Canon 1500d aur R100 me canon r100 achha hai Aur iPhone 15 mobile h..camera se kabhi v koi mobile quality me match nhi kar sakta. Ha agar apka main purpose video banana hai ya vlog karna hai to iphone15 achha rahega..size me chhota aur har time apke sath rahega aur iphone ka video quality v achha rahta hai.
Mere pass yeh camera hai or mai isko apne order ke liye use karta hu but thik hai accha hai lekin agar aap beginner ho toh bhi yeh dslr mat lo bahut purana moddle hai aisa lo joh proffesion and personal use dono ke liye kaam aaye Fujifilm yaa sony kaa hi lo 🙏
@KwingsTech dekh bhai mujhe koi personal issues nahi hai lekin tera camera ki settings ek bar Tu khud dekh le tune center weighted mode rakha hai usmein Tu portrait ka bata raha hai , 2) outdoor shoot mei 100 iso best rehta hai tu 400 leke ja raha hai vo bhi 1.8f par jiski koi jaroorat nahi hoti, 3) tune jo meter ka bataya ke vo 0 means center pe leke ana hai udhar bahot se beginners teri video dekh ke confuse ho sakhte hai , tujhe metering ke baremei pata hai kya high key, low key, uske liye vo metering kiya jata hai taki perfect light n perfect shot mile.
Nice explain
Thanks for liking
Superb video 👍
Thanks 🙏🏼
superb video🎉🎉
Thanks 🙏🏼
Superb 👍
Thanks 🙏🏼
Informative video❤ thanks vai
Thanks and welcome 🙏
nice videos
Thanks 🙏🏼
Very helpful video ❤
Thanks 🙏
Extraordinary 🔥 work
Thanks 🤩
Nice trick video 👌
Thanks
Daily photo shoot shorts upload kro bro
Ok bro 👍
@@Kwingscinematic hm
@@Kwingscinematic canon EOS 1500d 50mm lens photo shoot shorts upload kro
Very nice bro
Thanks 🙏
Canon 1500d, Canon r100, iPhone 15 kon sa camera best he ?
Canon 1500d aur R100 me canon r100 achha hai
Aur iPhone 15 mobile h..camera se kabhi v koi mobile quality me match nhi kar sakta.
Ha agar apka main purpose video banana hai ya vlog karna hai to iphone15 achha rahega..size me chhota aur har time apke sath rahega aur iphone ka video quality v achha rahta hai.
❤❤❤❤
Thanks 🙏
Wow ❤
Thanks 🙏
Show me how to transfer form camera in the phone 😊
Aur jankari chahiye❤❤🎉🎉
Mere pass yeh camera hai or mai isko apne order ke liye use karta hu but thik hai accha hai lekin agar aap beginner ho toh bhi yeh dslr mat lo bahut purana moddle hai aisa lo joh proffesion and personal use dono ke liye kaam aaye Fujifilm yaa sony kaa hi lo 🙏
👍
🤗🤗🤗🤗🤗
😃😃
Keep the aperture to 2 or 2.2, it’s called sweet spot 😊
👍👍
Price kya hai ?
Around 40k
Good work but for sharp portraits keep your aperture 2.8 .
Thanks
Camera ke sath jo 18-55 kit lens aata hai aap ne us lens se pic capture Kiya hai kya???
Nhi. 50mm lens se
Super
Thanks 🙏
Price kitna hai
Around 30000.
😮
😇😇
Bhai isse video recording bhi hota ya nahi
Hota hai video lekin utne achhe se nhi..ye video ke liye camera nhi h, photo thik thak aa jata h.
@@Kwingscinematic video or photo dono k liye ek camera 📸 bata do bhai jisme 1080 , 4k 60 fps pe recording ho
@thefire99 canon R50 lelo
@@Kwingscinematic mostly thanks bro 🇮🇳 reply me subscribe bell 🔔 kar liya Lance. Bhi bata do bhai zooming or portrait k liye bhai
@thefire99 portrait ke liye 50mm best rahega, camera jab buy karna tab 18-105mm jaise koi lens ke sath buy kar lena zoom ho jayega bahut dur tak ka.
Sir wedding videoghrapy ke liye camera under 1lakh please reply
Canon R10 is best .. photo aur video dono ke liye sahi h👌
Mugha Lena hai price kitna hai mai subscribe Kiya hu
Thanks 🙏
18 55 lens ke sath setting btaiye
Ok.. mai uspe v video bana deta hu
Okay
Bro night setting btao yrr
Ye koan batayega ki prime lens me hi 1.8 aperture hota hai😂
Aur prime lens alag se lena padta hai
Wo ladka itna dukhi kyun hai?😢
Q ki wo dukhi aatma hai 😅😅
@@Kwingscinematic 😜🤣
@shreyaadak8445 😁😁
Bhai camera me to photo half aya h fir full photo kaise click hua 😂😂😂
Jadu se 😅
Are bhai same hi camera se liya gya h photo..maine 2-3 photo click kiya hua tha.
If lens have autofocus no need of all these 😆
😂1200d lelo yr sub ak he ha
😅😅
@Kwingscinematic iam series iam perfessionl photogrpher
best re bekar hai tera video bura mat man 🤮🤮🤮
Koi baat nhi.
Bhai kyu fake knowledge de raha hai kuch toh sharam kar mei bhi professional photographer hoon lekin galat cheez nahi batata kabhi kisiko
Isme apko kya fake laga ???😅
@KwingsTech dekh bhai mujhe koi personal issues nahi hai lekin tera camera ki settings ek bar Tu khud dekh le tune center weighted mode rakha hai usmein Tu portrait ka bata raha hai , 2) outdoor shoot mei 100 iso best rehta hai tu 400 leke ja raha hai vo bhi 1.8f par jiski koi jaroorat nahi hoti, 3) tune jo meter ka bataya ke vo 0 means center pe leke ana hai udhar bahot se beginners teri video dekh ke confuse ho sakhte hai , tujhe metering ke baremei pata hai kya high key, low key, uske liye vo metering kiya jata hai taki perfect light n perfect shot mile.
Noob
Nice trick video 👍
Thanks 🙏