Sar Hamara diesel engine Hai 10 power ka sara Kuchh liner Piston Sara Kuchh Dal Diya Gaya Hai Uske bavjud bhejo hai yahan tak ki Karan ka Sahi kar diya Gaya Uske bare mein Adhik hit Hota Hai
sir ji aircooled ka engine watercooled engine se jyada garam hota hai....isse koi dikkat nhi hai....agar jyda garm ho rha hai to aap friwheel ke pankhe ko check kare aur liner ke cover ko hta kr bahar se hi liner ko check kare aur agar liner mein gandagi hai to use saf kare !!
Bahi hamare pass field Marshal 4 HP ka hai oil bahut uthata h aur starting problem kar delivery pipe mein yar banti h har bar ek bar start ho gaya dobara start nahin hota fir yar nikalo ya nozzle set kholo fir set karo bato bahi kya kare
Ustaad mene e eingen khola he par is ka spears parts ni mil rha punjab se aap log kha se spear parts lete he pless jankari dena dena mere ko is ka ring pisten or nojel planjer chada
@@ASHISHMAURYAGuddu Varanasi में parts की दुकानों के नाम एवं पता sare करें क्योंकि लोकल में सामान महगा एवं अन साइज मिलताहै । z17O का Nozzel + Pumps की minimun prise origanale ?
Sir ji jab inlet vale se hava niche ki traf jata hi tab val bhi niche ki traf khechav leta hai tab usi samay inlet aur exhaust donon wall ki gauge barabar ho jata hai isliye inlet me gip kam rakhate hai.aur exhaust me jyada.aur engine ke rpm ke hisab se sabhi gadiyon ka tappet setting alag alag Hota Hai.
Hamara bhi engine h cd air clining me oil dal kar chalu hota he . Koi machines nhi bana pata he sab naya part dal va diya h par problem solved nahi huaa h bhai
Sar ji iska crank Jaam ho gaya hai to aap ko pure engine ko khulva kar banvana hoga. Ya aap Jugaad karna chahte hain to crank ko Ek Bar Ballu kagaj Se majva kar Dekhen. Aur cr bearing ko naya lagvaye.
Hello brother Mere pass ek china pumpset machine h jo ki start nhi hi rha h nosile and pump oil de rha h fir bhi start nhi ho rha h Chaalu karne per duuaa deker band ho jaa rha h
Bahut achha video
Thanks 🌷🌷🌷
nice video
Thanks 🌹🌹
Video aap accha banate hai.
Thank you sir 💐💐
Katna number ka engine hain
Cd Z170f yani 44kg
Cainig ingan ko a 2z tak janari dijiye
Ok, thanks
Good job Ashish bhai👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Thanks 🌷🌷🌷
Valve work
Valve work
Sar Hamara diesel engine Hai 10 power ka sara Kuchh liner Piston Sara Kuchh Dal Diya Gaya Hai Uske bavjud bhejo hai yahan tak ki Karan ka Sahi kar diya Gaya Uske bare mein Adhik hit Hota Hai
engine Garam ho jata
sir ji aircooled ka engine watercooled engine se jyada garam hota hai....isse koi dikkat nhi hai....agar jyda garm ho rha hai to aap friwheel ke pankhe ko check kare aur liner ke cover ko hta kr bahar se hi liner ko check kare aur agar liner mein gandagi hai to use saf kare !!
Very good
Thanks sir🌷🌷🌷
spare part kahan se milega
कंप्रेसर के बारे मे हमे जानकारी दे कैसे सेट करे या अपना सपंरक ने दो
Cuanto es la calibracion de las válvulas de admisión y escape, en mm o en pulgadas, quiesiera saber esos datos por favor
Bahi hamare pass field Marshal 4 HP ka hai oil bahut uthata h aur starting problem kar delivery pipe mein yar banti h har bar ek bar start ho gaya dobara start nahin hota fir yar nikalo ya nozzle set kholo fir set karo bato bahi kya kare
आपका होम अड्रेस कहाँ है भाई कभी कभि बताओं 7
Cd engine ka pura kholna ka video do.
Ok sir
@@ASHISHMAURYAGuddu Sir CD engine me kitne mm ka ring lagta hai.And pankhi repair ka video do.7572004341pr call kro
Aap MERI help kar sakte is mashin ke bare me batene ke liye
Nice
Thanks 🙏
Ustaad mene e eingen khola he par is ka spears parts ni mil rha punjab se aap log kha se spear parts lete he pless jankari dena dena mere ko is ka ring pisten or nojel planjer chada
Sir ji Varanasi (up)me iske part asani se mil jate hi, Mai Varanasi se hi Lata hi,
os ka koi number mil sakta
Sir aap meerut m Khatauli say bhi Le sakte ho
@@ASHISHMAURYAGuddu Varanasi में parts की दुकानों के नाम एवं पता sare करें क्योंकि लोकल में सामान महगा एवं अन साइज मिलताहै । z17O का Nozzel + Pumps की minimun prise origanale ?
Sir tipeed ko play hone ke liye 10 mm gape hona chahiye utna jayda
Khj8iu
Hii
Flywheel ko kholne ka ek video dijiye please
ok thanks🌷🌼🌻🌹
Main Agartala ,
Tripura se hun kya main aapke sath baat kar sakta hun.
इअर टॅपिड मे
10mm और एक्झस मे 12mm मे ऐसा क्यो फर्क किया जाता है कृपा करके हमे समझाइए। और हर इंजिन का ऐसा ही गेज होता है क्या जरा बताए।
🙏🙏🙏
Sir ji jab inlet vale se hava niche ki traf jata hi tab val bhi niche ki traf khechav leta hai tab usi samay inlet aur exhaust donon wall ki gauge barabar ho jata hai isliye inlet me gip kam rakhate hai.aur exhaust me jyada.aur engine ke rpm ke hisab se sabhi gadiyon ka tappet setting alag alag Hota Hai.
Thanks for your reply
🙏🙏🙏🙏
Apke Address patao sir
Chunar, mirjapur,up
Cr bearing Kat gaie h kaise thik kare
Bhai help me
Cd Z170f engine me dhir tez (updown )keu hote hai pls problem batana
Agar Chaka jam ho gay to kya kare
OK
Hamara bhi engine h cd air clining me oil dal kar chalu hota he . Koi machines nhi bana pata he sab naya part dal va diya h par problem solved nahi huaa h bhai
What size/number of feeler gauge?
inlet 10mm exhaust 12mm
Bina mobil ke chane par jab Chaka jam ho gata hai to kya kare
Sar ji iska crank Jaam ho gaya hai to aap ko pure engine ko khulva kar banvana hoga. Ya aap Jugaad karna chahte hain to crank ko Ek Bar Ballu kagaj Se majva kar Dekhen. Aur cr bearing ko naya lagvaye.
Sir मेरे पास एक चाइना usa की मशीन ह 10/15 मिनट चलता ह बंद हो जाता हैं धुआं भी निकलता ह गर्म भी होता है क्या करना पड़ेगा जी
7089662770
Sir ji bina dekhe pata nahi chalta hai kya kharab hai, mere hisb se to iska ring kata hoga aur pamp nojel bhi kharab hoga,
Hello brother
Mere pass ek china pumpset machine h jo ki start nhi hi rha h nosile and pump oil de rha h fir bhi start nhi ho rha h
Chaalu karne per duuaa deker band ho jaa rha h
Hello brother
Mere paas ek china pumpset machine h jo ki start nhi ho rha h nosile and pump oil de rhe h chalu karne per duuaa deker band ho jaa rha h
आप के नंबर चाहिए
Bhaiya ek baat puchni thi aap se number bhejo plz
Ok
Sahab apna no do.
Ok
Nice
Thanks