Arjuna vs Karna Fight Scene l Mahabharat Scene | B R Chopra

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 26 вер 2024
  • #DharmikReact #desiveerreaction
    For Video Removal Kindly Email Us @ aleerajpoot143@gmail.com
    Arjuna vs Karna Fight Scene l Mahabharat Scene | B R Chopra #PakistaniReaction
    Credits:
    Channel Name:
    Channel Link:
    Video Title:
    Video Link:
    Email us @aleerajpoot143@gmail.com
    This video is made on the demand of our Subscribers.
    If you have any issue with our video kindly message at Aleerajpoot143@gmail.com. We will remove the video.
    Disclaimer : Our channel #DesiVeerReaction is created to give our opinion,views and reactions over different videos to entertain People .
    __________________
    #DharmikReact
    Copyright Disclaimer : Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

КОМЕНТАРІ • 214

  • @trueindianankit5773
    @trueindianankit5773 4 дні тому +43

    Br Chopra Mahabharat ke Shree Krushna ji ke pure dekho।
    Unki acting level alag hi he।
    Pura dekhoge toh pata chalega।

  • @CleverTricks
    @CleverTricks 4 дні тому +39

    Lol nitish bhardwaj the one who played the role of Lord Krishna was perfect for the role same like how Saurabh Raj Jain was perfect for the role of Lord Krishna, the only thing old Mahabharat lacked was vfx, otherwise acting, dialogue delivery was far better than star plus Mahabharat, try to watch this Mahabharat first before commenting lol, all the actors did justice to their role in BR Chopra mahabharat

    • @ShivamINDIA-q7g
      @ShivamINDIA-q7g 4 дні тому +3

      Old is gold 😂

    • @Adi_Anant_Narayan
      @Adi_Anant_Narayan 4 дні тому +1

      Tum kitna bhi zabardasti kisi cheez ko support karlo puraana hone ke karan lekin baat ye sach hai ki jo impact aur jo feel sourabh ko dekh aati hai krishn ji ki vo Nitish bhardwaj ko dekh ke nhi aati! Non Hindus ko bhi Sourabh ko dekh vo bhagwan waali feeling aati hai toh samajh jao! Uske liye apne opinion thopne nhi pade kisi ko! Apne aap hi unhe feel aayi

    • @Adi_Anant_Narayan
      @Adi_Anant_Narayan 4 дні тому

      Nitish bhardwaj mein Rang ko chhodh ke Shri krishn jaisa kuch bhi nhi tha! Na unki jaisi beauty khair vo toh kisi mein nhi ho sakti but still sourabh ke saath comparatively dekha jaaye toh na unki jaisi beauty na unki jaisi personality!

    • @CleverTricks
      @CleverTricks 4 дні тому

      @@Adi_Anant_Narayan Bhagwan Sri Krishna jaisa baat kisi me nahin hai, I was talking about acting, the way nitish bharadwaj acted and his dialogue delivery is pitch perfect aur yeh me jabardasti nahin bol raha hoon yeh sach hai, jab me bachha tha tab mujhe nitish bhardwaj as Lord Krishna pasand nahin tha but mujhe the one who played Lord Krishna in Shree Krishna pasand tha but jab bada hua to realise hua ki better acting and dialogue delivery nitish bhardwaj ka hai aur maine Sourabh Raj Jain ko galat nahin bola usne Bhai perfectly role play kiya hai Lord Krishna ka, both Nitish Bhardwaj and Sourab Raj Jain were perfect as Lord Krishna, both are different actor but they both did justice to their respective roles, but in old Mahabharat all the actors did justice to their role

    • @theinspiredmindYT
      @theinspiredmindYT 4 дні тому +1

      @@Adi_Anant_Narayan naye logo ko cringe aur overacting karne waale actors pasand h, Nitish Bhardwaj ko abhi bhi log exact sri krishna maante h log

  • @badal3761
    @badal3761 4 дні тому +13

    B R Chopra Mahabharat reaction chaiye.
    Star plus wala jayda drama hai 😂😂

  • @AnkitKumar-yg8hu
    @AnkitKumar-yg8hu 4 дні тому +7

    Bhai 5 min ki video me Krishna ko judge kr leye.... Br Chopra Mahabharat k Krishna aajtak k sbse best Krishna hai, baaki uske aadhe bhi nahi hain. Esa hai ki Mahabharata pdhna padta hai, ese judge krne k lia.Nitish Bhardwaj k Krishna ko judge kr rahe 5 min ki clip mae.😂😂😂

  • @EDUCATIONWIREew
    @EDUCATIONWIREew 4 дні тому +9

    This is real mahabhart not for views only for spreading truth 🙏 that's why people said old is gold

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 дні тому +1

      BR Chopra serial ko mein isliye poori tarah perfect nahi kehti, ha baad me Yudhishthir aur Nakul pe Karn haavi hua lekin dono pe peeche se vaar karke haavi hua aur Yudhishthir to Karn ko pehle adhmara kar diye the, bas ek vaar baaki tha jisse mar jata Karn lekin Yudhishthir rok diye khudko Arjun ki pratigya yaad karke tab jaise jane lage Karn peeche se hamla karta hai unke kavach par unke apman keliye aur Yudhishthir ko Uppandav aur Panchal aake bachate hai Karn ke reaction se..
      Nakul bhi Karn ko barabari ka takkar diye lekin Nakul ke ghoda aur sarthi ko maara Karn tabhi haavi ho paya varna haar raha tha unse bhi. Darasal BR Chopra hi Karn ko badha-chadhake dikhana shuru kiye tabhi baaki serials inhe follow kiye,
      ha BR Chopra ne Karn ko sirf Arjun ke mukaable kamzor dikhaya jabki Karn sabhi Pandavo ke mukable kamzor tha, yahan Karn ka Bheem se saamna bhi nahi dikhaye jahan Karn behosh hogaya tha Bheem ke vaaro se aur bhag gaya tha yuddh se.

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 дні тому

      Ek aur chiz galat dikhaye yahan, Karn nihatta nahi tha jab usey maara gaya, vo Arjun pe Brahmastra bhi chalaya tha tab reaction me Arjun maare, Krishn ki baat maan nahi maare

  • @RajuArora-om9or
    @RajuArora-om9or 4 дні тому +15

    Star Plus valo ko thoda drama dikhana tha gardan me teer laga aur karn bat ki ek ghante tak pura parivar aa gaya rone 😂😂

    • @endlesssleep4101
      @endlesssleep4101 4 дні тому +3

      Daily soap bna Diya Mahabharat ko ekta kapoor ne😂

    • @harikaraorao7514
      @harikaraorao7514 4 дні тому +1

      ​@@endlesssleep4101ekta kapoor nahi Siddharth Kumar Tiwary

  • @nanavdabas2379
    @nanavdabas2379 4 дні тому +10

    Don't Judge
    Ek Episode Deakh Kar
    BR Chopra Ki Puri Mahabharat Dekho Tab Acting Kitni Ultimate Level Ki Hai Pta Chalega

  • @piyush8112
    @piyush8112 4 дні тому +4

    Bring BR Chopra Mahabharat. Its CLASSIC and 80% accurate.

  • @TrumpThomas123
    @TrumpThomas123 4 дні тому +16

    Dharm ki jeet ho Adharm ka Naash ho 🙏

  • @rajroushan4463
    @rajroushan4463 4 дні тому +12

    B.r Chopra MAHABHARAT best hai👍

  • @sachinmaurya1440
    @sachinmaurya1440 4 дні тому +14

    BR chopra ke mahabharat ka gita gyan leke aao

  • @vegeta2065
    @vegeta2065 4 дні тому +6

    Bhai ek scene dekh ke tumhe puri series ko judge kar liya wah vo bhi puri series ka end part ke 8-9 min 😂

  • @rajroushan4463
    @rajroushan4463 4 дні тому +8

    Yea ab tak ki bani best MAHABHARAT series hai

  • @piyush8112
    @piyush8112 4 дні тому +4

    Before judging Nitish(who played Krishna) read Ved Vyas Mahabharat. He is the best Sri Krishna actor on indian television till date.

  • @endlesssleep4101
    @endlesssleep4101 4 дні тому +5

    Br chopra's Mahabharat is more authentic

  • @piyush8112
    @piyush8112 4 дні тому +3

    You guys judging the whole classic series based on 2 min clip? Watch full series then comment. This is the best Mahabharat show ever, no overacting, fake stories, 80% accurate to text and top notch performances.

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 4 дні тому +4

    are saqlain bhai aap poori tarah se kaise judge karlete ho bas 2 scenes se puri br chopra ko aur puri starplus mahabharat ko ? wahan aapne 270 episode dekhe hai yahan bas 2 scene ? compare karna hai toh alee bhai ki tarah karo scene to scene comparison ..aur yahan puri br chopra mahabharat aap dekhoge tab mujhe nahi lagta aap jitna easily bataderaho ki krsna ji wahan better the utna easily boldoge 😏😏pura dekhkar phir character comparison karna

    • @theinspiredmindYT
      @theinspiredmindYT 4 дні тому +2

      exactly,log naye ko dekh kar purane waale ko judge karte h hai

  • @dhrubaghosh5742
    @dhrubaghosh5742 3 дні тому +3

    Arjun ne Karan ko nahi maara balki Karan ko uske khud ke shraap ne maara. 😐

  • @piyush8112
    @piyush8112 4 дні тому +2

    BR Chopra's Mahabharat is the best Mahabharat show till date and 80% close to actual narration.

  • @piyush8112
    @piyush8112 4 дні тому +2

    Same? Lol
    Karna was beheaded in Ved Vyas Mahabharat. Krishna had zero sympathy for him. And Pandavas didnt cry over his death the way shown in Star Plus😂

  • @rishabhparmar6566
    @rishabhparmar6566 4 дні тому +7

    Please ye wali mahabharat par pura reaction do

  • @harikaraorao7514
    @harikaraorao7514 4 дні тому +1

    He was defeated Fair and Square. Chronology of events :-
    In battle karna is badly injured and bathed in blood even before his chariot wheel sunk.
    The wheel of karnas chariot sink in earth. By this time Arjuna had invoked Raudrastra against him but takes back after his chariot wheel sinks.
    Karna invokes Dharma and asks Arjuna and Krishna to stop.
    Krishna shows him Mirror by reminding him all his Adharmas right from Poisoning of bhima , abusing and mistreatment of draupadi to deceitful killing of Abhimanyu and rejects his arguments.
    Karna hangs down Head in Shame and understands that his trick is failed. Krishna asks Arjuna to continue battle.
    Karna Arjuna battle begins again. Karna invokes Brahmastra from ground with great difficulty and Arjuna counters it with his own Brahmastra.
    Arjuna fires Agneya Weapon and Karna counters with Varuna astra and covers sky with cloud.
    Arjuna nullifies Varuna Weapon with Vayavya Weapon.
    Then Arjuna took out Anjalika arrow and fixed on bow and uttered the speech that if he has practiced ascetic austerities , gratified elders and superiors , and listening to the council of well wishers then let this arrow slay his enemy karna.
    Arjuna Shoots the Anjalika arrow and it cuts off the Head of Karna.
    He was killed Fair and Square. He had weapons which he used and countered Arjunas weapons also from ground..
    Note :- My Answer is Based on Authentic Versions of Mahabharat BORI CE and KMG.

  • @dp1084
    @dp1084 4 дні тому +5

    No one can play lord krishna better than Saurabh raj jain (star plus mahabharat)and Mahadev better than Mohit Raina(Devon ke Dev Mahadev)legends.❤

    • @endlesssleep4101
      @endlesssleep4101 4 дні тому

      Nitish bhardwaj and sarvdaman Banerjee are better and classy but u need to hv a good taste nd understanding to understand that

    • @ashishpratap5975
      @ashishpratap5975 4 дні тому

      सौरभ जैन जबरदस्ती का एक्टर है

    • @piyush8112
      @piyush8112 4 дні тому +2

      Nitish Bharadwaj played Krishna as per Vyas Mahabharat unlike Saurabh.

  • @KhushiChauhan-m2h
    @KhushiChauhan-m2h 4 дні тому +4

    Plzzz bring series on
    Siya ke Ram
    Devon ke dev mahadev
    Mahakali

  • @godisone1420
    @godisone1420 4 дні тому +6

    Rana ji B.R chopra ki mahabharat ka abhimanyu vadh par reaction do

  • @vaishalig5674
    @vaishalig5674 4 дні тому +2

    Agar apko feeling chahiye toh iss wale mahabharat ko starting se dekhiye charactors ke saath zyada connect ho payenge

  • @Priti_Therokar
    @Priti_Therokar 4 дні тому +2

    Aap ne dekha he nahi hai B R Chopra ke Krishna ka role.....

  • @EDUCATIONWIREew
    @EDUCATIONWIREew 4 дні тому +3

    Puri dekho tabb ek ek moment har cheej proper smaj aye gi

  • @deepubanna1821
    @deepubanna1821 4 дні тому +4

    Ye hi real h star plus totaly frji h

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 4 дні тому +9

    10:42 Satisfaction😂

    • @tappu-qv1oe
      @tappu-qv1oe 4 дні тому

      Reservation in India , I like it …. 🤣🤣🤣

  • @priyankatainguriya6887
    @priyankatainguriya6887 4 дні тому +5

    Ramanand Sagar ki shree Krishna serial par react Karo. Uss mein aapko krishna ji ki sahi se story dekhne milegi.

  • @zsnegi940
    @zsnegi940 4 дні тому +2

    Karn ka sar alag ho gaya tha.. Aap yeh Wali Mahabharat dekhoge to Shri Krishna ji ke role mein yeh bhi utna hi janche he jaise star plus wale mein woh wale. Aap dekhoge tab Pata chalega.

  • @tiaraa0008
    @tiaraa0008 4 дні тому +2

    You just watched one clip and judged the entire show🌚 Pakistan me Old movies nahi banti thi kya, agar aapne uss time ki movies dekhi hoti to aap abhi camera quality, vfx and dialogue delievery judge nhi kar rhe hote, balki story par focus kar rhe hote..
    You should understand that Old Mahabharat and Ramayan bohot pehle bane the, unki bhale low camera quality and vfx ho but wo uss time par jo available tha uske according accha tha..
    And isse pehle Ramayan aur Mahabharat kisine nhi banayi thi to characters ka costume, dialogue delievery sabkuch new tha, sabkuch unhone khud create kiya hai apni imagination and book reference se..isliye ye shows aaj bhi best maane jaate hai
    Agar aap new Mahabharat makers se puchoge wo bhi yahi bolenge ki wo bhi Old Ramayan and Mahabharat se hi inspired the

  • @deepubanna1821
    @deepubanna1821 4 дні тому +4

    Shi se dekhoge pura tbhi pta chlega kya change h result to same hi aayega aap result. Dekh rhe ho , br chopra m bhut alg h pura dekho star plus frji h puri , br chopra dekhoge tb pta chlega changes result dekhne se pta nhi chlta kuch result dono me same hi hoga smjhe

  • @bhawananagori9862
    @bhawananagori9862 3 дні тому +1

    Saurabh raaj jain in star plus mahabharat is best as shree krishna❤❤❤no one can replace him

  • @piyush8112
    @piyush8112 4 дні тому +1

    Woh pehle Yuddhisthir ne Karna ko adhmara karke chhodh diya tha in Vyas Mahabharat and Karna ne 17 day of war mein achhi fight ki thi😅

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 4 дні тому +1

    BR Chopra serial ko mein isliye poori tarah perfect nahi kehti, ha baad me Yudhishthir aur Nakul pe Karn haavi hua lekin dono pe peeche se vaar karke haavi hua aur Yudhishthir to Karn ko pehle adhmara kar diye the, bas ek vaar baaki tha jisse mar jata Karn lekin Yudhishthir rok diye khudko Arjun ki pratigya yaad karke tab jaise jane lage Karn peeche se hamla karta hai unke kavach par unke apman keliye aur Yudhishthir ko Uppandav aur Panchal aake bachate hai Karn ke reaction se..
    Nakul bhi Karn ko barabari ka takkar diye lekin Nakul ke ghoda aur sarthi ko maara Karn tabhi haavi ho paya varna haar raha tha unse bhi. Darasal BR Chopra hi Karn ko badha-chadhake dikhana shuru kiye tabhi baaki serials inhe follow kiye,
    ha BR Chopra ne Karn ko sirf Arjun ke mukaable kamzor dikhaya jabki Karn sabhi Pandavo ke mukable kamzor tha, yahan Karn ka Bheem se saamna bhi nahi dikhaye jahan Karn behosh hogaya tha Bheem ke vaaro se aur bhag gaya tha yuddh se.
    Ek aur chiz galat dikhaye yahan, Karn nihatta nahi tha jab usey maara gaya, vo Arjun pe Brahmastra bhi chalaya tha tab reaction me Arjun maare, Krishn ki baat maan nahi maare

  • @indian1683
    @indian1683 4 дні тому +3

    Kya star plus k kachre ko gold se compare kr rahe ho
    10Mnt ki video dekh k judge mt kro phle dekho fr pta lagega better kon hai dono me

  • @rajroushan4463
    @rajroushan4463 4 дні тому +2

    B.r Chopra MAHABHARAT series par reaction kare.. believe me aapko bahut pasand aayegi ❤

  • @nishantsharma7515
    @nishantsharma7515 4 дні тому +4

    Karna mein bhut power thi

    • @badal3761
      @badal3761 4 дні тому +1

      Hn par Arjun se nhi 😂😂

    • @cricketclass3608
      @cricketclass3608 3 дні тому

      H.... kyoki wo yekta Kapoor ka larka tha.....😂😂😂😂😂

  • @debarnobsfashion8066
    @debarnobsfashion8066 4 дні тому +2

    Pehle scene me Kripacharya and Dhrishtadymna fight kar rahe the....aur dusre scene me jo safed cloth me the wo Yudhishthir the guys....aur jo black dress me the wo Duryodhan tha guys samjhe?...aur 3rd scene me Karn and Nakul ka yudh chal raha tha guys😊

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 4 дні тому +7

    13:45 bhai usne apne poore zindagi main bas mahabharat ke 17th day main he ache tarike se fight ki thi(jis din woh mara) uske alawa har jagah se backoff kiya hai (karn ) apko br chopra ka drupad waala guru dakshina yudh aur draupadi swayamvar ke baad bhi laana chahiye phir pata chalega ..isme bhi chupai gyi hai karn ki negative side esa nhi ki sab kuch sach dikhya hai 60-70% reality dikhayi hai but baaki aaj ke mahabharato se kayi behtar dikhayi hai unme toh bilkul he nahi dikhayi including ur starplus waala

    • @bikunayak8230
      @bikunayak8230 3 дні тому

      Ek jahil pan ki bi limit hoti hai 😂😂😂 isi br Chopra mahabharat mein jab virat yudh mein Sbko defeat kr Raha tha toh woh sach hai au ab karn kya power show of kya toh jhuth 😂😂😂

    • @bikunayak8230
      @bikunayak8230 3 дні тому

      Ek hypocrisy bi limit hoti hai 😂😂😂

    • @bikunayak8230
      @bikunayak8230 3 дні тому

      Kon he log kaha se ajate hai 😂😂😂

    • @rudranarayansahoo2044
      @rudranarayansahoo2044 3 дні тому +1

      @@bikunayak8230 abe gadhe jo sach hai woh sach hai bheem aur abhimanyu se bhi haarahua ye karn ko arjun nihatta marega ? yehi din dekhne ke liye itna samrthya kamaya thaa kya arjuna ne ? ye le reference
      Can you please tell me where it is written Arjun killed unarmed Karna?
      "Sanjaya said, "Vasudeva was stationed on his chariot. He said, 'O Radheya! It is fortunate that you remember dharma. Quite often, when they are immersed in hardships, inferior ones censure destiny, but not their evil deeds. O Karna! When you, Suyodhana, Duhshasana and Shakuni Soubala brought Droupadi to the assembly hall in a single garment, did dharma not show itself to you? When, in the assembly hall, Yudhishthira, who was not skilled. at dice, was defeated by Shakuni, who was skilled at dice, where did dharma go then? O Karna! During her season, Krishna 798 was under Duhshasana's subjugation in the assembly hall and you laughed at her. Where did dharma go then? O Karna! Resorting to the king of Gandhara and coveting the kingdom, you challenged the Pandavas. 799 Where did dharma go then?" When Vasudeva addressed Radheya in this way, Pandava Dhananjaya remembered all this and was overcome by great rage. Energetic flames of anger seemed to issue out from all the pores on his body and it was extraordinary. "On seeing this, Karna again invoked brahmastra against Dhananjaya. He showered down arrows and tried to extricate his chariot. Pandava countered those weapons with his own weapons. Kounteya then released another weapon, beloved of the fire god, towards Karna. It blazed fiercely. Karna pacified the fire through a varuna weapon. He covered all the directions with clouds and it was as dark as a rainy day. Pandaveya was not frightened. While Radheya looked on, the valiant one used the vayavya weapon and dispelled all the clouds. The supreme one's standard had the marks of an elephant's housing. It was decorated with gold, pearls, jewels and diamonds. It had been crafted by excellent artisans over a long period of time. It was expensive and beautiful in form. It always inspired your soldiers and terrified and frightened the enemy. It was renowned in the world and blazed like the sun. and the moon. Kiriti used a razor-sharp arrow that was gold-tufted and pointed. With that, he brought down the handsome and blazing standard of the great-souled maharatha, Adhiratha's son. O venerable one! When that stan- dard was uprooted, fame, dharma, victory and everything that was dear to the hearts of the Kurus also fell down. Great sounds of lamentation arose.
      "To ensure Karna's death, Pandava took out an anjalika arrow. It was like the great Indra's vajra, or like a rod that was made out of fire. It blazed in its rays, like the one with one thousand rays, 800 It was capable of penetrat-
      to withstand as predatory beasts. It was like the pinaka and Narayana's chakra. It was fearful and destructive of liv- ing beings. He invoked mantras and affixed that supreme and great weapon to Gandiva. He loudly said, 'I am
      grasping this great weapon, which is in the form of an arrow. It is extremely difficult to withstand and is capable of destroying the body. If I have tormented myself through austerities and have satisfied my seniors, if I have listened
      ing the inner organs and smearing itself with blood and flesh. It was extremely expensive and was like the fire and the sun. It could destroy men, horses and elephants and was three cubits long, with six tufts. 801 It travelled straight and possessed a great force. In its energy, it was like the vajra of the one with one thousand eyes. It was as difficult to what my well-wishers have told me, through that truth, let this arrow slay my armoured enemy, Karna, and bring me victory. Having said this, for the sake of Karna's death, Dhananjaya released that terrible arrow. It was as fierce as rites performed by Atharvan and Angiras. It blazed and was impossible to be endured in a battle, even by Death itself. Kiriti cheerfully said, 'Let this arrow bring me victory.' Wishing to slay Karna, bring about his end and convey him to Yama, he released the arrow, which was as radiant as the sun and the moon. Cheerfully, so that he could be conveyed towards victory, the one with the diadem and the garland shot the arrow. It was as radiant as the sun and the moon. He harboured feelings of enmity and wished to slay his enemy. That weapon, blazing like the sun, was shot. Like the sun, it lit up the earth with its radiance. The head of the commander of the army was severed. Like the sun, with a red disc, it seemed to set. The body of the one who performed generous deeds was
      always reared in happiness. Like a person who is reluctant to leave a house filled with great riches, the head parted from the body with great difficulty. Without the armour, the body was mangled by arrows and lost its life. Karna's body was severed and fell down."
      Karna Vadh Parva- Chapter 1217(67)

  • @priyankatainguriya6887
    @priyankatainguriya6887 4 дні тому +4

    Please 🙏 siya ke ram serial par react Karo

  • @PriyanshiandAryanVlogs
    @PriyanshiandAryanVlogs 4 дні тому +1

    Aap log first BR Chopra wali Mahabharat complete dekhte tb aap ko jyada samjh aati,

  • @Ponchandana
    @Ponchandana 4 дні тому +2

    Guys react on something else why are you repeatedly seeing Mahabharat 😂

  • @Adi_Anant_Narayan
    @Adi_Anant_Narayan 4 дні тому +1

    Kaunteya kunti putro ko kaha jaata hai! Isliye bhagwan krishn arjun ko bhi kaunteya bulaate hain geeta gyaan dete samay apko yaad nhi hoga

  • @EDUCATIONWIREew
    @EDUCATIONWIREew 4 дні тому +1

    J reality hai old is gold

  • @HariOm-nt3gd
    @HariOm-nt3gd 3 дні тому

    भैया जी नमस्कार 🙏
    आप एक बहुत ही अच्छा कार्य कर रहे हैं
    इसके लिए आपको दिल से धन्यवाद।
    आप से गुजारिस हैं की br Chopra की महाभारत के पुरे सीरियल दिखाएं।
    और आप सभी लोग इंडिया आए कभी घूमने।
    तभी पाक और इंडिया के रिलेशन में सुधार और अच्छे हो सकते है।
    जय श्री राम।।

  • @rasoolglam
    @rasoolglam 3 дні тому +1

    sabse best ramanand sagar ki Shree Krishna leela hai

  • @AmarsinghDeora-d5f
    @AmarsinghDeora-d5f 4 дні тому +1

    Jai Shree Krishna

  • @sn5847
    @sn5847 4 дні тому +1

    BR Chopra ke serial mai Krishn sahi dikhaya hai ... Krishn ko Karn jaise paapi logon ki itni parwah hoti to jung suru hone se pehle hi time rukwaake usse sab bataa dete.. baad mai marne se pehle nahi karte.... bechara lallo sa bhola Karn bach jaata naa😅 ...logic ... Ab samjhe kyun Bakwaas hai naya serial...
    Purane serial ke dialogues Dr Rahi Masoom Razaa ji ne (ek respected Muslim scholar the) likhe the, ve Nitish Bharadwaj (Krishn) ki kaafi tareef kiya tha acting aur dialogue delivery keliye...
    Pure jung ke dauran Krishn gusse mai the, kyun ki Arjun narm dil ka emotional pyaar karnewala banda tha.. aur Abhimanyu ko jaise saath logo ne berehmi se maara, usske laas ke paas naacha, usske baad Krishn ka ek hi kaam tha.. sab paapi yo ko kaise bhi marwana hai ...

  • @ajayhajipurap4070
    @ajayhajipurap4070 2 дні тому

    This is real Mahabharat ❤

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy 3 дні тому

    हम सबने यही महाभारत देखी है और सबसे विचित्र बात तो यह है कि इसमें अर्जुन का किरदार निभाने वाले मुसलमान भाई हैं।😊🙏

  • @nikkiyadav4890
    @nikkiyadav4890 4 дні тому +1

    arjun me furti bahut 1 second ke andar apne dhamush ka dhaga badal leta tha jiski tarif karna ne bhi ki

  • @nanavdabas2379
    @nanavdabas2379 4 дні тому +2

    Iss Waali Main KARAN Ki Aatma Direct ARJUN Se Baat Karne Aati Hai Raat Ko !!!

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 дні тому

      BR Chopra serial ko mein isliye poori tarah perfect nahi kehti, ha baad me Yudhishthir aur Nakul pe Karn haavi hua lekin dono pe peeche se vaar karke haavi hua aur Yudhishthir to Karn ko pehle adhmara kar diye the, bas ek vaar baaki tha jisse mar jata Karn lekin Yudhishthir rok diye khudko Arjun ki pratigya yaad karke tab jaise jane lage Karn peeche se hamla karta hai unke kavach par unke apman keliye aur Yudhishthir ko Uppandav aur Panchal aake bachate hai Karn ke reaction se..
      Nakul bhi Karn ko barabari ka takkar diye lekin Nakul ke ghoda aur sarthi ko maara Karn tabhi haavi ho paya varna haar raha tha unse bhi. Darasal BR Chopra hi Karn ko badha-chadhake dikhana shuru kiye tabhi baaki serials inhe follow kiye,
      ha BR Chopra ne Karn ko sirf Arjun ke mukaable kamzor dikhaya jabki Karn sabhi Pandavo ke mukable kamzor tha, yahan Karn ka Bheem se saamna bhi nahi dikhaye jahan Karn behosh hogaya tha Bheem ke vaaro se aur bhag gaya tha yuddh se.

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 дні тому

      Ek aur chiz galat dikhaye yahan, Karn nihatta nahi tha jab usey maara gaya, vo Arjun pe Brahmastra bhi chalaya tha tab reaction me Arjun maare, Krishn ki baat maan nahi maare

    • @nanavdabas2379
      @nanavdabas2379 День тому

      @@pallavi.vaidik...... Tumne Konsi Mahabharat Deak Li ???
      Jisme Yudistra & Nakul Almost Karan Ko Maarne Hi Waale The ???

  • @pradeepprajapati5584
    @pradeepprajapati5584 4 дні тому +1

    Are yr is Mahabharata ko pura to dekho bhai

  • @TeamXOfficial123
    @TeamXOfficial123 4 дні тому +2

    Karn ko toh abhimanyu ne vhi 2war haraya hai

  • @hirumanikalita7474
    @hirumanikalita7474 4 дні тому +1

    Dekhna he to geeta gyaan dekho usme bohot bataya gya he new wale ke compare me

  • @PriyanshiandAryanVlogs
    @PriyanshiandAryanVlogs 4 дні тому +1

    BR Chopra wali Mahabharat se Abhimanyu vadh pr bhi reaction kro

  • @piyush8112
    @piyush8112 4 дні тому

    Nitish Bharadwaj is the best actor who played both Lord Krishna and Lord Vishnu perfectly on screen and pretty close to Ved Vyas narration unlike Saurabh under Tiwary's direction. Watch the whole series before commenting.

  • @preetitomar8296
    @preetitomar8296 4 дні тому +1

    Abhimanyu vaaddh scene pr reacson video lekr aaye aap pls brothers....❤❤❤🎉🎉🎉

  • @TeamXOfficial123
    @TeamXOfficial123 4 дні тому +1

    Arjun ❤❤

  • @shwetachoudhary801
    @shwetachoudhary801 4 дні тому

    Time ke hisab se upgrade ki gayi hai 😊😊😊🇮🇳🇮🇳🇮🇳

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 4 дні тому +1

    saqlain bhai roz roz vfx high quality editing ki baat karte hai aap khud batao jab ye cheezein horahi thi actual reality main 5500 saal pehle tab kitne vfx lage the ? br chopra mahabharat kitna popular aapko andaza nahi hai lockdown main isse dobara chalaya gya tha tab bhi 200-300 million views aaye the overall aur scene dekhne ka maza he tab hai jab originality ho usme naaki vfx aur editing lag jaye aur viewer sochta rahe ki yaar 5500 saal pehle kya sach main ese he hua hoga ? wahan vfx toh hogi nhi aaj bhi brchopra ka naam hai kyunki story 80% sacchi dikhya hai aur originality hai isme ...dekhkar lagta hai haan yaar ese he hua hoga

  • @kamlameena7808
    @kamlameena7808 4 дні тому +2

    Karna always greater worrier than Gandudari Arjun 😂❤

    • @debarnobsfashion8066
      @debarnobsfashion8066 4 дні тому

      @@kamlameena7808 Aisa bolke tum Bhagwan Vishnu ke ansh ka hi apmaan kar rahe ho kya ye tumhe pata bhi hai murkh insaan?.... Aur jinka gungaan kar rahi ho wo ek rakshash tha ye bhi kya pata hai tumko murkh WhatsApp University and reel school wale lockdown kid??? Arjuna was Nar and Krishna was Narayan, The two twin brother and a Avatar counted in Vishnu's 24 Avatars in their previous birth..... are u know this?? Bullshit guy???😡😠

    • @piyush8112
      @piyush8112 4 дні тому

      Yes, he is a greater WORRIER😂

    • @debarnobsfashion8066
      @debarnobsfashion8066 4 дні тому

      @@kamlameena7808 Kisika Apman Kaur samman karne se pehle jan lena chahiye ki wo vyakti kaun the real me.... Tum log shayad WhatsApp University ya fir reels school ke student ho.... Issiliye aisi murkhta karte ho.... Do u know jis Arjun ko tum gaali de rahe ho wo Bhagwan Vishnu ka hi Ansh hai?? Bhagwan Vishnu ke 24 avataro me se ek Nar-Narayan Avatar hue the... Twin brothers the dono..... Aur Arjun and Krishna Actually wo twin brothers the pichle janam me ... Issiliye Arjun ko Nar Avatar bhi kaha jata hai.... Aur jis Karn ki tum itni tarif kar rahi ho murkh ladki jante bhi ho wo Dambhodbhava naam ka ek cruel Rakshas prince tha.... Iske Sahastra Kavach tha .. kintu 999 kavach Nar Narayan ne nasht kar diya tha... Aur ye Suryadev ke paas Jaa kar chup gaye the... Issiliye agle janam me Suryadev ne usse us bache hue ek Kavach ke sath Kunti ko diye the.... Aur us janam me Nar Avatar Arjun ke hatho hi uski mrityu Hui..... Aur Narayan unke sahayak bane... Aur tum murkhlog us rakshas ki gungaan kar rahe ho.... Is janame bhi usne Kali asur ke Avatar Duryodhan ko mitra banaya aur Panch Kanyao me ek Sati Draupadi ko Veshya bhi bola.... sabkuch jante hue bhi Adharm ke side se yudh kiya....aur Tum ladki ho kar aise rakshas ki tarif kar rahi ho aur Vishnu ji ke ansh Nar Avatar ko gaali de Rahi ho???... 😡😡😠😠Wah Kamla ji wah👏👏👏

  • @pipilifrontrunners5457
    @pipilifrontrunners5457 3 дні тому

    One book ko har koi padh leta he...lekin . Padhne wale ke gyan ke mutabik book ko samjhta hiiii

  • @nishantsharma7515
    @nishantsharma7515 4 дні тому +1

    Ap log soch re honge karan rth ka chkr nikal kyu ni para wo dharti ne shrap dia tha karn ko ,dharti ne uske rath ke chakr ko bhut mzbuti se pkda hua tha

  • @secretofmind797
    @secretofmind797 4 дні тому +1

    Is mahabharat me karna ne arjun ko ek ban mara tha aur sri krishna ne arjun ko bachaya tha ye scene nahi dikhaya gaya hai

    • @Adi_Anant_Narayan
      @Adi_Anant_Narayan 4 дні тому

      Toh jo Mahabharata unhone dekhi hai usmein toh dikhaya haina! Aise toh uss Mahabharata mein karn ka poora character white wash kar diya tab nhi bola tumne

  • @ravinrdayadav631
    @ravinrdayadav631 3 дні тому

    Star plus vale Mahabharat main karn ko bahot achha dikhaya hai

  • @UniversityofWhatssapp
    @UniversityofWhatssapp 3 дні тому

    Bhai aapko video bhejna hai kaise bheju i will post the link in your Community post of main channel uspe bhi react krna
    Karn ve arjun 16th day of Mahabharata fight best video h wo bhi

  • @shyamsundersachdev287
    @shyamsundersachdev287 4 дні тому +1

    Reena Sachdev 🙏🙏
    BR Chopra vaise hi dikhai gai hai Jaise hamare Granth mein varnit hai..
    jbki Star Plus wale Mahabharat mein fiction jyada hai truth kam hai..
    Malik tumne sahi se agar dekhi ho na Mahabharat shuru se BR Chopra ki tumhen Bhagwan Krishna ji usi mein jyada acche lagenge tumne dekhi hai Star Plus wali aur tumhen vahi Nasha Chadha hua hai abhi jis din tumne Star Plus chhodkar BR Chopra wali Puri ki puri dekh lena to tumhen Star Plus wali pasand nahin aaegi aur bear Chopra ke Shri Krishna ji pasand aaenge..
    BR Chopra ki Mahabharat vahi sab dikhaya Gaya hai vaise hi dialogue bole gaye hain jaisa ki Mahabharat mein original mein hua tha BR Chopra ki Mahabharat ko bahut research ke baad banaya Gaya tha.. Star Plus Wale Ko Aisa research karke nahin banaya Gaya tha..
    Sound aur effects wali jitni bhi series ban rahi hai sab bekar hai kyunki original mein to yah sound effects tha nahin na Jahan sound aur effects ka use ho iska matlab vahan per kamiya hi kamiya hai isliye use per coating ki gai hai sound effects ki

  • @dhruv6957
    @dhruv6957 4 дні тому +1

    Little krishna

  • @SatyaMevaJayate1997
    @SatyaMevaJayate1997 3 дні тому

    Ajkal thoda dramatic way me present kiya jaa raha hai toh kuch scenes add karke dikhaya gaya hai bakiyo ka chiz naya walo me but purane wale emotion ke sath sath Fight unhone acche se dikhaya hai aur focus kiya hai toh us jagah me Important baat chit hi dikhaya gaya hai aur kuch kuch personal life ke vistarit scrne include nahi kiya gaya uske liye jo Mahabharat book se parta hai uske paas sab explaination aur ghatna aur baat chit saamne hota hai kitaab me likha huya.

  • @payalthakur1052
    @payalthakur1052 4 дні тому

    My favourite actor hai nitish bhardwaj ap sabhi scene ko dekho apko to pata chalega inke bare me inse Acha krishna ji ka role kisi ne aj tk kiya hi nhi

  • @debarnobsfashion8066
    @debarnobsfashion8066 4 дні тому +1

    Aap is wale Krishna ji ke dusre clips dekhiye bhai....sirf ek clip se Kaun se Krishna ji ka character zyada accha hai wo pata nahi chalega bhai.... Shishupal vadh scene dekhiye....fir Shantidoot wala scene dekhiye....aur sabse badi scene Geeta gyaan ke episodes ko dekhiye bhailog ye wale Krishna ji ka....tab pata chalega ki wo bhagwan lag rahe hai ki nahi....

    • @Adi_Anant_Narayan
      @Adi_Anant_Narayan 4 дні тому

      Bhai dekhte hi feel aa jaati hai hazaar scenes dekhne ki zaroorat nhi hoti feel ke liye! Sourabh ko dekhte hi feel aati hai bhagwan waali!

  • @vaishalig5674
    @vaishalig5674 4 дні тому +1

    Next series Devo ke dev Mahadev pe react kare

  • @dineshsharma2324
    @dineshsharma2324 День тому

    Bhai jaan Arjun ka roll ek muslim bhai Firoz khan ne kiya tha mahabharat khatam hone ke baad inki ammi ne inka naam Arjun hi rakha hai aur inki Arjun ke naam se kyu hindi film bhi hai

  • @DeepakKumar-lm8pd
    @DeepakKumar-lm8pd 3 дні тому

    Jub kern itna hi powerfull tha toh rath kyun nahin nikal paa reha tha 😮😮😮😮

  • @SatyaMevaJayate1997
    @SatyaMevaJayate1997 3 дні тому

    Abhi ka cinematography aur tab ka conematography me difference yahi bol sakte hai but tab ke hisaab se fight ke anusaar aaj bhi purana wala hi best hai.

  • @The_Final_Boss_18
    @The_Final_Boss_18 4 дні тому +2

    Br chopra ki Mahabharat ke yudh ke episode dekho only
    hum charactor name btate rahenge

  • @Amitkumar....681
    @Amitkumar....681 4 дні тому +2

    Jay mahabhrat ❤❤❤ jay sri krishna ❤

  • @nishantsharma7515
    @nishantsharma7515 4 дні тому +1

    Krishna serial mein arjun vs karna fight pe reaction do

  • @preetitomar8296
    @preetitomar8296 4 дні тому +3

    Abhimanyu vaaddh scene pr reacson video kro brothers...pls

  • @parveshgora1207
    @parveshgora1207 4 дні тому

    Same nhi hai bhai, isme gardan alag ho gyi hai usme karan bolta bhe hai teer gardan mai lagne ke baad, lekin mahabharat mai yahi likha hai ki karan ki gardan alag ho gyi thi

  • @Bhumikajain-di2fs
    @Bhumikajain-di2fs 4 дні тому

    Bhai dilogue kaise same dikha sakte hai, writer alag, dilogue alag.

  • @abhayshakya1285
    @abhayshakya1285 4 дні тому +2

    Starting se saare episode dekho tab sab sahi se samjh ayega

  • @rohitbhardwaj4346
    @rohitbhardwaj4346 4 дні тому +1

    Br chopra mahabharat geeta gyan lao bhai

  • @vaishalig5674
    @vaishalig5674 4 дні тому

    Yeh 1980s - 90s main banaya gaya hai toh vfx utna accha nai hai but story telling acchi dikhaya hai agar aap starting se dekhoge toh pata chalega

  • @MohitVerma-t7o
    @MohitVerma-t7o 4 дні тому

    Sabse jyada khatarnak ghatotkach ka beta barbaric hota hai Star Plus walon ne barbaric ki story nahin dikhai taki Mahabharat lambi Na Ho jaaye

    • @harikaraorao7514
      @harikaraorao7514 4 дні тому

      Mahabharat me barbarik character nahi tha..o skanda puran me hai..

  • @artus198
    @artus198 4 дні тому +2

    Jo karn ke saath hua , woh galat tha

    • @piyush8112
      @piyush8112 4 дні тому

      Why? Sathe sathyam sammacharet😂

  • @rebadas5093
    @rebadas5093 3 дні тому +1

    Pls react on siya ke ram

  • @kamlameena7808
    @kamlameena7808 4 дні тому +2

    Karna ❤❤

  • @PriyanshiandAryanVlogs
    @PriyanshiandAryanVlogs 3 дні тому

    Videos upload karne ki speed badhao Bro....
    Is list k according series start karo:-
    1. Little Krishna
    2. Siya ke Ram
    3. Devon ke Dev Mahadev
    4. Mahabharat (BR Chopra wali)

  • @MohitJain-or2ov
    @MohitJain-or2ov 4 дні тому

    BR Chopra ki Krishna ji Sab se Best Hai

    • @MohitJain-or2ov
      @MohitJain-or2ov 4 дні тому

      Nitish Bhardwaj 🙏🚩🙏 Jai Shree Krishna

  • @Hanuman-d5i
    @Hanuman-d5i 3 дні тому

    Abhimanyu vadh dekho Br. Chopra ka

  • @CupcakeAndMuffins
    @CupcakeAndMuffins 3 дні тому

    Br chopra ke krishna ji bhi zabardast actor hai. Lekin aapne star Plus waale krishna ji ko dekha hua hai isliye aapko yahan vo feeling nahi aa rahi

  • @abhayshakya1285
    @abhayshakya1285 4 дні тому

    Karna bahut bahadur ladaka tha lekin usko bahut saare curse lage the rath ka pahiya zameen main dhasna vidya bhulna

  • @kamlameena7808
    @kamlameena7808 4 дні тому +2

    Danveer Karn fan❤❤

  • @lovepreetsingh-tc6po
    @lovepreetsingh-tc6po 4 дні тому

    Pls make video on mindbending how Mahabharata travel to Israel and World War Anvikshiki with satvik youtube channel very important

  • @HimanshuThakur-zw8ut
    @HimanshuThakur-zw8ut 4 дні тому +2

    Abi apne br Chopra wali mahabharat krishna ji k or be dialog nai dekhe