*Jazakallah khairan w Ahsan aljaza Brother Zaid Patel sahab* *Allah aap ko apne hifzo amaan me rakkhey aur Ilm me barkath atha kar* *Allah ummathe muslima ko Sirathe Musthaqeem par ghamzan farma* *RABBI ZIDNI ILMA*
Aisi halat me Dono Amal durust hai Kisi ek ko bhi ikhtiyar kiya ja sakta hai aur us insaan per koi Haraj nahi Khwah Woh Salam se pehle sajda e Sahw kare ya Salam ke baad Baaz riwayat milti hain jisme Rakat chhootne ya Kisi Kami ka shak hone per Salam ke baad sajda e Sahw ka zikr hai Aisa bhi kar sakte hain Aur Salam se pehle sajda karne me bhi koi haraj nahi Wallahu Alam
Mashallah Alhamdulillah is program se maine apne bht si galtiyo ko sudhara hai... Allah hum sab behtar tarike se namaz ki taufiq ata farmayen. Aur program ko age bhadne me madad farmaye... Jazakallah khair....
Assalamu alikum wa Rahmatullah wa Barkatahu aap sab ka, itne achae aur sahi namaz sikhane ke liye... Esha me padhne wale witar ki namaz ka sahi tareeka bhi zaroor se zaroor bataiye please....
walekum As Salam wa Rahemtulahi wa Barkatu ❤ ALLAH PAAK ❤ Aapaki Har jayaz Dua Kabul kare ❤ Aur ALLAH PAAK Aapko Duniya Aur Aakhirat mai Kamyab Farmaye Aamin Summa Aameen ❤
Assalam u Alaykum wa rehmatullahi wa barakatahu...please aap wajib ul WITR ki namaz ka bhi tarikha dikhaye please 1 raakat or 3 rakat or more than that Kaise padhein ??
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh Witr ki Namaz bhi Baqi Namazo ki tarah hai Bus usme Dua ka izafa hota hai jo aakhri rakat me karni hoti hai ya Agar ek rakat witr hai to ruko se pehle kare ... 3 Rakat witr hai to 2 tarah se padh sakte hain Ek salam ke sath ya 2 salam ke sath Ek salam se padhenge to koi Tashahhud nahi hoga ek salam ek tashahhud, aur Akhri rakat ke ruko se pehle Dua e Witr 2 salam se padhne ka tareeqa hai ki aap 2 rakat alag padhege aur 1 rakat alag aur us ek rkat me ruko se pehele Dua padhenge witr ki 5,7 rakat wale Witr bhi ek hi salam se padhe jayenge 9 Rakat wala witr ek salam se padhenge per 8th rakat me tashahhud padhenge phir khade honge Yani Ek Salam aur 2 tashahhud ummeed hai samjh aa gaya hoga
Assalam alaikum warahmatullahi wabarrakatuhu alhamdulillah Maine sab episodes dekhe hain Jazakallahu Khair muje namaz meri galtiya malum hui aur muje ye Janna hai k jab Sandey me ho tab naak ko dekhna hai aur salam pherte waqt kandhon ko dekhna hai kya ye sahi hai in dono cheezon ke baare nahi batata gaya
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh namaz ka koi rukn choot jaye to us rukn ko poora karna padega Sajda e Sahw se rukn ki kami poori nahi hoti Agar Qiyam ke kisi rukn ko chhoda jaise Qiyam Fatiha Rukoo' to aise me woh rkaat dohraye aur Phir aakhir me sajdae sahw kare
Is Silsile me behter yahi ki Ruku' se pehle Bina hath uthaye Dua ki jaye, yani Qunoot e Witr ki Dua. lekin agar koi hath utha kar Dua karta hai to yeh bhi sahi hai. Raha Qunoot e nazila ka mamla to Qunoot e nazila me Rukoo' ke baad hath utha kar Dua maangna chahiye. Witr 1,2,5,7,9 Raka'at hain. Agar Witr 1 raka'at ada kar rahe hain to Ruko se pehle Dua e Witr padha kare aur baqi Namaz aam tareeqe per hogi 3,5,7,9 Rakat padhenge to aakhri raka'at me Dua e Witr padhenge 3 Rakat witr ko 2 tareeqe se ada kar sakte hain 1. Ek Salam ke sath 2. 2 salam ke sath 2 salam se padhne ka tareeqa yeh hai ki pehle 2 raka'at padhi jaye aur salam pher diya jaye phir 1 rakat ki niyat baandhe aur us rakat me ruko se pehle Dua e Witr padhen 9 rakat witr padhenge to Akhir rakat se pehle 8th raka't me tashahhud me bethenge aur Durood tak padhne ke bad dobara se khade ho jaye aur Akhri rakat padhe aur ruko' se pehle Dua e Witr padhe Wallahu Alam
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh Agar Shakk hai to pehle apne shak ko yaqeen me badle ki Aapke Sajde choote hain ya nahi Agar yaqeen hai ki chhooote hain to aise me Sajda ke chhootne ki wajah se ek rakat dohrayi jayegi Aur Akhir me 2 sajda e Sshw kiye jayenge ... Agar Tashahhud e Akheer me bethna bhool gaye aur Rakat ke liye achhe se khade ho chuke to Raka'at poori kare aur aakhir me 2 sajda e sahw karke salam pher den Wallahu Alam
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh ... witr me Dua e Qunoot ka ehtmam hona chahiye aur padhni chaiye Dua Per Dua yeh Wajib nahi hai. Balki Sunnat hai Sunnat ke chootne per sajda e Sahw nahi karte Nahi kiya hai to koi haraj nahi hai
Wa alaikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein Android: goo.gl/hSuJk6 iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Assalamualaikum me jub aese namaz padhti hoon to mere Ghar vale daantte hai kya karon mere Ghar me sub vaise hi padhte hai bahot log bhi aate hai too kya karon mere Ghar me zyada jagah nahi hai

SALAM AGAR NA FERA JAYE TO? AGAR KOI TASHAHHUD NA PADHKE KHADAA HI HUAA THAA KI KISI NE YAD DILAYA IMAM BAITH GAYAA PURI NAMAZ MUKAMMAL KI TO SALAM FER KE DO SAJDE KIYE TO YEH GHAKAT HA ? SAJDA KE BAD FIR DUBARA SALAM FERNA PADEGA?
Salah Workshop Watch All Episode ➨ ua-cam.com/play/PLsF39TzFrYcUxofeBnVJ-ekJwHjMkJpsy.html
*Jazakallah khairan w Ahsan aljaza Brother Zaid Patel sahab*
*Allah aap ko apne hifzo amaan me rakkhey aur Ilm me barkath atha kar*
*Allah ummathe muslima ko Sirathe Musthaqeem par ghamzan farma*
*RABBI ZIDNI ILMA*
Assalamualaikum warahmatullah
Namaz e Witr ki video?
جزاک اللّہ خیر و احسن الجزاء
Jazakallah khair❤
Subhanallah subhanallah w be hamdehi subhanallah il azim
اللہ اکبر اللہ اکبر الحمدللہ الحمدللہ الحمدللہ رب العالمین
ماشاءاللہ! بہت شکریہ نماز کو ترتیل (demonstration ) سے بتانے کے لئے شیخ جزاک اللہ خیر ❤❤
Allah aap sabhi logo ko duniya wa aakhirat me qamyabi ata kare aamen ya rabbalaalameen🤲🏻🤲🏻🤲🏻💖💫
Masha Allah
Beshak bahot khoob
Mashallah
Allah apko and aapke team dono jahanon mein kaamiyabi de
ماشاءاللہ episode 10
Mashaallah mashaallah mashaallah
Masha Allah bahut khub information
Ditels mai shi hdesh se
Masha Allah
Jajaak Allah Hu khairan
Ma Sha Allah
Episode 10
*JzakAllah (صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ)*
Jazakallah khairan
MashaAllah Ap bahot ache se btate hai😊
Ma shaa Allah ❤
assalamualaikum,,, Zakaalla khair sajda sahu explain karne ke leye sir
Ameen Suma ameen
JazakAllah'u Khairan Katheera ❤️
Aisi halat me Dono Amal durust hai
Kisi ek ko bhi ikhtiyar kiya ja sakta hai aur us insaan per koi Haraj nahi Khwah Woh Salam se pehle sajda e Sahw kare ya Salam ke baad
Baaz riwayat milti hain jisme Rakat chhootne ya Kisi Kami ka shak hone per Salam ke baad sajda e Sahw ka zikr hai
Aisa bhi kar sakte hain
Aur Salam se pehle sajda karne me bhi koi haraj nahi
Wallahu Alam
اللہ سبحانہ وتعالی آپ کو سلامت رکھے اور بہترین اجر عطا فرمائے ۔۔۔آمین
Masha allah subhan allah jazakallahu kairan kaseera
Mashallah
*JAZAKALLAH KHAIR W AHSAN ALJAZA BROTHER ZAID PATEL SAHAB*
*RABBI ZIDNI ILMA*
Mashallah Alhamdulillah is program se maine apne bht si galtiyo ko sudhara hai... Allah hum sab behtar tarike se namaz ki taufiq ata farmayen. Aur program ko age bhadne me madad farmaye... Jazakallah khair....
JazakAllah
Jazakallahu khair
SHUKAR HAI ALLAHMDULILLAH ❤
جزاك الله
Jazakallu Khair
Sukriya
Allah rabbul ijzat episode ko kamiyabi kre
Aameen summa Aameen ❤
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Barakatuh Zaid Patel bhaisb
Assalamu alikum wa Rahmatullah wa Barkatahu aap sab ka, itne achae aur sahi namaz sikhane ke liye... Esha me padhne wale witar ki namaz ka sahi tareeka bhi zaroor se zaroor bataiye please....
MashAllah
walekum As Salam wa Rahemtulahi wa Barkatu ❤ ALLAH PAAK ❤ Aapaki Har jayaz Dua Kabul kare ❤ Aur ALLAH PAAK Aapko Duniya Aur Aakhirat mai Kamyab Farmaye Aamin Summa Aameen ❤
ji JAZAKALLAH KHAIR ❤
Alhamdulillah
Jazakallahu khair for all episodes
It helped alot
Jazakallah
SALALLAHU ALEHI WALEHI WASALLAM ❤
Asalam walaikum sir ab namaz ke baad k Azkar aur Dua bataye JazakAllahkaira Asalam walaikum
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
5 Minute ka madrasa aur doosri Videos dekhe
Asalam walaikum sir ab namaz ke baad k Azkar aur Dua bataye jazakallahkaira Asalam walaikum
Assalam walaikum wo rahmatullahi wo barakatuhu
Chair me baith kar padhne ka tareeqa bhi bolona
Mashallah bro please keep it up👍
Assalamualaikum niche baith kar bhi namaz padhne ka tarikha shikayen please
Walekum assalam
❤❤❤❤
❤
masya Allah
Beth kar namaaz padne ka tareeqa bhi btaiye please
Assalam o alaikum wa Rahmatullah WA barkatu
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
*sijd-e-sahw & arkan ke bare me*
Assalam u Alaykum wa rehmatullahi wa barakatahu...please aap wajib ul WITR ki namaz ka bhi tarikha dikhaye please 1 raakat or 3 rakat or more than that Kaise padhein ??
As salamu alaikum
WA rahamtullahi
WA barkatu
Vitar namaz ka tarika bhi bataiye.... please
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
Witr ki Namaz bhi Baqi Namazo ki tarah hai
Bus usme Dua ka izafa hota hai jo aakhri rakat me karni hoti hai ya Agar ek rakat witr hai to ruko se pehle kare
... 3 Rakat witr hai to 2 tarah se padh sakte hain
Ek salam ke sath ya
2 salam ke sath
Ek salam se padhenge to koi Tashahhud nahi hoga ek salam ek tashahhud, aur Akhri rakat ke ruko se pehle Dua e Witr
2 salam se padhne ka tareeqa hai ki aap 2 rakat alag padhege aur 1 rakat alag
aur us ek rkat me ruko se pehele Dua padhenge witr ki
5,7 rakat wale Witr bhi ek hi salam se padhe jayenge
9 Rakat wala witr ek salam se padhenge per 8th rakat me tashahhud padhenge phir khade honge
Yani Ek Salam aur 2 tashahhud
ummeed hai samjh aa gaya hoga
@@iPlusTVonline jazakallah khair
Assalam alaikum warahmatullahi wabarrakatuhu alhamdulillah Maine sab episodes dekhe hain Jazakallahu Khair muje namaz meri galtiya malum hui aur muje ye Janna hai k jab Sandey me ho tab naak ko dekhna hai aur salam pherte waqt kandhon ko dekhna hai kya ye sahi hai in dono cheezon ke baare nahi batata gaya
Asslam alikum shekh agar namaz ka koi rukn chhot jaye ho jaye to uske liye kya hoga
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
namaz ka koi rukn choot jaye to us rukn ko poora karna padega
Sajda e Sahw se rukn ki kami poori nahi hoti
Agar Qiyam ke kisi rukn ko chhoda jaise Qiyam
Fatiha
Rukoo' to aise me woh rkaat dohraye
aur Phir aakhir me sajdae sahw kare
Assalam Alikum sir bas namaz ke 10 episodes hai ???
👌👌👌👌❤❤❤❤❤
Assalamualaikum aap jo hadees screen pr late h plz bta dijiye kaha se milega
Jyese akhri tashahud bhool jaye to kya hoga
Sir witr namaz k baare m bataye aur dua qunut m hath utha kr dua mangna sahi h
Is Silsile me behter yahi ki Ruku' se pehle Bina hath uthaye Dua ki jaye, yani Qunoot e Witr ki Dua.
lekin agar koi hath utha kar Dua karta hai to yeh bhi sahi hai.
Raha Qunoot e nazila ka mamla to Qunoot e nazila me Rukoo' ke baad hath utha kar Dua maangna chahiye.
Witr 1,2,5,7,9 Raka'at hain.
Agar Witr 1 raka'at ada kar rahe hain to Ruko se pehle Dua e Witr padha kare aur baqi Namaz aam tareeqe per hogi
3,5,7,9 Rakat padhenge to aakhri raka'at me Dua e Witr padhenge
3 Rakat witr ko 2 tareeqe se ada kar sakte hain
1. Ek Salam ke sath
2. 2 salam ke sath
2 salam se padhne ka tareeqa yeh hai ki pehle 2 raka'at padhi jaye aur salam pher diya jaye
phir 1 rakat ki niyat baandhe aur us rakat me ruko se pehle Dua e Witr padhen
9 rakat witr padhenge to Akhir rakat se pehle 8th raka't me tashahhud me bethenge aur Durood tak padhne ke bad dobara se khade ho jaye aur Akhri rakat padhe aur ruko' se pehle Dua e Witr padhe
Wallahu Alam
Agar nimaaz ke aakhir mein salam galti se pehle bayein taraf pher dhi tou kya Karen...?
Assalamu alaikum wr wb sajda krne ke bad yad na rahe ek hua do huye tab, char rakat ke bad baithne ki bajay khade huy tab kya karen?
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
Agar Shakk hai to pehle apne shak ko yaqeen me badle
ki Aapke Sajde choote hain ya nahi
Agar yaqeen hai ki chhooote hain to aise me Sajda ke chhootne ki wajah se ek rakat dohrayi jayegi
Aur Akhir me 2 sajda e Sshw kiye jayenge
...
Agar Tashahhud e Akheer me bethna bhool gaye aur Rakat ke liye achhe se khade ho chuke to Raka'at poori kare aur aakhir me 2 sajda e sahw karke salam pher den
Wallahu Alam
Namaz ki rakaton ke bare main aapne bataya hi nahi
Aur na witr ke bare main
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Assalamu alaikum wr wb wire me dua e qunut padhna bhul gaye,sajda sahw kr sakte?
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh ... witr me Dua e Qunoot ka ehtmam hona chahiye aur padhni chaiye Dua
Per Dua yeh Wajib nahi hai.
Balki Sunnat hai
Sunnat ke chootne per sajda e Sahw nahi karte
Nahi kiya hai to koi haraj nahi hai
Assalam walaikum agr koi program sponsore krna chahe to kitna coast ayegaa
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
9588888826 per Contact karen
WhatsApp ya Call dono available hai ...
jazakallahu Khaira
Aasalamu alaikum.Mere sawal yeh hai ki jab salam phirre to nigahein kaha hone chahiye.
Wa alaikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Agar witr mei .witr ki dua agar miss hojaye to sajda Sahu karna hai
Nahi, Iske liye sajda Sahw karne ki zaroorat nahi hai
Kya namaj padhaane ke liye topi jaruri hai
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Assalamualaikum me jub aese namaz padhti hoon to mere Ghar vale daantte hai kya karon mere Ghar me sub vaise hi padhte hai bahot log bhi aate hai too kya karon mere Ghar me zyada jagah nahi hai
Wa alaikum assalam wa rahmatullahi wa barakatuhu
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Sajde me ruqu ki tasbeeh padh liya to sajda sahu karna hoga
Ji bilkul kyu ki aapne sajde ke related kuch ni padha isliye
Q ki pura namaz padh kr akhri tashahood bhool gye to iske liye kya krna hoga
Akhri tashahhud agar choot gaya hai to woh Insaan Dobara se is Rukn ko poora karega aur Salam se pehle sajda e Sahw karega
Topi ka kya masala Hai topi pahan sakte hain ya nahin Sahi Hadis kya hai
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
4 rakath ki jaga 3 rakath paday hai tho, alag se 1 rakath padna hai sahi hai
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
SALAM AGAR NA FERA JAYE TO? AGAR KOI TASHAHHUD NA PADHKE KHADAA HI HUAA THAA KI KISI NE YAD DILAYA IMAM BAITH GAYAA PURI NAMAZ MUKAMMAL KI TO SALAM FER KE DO SAJDE KIYE TO YEH GHAKAT HA ? SAJDA KE BAD FIR DUBARA SALAM FERNA PADEGA?
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Masha Allah
Jazak Allah khairan
Mashaallah mashaallah mashaallah
Jazak Allah