcoz it's very basic detail..... technically apne bahot accha bataya hai.... Kya Apache RTR bike me bhi yahi process hoga plz reply Sir
Sir meri hero destini me pettrol ki redding up down karraha hai jaise app jack open kiye to up down horahi hai thik aisi horahi hai...fir kabhi kabhi thik ho jarraha hai yeah kya problem hai sir app please bataiye sir ....meri gari chalte chalte achanak yeah problem hua....
Meri passion xpro bike me fuel hmesa full dikhata hai...wire nikalne pr km jada hota hai but connect krne pe full chle jata hai...fuel gauge bhi chnge kra ke dekh liya...pls reply
Hero new gadi 5 mah chalu Paission pro tech gadi ka full gauge full dikha raha digital meter me jabaki tel की tanki me tel nahi hai ...kya kharab हो sakata hai
Hlo bhai mere pass tvs victor hai 2005 model bhai maine gauge b new lgai hai hai. Meter v sahi hai .fuel gauge jab tank se bahar hota hai toh reading deta hai uper niche krne se.pr jab tank me fit krte hai toh nhi chalta
Sir mere pass cbr150 h. Uska fuel gauge flekring krra h. Means uper niche jara h continue. Maine fuel gauge ko check kiya. Vo sahi h. Meter se jo wire connect h. Vaha fuel gauge ki wire pe resitance bhi kam jada hota h. Floter ko uper niche krne se. Mtlb ki meter me problem hogi kya?
@@NaveenSoniSir are sir aise check kr chuka hun but koi frk nahi pda. Fir maine multimeter me resitance check kiya gauge ko uper niche krke to. Resitance km jada ho raha tha. Means gauge to sahi h
Mere digital meter me fuel full dekh raha Mene fuil kam dala fir bhi fuel full deha raha he mene meter repair karke liya tha uska PCB bord tuta gaya tha mitter thika hoga ya lekin fuel full dekha rah he
सर मेरा प्लैटिना 110 h-gear है जिसके स्पीडोमीटर खराब हो गया है उसमें इंडिकेटर का लाइट जल रहा है मेन लाइट जल रहा है लेकिन ना न्यूट्रल बता रहा है ना ही गैर बता रहा है नहीं डिस्प्लेलेकिन ना न्यूट्रल बता रहा है ना ही गैर बता रहा है नहीं डिस्प्ले ऑन हो रहा है कृपया कर इस का वीडियो आप शेयर करें
@@NaveenSoniSir no bro aisa nhi hai Maine company me service karvai thi aur me hamesha service krate time battery bhi charge karvata hu, maine service walo se bhi pucha ki aisa kyo hota hai toh unhone bola ki jab aap chabi on krte ho toh meter galat hi batata hai par jab aap gaadi ko thodi der tak chalate ho 1-2 km tak chalate ho toh phir meter sahi fuel dikhata hai, aur saari gaadiyon me aisa hota hai, Samjhe🙏
Bhai aapko kya smjh aaya isme....jb gadi chlti hai tb fuel gauge hilta hai jisse meter sahi condition me aa jata h....jb gadi khdi h us condition me fuel meter fix rhta hai.aur gadi chlne pr rpm bhi bdhte h...jisse meter ko battery aur fuel gauge dono side se help milti h...ye h khne ka l Mtlb mera
Thank you Bhai Maine abhi meri bike ka fuel meter thik kiya❤
Welcome bhai
Nice bhai yaar tune achcha gyan Diya main to confuse ho gaya tha yaar
Thank you 🙏
Meri Honda shine SP125 main kitna bhi fuel dalu, woh low fuel blink dikhta hai. Kya problem ho sakta hai?
Fuel gauge new dalwana pdega bhai
@@NaveenSoniSir Sir, jab fuel gauge blink kart hai to kitna pertol hota hai aur kitne kms drive kar sakte hai?
Naveen Sir very good video bcoz it's very basic detail..... technically apne bahot accha bataya hai....
Kya Apache RTR bike me bhi yahi process hoga plz reply Sir
Ha bhai same process h
Thanks
Sir meri hero destini me pettrol ki redding up down karraha hai jaise app jack open kiye to up down horahi hai thik aisi horahi hai...fir kabhi kabhi thik ho jarraha hai yeah kya problem hai sir app please bataiye sir ....meri gari chalte chalte achanak yeah problem hua....
Bhai aapko fuel gauge aur fuel meter dono check karwane pdenge
Sir meri bike super splendor 125cc ki hai uska carboretar Plunger kho gya hai aur petrol jada khati hai sir .uska kya ilaj hai please sir
Koi old carburettor le aao..
Meri passion xpro bike me fuel hmesa full dikhata hai...wire nikalne pr km jada hota hai but connect krne pe full chle jata hai...fuel gauge bhi chnge kra ke dekh liya...pls reply
Meter me problem h fir to
Hero new gadi 5 mah chalu Paission pro tech gadi ka full gauge full dikha raha digital meter me jabaki tel की tanki me tel nahi hai ...kya kharab हो sakata hai
New bikes me ye dikkt aa rhi h ...maine bhi dekha h... Thodi dur chlne ke bad aapne aap sahi position pr aa jata h meter....
Thankyou
Thankyou thankyou
So much
Sir ji
You are
Solve me big problem
Tq sir ji
Welcome ji....
Nice information Brother
Thanks
Hlo bhai mere pass tvs victor hai 2005 model bhai maine gauge b new lgai hai hai. Meter v sahi hai .fuel gauge jab tank se bahar hota hai toh reading deta hai uper niche krne se.pr jab tank me fit krte hai toh nhi chalta
Bhai fuel Guage ke aage ki side me black ball aati h use check kro..usme koi hall to nhi h na vo dekho aap
Good xplaining bro n it's working
Welcome bhai
Sir, fuel metre me kuch me nahi dekha raha hai lekin light jal Rahi hai .
Board me mistake h bhai
Namaste sir mere pass mein hero honda glamour hai usme petrol khatam hone ke baad bhi 3 lines show karta hai yeh kiski wajah se hai please reply sir
Furl gauge khrab ho gya h...aap use change krwaye
@@NaveenSoniSir ok sir thankyou so much sir
धन्य वाद
Thank You
Sir aap ek video honda shine ke fuel meter ka bi banao
Mere pas nhi h honda shine
Sir aap kisi friend se lekr bna do me to vese bi aapka 2020 ke session me student rha hu
Honda shine ka fuel meter same hai....aap mujhe dikha dena kbhi bhi...
Ok sir
Sir mere pass cbr150 h. Uska fuel gauge flekring krra h. Means uper niche jara h continue. Maine fuel gauge ko check kiya. Vo sahi h. Meter se jo wire connect h. Vaha fuel gauge ki wire pe resitance bhi kam jada hota h. Floter ko uper niche krne se. Mtlb ki meter me problem hogi kya?
Aap fuel gauge ko bahar nikalkr use dhire dhire uthao aur meter ki trf dekho ki vo uth rha h ya nhi.ydi uth rha h tb to sahi h nhi to meter khrab hai.
@@NaveenSoniSir are sir aise check kr chuka hun but koi frk nahi pda. Fir maine multimeter me resitance check kiya gauge ko uper niche krke to. Resitance km jada ho raha tha. Means gauge to sahi h
@@NaveenSoniSir and meter continue blink krra h. Km jada km jada ho raha h
Tb to meter me fault ho skta h.aap fuel gauge ke wire ko nikalkr vha se direct jod kr dekho.kya meter dhire dhire uth rha h
@@NaveenSoniSir ok sir try krta hun
Saplendar+bike 2010 modal on karne par kabhi tel mitar btata he kabhi nahi upay btaye
Wiring check kro ya fuel Guage check kro
Thanks bro❤
Welcome
Fuel gauge lgane ke bad bhi agr full chle jae to ky khrab hoga
Meter me problem h
Bhai mere meter Ki sui age nahi bad rahi na number na fuel Dikha raha he
Fuel gauge khrab ho skta h bhai
Sir meri bike Apache 160 4v bs6 hai
Usme petrol level bar bar blinking ho rha hai ple solution btayr
Fuel Guage or fuel meter check kre
Rodeo digital meter me fuel meter show nahi karta hai kya check karna chahiye Sir
Bhai aapko fuel gauge check krna chahiye... battery bhi check kre
@@NaveenSoniSir display to thik hai lekin sirf fuel meter show nahi hai Sir
@@NaveenSoniSir RPM,Speed or indicator,head light bhi show hai sirf fuel meter nahi dikta hai
@@NaveenSoniSiraap ka phone number dijiyena Sir
Air mera ek R15 he uska fuel meter me hamesa full rehta he tanki khali v ho tab v kya karna hoga meter mera kharap he kya?
Bhai hmesha full rhta h iska mtlb meter me problems h ya Guage khrab h
Thank you sir🥰🥰
Welcome
mere pas hero honda passion pro hai usme digital meter hai usme ridding nahi chal rahi h sensor bi lagaya par ni chal a kya problm h?
Wire to check kro bhai
@@NaveenSoniSir wiring toh sahi h
Sir ek line uthne pe kitna tel hota hai shi meter mei passion pro mein
2,3 ltr
Vidio achha he
Mere digital meter me fuel full dekh raha Mene fuil kam dala fir bhi fuel full deha raha he mene meter repair karke liya tha uska PCB bord tuta gaya tha mitter thika hoga ya lekin fuel full dekha rah he
Fuel gauge change ho skta h ya cable
सर मेरा प्लैटिना 110 h-gear है जिसके स्पीडोमीटर खराब हो गया है उसमें इंडिकेटर का लाइट जल रहा है मेन लाइट जल रहा है लेकिन ना न्यूट्रल बता रहा है ना ही गैर बता रहा है नहीं डिस्प्लेलेकिन ना न्यूट्रल बता रहा है ना ही गैर बता रहा है नहीं डिस्प्ले ऑन हो रहा है कृपया कर इस का वीडियो आप शेयर करें
Bhai Meri fashion pro bike per metre ka wire Lagane per metre Kam Nahin Karta Hai matlab wire hi nahin kam kar pa raha hai
Bhai aap aaram se check kro sab
thanku sir.....
Welcome
Many ye bhi kr k dekh liya fir bhi ase hi aata hai
Bhai dhang se kro...sahi hoga
analog ke speedometer or fuel meter ke video jaldi bano
Ha bhai bnate hai
Best video
Thank You
तेल बहुत रहने पर भी नाचता है वायरिंग भी सही है
Bhai fuel meter ya fuel gauge dono me se ek khrab h
सर साईट ईस टेन पर मीटर नही बेटा ता और सी ते पर बाईक को हिला ता हू तो बिता ता हे
Samjh nhi aaya
सर साईट इसटेन पर बाईक रक ता हू तो पिट्रोल खतम हो जता हे
टंकी मे कोई लिकिज नही हे फिर भी
Naveen sir fuel meter me light nhi aara he
Bulb fuse ho gya h bhai... change ho jayega
Glamour fi me fuel hone ke baad bhi fuel khatam batata hai
Fuel Guage check kro...maine sari process is video me bta rkhi h... Pura video dekhe....
Thnx for reply sir
Petrol hamesha full blink karta hai..passion pro me
Blink upr niche hoti h kya apne aap bar bar.aur speedometer ki sui upr niche hoti h
@@NaveenSoniSir nhi...passion pro bike hai..hamesha petrol full dikhata hai .aur tanki me dekhe to petrol upar hi dikhta hai
Fuel guage ko check kr lo.maine video bna rkha h.usme pta chal jayega ki fuel guage khrab h ya meter
Please bhai jaldi batao ki Kaise usko theek Karen koi video jaldi se banao
Bnaya hua h
Sir mera bhi dikh nhi raha hai digidigital speedometer
Aap aaram se sara video dekhiye ..isme sab solution h...
fuel metre Full tank dekahta h ?
Fuel meter aur gauge dono ko check kro
Tank full dhika rha h
मेरी गाड़ी में जब मैं चाबी on करता हूँ तो वह fuel मीटर गलत बताता है और फिर जब मैं एक - दो किलोमीटर गाड़ी चलाता हूँ तो वह मीटर सही बताता है।
Bhai gadi ki battery week ho jati h tb aisa hota hai..jb hm gadi start krte h to battery ko full voltage milte hai.
@@NaveenSoniSir no bro aisa nhi hai Maine company me service karvai thi aur me hamesha service krate time battery bhi charge karvata hu, maine service walo se bhi pucha ki aisa kyo hota hai toh unhone bola ki jab aap chabi on krte ho toh meter galat hi batata hai par jab aap gaadi ko thodi der tak chalate ho 1-2 km tak chalate ho toh phir meter sahi fuel dikhata hai, aur saari gaadiyon me aisa hota hai,
Samjhe🙏
Bhai aapko kya smjh aaya isme....jb gadi chlti hai tb fuel gauge hilta hai jisse meter sahi condition me aa jata h....jb gadi khdi h us condition me fuel meter fix rhta hai.aur gadi chlne pr rpm bhi bdhte h...jisse meter ko battery aur fuel gauge dono side se help milti h...ye h khne ka l
Mtlb mera
@@NaveenSoniSir bhai jo me bol raha hu vo bilkul theek bol raha hu.
Aur haan aap ko jo samjna hai vo samjho mera dimag mt kharab kro
Okk
Fuel gauge ka pin hatane ke baad bhi full dhika rha hai
Metre ko check krna pdega fir to
Fuel gaze kaise thk kray
Iska video dal rkha h maine
Nice information
Thank you
Sir, agar reserve lagne pr bhi 2 line meter me dikhe to kya problem ho skta hai.
Fuel gauge me dikkt h bhai
Metre check kiya to metre thk
Meri bike k donu kharab hain
Change krwa do