बहुत बहुत ज्यादा शुक्रिया आपको ,अल्लाह ताला आप को जन्नत नसीब करें आपको सेहतमंद बनाए और इल्म में इजाफा करें मैं बहुत खुश हुआ आपकी सलाह workshop video se.😊
Allah unko Sabr aur Ajr de woh daya hath hi rakhe Allah ne kisi ko uski taqat se zyada karne ka mutalba nahi kiya agar unke paas Hath nahi hai to jo hath hain uske zariye se hi mukammal Namaz ada kare
One of the most important video produced by iplus TV. All the information and details given here are as per Quran and hadees along with references, Jazakallah khair. The recommended posture to sit in last tashaddud may not be possible for many people with lesser flexibility. In such cases what should be the best posture to sit. Also, in the ideal saf condition when shoulders and feat are touching, the hands during sajdah will not have space to expand as shown. Anyway, ideal saf condition will never be attained with the exception of jummah and Eid prayers in our region. Allah ham ko sahi rasta dikhae Aameen
Aameen Beshak Allah ki rehmat en logon ke saath hogi. Please help iplustv monetary support. This is the only way we can help this channel to function properly. I preach what I practice. Sorry if you feel offended Allah hafiz
@@mohammedabdulquayyum6822 As salam walekum wa Rahemtulahi wa Barakatu ❤ Q Nahi mera yehi maksad Hai ki jitna Ho sake utna ALLAH ke Raah mai kharch karu Bhai ALLAH paak Hame Kaihene sunne se jada Amal karane ki Topiq Aata Faramaye ❤ Aameen summa Aameen ❤ ALLAH Hafiz kaihene se BEHATAR Hai As salam walekum wa Rahmtulahi wa Barakatu kahena q ki pyare Nabi paak ka Farman ❤ Hai ki salam ko Aam karo ❤
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh Nahi, Arkaan chhoot jaane se Namaz ko dohrana hoga Sajda e Sahu se usko poora nahi kiya ja sakta jaise agar kisi ka ek sajda reh gaya to woh Poori ek rakat dohrayega aur Sajda Sahw bhi karega Sirf Sajda e Sahw karne se baat nahi banegi Wallahu Alam
محترم اسلام علیکم ورحمتہ وبرکاتہ!سجدے میں دونوں پیروں کی ایڑیٔوں کا آپس میں ملانا والی حدیث کو ضعیف بتاتے ہیں ۔میںاشقال میں مبتلا ہوں ،رھنمایٔ فرمائیں نوازش ہوگی واسلام ۔۔.....۔۔
والله أعلم Is masle me aur bhi Hadees hain Iske alawa jis Hadees se ulama ne Istidlal kiya hai ki Allah ke Nabi ke per Mile rehte the. صحيح ابن خزيمة" في حديث عائشة المتقدِّم : ( أنَّ الرسولَ صلّى الله عليه وسلّم كان رَاصًّا عقبيه ) . Hazrat Ayesha ka hath aapke dono pero per pada Jab aap sajde me the
Salah Workshop Watch All Episode ➨ ua-cam.com/play/PLsF39TzFrYcUxofeBnVJ-ekJwHjMkJpsy.html
Zajakallah
Bohot khoob kaam kiya hai..
बहुत बहुत ज्यादा शुक्रिया आपको ,अल्लाह ताला आप को जन्नत नसीब करें आपको सेहतमंद बनाए और इल्म में इजाफा करें मैं बहुत खुश हुआ आपकी सलाह workshop video se.😊
SHUKAR HAI ALLAHMDULILLAH ❤
Aameen summa Aameen ❤
Allah اللہ اکبر الحمدللہ الحمدللہ رب العالمین
Ameen ya Rabbul alamin
Mashallah
Jazakallahu Khairan kaseera
Walekum assalam wr br
Zaid sir bahut khoob
Mashallah behtareen
Masala allah aur ye Jo summary aapne banaya hai ek hi video me namajka pura tarika dekh ye vi bothat maharbani hoge..
MA SHAA ALLAH
Masha Allah barakallah dil se Shaikh Zaid par salam hai, ap ki mehnat insha Allah barbad nahi hoga
Ap namaz ka sahee tareeka sikhatay hain AP koo khuda salamat rakhay
Aameen summa Aameen ❤
Jazaakallah
*JzakAllah (صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ)*
Alhamdulillah😊
Allah Hu Akbar Allah Hu Akbar Allah Hu Akbar
Shukriya aap ka
Mashaallah brother zaid and Bilal and I plus tv
Mashallah maine puri series dekhi hai
Aur ye jo summary aapne banaya hai ek hi video me Namaj ka pura tarika .....
Bahot khoob❤❤
Masallah
Ma Sha Allah
Episode 9
Mashallah
Jazakallah khair❣️
Masha Allah
Jazakallah khaira shaikh
Ameen
Masha Allah Subhan Allah Alhamdulilla jazakallah khair kaseera
Jazakallahu Khaira ... Share the khair .. Keep Support ... iPlus TV
Masha Allah
Masha Allah
Bahut behtareen tarike se samjhaya
Subhan Allah bahuth achi tarah samjay bilkul may aisy hi padtihu aur bhi mery didi ka baya hath nahi hi kaesiy padna chahi
Allah unko Sabr aur Ajr de
woh daya hath hi rakhe
Allah ne kisi ko uski taqat se zyada karne ka mutalba nahi kiya
agar unke paas Hath nahi hai to jo hath hain uske zariye se hi mukammal Namaz ada kare
Zaid sir is one of the best person i have ever seen in my life
Allhamdulilah
One of the most important video produced by iplus TV. All the information and details given here are as per Quran and hadees along with references, Jazakallah khair.
The recommended posture to sit in last tashaddud may not be possible for many people with lesser flexibility. In such cases what should be the best posture to sit.
Also, in the ideal saf condition when shoulders and feat are touching, the hands during sajdah will not have space to expand as shown.
Anyway, ideal saf condition will never be attained with the exception of jummah and Eid prayers in our region.
Allah ham ko sahi rasta dikhae
Aameen
Ma sha Allah great efforts May Allah kareem reward to all of your team insha Allah
Jazakallah khair Shaikh 💞👍
Jazakallahumma khair
ماشاءالله جناب بہترین تعلیمات اور اصلاحی پروگرام ہے آپ کے
Jazakallah
walekum As Salam wa Rahemtulahi wa Barkatu ❤
ALLAH PAAK ❤ Aapaki Har jayaz Dua Kabul kare ❤
Aamin Summa Aameen ❤
Aameen
Beshak Allah ki rehmat en logon ke saath hogi.
Please help iplustv monetary support. This is the only way we can help this channel to function properly.
I preach what I practice.
Sorry if you feel offended
Allah hafiz
@@mohammedabdulquayyum6822 As salam walekum wa Rahemtulahi wa Barakatu ❤
Q Nahi mera yehi maksad Hai ki jitna Ho sake utna ALLAH ke Raah mai kharch karu Bhai
ALLAH paak Hame Kaihene sunne se jada Amal karane ki Topiq Aata Faramaye ❤
Aameen summa Aameen ❤
ALLAH Hafiz kaihene se BEHATAR Hai As salam walekum wa Rahmtulahi wa Barakatu kahena q ki pyare Nabi paak ka Farman ❤ Hai ki salam ko Aam karo ❤
❤
Assalamulaaikum warhematulahi wabarkatuhu... Jazkallah Khairan
Beshak
Kafi sari ghaltiya theek ho gai apki ki is series se
Jazakallah khair
Asslkm jazakallah khair
3rd or 4th rakat me raful yadain krna hai ?
Mohammed saleem Hyderabad city assalamualakum
walekum As salam wa Rahmtulahi wa Barakathu ❤
Assalamoalikum ungli ko harkat kab tak dena h salamferne tak ya attahiyaat tak
Assalamu alaikum
Wa rahmatullahi wa Barakatuhu
Shaik namaz ka pura tariqa 5minet me baniye ya short video baniye
*takbire tahrima se salam fherne tak repeat*
Sir ye iplus academic ka link plz
3rd tareeqa salam ka zaeef hai
Witre Nawaz ka bhi Tarika bataye
Asslam alikum shekh nak ka kon si jagah tuch hona chahiye
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh Ooper ka hissa
Mujhe ye pochna tha k tashahud me starting sy he hm shadat ki unglii sy ishara kry gy ya phr after اشهدو اللہ k bd؟
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Iplus acodami noteskaisa open karay
Assalamu Alaikumm Warehmatullahi Wabarakatuh
9588888826 per Contact karke mukammal detail hasil kar sakte hain
Jazakumullahu Khaira ...
assalamualaikum Sir,, sajda sahu karne ka tareeqa bataye na,,, agar arkaan me miss hojye to,,, sajda sahu karne se namaj ho jayegi,,
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh
Nahi, Arkaan chhoot jaane se Namaz ko dohrana hoga
Sajda e Sahu se usko poora nahi kiya ja sakta
jaise agar kisi ka ek sajda reh gaya
to woh Poori ek rakat dohrayega aur Sajda Sahw bhi karega
Sirf Sajda e Sahw karne se baat nahi banegi
Wallahu Alam
@@iPlusTVonline sukriya sir
Subhana zilmulki wal mlakuti subhana zilizzati wal azmati walhebati walkibriyai waljbarut
Sijde me ruku me pdskte he
36
Jab do sajdon ke darmian me bithe to nazar kahan honi chaheye
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Shaikh ham log jo kapda pehnte Hain Punjabi suti ka usmein kandha dikhai deta hai puri sharir dikhai deta Hai namaj hogi.
Agar Satar dikhayi deta hai to aise Bareek kapde me namaz nahi hogi
Wallahu Alam
Ruku me nigah kahan rhegi
Sajde ki jagah per
Bhai sajde ke hi jagah pr
محترم اسلام علیکم ورحمتہ وبرکاتہ!سجدے میں دونوں پیروں کی ایڑیٔوں کا آپس میں ملانا والی حدیث کو ضعیف بتاتے ہیں ۔میںاشقال میں مبتلا ہوں ،رھنمایٔ فرمائیں نوازش ہوگی واسلام ۔۔.....۔۔
والله أعلم
Is masle me aur bhi Hadees hain Iske alawa jis Hadees se ulama ne Istidlal kiya hai ki Allah ke Nabi ke per Mile rehte the.
صحيح ابن خزيمة" في حديث عائشة المتقدِّم : ( أنَّ الرسولَ صلّى الله عليه وسلّم كان رَاصًّا عقبيه ) .
Hazrat Ayesha ka hath aapke dono pero per pada
Jab aap sajde me the
Aurten bhi aisi hi sajde karen kya?
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
Jazakallah khair❤
Mashallah
Jazakallah
❤
Mashallah
❤