Sir aapne jo 2 question karaya h, usme polynomial at most 3 degree ka h. Hum 0,1,2 degrees ka bhi polynomial le sakte h to us case me tin alag alag jc form banega. Aur wo option me diya nahi h. To bhi option d shi hoga?? Kyuki hum jb degree 3 lenge to jc form whi aayega Jo option me diya h to kya baaki degree ke liye nahi check karenge??
Plz reply sir. Maine kl visit kiya tha aapke channel par sach me 1st time maine jc form padha aur ek baar me hi clear ho gaya mera concept, mujhe koi aur dusri vedio nahi dekhni padi. Dhanyawad sir. Ye confusion bhi dur kar dijiye.
Sir bilinear form aur quadratic form bhi plz.
Sir aapne jo 2 question karaya h, usme polynomial at most 3 degree ka h. Hum 0,1,2 degrees ka bhi polynomial le sakte h to us case me tin alag alag jc form banega. Aur wo option me diya nahi h. To bhi option d shi hoga??
Kyuki hum jb degree 3 lenge to jc form whi aayega Jo option me diya h to kya baaki degree ke liye nahi check karenge??
Plz reply sir. Maine kl visit kiya tha aapke channel par sach me 1st time maine jc form padha aur ek baar me hi clear ho gaya mera concept, mujhe koi aur dusri vedio nahi dekhni padi. Dhanyawad sir. Ye confusion bhi dur kar dijiye.
@@seth1869 Thank you😊
Keep learning....
& Watch video carefully dear to clarify concept ☺️