Why India Does Not Win Medals in Olympics? Is India Bad At Sports?

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 29 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 18

  • @prathameshKapde80048
    @prathameshKapde80048 4 місяці тому +1

    are bhai paris olympic 2024 me usa ne 126,china ne 91,japan ne 45, australia ne 53, france ne 64, nederlands ne 34,britten ne 65,korea ne 32, italy ne 40, and germany ne gold,silver,bronze ko mila ke 33 gold medal jite hai.and inhone top 10 me finish kiya hai.and india ne 1 silver 5 bronze medal ke saath 6 medal jite hai.par india 71nth number par hai.india toh is paris olympic 2024 ke points table me top 10 me bhi nahi hai.ha agar woh neeraj chopra gold jitate toh pakistan ki jagah india 62 rank par hota. yaani thoda upar aate.par woh aisa karne se chuk gaye.arshad nadeem ne gold jitaya and pakistan 62 rank par aa gaya.and india ne 71nth rank par finish kiya hai.ab tak olympics history me japan ne gold,silver,bronze ko mila ke total 545, australia ne gold,silver,bronze ko mila ke total 605,china ne gold,silver bronze ko mila ke total 728,usa ne gold,silver,bronze ko mila ke total 2793 olympic medals jite hai.and india ki baat karu toh abhi tak 10 gold,10 silver,21 bronze medals ke saath total 41 olympic medals jite hai.matlab dekha is 140+cr population ke desh me india ne abhi tak itne medals jite hai.and india in teams ke aas paas bhi nahi hai.bhot piche hai.iska reason hamare yaha chalne waali ghatiya politics,education system,and young talents yaani chote chote shehero se gaao se olympic ke liye aane waale ladke ladkiyo ko aage badhne na dena chance na dena hai.and india me sports culture par bhot kam dhyan diya jaata hai.and usa,china,japan,britten, australia ki baat karu toh waha sabhi sports ko same darja diya jaata hai.and waha india ki tarah politics nahi hoti.and waha hamari tarah players ko bhagwan nahi banate.waha sports ko sports ke nazariye se dekhte hai.and waha chote chote shehero se aaye ladke ladkiyo ko bhi chance diya jaata hai.isliye usa,china,japan, sports me aage hai.specially australia aage hai. india ke government ko bhi jo chote chote shehero,gaao se aane waale bacho ko bhi chance dena chahiye.and young talent ko improve karna chahiye.and sports culture ko bhi improve karna chahiye.tabhi india gold,silver,bronze ko mila ke olympics me bhot saare gold medal jit sakti hai.bhale hi aapko ye baat ajeeb,kadvi lage.par sach hai.jai shri krishna.

    • @GyaanGlitz
      @GyaanGlitz  4 місяці тому

      Thank you apne itni information share kari. Ye baatein sab thik hai. Agar apko apne level pe kuch karna ho sports ko badhawa dene k liye to aap kya karenge.hamare sath share kijiye

  • @ParasKashyap-vc3hi
    @ParasKashyap-vc3hi 4 місяці тому +3

    I love olympic

  • @ganeshansrinivasan2151
    @ganeshansrinivasan2151 4 місяці тому +3

    Bring in Mandal in the selection of athletes,I mean reservation and medals will rain for Bharat.

    • @honeykhan914
      @honeykhan914 4 місяці тому

      😂😂😂😂🤣🤣🤣🤣

    • @Normandy-g4k
      @Normandy-g4k 4 місяці тому

      Reservation hona chahiye😅

  • @Radhekrishna-e4u
    @Radhekrishna-e4u 4 місяці тому +1

    Hm apki bat to shi hai hm Koshis krte hai

    • @GyaanGlitz
      @GyaanGlitz  4 місяці тому

      sab milke aur khelo ko badhawa denge to hojayega. 😊

  • @sandeepbehl5011
    @sandeepbehl5011 4 місяці тому +6

    Cricket na hota India me to India bi kaffi medals jit ta Olympics me

    • @GyaanGlitz
      @GyaanGlitz  4 місяці тому +3

      Ye logic kuch samajh nahi aaya 🤔 cricket nahi hota to kuch aur hota, wo ni to kuch aur. Waise 2028 Olympics mein cricket bhi aa raha hai.

    • @amaya3107
      @amaya3107 4 місяці тому +1

      No we wouldn't. India isn't THAT good

    • @RiteshKumarKumar-xt4cg
      @RiteshKumarKumar-xt4cg 4 місяці тому +1

      Cricket apne sthan par thik hai pr government policies thik nhi other sports ki taraf​@@GyaanGlitz

    • @GyaanGlitz
      @GyaanGlitz  4 місяці тому

      hume bhi aisa lagta hai

  • @shivkumardewda4618
    @shivkumardewda4618 4 місяці тому +1

    bharat ka bhai bhatijawad,unch nich ki bhavana,jatiyata,dharmikata,
    rajanaitik udasinata,arthik karan ese kuchh karan hain,jisane prabhaw khel ,aur khikadiyo par padata hai,ye Mahaul anukul nahi hone ki baat hui.
    sabase bada karan,bharat ki garam jalawayu,paristhiya hai,yaha ka watawaran khiladiyon ,ki khurak,sharir,swasthy aur kshamata par apana prabhav dakata hai.
    sabase bada

    • @GyaanGlitz
      @GyaanGlitz  4 місяці тому

      Agar watawaran ki baat kare to Africa ki countries ko kabhi medal hi nahi milte. Ye soch shayad thik nahi hai. Hum maante hai ki aur kai saare kaaran hai par ab zarurat ki hum sab bhi aur khelo ko utna badhawe de jitna hum cricket ko dete hai.
      Jitna log dekhenge utna aur paisa ayega us khel mein aur utni aur progress hogi. Jai hind