Moksha Prapti Ka Ekmatra Marg || Only Path To salvation || By Adi Shankaracharya || मोक्ष का मार्ग

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 17 бер 2023
  • Dosto is video me moksha prapti k marg k vishy me bataya ja raha hai jo swayam adi shankaracharya k dwara bataya gya hai. Tapasya or gyan k bal pr hm moksha ko prapt kr sakte hai .
    Moksha Prapti Ka Ekmatra Marg ,
    Only Path To salvation,
    Adi Shankaracharya,
    Moksha ,
    Salavation,
    Tips by adi shankaracharya,
    Adi shankaracharya gyan,
    Advait vedant,
    Advait knowledge,
    Second channel - / @vivekanandvimal
    Instagram - vimal_vani...
    Website - www.spiritualbharat.com
    दोस्तों आप हमें UPI के जरिये कुछ सहयोग राशि देकर सपोर्ट कर सकते हैं -
    1. Vimalvani@sbi (Yono)
    2. Vimarya4u@oksbi (Google Pay)
    - By Vimal Vani (Vivekanand Vimal)
    Copyright Disclaimer under section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, education and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing.
    #Vimalvani #Vivekanandvimal

КОМЕНТАРІ • 14

  • @chandrakant1837
    @chandrakant1837 Рік тому

    Your Voice is meditative ❤️

  • @sawanaatishbiswa5262
    @sawanaatishbiswa5262 Рік тому

    Sukriya 🙏🙏🙏

  • @poojaagarwal2860
    @poojaagarwal2860 Рік тому

    Gurudev aapne jo aatmabodh ke baare mai bataya hai ,aur aapne bataya aatmabodh hona hi bhagwan banna hai ,to ye consiousness ke shift hone si hota hai ,agar mai human consiousness mai hoo to hi to mai effect hongi ,aur agar mai krishna consiousness mai ya aatmabodh state mai hoo to mujhe kuch bhi effect nahi hoga,kyu ki mere andar wo Divine consiousness awakend ho gai hai to .ab mujhe sab mai bhagwan hi dikhenge ,to mai kisi ki galti ko pakdoongi hi nahi aur use easily maaf kar doongi,gurudev jab aatmabodh hota hai to hame sab logo mai bhi ishwar ka sawaroop hi dikhta hai 🙏plz gurudev marg darshan kijiye

  • @poojaagarwal2860
    @poojaagarwal2860 Рік тому +1

    ye agyanta kab nasht hoti hai poori tarah se🙏

    • @iam4094
      @iam4094 Рік тому

      आत्मा का ज्ञान होने से।

    • @poojaagarwal2860
      @poojaagarwal2860 Рік тому +1

      Atma ka gyan kab hoga ye hamare hath mai hai ya iswar ke hath mai🙏

    • @iam4094
      @iam4094 Рік тому

      @@poojaagarwal2860 ईश्वर और हम वास्तव में एक ही है यही ज्ञान हैं। । लेकिन हम अपने आप को अलग समझते है , इस को जानते हुए मेरे विचार में यह ईश्वर के हाथ में हैं।

    • @poojaagarwal2860
      @poojaagarwal2860 Рік тому

      Aapko atma ka gyan paane ke liye ,ishwar ko paane ke liye achhe karma karne pade ya kuch aur kara aapne ,ki ye uswar ki kripa se jab hona tha tab hua,plz mujhe maaf kijiyega mai aapko baar baar pareshan kar rahi hoon ,mujhe kuch samajh nahi aa raha hai ki mai kya karoon,meri spiritual journey 7 saal pehle shuru hui thi aur ab tak mai waha tak nahi pahuch paai hoon meri life mai bht struggle karna pada hai mujhe meri samajh nahi aa raha ki mai kya karoon ,ya kya na karoon plz marg darshan kijiye🙏

    • @poojaagarwal2860
      @poojaagarwal2860 Рік тому

      kabhi lagta hai atma ka gyan tab milta hai ,jab ham bhi bhagwan jaise ban jaate haai ki koi aapke sath kuch bhi kare aap sab kuch sehte jaao ,maaf karo unconditional love karo , kabhi lagta hai ki aapne sath galat ko na rokna bhi ek paap hai ,koi aapko gaali deta jaa raha hai aur aap dukhi to ho raha ho lakin aap kuch bole nahi rahe aap use unconditional love de rahe ho ,plz guru dev mujhe marg darshan dijiye🙏