Apki ye kolkata style biryani ki recipe mera favourite hain. Apki jo ekdum pehla bala kolkata style chicken biryani ki video tha, wo maine try kiya tha. First time hi ekdum perfect aya tha. Thank you.
Looking so delicious 😋 biryani toh banati hu main but woh shadi wala jo taste hota h waisa mjhse nhi ban pata aur esliye mjhe lagta h meri biryani waisi nhi hui jaisi honi chahiye,esliye ab ye apki recipe se biryani zarur try krungi, dekhne mein ye bilkul shadi wali biryani he lag rahi h.😊
I have been trying your Kolkata style briyanis and they have been coming out well except for the bottom gravy almost burning and sticking to the handi. I want to go a step further and try using the Bengali type brown coloured ghee. I know you recommended a few brands, but here in Bangalore i found a person who sells: 1. Mayapur gawa ghee 2. Mayapur shorer ghee I thought you will be the expert to best explain to me 🙂 what is the differnce betwn gawa and shorer? Is one cow and the other buffalo ghee? Which one should I use for the authentic Kolkata biryani? Thank you.
Add more water to the gravy and don't put on high flame for more than 10-12 min. Use a thick bottom pan and place a dum tawa and keep on slow flame for another 20-30 mins
आपका यह रेसिपी तो बहुत ही शानदार और लाजवाब था 🎉 क्योंकि मैं ऐसे ही हेल्दी और टेस्टी रेसिपी की तलाश में था इसलिए मैं आपका बहुत बहुत शुक्रिया अदा करता हूं।
Is video ko der raat na dekhein, bhookh lag jaayegi aur aap kuchh kar nhi paayenge. Kasam se agar aap kabhi restaurant kholiyega to bataiyega main wahi paas me ghar le lunga 😂😂😂
I made it twice ❤ itna acha bana ❤ekdum perfect recipe❤ puree society mein khushbu fayel gaya .
Aapki recipe try kiya tha ek dum lajawab
Mam aj Maine apki biryani recipe try ki or sachme bht achi bani thank u itni easy or achi recipe video share krne k liye ❤️✨👍🏻
Thanks dear
Ekdam authentic recipe lag raha hai
Assalamualaikum
Apki is recipe se bnai biryani
Mashallah sbko bht pasand aai
Bilkul bahar ki biryani ka test aara tha
Baapre dimag ka dahi nikl gya
Khayee ho kabhi Kolkata biryani...???
Kolkata biryani is the best biryani. End of debate.
Apki ye kolkata style biryani ki recipe mera favourite hain. Apki jo ekdum pehla bala kolkata style chicken biryani ki video tha, wo maine try kiya tha. First time hi ekdum perfect aya tha. Thank you.
Bahut khub
Kolkata bawarchi style beef biryani batae please...apki sari recipe mast hota h❤
Nice recipe 😋
Kolkata Haji Alauddin ki kachori bhaji bohut tasty hai, us aloo ki bhaji ki recipe share kijiye please.
Looking so delicious 😋 biryani toh banati hu main but woh shadi wala jo taste hota h waisa mjhse nhi ban pata aur esliye mjhe lagta h meri biryani waisi nhi hui jaisi honi chahiye,esliye ab ye apki recipe se biryani zarur try krungi, dekhne mein ye bilkul shadi wali biryani he lag rahi h.😊
Wow awesome recipe very delicious 😋😋😋
Good and easy recipe.
Main Kolkata ki hun aur aapka Biryani mera favourite hai
Aapka Hardik super hota hai lajawab mera favourite hai
Mashallah sister nice sharing ❤
Muradabadi Biriyani Recipe please
Mam 500 gram chawal ka measurement bataye please 😊
Biryani Queen
V v nice biryani recepi
I have been trying your Kolkata style briyanis and they have been coming out well except for the bottom gravy almost burning and sticking to the handi.
I want to go a step further and try using the Bengali type brown coloured ghee. I know you recommended a few brands, but here in Bangalore i found a person who sells:
1. Mayapur gawa ghee
2. Mayapur shorer ghee
I thought you will be the expert to best explain to me 🙂 what is the differnce betwn gawa and shorer? Is one cow and the other buffalo ghee?
Which one should I use for the authentic Kolkata biryani? Thank you.
Add more water to the gravy and don't put on high flame for more than 10-12 min. Use a thick bottom pan and place a dum tawa and keep on slow flame for another 20-30 mins
Chicken biryani wow maashallah bohot hi lazeez zabardust banaya aap ne taareefe qaabil lajawaab cooking maashallah
biryani bahut hi acchi hai
Yummy
Hlo plz btana ki konsa mughlai aatar use kiya h
In sha Allah kal main banaungi ap wali Kolkata biryani recipe❤ 😊👍
Meri walida aur meri aapa bhi isi tariqey biryani bana ti thi aur aj hamare ghar me aisi biryani bnti hai jo mujhe bohot pasand hai
Very good
Masaallah
Assalamualaikum... Baji bakrid ke liye... mutton biryani recipe plzz
Masallah 🥰🥳
Aapi kya hm safed kaali mirch ko skip kr skti hu kya birayani masala bnane me?? 😒q ki yaha nh mil paa raha h mujhe plz bta de ap
Ji, kar sakte h
Good job
Rice koun sa brand ka use krte ho aap
So delicious 🎉😊
Mashallah ❤
Delicious😋
Ymmmm biryani
Walekum assalam masaallah vyri nice ❤❤❤❤❤
Nice
Ap description me ingredients q nahi dala
Aloo and yakhni k liye refined oil use kiya gaya hai?
❤
Testy dish so yammy mam 👌👌👌👌👌👌🌹🌹🌹🌹🌹🌹❤
Mashallah super delicious😋👍
Very nice 👌🏻
Mam aap ne biryani handi kaha se liya
Biryani ka masala mein kya kya matlab masala dalega
ua-cam.com/video/mMzOQkdycZQ/v-deo.htmlsi=fjyQT8DABReY-h1r
आपका यह रेसिपी तो बहुत ही शानदार और लाजवाब था 🎉
क्योंकि मैं ऐसे ही हेल्दी और टेस्टी रेसिपी की तलाश में था इसलिए मैं आपका बहुत बहुत शुक्रिया अदा करता हूं।
Isi tarike se motton biryani bana sakte hai kya
is ka masala sab chhan Diya to dry to nahi bnegi...nahi zyada oily?
Yeh biryani issi tarah se banayee jaati h isme sirf masalon ka juice rahta h
Wow very nice Aap ki iss lazeez biryani ko dekhkar mujhe zam zam biryani yaad Aa gaya shukriya ek aur zaiQedar biryani ka 👍👍👌👌
2 glas pani bola aap ne pr kitna ml hoga ye to bata do..?
450ml dear
Apne ye biryani kha se bana sikha h ?
As salamu alaikum warahmatulla hi wabarakatuhu sister.
Aap ne mawa kitne gm dala esme..?
50 gm
Aapke channel me already kitne saare kolkata. Biriyani hai. Kya difference hai iss biriyani me ?
Aap khud dekh lijiye dear
Maam cup ka measurement kitna hai please reply me.
8:31 par maine cup ka measurement bataya h, plzz dear videos ko pura dekhe skip na kre,
8:31ka matlab kya maam mujhe samaj nhi aa rha plz btaye.
.
@mdkamruddin3058 .. 8 minut 31 second per video mein dekhiae
Dhai cup bol rhe hai kon sa map se napna hai
Online Jo cup aur spoon ka jo set aata hai to ussi Cup se dhai Cup lena hai
Yakhni hai ya calcutta biryani
Madam....aapne kesar nahi diya?
Ji
chawal ke brand ke nam btaiye
Wellness
Salam
May I request u to please upload royal India chicken briyani please. I have been requesting you long. Plz help
This receipe was very good
Ok dear
😮
Kaunsa chawal uae karti hai us company ka naam batayea patna ne nawajis aur nafees chalta hai
Mera rice hamesha toot jata hai koi trick batao plz k rice toote na
1.5 kg rice me beef biryani ka video banaye pls, main bhi Kolkata se hoon, khidderpore
Ek suvar/ pork biryani bhi banana padega fir .
Please Adam Kabab ki kabab recipe dalen
Haldi thoda use karo food color ki badle
Chuna Gali Adam Kabab ki recipe dalen
Ji,bilkul usse suta kabab bhi kahte h
Kolkata stayl beef chap ka recip sher kre didi plz plz plz Bakrid me bana na he plz
Main Kolkata ki hun lekin ab main Noida rahti hun
Maam aap kitna kitna sab saman dalti ho plz aap discreption me likh diya kro plz maam plz
Agreed
mutton biryani bawarchi style banayea
Is video ko der raat na dekhein, bhookh lag jaayegi aur aap kuchh kar nhi paayenge. Kasam se agar aap kabhi restaurant kholiyega to bataiyega main wahi paas me ghar le lunga 😂😂😂
😂😂😂
Itna tel khaye koi to heart fail honeme time zada n lagega
Aapane jis prakar Biryani banaya hai 20 rupya hamare taraf se inam aaya hai
Ya waris
Wahiyat
Aise hopeless Mt kare kisi ko
Yakni kam oil yada
Ok dear, m add kr deti hun
Kweda or atar se biryani ka maja kharab ho jata h😊
Kuchh recepi isme aapne chhupa diya hai
Nhi dear, j aisa khuch nhi h...
Bilkul galat recipe h ye
Aisa nhi bolte dear..agr nhi pasand to Mt try krna...Q ki video shoot krne m bahut mehnat lgti h ..😊