varat yudh ma arjuna ney kasey haraya tha ? Mahabharat Scene B R Chopra

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 30 вер 2024

КОМЕНТАРІ • 282

  • @madhuri4591
    @madhuri4591 9 днів тому +26

    Ye original Mahabharat hai, Karn fans ko original Mahabharat kabhi pasand nehin aata😂😂😂😂

  • @deepubanna1821
    @deepubanna1821 10 днів тому +29

    Ye hi authntic h ❤

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 10 днів тому +58

    Abhi Ayenge Kalki Ke climax wale yha 😂😂😂🤭

    • @trueindianankit5773
      @trueindianankit5773 10 днів тому +4

      🤣

    • @chunugurung7895
      @chunugurung7895 10 днів тому +4

      Yeah 😂😂😂😅

    • @YuvrajSingh-ul9pw
      @YuvrajSingh-ul9pw 10 днів тому +2

      Ye Virat yudh fake hai

    • @Anime-ox7co
      @Anime-ox7co 10 днів тому +8

      Lol​@@YuvrajSingh-ul9pw

    • @riddhisingh2914
      @riddhisingh2914 10 днів тому +12

      ​@@YuvrajSingh-ul9pw To Jake original book padh lo mein RSS ke school se padhi hu wha Mahabharat and ramayan textbooks padhye jate the rojana class hoti thi baki subjects ki tarah un books mein bhi yhi likha hua hai ki karna Virat yudh mein bhaag gya tha 😂😂

  • @Ak-qp2um
    @Ak-qp2um 10 днів тому +31

    Bhai bilkul sahi video pe react kr rhe ho ye hai bhagode karn ki asliyat jisko ajj kl ke serial aur film walo ne pura glorify kr ke rakha hai😂😂😅😊

    • @DeepakkumarTiwari-rj5rn
      @DeepakkumarTiwari-rj5rn 7 днів тому

      Bhai karn vijay dhanush se yudh nhi karta tha vijay dhanush last mein use kiya tha

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 10 днів тому +34

    ye hui naa baat gandiv dhari arjunaa ❣❣❣❣

  • @mis.apart.jorhat
    @mis.apart.jorhat 10 днів тому +18

    As per original books BR Chopra is correct

  • @jeetgahlot7733
    @jeetgahlot7733 10 днів тому +11

    Br chopra ki dekho maja aajaaega

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 10 днів тому +16

    Arjun ke paas jitne Divyastr the woh aur kisike paas nai the. Aur woh sab usse khairaat me nai mile the(jaise kuch logon ko janm se miljaate hai ). kathor saadhna se hi prapt hue the.
    1. Arjun defeated Gandharvas ( absence of Shri Krishna)
    2. Single handedly defeated 7 rathis in Virat yudh ( Krishna was not present)
    3. Defeated 3cr Niwat Kavach Asuras alone. Even Ravan couldn't defeat them in the previous yuga.( Shri Krishna was not present)
    4. Faught with swayam Mahadev and received pashupatastra, didn't even use that.
    5. His both hands are same in dhanurvidya. That's why he's called Sabyasachi.
    Arjun was extremely powerful. Extremely .
    Above all agar karn itna mahaan tha toh swayam bhagwan Arjun ke sath kyun the. Karn is just pawn.

  • @TeamXOfficial123
    @TeamXOfficial123 10 днів тому +12

    Es yudh me arjun sabko pani pilaya tha 😂😂😂 kisi ko nei choda tha 😂😂

  • @TeamXOfficial123
    @TeamXOfficial123 10 днів тому +13

    Ea hua na baath sehi wala ✅✅✅

  • @rajroushan4463
    @rajroushan4463 10 днів тому +10

    React on BR.CHOPRA full MAHABHARAT series..u guys will love it❤

  • @PARMARMEGHRAJSINH
    @PARMARMEGHRAJSINH 9 днів тому +9

    BR chopra best mahabharat

  • @abhishekchaudhary9636
    @abhishekchaudhary9636 10 днів тому +14

    ye authentic hai yahi hua tha vedvyas ke mahabharat ke anusar bana hai ..new wale me karn ko glorify kra tha Trp ke liye jaatiwaad dikhake

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 9 днів тому +9

    This is true 👍

  • @RajuArora-om9or
    @RajuArora-om9or 10 днів тому +7

    Karn se bada dhanudhar to ashvatthama tha jisne virat yudh me arjun ko takkar di thi

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 10 днів тому +18

    4:58 Bhag gya Baahghoda karn😂😂😂

  • @TeamXOfficial123
    @TeamXOfficial123 10 днів тому +9

    Ye real wala hai ❤❤

  • @vivakcfa
    @vivakcfa 9 днів тому +3

    Arjun is power full and its real that Arjun is defeated all Karana, Bishma, Dronacharya, Ashwatthama ,Duryodhana in Virat War and its 100% correct as its written by Veda Vyasya.
    Mahabharat is Veda Vyasya written long back 3000+ years back and its correct and in all Mahabharat virat war is not shown. But no doubt Karna and Bishma and all are Great warriors but every warrior can lose the war at some time, but its reality that Arjuna is never defeated.

  • @debarnobsfashion8066
    @debarnobsfashion8066 10 днів тому +6

    Bhailog BR Chopra Mahabharat ke aur bhi clips laao specially Krishna ji and Pandavas ke clips...please guys...bohot accha lagta hai....and uske baad Siya ke Ram series bhi laao guys...bohot maza aayega 😊😊

  • @parulraj2715
    @parulraj2715 10 днів тому +10

    Hum Little Krishn ka wait kar rhe the

  • @godisone1420
    @godisone1420 10 днів тому +7

    Sameer Bhai ye thinkaran ki asliyat

  • @tinkuraj479
    @tinkuraj479 10 днів тому +4

    Hum 90s ke samajhte hai original mahabharat kitna humse jura hua hai hummare dil tob tuta tha job ekta kapoor ne star plus mai comletly badalkar
    mahabharat ko chalaya

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 10 днів тому +5

    Karna ke khade baal uttejit ho sakte hai kripya apne comment section ka dhyan rakhe🤭😂

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 10 днів тому +5

    Jo yahan Arjun ka role kar rahe hain woh bhi Muslim hain. Arjun Firoz Khan Sir as Arjun.Unki Maa bhi unhe Arjun kehkar pukarti thi aur woh bhi apne character se itne influenced the ki apne naam ke saath Arjun add kiya❤️

  • @godisone1420
    @godisone1420 10 днів тому +7

    Arjun phir Arjun h

  • @priyankatainguriya6887
    @priyankatainguriya6887 10 днів тому +4

    Aap Ramanand Sagar ki shree Krishna serial par react Karo

  • @Rishab1234-l2u
    @Rishab1234-l2u 10 днів тому +5

    Aapko nhi malum to btaa du
    Iss series me BR Chopra wali me
    Aur star plus wali me bhi
    Dono jagah Arjun ka role play muslim ne kiya tha

  • @BorenyaRSaikia
    @BorenyaRSaikia 10 днів тому +2

    Agar ramayan par reaction dena hai toh siya ke ram dekho plz❤❤❤❤waha copyright nhi lagta aur bht detailed mein banaya hai 😢😢😢

  • @satyamsrivastava1548
    @satyamsrivastava1548 9 днів тому +2

    Br chopda ki mahabharat authentic hai....

  • @vaishalig5674
    @vaishalig5674 10 днів тому +3

    Devo ke Dev Mahadev series pe react kare please

  • @Amanbhardwaj-eo7ib
    @Amanbhardwaj-eo7ib 10 днів тому +2

    DEVON K DEV MAHADEV LAIYE ALI BHAI MAZA AAYEGA

  • @KhushiChauhan-m2h
    @KhushiChauhan-m2h 10 днів тому +4

    Aapane podcast bhi dkha tha usme bhi yhi btaya tha ki arjun ne sbko haraya tha

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 9 днів тому +2

    12 salo ke vanvas or tapasya se arjun was so wonderful...karn 2 bar udhdh se gaya tha...uska sarthi usko le gaya tha..tisri bar fir wapus aya tha ...fir behosh ho gaya tha

  • @debarnobsfashion8066
    @debarnobsfashion8066 10 днів тому +3

    Jinke kavach todh diye Arjun ne wo Kulguru Kripacharya hai guys....aur unke baad me jo aaye wo Dronacharya hai guys...aur Dronacharya ke baad jo aaya wo Ashwatthama hai guys

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 10 днів тому +3

    Second Battle of Karna and Arjuna🏹
    Arjuna said, "You had already fled from the battlefield while fighting with me. O Radheya! That is why you are still alive, although your younger brother has been killed. Who other than you would be the man who would flee from the battlefront after seeing his brother dead? Yet you speak such things in the midst of truthful people."
    Vaisampayana said, "Having said thus to Karna, the undefeated Vibhatsu attacked him and shot arrows that pierced the armour. Karna countered with arrows like flames of fire and showered a great shower of arrows like clouds of the rainy season. That terrible net of arrows surrounded him on all sides. Those arrows pierced his 163 horses, arms and hand guards separately and killed them. Unable to bear this, he cut off the belt of Karna's quiver with a straight pointed arrow. Seizing another arrow from his quiver, Karna pierced the Pandava's hand so that his grip weakened. Then the mighty-armed Arjuna cut off Karna's bow. He threw a spear at him, but Partha cut him down with arrows. Then Radheya's huge infantry attacked. But with the arrows shot from Gandiva they reached the house of Yama. Then Vibhatsu raised his bow up to the ears and killed his horses with sharp arrows bearing heavy loads. He fell to the ground and died. The mighty and powerful Kaunteya picked up another flaming arrow and shot it at Karna's chest. The arrow pierced his armour and entered his body. He was plunged into darkness and lost consciousness for some time. Suffering from great pain, he left the battlefield in the north direction. Arjuna and the mighty car-warrior Uttar began to denounce him.'
    Virat Parva(Go-Grahan Parva)- Chapter 651(55)

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 9 днів тому +1

    Abb bhagwan shiv ko janne ka time hai ...( devo k dev mahadev) halanki its highly spiritual story to understand

  • @Adi_Anant_Narayan
    @Adi_Anant_Narayan 10 днів тому +2

    Scripture ke hisaan se yahi asli scene baaki jo starplus waale scene ko real batate hain vo karm fanatics hain! Mahabharat se yaha reference laa ke bhi koi dikha dega aap logo ko

  • @rajputgirl-y12
    @rajputgirl-y12 10 днів тому +2

    Plzzzz bring Siya ke Ram or devon ke dev mahadev series

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 10 днів тому +2

    yehi sach hai guys saqlain bhai confuse kyun horahe ho podcast yaad karo usme jo batayi gyi baatein hai woh kiske mahabharat ke saath match karrahi hai ? kam se kam 1 scene ke basis pe sochlo ...simple answer 1 he aayega BR CHOPRA ,,karn ki kam se kam saare yudh main sacchayi dikhai hai yahan aur karn bhakt itne hogye hai pichle 10-15 saalon main woh jab bhi aate hai itna flood kardete hai messages ka sach ko jhut batane main just because unka so called hero har raha hai toh aaplog fas kar confuse hojaate ho 😅🙂

  • @HappyBakedCustard-es2jx
    @HappyBakedCustard-es2jx 10 днів тому +2

    Love you bhai log yahi to me chata tha ki aap log old Mahabharat pe reaction kare bhai Geeta to wala to km se km kr hi lena

  • @Suraj-j7u
    @Suraj-j7u 10 днів тому +1

    Fake hain story aap hi socho jo aadmi yudh me takkar na de paaye akele sabko hara raha hain bina god ke vichar kijiyega😂😂😂😂😂😂
    Arjun itna veer hota to kisi ko chhal se nahi marta saamne se maarta sab apni apni mahabharat banate hain😅😅😅😅

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 10 днів тому +2

    Iss yuddh mein Arjun ne Karn ke chote bhai Sangramjit ka bhi vadh kiya tha🔥

  • @Ponchandana
    @Ponchandana 10 днів тому +4

    Guys siya ki ram react karna

  • @rajputgirl-y12
    @rajputgirl-y12 10 днів тому +1

    Plzzzzz bring Siya ke Ram or devon ke dev mahadev series

  • @lovepreetsingh-tc6po
    @lovepreetsingh-tc6po 10 днів тому +2

    Pls make video on mindbending how Mahabharata travel to Israel and World War Anvikshiki with satvik youtube channel very important

  • @BhoomiPandey-et8uh
    @BhoomiPandey-et8uh 10 днів тому +1

    Aap log kai dharmik podcast par bhi react kijiye

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 9 днів тому +1

    Arjun was so angry on karn kyoki usi ne dropadi ko veshya bola tha

  • @KhushiChauhan-m2h
    @KhushiChauhan-m2h 10 днів тому +1

    Plzzzzz bring series on
    Siya ke Ram
    Devon ke dev mahadev
    Mahakali

  • @PriyanshiandAryanVlogs
    @PriyanshiandAryanVlogs 10 днів тому +2

    Abhimanyu Vadh ki b video le kr aana BR Chopra wali Mahabharat se
    Aaj bhi yahi wali Mahabharat top list pr hai

  • @sumandobriyal1090
    @sumandobriyal1090 10 днів тому +1

    Aap logo ne nakali Mahabharat dekha ...asali a hi hai .

  • @Moonteller8656
    @Moonteller8656 10 днів тому +4

    I am waiting for little ktishna bhai ye kya kiya itna badi dhoka little kriahna ka wait Kiya or app ye lay 😮

  • @mohanchandrakarjaishreeram4832
    @mohanchandrakarjaishreeram4832 8 днів тому +1

    Ramanand Sagar ki jai shree krishna lekar aye

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 10 днів тому +2

    Uttar taking the clothes of the Kuru warriors for Uttara's dolls👕
    'When they had fallen unconscious, Partha remembered Uttara's words. He said to Matsyaputra, "Go through the middle to where the Kauravas are lying unconscious. Bring the very white clothes of the Guru and the son of Sharadavata and the beautiful clothes of Karna. The clothes of Drona's son and the king are blue. O hero! Go and bring those clothes. I understand that Bhishma knows how to counter the weapon and is still conscious. Therefore, when you go to those who have not lost their consciousness, leave their vehicles on the left side." The great-minded son of Virata handed over the reins and jumped down from the chariot. He collected the clothes of the great warriors and then mounted his chariot swiftly. Virata's son then drove those four trained horses in golden attire. Carrying Arjuna, the white horses passed through the army and its flags. When the best of men passed through that chariot, Bhishma shot arrows at them. But the chariot killed Bhiṣma's horses and pierced his side with ten arrows. Having killed his charioteer, the invincible archer Arjuna left Bhiṣma on the battlefield. He passed through the chariots like a chariot with a thousand rays shatters Rahu.'
    Virat Parva(Go-Grahan Parva)- Chapter 657 (61)

  • @Amanbhardwaj-eo7ib
    @Amanbhardwaj-eo7ib 10 днів тому +3

    koi nhi ha arjun jaisa veer yahan

  • @zsnegi940
    @zsnegi940 9 днів тому +1

    Isme Dialogues aur jo us time ki sabhyata jo bolne aur harkaton mein thi woh bahut zabarzast he. Bahut accurate bhi he as per Ved Vyasji ki Mahabharat ke according.

  • @secretofmind797
    @secretofmind797 10 днів тому +1

    Yaha galat dikhaya gaya hai kyonki Bhishma parshuram se nahi hare the parshuram swayam vishnu ka avatar hai matlab krishna ke samaan to arjun se kaise harenge balki Bhishma, dronacharya aur karna kabhi bhi puri takat se nahi lade the kyonki agar ladte to us rajya ke raja ke sath adharm ho jata isaliye karna is uddh me gaya tha lekin vijay dhanush nahi balki simple dhanush lekar gaya tha vo tino duryodhan ke aadesh lade the par puri takat nahi lagai ki thi agar arjun itne asani se ye tino ko mar sakta tha to unke sath chal karne ki kya aavashyakta thi .Bhishma harane ke liye swayam krishna ko uthana pada tha aur Bhishma bhi puri takat se lad rahe kyonki yaha par hastinapur ki rajya ki bat thi aur karna last ke uddh me arjun ko nahi marna chahta tha kyonki use pata chala tha ki arjun usaka bhai tha par uddh karna uska dharm tha isaliye usne uddh kiya par arjun bahut bar karna ke samne aaya tha bhir bhi usne kabhi arjun par indra ka diya asra upyog nahi kiya tha usane uska upyog tab kiya jab duryodhan ki jan bachani thi purana mahabharat real hai par dharm aur dil ki bat ko nahi dikha pata hai

  • @bapunisamal6168
    @bapunisamal6168 9 днів тому +1

    sachi hai book mai lekha hai

  • @KhushiChauhan-m2h
    @KhushiChauhan-m2h 10 днів тому +2

    Plzzzz bring series on
    Siya ke Ram
    Devon ke dev mahadev
    Mahakali

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 10 днів тому +2

    Duryodhana's reaction after the Kuru army's cruel defeat by Arjuna🔥
    "The son of Dhritarashtra, the best of the Kauravas, soon regained consciousness and saw Partha, as valiant as Indra. He saw Partha standing alone far from the battlefield. He immediately asked, "How did he escape from your hands? Torture him so that he does not escape." Shantanu's son replied laughingly, "Where did your wisdom go? Where did your valor go? You had given up your colourful bow and arrows. At that time you were absorbed in perfect peace. Bibhatsu is incapable of committing cruel deeds. His mind is never absorbed in sin. He will not abandon his Dharma even for the three worlds. 205 That is why we all were not killed in this war. O best of the Kauravas! Return to the Kuru kingdom soon. Let Partha return with his captured animals." Hearing these words of the grandfather, which were for his welfare, Duryodhana gave up all desire to fight. The intolerant king sighed deeply, but remained silent. All the others saw the wisdom in Bhishma's words and recognized the fire rising within Dhananjaya. So they made up their minds to return and carefully guarded Duryodhana."
    Virata Parva (Go-Grahan Parva)-Chapter 657 (61)

  • @rajroushan4463
    @rajroushan4463 10 днів тому +2

    Bhai agar aapne ye channel sirf Dharmik reaction k liye banaya hai fir to aapko B.R CHOPRA MAHABHARAT full series jarur dekhni chahiye.. kyunki wo ab tak ki bani best series hai..believe me u will love it ❤️

  • @what_an_art
    @what_an_art 10 днів тому +4

    Little krishna ka wait kr rhe h

  • @jeetgahlot7733
    @jeetgahlot7733 10 днів тому +1

    Br chopra ki abhimanyu vadh dekho too emotional... must watch

  • @rajroushan4463
    @rajroushan4463 10 днів тому +2

    Bhai Ye ab tak ki bani best MAHABHARAT series hai..full B.R CHOPRA MAHABHARAT series par reaction karo... believe me u will love it ❤

    • @Rishab1234-l2u
      @Rishab1234-l2u 10 днів тому

      Haa bus isme ek hi kami hai Draupadi Vastraharan scence me depth create nhi kar paaye

  • @Donald_Duck_r
    @Donald_Duck_r 10 днів тому +1

    18:10 arre dono sach hai lekin director ne apne apne tarike se dikhaya hai .... ab war hoga toh do char tir dusnan ko lage ga do char hero ko lage ga ye toh common baat hai ..... Arjun youdh jeeta nhi bss wo last me tir chalaya tha jisse dhuwa nikla tha uske wajah se sbb behosh ho gye ......

  • @sujithnoronha2712
    @sujithnoronha2712 5 днів тому

    I am surprised by the Pakistani interest in IMahabharatha. Every Sunday we were glued to TV. Todays politics is actually a mirror of what happened during Mahabharath time

  • @mehulverma4764
    @mehulverma4764 10 днів тому +2

    Bola tha old Ramayan mat dekho mat dekho channel ud jaega per tumko kya samajh aati hai Siya ke Ram series dekho usmein copyright nahin aata kitni bar bataen Jo wali tumne Mahabhart dekhi thi usi ke creator ne banaya ha siya ke ram

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 9 днів тому

    Brchopra mahabharat bhi 100% accurate nahi hai..some dramatic dialog and scenes were there..like dropadi said andhe ka putra andha...this incident is not true..dropadi was not there..but yes..its v close

  • @sapanraj-sv8kt
    @sapanraj-sv8kt 7 днів тому

    B .R.Chopra sir ne ReaL History Documented Evidence hai Aur Yeh Sach Hai.virat Yudh Arjun Ne He Jeeta Thaa.Par Parshuram Ji Ke Shishya Karan Arjun Se Bhi Bade Yodha Theay.

  • @crimebranch9029
    @crimebranch9029 7 днів тому

    B.R. chopra ki mahabharat dekho

  • @ShaileshKanchan-f6m
    @ShaileshKanchan-f6m 10 днів тому

    O Bhai saab Virat Yudh mei Karan apna Vijay dhanush nahi leke Aya tha , & 2nd thing is Virat yudh me Arjun achank ake kud jayega iska pata na pitamaha bhism , Guru Dronacharya, na kul Guru kripacharya , na Surya putra Karan ko pata tha yei prepare nahi thei nahi Puri taqat ke sath lade no dout Arjun ek shoor yodha tha but baki koi sadharan yodha bi nahi thei inke samne agar Swarg / heaven ka king bhagwan Indra apne sare devta & apni fouj leke bi inse jung karne ata to bi inko harana na mumkin tha ulta god Indra ko harr ka mou dekhna padta
    Kabhi kabhi India jaisi cricket team ek bar ko koi normal cricket series me bangladesh jaisi choti team se harne se Virat Kohli , Rohit sharma , Hardik pandya world class player 0 pei out hone sei team india , & players ko hum kamzor nahi samaj saqte usko bad luck bolte hai lekin jis din koi international Tournament world cup , Champions trophy ka tournament hoga tab yahi team yahi players maidan pe jalwa kuch aur hi dikhega Puri practice, & planing josh ke sath maidan Inka jalwa dekhne ko milega .

  • @supratimsarkar2875
    @supratimsarkar2875 8 днів тому

    Iske 1st part dekhna bhi jaroori hain.....birat yudh ki 1st part

  • @riddhisingh2914
    @riddhisingh2914 10 днів тому

    Mahabharat poem Rashmirathi by Ashutosh Rana react kijiye please 😊😊

  • @sn5847
    @sn5847 9 днів тому

    Aaj kal woke jyada ho gaye aur villain ko achha batana fashion ho chuka hai .. isiliye naya Mahabharat mai Karn ko ghamadi jealous ke jagah achha bataya ... BR Chopra ke serial ka Avimanyu ko marne wala scene dekho aur fir bolo Karn kitna achha hai ...
    Problem ye hai ki Hinduism mai har kisiko chhut hai kuchh bhi bolne ki.. kuchh log iska galat istemal karte hai ... Artistic liberty aur creativity ke naam par buraa character ko achha dikhate hai ...

  • @ritikaprasad09
    @ritikaprasad09 10 днів тому

    React on Sudanshu Trivedi on Hinduism

  • @ArjishSareeCollection
    @ArjishSareeCollection 2 дні тому

    Kya yar tmlog mahabharat dekhne baith gya?😂😂😂😂

  • @nirmalupadhyay3030
    @nirmalupadhyay3030 5 днів тому

    Bhai ye real hi , sahi mahabharat story BR Chopra ki hi hai, isme sari ki saari bate as par the reality jo hamare Hindu dharam me hi uske according hi hai , ye hi reality ❤❤

  • @aaryanSSR
    @aaryanSSR 8 днів тому

    Bhai mai ghuma firake nhi bolunga...seedha bolunga aur bhai seedhi baat ye hai ki...kauravo ki taraf se sirf ek yodhdha gangaputra bheesm ji hi the...jo Dhananjay k samaksh tik sakte the...aur unse yudhh karsakte the...aur wo bhi sirf tab jab wo apni purna shakti se yudhh kare...baaki unke atirikt koi bhi Gandivdhari k saamne adhik samay tak nhi tik pata tha...aur mai yaha kisi yodhdha ka apmaan nhi kar rha...kyuki dekhiye yodhdha ek se ek the...mahabharata me...kauravo ki taraf se guru drona, aswathhama, kripacharya aur karna jaise yodhdha bhi the...jinhe kamzor nhi kaha jasakta...lekin bhai arjun ne apne vanvaas k samay me kadi tapasya krke apni shaktiyon ko bohot badha liya tha..aur aneko divyastra bhi haasil kiye the...jiske baad unka saamna karna lagbhag asambhav tha...

  • @surendrasinghsingh6012
    @surendrasinghsingh6012 10 днів тому

    Puri mahabharat kalki movie Jessi banaya to 20 se jyada movie ban jayegi 😂😂

  • @tridibpaul7799
    @tridibpaul7799 9 днів тому

    B.r chopra ka last karan arjun ka yudh dekho ....kese karan ne sabko haraya tha vijay dhanush se ....arjun hamesha gandib dhanush use kiya or karan ne virat yudh mein normal wala dhanush use kiya isliye srif virat yudh mein thora kamjor gira .....par b.r chopra k last yudh main karan ne vijay dhanush se sabko haraya or arjun khud bola ki karan se darta hain

  • @PrachiTyagi-f3p
    @PrachiTyagi-f3p 7 днів тому

    Arjun ne vanvas ke time apni sakti ko
    Bahut badha Liya tha.isliye koi bhi use jitna saktihali navigation tha .aur ye such ha.mahabhart Mai bhi like ha .😮😮😮

  • @amitmittal4247
    @amitmittal4247 9 днів тому

    Suryputr karn p reaction kro ya sankat mochan mhabali hanuman chalu kro .sunder kand pora dikhya gya h.ramyan he usme v poori.nd pora true fact k swth h3 wo

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 9 днів тому

    Hamare liye arjun or karn dono hi mahan hai..dono ne hame lessons sikhaye hai..but sach to sach hai...karn ko lekr jo stories famous ho gayi hai..sab unko hi sach mante hai..or abb kalki bhi usi track pr ja rahi hai

  • @tridibpaul7799
    @tridibpaul7799 9 днів тому

    Are bhai aplog ye Q nehi samaj the arjun har time apna gandib dhanush use karta tha ...or baki sab apna normal dhanush use karta isliye ithna deference.....par b.r chopra ka jo last yudh tha usme karan ne Vijay dhanush use kiya tab sabko line me harakar chor diya or arjun ko bhi haraya arjun khud apna mukh se bola ki karan se mein darta hu....b.r chopra ka last yudh karan or arjun ka dekh na aplog

  • @arvindshastri7705
    @arvindshastri7705 10 днів тому

    Devon ke dev mahadev series start karo bahut kuch sikhne ko milega ❤❤❤❤

  • @ritikaprasad09
    @ritikaprasad09 10 днів тому

    React on 5 mysterious temple of India

  • @santoshjosh
    @santoshjosh 2 дні тому

    B.R. CHOPRA KI MAHABHARAT KE EPISODE NO 73 AUR 74 PER REACT KARE

  • @rishijaiswar5723
    @rishijaiswar5723 9 днів тому

    Is mai arjun ko kich jada hi takatwar dikhaya hai pitamaa bhism ko SHREE KRISHNA kay ilawa koi nahi hara sakta or ismai to kuch bhi dikha raha hai 😂😂😂😂😂

  • @HoldyoucloseSnowman
    @HoldyoucloseSnowman 10 днів тому

    Ashutosh rana ki gayi rashmirathi suniye. Bhut reaction bante Hai.

  • @trymyway_studies
    @trymyway_studies 10 днів тому +2

    Tumhara humara sabka itihaas he ye Mahabharat kyunki Main Chandravanshi Rajput Kuru aur Krishnaji ke blood line se hu. Please BR Chopra wali Mahabharat par react karo bahot saari playlists uploaded hain UA-cam pe👍🏻

  • @ravinrdayadav631
    @ravinrdayadav631 7 днів тому

    Yeh original hai Mahabharat yeh hai Gandiv dhari Arjuna ❤❤

  • @amitmittal4247
    @amitmittal4247 9 днів тому

    Kch v ho krishn g ne khud kaha h.arjun se karn is very powrful or agr krishn g n hote to y udhh na jit pate...sidhi si bat he. Arjun jite nhi jitaye gye ..karnn hare nhi haraye gaye.

  • @ATULKUMAR-ne7to
    @ATULKUMAR-ne7to 9 днів тому

    Duryodhan ki last fight dekho , Br Chopra ki

  • @trymyway_studies
    @trymyway_studies 10 днів тому +2

    BR Chopra Mahabharat pe react karo 60 ya 70 will episodes hain sirf. Mardo waali Mahabharat dekho maza aa jayega

  • @Chhotukumar-yk7ff
    @Chhotukumar-yk7ff 6 днів тому

    Aapko maloom hai ye Mahabharata ek muslim ke direction me bani hai jinka naam Sofie aur unka role tha mama shakuni ka

  • @jatinjuneja7918
    @jatinjuneja7918 9 днів тому

    This is original ans real mahabharat BR chopra

  • @Sunnygopal963
    @Sunnygopal963 10 днів тому +2

    Best dialogue in b.r Chopra's Mahabharat

  • @amansinghrajput3141
    @amansinghrajput3141 9 днів тому

    BR CHOPRA KI MAHABHARAT MAI KARAN AUR ARJUN KA LAST FIGHT WALA VIDEOS PEE APPLOG REACTION DEE USMAI KARAN NE ARJUNA KO HARAYA THAA

  • @ajjujustfacts7727
    @ajjujustfacts7727 10 днів тому

    To matlab Abhi karan ne kawach kundal daan de diya tha ki nhi pta nhi uske andar teer ghus raha hai isliye pucha

  • @Dhanrajsinh89
    @Dhanrajsinh89 7 днів тому

    Yahi mahabharat perfect hai baki sab 6pack vale hai😊

  • @amalkumar4403
    @amalkumar4403 8 днів тому

    Bhishma iccha mittu bor hai usiko koi mar nehi payega