Ha. Ese hi Karna hota he. Wiring ko alag alag circuits me divide Karna padta he. Isme main circuit aur sub circuit raheti he. Main circuit ki wire moti hoti he jab ki sub circuit ki wire patli hoti he. Ise bare me bhi detail video aayegi.
Ground se aane wali Earth wire ko meter box me lage earthing nut pe laga ke earthing strip par lagana raheta he. Vaha se fir earthing ki wiring me distribution Karna padta he.
Bahut hi badiya tarika se aapne bataya
Sir main switch s ane Bala wire ko Jada sqare mm ka hona chahiye uske bade ke wire ko hum usege ke upor depend karke kom karshakte hai?
Ha. Ese hi Karna hota he.
Wiring ko alag alag circuits me divide Karna padta he. Isme main circuit aur sub circuit raheti he. Main circuit ki wire moti hoti he jab ki sub circuit ki wire patli hoti he.
Ise bare me bhi detail video aayegi.
@@MEGAclassroom thanks sir.
It is my confusion previously but now I understand.
sir earth wire jo ground se connect hoke ati hai whos ko kaha par connect karna hai?
Ground se aane wali Earth wire ko meter box me lage earthing nut pe laga ke earthing strip par lagana raheta he. Vaha se fir earthing ki wiring me distribution Karna padta he.