Multimeter probe galat jagah par laga rakha hai aap ne. Black wala niche com par aur voltage checking ke liye red wala middle hole par lagana chahiye tha.
@ARV BROTHERS lighting coil ya fir alternator 11000 volt ac nahi banati hain.... 20 se 40 volts hoga maximum uske upar nahi rahega.... Or aap ne 14.5 volt DC ka jo limit bataya us ke liye dhanyawad muze ye information jaruri thi
Sir meri 2004 model spld + m battery hatane pr direct battery ki wiringpr meter lagane S3 4v dikha rha h accelator lene pr 6-7 v dikhata h kya dikkat Ho sakti h battery nhi charge hoti h aur sara electrical system fail h Plz help
@@arunendrashekhar barabar dikha rahaa hain meri hisab se, mene bhi aise hi lagaa k dekha tha to 3 4 hi aaya tha ... Jab ki battery badalane k baad wo 13 14 tak chalaa gayaa... Bas nayaa battery dalne k badd check kar lena ki battery charging voltage 14.50 se aage na jaye racing dene par
Thank you so much sir ..👌mere pulsar 150 ,amaron battery naye 6 mahine hogaye, speedo meter meh battery symbol blink hothi rahthi hai or start karne ke baadh thodi dher ke baadh battery symbol gayab hotha hai .. Gaadi rokne ke baadh thodi dher ke baadh fir se battery symbol.blink hoke display me aatha hai ... Fuse,coil ,self motor sabhi ko check kiya sabkuch teek hai ...aaapne jo tareeka dhiya usko apply karke check karunga ..rectifier ya negetive thaar ke wiring dhekni hai bas ...thank you sir ..
Sir aap ki video bahut achchi lagi h Sir mere pas r15 vergen 2 bike h uski betri bar bar dowen ho jati h betri or charger bhi naya lagwadi phir bi paroblam aarahi hkuch upaye bataye
Rectifier me 11000 voltage nhi aata .. usme jyada se jyada 25 se 35 voltage aata hai wo bhi AC . Jisko ye 13 se 14 voltage me convert krta hai or battery ko charge or lights or dusre equipment chlane k kaam aata hai.. Or baat rhi 11000 voltage wali Jaise hi bike ke magneto pr hlka sa ubhar pick-up coil ke saamane se guzarta hai tb wo halka current paida krti hai or CDI ko inform krti hai ki piston TDC pr jaa chuka hai jisse ki CDI 12 voltage HT (high tention) coil ko bhejti hai or HT us 12 voltage ko 20 se 25000 voltage me bdl deti hai or wo current sidha spark plug me jata hai ..
Technical name of this part is RRU (Regulate Ractifire Unit ) it's mean yeh regulator circuit hai with combination of Ractifire , Rotating magnate ke rotation se jo magnetic flux static coils ko effect karke electromagnetic induction ke karan Coils me indused hue voltage ko RRU pehale Ractifire circuit ke through alternating current ko Direct Current me convert karta hai lekin conversation ke baad mila jo Electrical power hai woh Pulsating Direct Current me hota hai usko Regulator circuit me lage capacitors, MOSFET, transistor, IC vagerah components ki madad se pure Direct Current me conversation karta hai aur regulate bhe karta hai , means engine ka RPM kitna bhi jaye yeh circuit maximum charging voltage ka output ek spacific voltage hi dega like 11-13 volts DC , rectifier circuit me Diodes lage hote hai mostly Full wave bridge Rectifier circuit use hota hai lekin aajkal yeh current rating ke hisab se ic ke form me bhi ane lage hai
भाई, नमस्कार = आपने एक सिम्पल तारिकेसे हमे बॅटरी चार्जिंग के बारेमे समझाया लेकिन एक प्रश्न हैं आपने मल्टीमीटर का ग्राउंड का काला वायर मिली amp पर लागाया और जो लाल वायर हैं जिसे mili amp लगाना था उसे 10 amp लागाया, तो फिर वोल्टेज कैसे दिखा रहा हैं. धन्यवाद. ||जय हिंद *** जय सिंध ||
namaskar Bhai g ek passion pro bike hai i3s jisme chabhi on karne ke baad bagair self algae apne aap self laina chalu ho jata hai mistiree ne bataya ki gari ka self reele or self such bhi thik hai to bataeye sir kya problem ho Sakti hai
Sirji yamha fz ka mera rectifier short ho gaya hai.hamare edhar wo available nahi hai.kya Dusri gadi ka fit kar sakta hai.koi alteration ho sakta hai kya.discover gadi ka ya apache ka .konsa match hoga please reply
Bhai... Last me ap ne bataya ki black wire bike ke body pe touch kane par proper current show karna chahiye... Par meri bike me nahi dika raha hai... Plz wiring me current leakage par video banao...
Ye hi chiz avengur 220 cc me bhi lagu hota h ya sirf kam cc ki bike me itna crunt ana chahiye ya fir sb bike me itna hi aata h 220 cc me bhi itna hi crunt aata h bhai
🙏❣️Sir Mera pulser 150 kaa Ragulatar Jal geya orr battery discrg hoo geya maina New Ragulatar orr sath new battery lagaiya akk sath , lakin Same problem ho raha hai Ragulatar Garam hoo raha hai orr self marne par new battery discrg khatam hoo geya hai kiya karu plzz Replay...
@TUSHAR SG ek help kroge bhai.... Mere fz ki battery me damage hui.... Us wjah se uska meter... Headlight b damage ho gye...... Phr mene showroom me check krwaya to bolte battery ka prblm h.... Short circuit hua h.... New battery dalwai.... Meter b dalwaya...... After 20 days..... Phr se battery me prblm ayi..... Wo to under warranty change ho gyi lekin meter b ud gya or indicators b..... Mechanic se check krwaya to bolta sb thk h.... Battery hi khrab thi. .... Meter to mene khud thk kr diya.... Lekin still doubt h..... K bike thk hai b ya ni..... .... Ab dr he lg rha.... Phr se na khrab ho jaye battery meter
Sir mera Platina bike 2017 ki 4g model he vo me maltimeter se battery chek karne par 12.04 voltage bataraha he par selfstart nahi hota gerej vale ne battery khrab ka karan bataya par horn or light barabar kam deta he to koi upai batao
Bhai ji....namaste.... Kya ...TVS Star city me R R ki Wirering me horn ki tar judi hoti hai kya...? Meri bike ka pahle horn band hua..... Fir dhire dhire puri battery khatam ho gayi.... Mujhe bataye mein kya karu....?
एक्टिवा 4G में का नया रेक्टिफायर (कंपनी का) डालने के बाद उस पर बैटरी चार्जिंग के लिए 13 :75 करंट आ रहा है तो क्या बैटरी चार्ज हो जाएगी बैटरी भी न्यू है या 14 के ऊपर आना जरूरी है
Bhai rectifier battery dono thik hain.. bindas chalao koi problem nahi ayegi Kyunki battery ka full charge 1.280 hota hain.. 13 aa raha hain toh ekdom kadak hain sab kuch
Lekin is bhai ne galat bola battery se ignition coil jane par ignition coil par 11000 volt generate hota hain.. RR unit par 11000 volt nahi aata hain, itna load RR unit hajam nahi kar payega😂
Mene batery check ki power 11.75 h ,lekin bike start krne pr 15-16 mah dikhata h pr jb bike bnd kre tb 11.75 fer se , rr unit check ki tb fluctuate hoti h power 1225 kuch tha ek me or 1240 ek me ,lekin dobara check krta ho to jyada power b dikhata h 1300 ya 1400 kuch ,uske dosre plug me magnet wale me beep bji or power b dikhaya ,ab problem kha ho skti h ??
Sir 14.5 ki jagah 12.57 dikha raha hai multimeter abhi 3 4 mahine pehle hi battery or rectifier naya dalvaya hai. Ab lockdown may bike kam chal rahi thi to battery bhi down ho gayi thi. Battery ko charge karva ke lagaya hai .plz suggest. Yamahar fazer150.
Hlo bai meri splendor plus bike hai. Or ouski 10*11 volt atte hai or horn or light. Badiya ni chalti or. Horn ki wair me 6 volt atte hai fir light dim ho jati hai. Or battry pe drect horn chlai to badiya chalta or kai bar light ka. Switch on karne par light ni chalti jab horn ka switch push karte hai fir on ho jari hai. PLZZZ bata de kya problem hai
Mere pass dominar 400 h usme low battery wali problem ah rhai h 11.9 volt dikha rha h bina start jisse start nhai ho rhai and jab jump start krwa rha hu throttle dene pr bhi 12.4 ke around hi reh rha h regulator kam volt de rha h esme kiska issue h battery ka ?
Mera pass pluser 180 ug4 hai. without kick wali bike hai to self se start nhi ho raha hai . dhhhakka maarne se bhi bike start nhi ho raha hai to kya kre stater Relay thik hai to kya kre.... Plz 🙏reply
Sir, mera name : Kamal barman apka video achha laga . sir mereko ignition ke ander Two wire and four ka full jankari chiya and dono me ander deffernce bats
Sir mere pass Jupiter hai 2021 model bhut dikat ho Rahi hai 3 baar battery replacement Kara lyi aj charge check Kiya tha toh charge garam tha aur jab race jayada di toh 14.5 ho gyi amp fer jab race Kam ki 12.5 tak a gaya toh kya dikat hai sir main toh pareshan ho gaya koi bolta hai battery charge main problem hai koi kehta hai ki wiring main
Multimeter probe galat jagah par laga rakha hai aap ne. Black wala niche com par aur voltage checking ke liye red wala middle hole par lagana chahiye tha.
👍
Jordar lagi vidio bahotehi shandar
Bhaiyo jisko QnA krna h vo insta pr aa jao
@Rajveersagar7083
Bhai r 1 5 v.2 ka wiring ka video banayie
App jo bhi knowledge dete hain wo 100% right hote hain....
Well demonstrated...Please swap the multimeter leads...it showing negative reading....
@ARV BROTHERS lighting coil ya fir alternator 11000 volt ac nahi banati hain.... 20 se 40 volts hoga maximum uske upar nahi rahega.... Or aap ne 14.5 volt DC ka jo limit bataya us ke liye dhanyawad muze ye information jaruri thi
Sir meri 2004 model spld + m battery hatane pr direct battery ki wiringpr meter lagane S3 4v dikha rha h accelator lene pr 6-7 v dikhata h kya dikkat Ho sakti h battery nhi charge hoti h aur sara electrical system fail h
Plz help
Sirji meri shine ka rectifier 8 volts deta hai me naya lagalooo kiya
@@malikmohammed5659 pahale coil ka ac voltage dekh lo rectifier ka input pe 35 tak aana chahiye
@@achalbhoir1359 ji bilkul
@@arunendrashekhar barabar dikha rahaa hain meri hisab se, mene bhi aise hi lagaa k dekha tha to 3 4 hi aaya tha
...
Jab ki battery badalane k baad wo 13 14 tak chalaa gayaa... Bas nayaa battery dalne k badd check kar lena ki battery charging voltage 14.50 se aage na jaye racing dene par
Ek number Sar ji Itna Samjha kar to koi bhi nahin batata🙏🙏🙏
Rectifier change kae bad be yahe problem ho to Kya check karea best information teaching video
Thanks Bhai meri BHI Yagi pareshani thi 2 battery ful gayi thi
Sir apaka samjaneka tarika bahat achha laga he. MAltimeter me bike ka all waring bare me vdo dijie
Thank you so much sir ..👌mere pulsar 150 ,amaron battery naye 6 mahine hogaye, speedo meter meh battery symbol blink hothi rahthi hai or start karne ke baadh thodi dher ke baadh battery symbol gayab hotha hai .. Gaadi rokne ke baadh thodi dher ke baadh fir se battery symbol.blink hoke display me aatha hai ... Fuse,coil ,self motor sabhi ko check kiya sabkuch teek hai ...aaapne jo tareeka dhiya usko apply karke check karunga ..rectifier ya negetive thaar ke wiring dhekni hai bas ...thank you sir ..
Love you sagar bhai...bahot sikhta hu apse yaar.....🙏🙏🙏🙏
Love from Gujarat
Sir aap ki video bahut achchi lagi h Sir mere pas r15 vergen 2 bike h uski betri bar bar dowen ho jati h betri or charger bhi naya lagwadi phir bi paroblam aarahi hkuch upaye bataye
Thank Sir Ji Aap ko Garage mumbai main hoti to sikhne or job karne aapke paas ata
Very very nice video sar
Weldon. Good knowledge 👍
Bahut achchha video hai bhaiya ji
भईया
Sports bike
जैसे ktm और rs
Ns की wairing पे भी video बनाये
वैसे आपकी वीडियो लाजवाब होती है
हम up से है अगर दिल्ली आया तो आपसे मिलूंगा जरूर
Rectifier me 11000 voltage nhi aata .. usme jyada se jyada 25 se 35 voltage aata hai wo bhi AC .
Jisko ye 13 se 14 voltage me convert krta hai or battery ko charge or lights or dusre equipment chlane k kaam aata hai..
Or baat rhi 11000 voltage wali
Jaise hi bike ke magneto pr hlka sa ubhar pick-up coil ke saamane se guzarta hai tb wo halka current paida krti hai or CDI ko inform krti hai ki piston TDC pr jaa chuka hai jisse ki CDI 12 voltage HT (high tention) coil ko bhejti hai or HT us 12 voltage ko 20 se 25000 voltage me bdl deti hai or wo current sidha spark plug me jata hai ..
Dil khush ho jata hai lekin Guru ji aapka video dekhkar
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने धन्यवाद
Very very very nice video information
Thank you ustad ji yshi hi jankari dete rhiy
Very nice video rajveer bhaiya bus aesa hi video banate rhe
❤️ from gujrat.bharuch.jumbusar.
Bohot badhiya knowledge sir
Aisa hi video chahie bahut Achcha Laga sar
Very helpful bro .Aise hi videos banate rehna
Thanks bhaiya ji
Thanks.bhai.bhadiya👍👌
Nice bhai koi bhi bike me problem solve
Technical name of this part is RRU (Regulate Ractifire Unit ) it's mean yeh regulator circuit hai with combination of Ractifire , Rotating magnate ke rotation se jo magnetic flux static coils ko effect karke electromagnetic induction ke karan Coils me indused hue voltage ko RRU pehale Ractifire circuit ke through alternating current ko Direct Current me convert karta hai lekin conversation ke baad mila jo Electrical power hai woh Pulsating Direct Current me hota hai usko Regulator circuit me lage capacitors, MOSFET, transistor, IC vagerah components ki madad se pure Direct Current me conversation karta hai aur regulate bhe karta hai , means engine ka RPM kitna bhi jaye yeh circuit maximum charging voltage ka output ek spacific voltage hi dega like 11-13 volts DC , rectifier circuit me Diodes lage hote hai mostly Full wave bridge Rectifier circuit use hota hai lekin aajkal yeh current rating ke hisab se ic ke form me bhi ane lage hai
Ok Brother ❤ 🤍
Kya 150 pulsar main vco 2nd hand kaam karne wala lagaya toh coil jayega ki nai
main wiring set naya lagaiya, rectifire bhi naya lagaya or battery bhi naya lagaya , firbhi battery charge nahi horaha hain. ab main kiya karu?
Bahut achha brather.love you.
bahut achhi jankari di sir Aap ne
Nice video sir,sir ji is bike ki full wiring ki video banayana
Sir aapki video Mai maza aa gaya mast video
Aur sir fzs v2 bike kaliye kon se battery achi hai..
Bohat hi bariya
Ap bahot ache video banate hai Bhai
भाई, नमस्कार = आपने एक सिम्पल तारिकेसे हमे बॅटरी चार्जिंग के बारेमे समझाया लेकिन एक प्रश्न हैं आपने मल्टीमीटर का ग्राउंड का काला वायर मिली amp पर लागाया और जो लाल वायर हैं जिसे mili amp लगाना था उसे 10 amp लागाया,
तो फिर वोल्टेज कैसे दिखा रहा हैं.
धन्यवाद.
||जय हिंद *** जय सिंध ||
Sir sahi aapne bilkul sahi bataya thank you
Jabardust Info Thank U
namaskar Bhai g ek passion pro bike hai i3s jisme chabhi on karne ke baad bagair self algae apne aap self laina chalu ho jata hai mistiree ne bataya ki gari ka self reele or self such bhi thik hai to bataeye sir kya problem ho Sakti hai
Sir jee nice 👌💯 perfect video aise hi video banate rahe thanks 😊
Hero pleasure ka bhi kya same procedure hai..bhaiya..
राजवीर सर वेरी नॉलेज फुल वीडियो थैंक्स
Sirji yamha fz ka mera rectifier short ho gaya hai.hamare edhar wo available nahi hai.kya Dusri gadi ka fit kar sakta hai.koi alteration ho sakta hai kya.discover gadi ka ya apache ka .konsa match hoga please reply
Bhai mere pass hero cbz extreme h 2014 modal uska high beam kam h koi solution dijye plz..
Gud knowledge aapka sir.. Thanks❤
Very very nice guru ji
Good bhai video Achcha hai
Bhai... Last me ap ne bataya ki black wire bike ke body pe touch kane par proper current show karna chahiye... Par meri bike me nahi dika raha hai... Plz wiring me current leakage par video banao...
Veeerrrryyyy niiiccceeee
Ye hi chiz avengur 220 cc me bhi lagu hota h ya sirf kam cc ki bike me itna crunt ana chahiye ya fir sb bike me itna hi aata h 220 cc me bhi itna hi crunt aata h bhai
TQ Bhai ji for nolege 😍😘♥️
🤗 nice brother
Good information and thank you
Vi sz Rr mey head light off Karne ka switch keyse lagaye...plz Vai reply karna
🙏❣️Sir Mera pulser 150 kaa Ragulatar Jal geya orr battery discrg hoo geya maina New Ragulatar orr sath new battery lagaiya akk sath , lakin Same problem ho raha hai Ragulatar Garam hoo raha hai orr self marne par new battery discrg khatam hoo geya hai kiya karu plzz Replay...
Bhai mere sz rr me 13.5 se 14 tak current de raha hai kya itna current theek hai? Battery meri bhi 1 phool chuki hai
@TUSHAR SG ek help kroge bhai.... Mere fz ki battery me damage hui.... Us wjah se uska meter... Headlight b damage ho gye...... Phr mene showroom me check krwaya to bolte battery ka prblm h.... Short circuit hua h.... New battery dalwai.... Meter b dalwaya...... After 20 days..... Phr se battery me prblm ayi..... Wo to under warranty change ho gyi lekin meter b ud gya or indicators b..... Mechanic se check krwaya to bolta sb thk h.... Battery hi khrab thi. .... Meter to mene khud thk kr diya.... Lekin still doubt h..... K bike thk hai b ya ni..... .... Ab dr he lg rha.... Phr se na khrab ho jaye battery meter
Voltage 14.5 a rahahey, firvi headlight problem a rahahey, keya rr unit khrap hwy??
Multimeter ki prob galat lagai hai. Sir black probe niche Saket me lagega oar red probe bich Wale saket me lagega
Sir mera Platina bike 2017 ki 4g model he vo me maltimeter se battery chek karne par 12.04 voltage bataraha he par selfstart nahi hota gerej vale ne battery khrab ka karan bataya par horn or light barabar kam deta he to koi upai batao
Bhai ji....namaste....
Kya ...TVS Star city me R R ki Wirering me horn ki tar judi hoti hai kya...?
Meri bike ka pahle horn band hua.....
Fir dhire dhire puri battery khatam ho gayi....
Mujhe bataye mein kya karu....?
Nahi
Bhai g meri bike ka rectifier 10 se 12 tak ka current de rha h kya usme problem he please btaiye
एक्टिवा 4G में का नया रेक्टिफायर (कंपनी का) डालने के बाद उस पर बैटरी चार्जिंग के लिए 13 :75 करंट आ रहा है तो क्या बैटरी चार्ज हो जाएगी बैटरी भी न्यू है या 14 के ऊपर आना जरूरी है
Mere bhi bike ka same yehi problem h new rectifire dalne ke bad bhi current 13.7 ke upr nh ja raha h
Bhai rectifier battery dono thik hain.. bindas chalao koi problem nahi ayegi
Kyunki battery ka full charge 1.280 hota hain..
13 aa raha hain toh ekdom kadak hain sab kuch
Guru ji wiring ke bare mein jankari dete rahiyega
Bro kya fz ka rr unit 1 minute bike rev karne par heat hone lagta hai
Bhai mene rektifayer betri naya dala he per charge nahi hota he kya peoplem hoga
meter pe prob sahi hai ya galat ?
Bai discover ka bhi same prosiger h kya bai
Sir aachhi vidio h issi hi vidio aur bnana
Nice bhai love you brother
VERY INFORMATIVE...THANK U
Sir, meray paas cbf stunner hai kya hum usmay rectifier kahi or jaga par laga saktey hai kya
Yess laga skte h
Sir toh kya rectifier ko earthing/ground dena padey gaa kya
Usefull information thanks bhai 😊
Ok thanks very good
Dear good ingo, but are you sure that rectifier gets 11000 Volts Of AC from charging coil??? Plz let me know if its right
Its wrong.
He is high on weed 🤣🤣😜😜
Abe 11000 volt aata hai kon bataya tujhe 🤣🤣🤣
@@dubeynilesh2799 06:31 sun le pehle, usi ne bola tha
Lekin is bhai ne galat bola battery se ignition coil jane par ignition coil par 11000 volt generate hota hain..
RR unit par 11000 volt nahi aata hain, itna load RR unit hajam nahi kar payega😂
Thank you so much MARO DAii😎😎
Mene batery check ki power 11.75 h ,lekin bike start krne pr 15-16 mah dikhata h pr jb bike bnd kre tb 11.75 fer se , rr unit check ki tb fluctuate hoti h power 1225 kuch tha ek me or 1240 ek me ,lekin dobara check krta ho to jyada power b dikhata h 1300 ya 1400 kuch ,uske dosre plug me magnet wale me beep bji or power b dikhaya ,ab problem kha ho skti h ??
Bhai Mayra yamaha szr bike hai aur usamay kick Nahi hay kick daljayaga ki Nahi bhai
Aap bahut achhe videos banate ho good job 👍 keep it up
Sir 14.5 ki jagah 12.57 dikha raha hai multimeter abhi 3 4 mahine pehle hi battery or rectifier naya dalvaya hai. Ab lockdown may bike kam chal rahi thi to battery bhi down ho gayi thi. Battery ko charge karva ke lagaya hai .plz suggest. Yamahar fazer150.
nic vido bhi
Hlo bai meri splendor plus bike hai. Or ouski 10*11 volt atte hai or horn or light. Badiya ni chalti or. Horn ki wair me 6 volt atte hai fir light dim ho jati hai. Or battry pe drect horn chlai to badiya chalta or kai bar light ka. Switch on karne par light ni chalti jab horn ka switch push karte hai fir on ho jari hai. PLZZZ bata de kya problem hai
Thanks thanks thanks Bhai 👍👍👍👍👍
Regulator kharap hone par bike missing or pick up loss hota hai ki nehi
Sir G mere bike ka charger kharb tha to rr unit dal Diya charging to sahi he magar charger re unit kafi jyda heat ho raha he pls ans digiye
Rectifier heat up hota hai ya nahe plz reply me mara .do bara cdi fault ho Gaya
Mere pass dominar 400 h usme low battery wali problem ah rhai h 11.9 volt dikha rha h bina start jisse start nhai ho rhai and jab jump start krwa rha hu throttle dene pr bhi 12.4 ke around hi reh rha h regulator kam volt de rha h esme kiska issue h battery ka ?
Sirji Star city bike hai coil,rectifier,vairing,self,battary sabkuch change ki firbhi problem solve nahi hota hai
Bhai mere pass fz bike 2014 model hai uska be same problem hai charger be change karwaya uske baad be 17 puls volt aa raha hai
Agar sir 14 se kam aaya ga tu kya phir RR factor thk hai
Mera pass pluser 180 ug4 hai. without kick wali bike hai to self se start nhi ho raha hai . dhhhakka maarne se bhi bike start nhi ho raha hai to kya kre stater Relay thik hai to kya kre.... Plz 🙏reply
Sir, mera name : Kamal barman apka video achha laga . sir mereko ignition ke ander Two wire and four ka full jankari chiya and dono me ander deffernce bats
Super. Super👌👌👌🙏🙋♂🙋♂

great video 👍👍