July 23 me staff nurse ki salary 10 din ki deduct karke 12 staff nurse ka stop salary order bnaya tha lekin ek sister ki el manjur hui ab salarybnane pr wah show ho rhi stop order uski salary kaise nikalenge plz solve problem
Sr pichele month july 2020 ki jinki salary roki thi usko ab august 2020 ki salary dene ke liye fir se stop salary payement order bna hoga plz my answer 🥴🥴😇
Agar employee ke previous office ne stop salary kiya hai to stop salary payment banakar, or absent kiya hai to absent delete kr ke regular bill ki tarah hi generate kr sakte hai
Sir kisi employee ka do maah ka vetan 7th pay me ho chuka ha or ab uska ka vetan 6th pay me aa raha ha to us employee ka vetan 7 th pay me kaise laye jabki uska 7th pay fix. All ready bata raha ha
Mainee apnee Pran koo central to state transfer karaya tha uskee baad ddo aur pao details change hoo gayi par ifmis software par payment history nahi aa rahi too iskaa kya process hai please help me.
सर मुझे ऐसे कर्मचारी को समस्त दायित्वो का भुगतान करना है।जो विगत दस बरसों से बर्खास्त था,जिन्हें कोर्ट द्वारा बहाल कर सभी दायित्वो का भुगतान का आदेश किया है,जिनकी मृत्यु भी हो चुकी है।कृपया जानकारी देवे।
Increment or DA ke Vradhhi hone pr IFMIS pr Automatic Chage ho jayega, aapko uske liye koi process nahi krna hai, agar phir bhi update nahi hota hai to Allowance and deduction se employee ki detail me jakar update as per latest salary rule pr click krne pr Update kiya ja sakta hai
Attendance sheet master me jakar absent search wale option se employee ko search kr select kre Iske baad year or month select kre, jisme absent lagai gai thi. Ab har date ke pas delete ka option hoga, jise click kr ke aap absent delete kr sakte he
वेतन बिल ifms से बनाने का एक डीटेल वीडियो बनाने का कष्ट करें । नये कर्मचारियों का नाम जोड़ना, नाम हटाना , बिल तैयार करना इत्यादि भी भी बताने का कष्ट करें ।
Meri wife ki joining Aprilb me Hui he or July aur August ka payment a chuka hai parantu April Mai aur June ka payment nahin hua hai babuji ka kahana hai ki bil banaa Diya lekin bil kahan atka yah nahin kahate Hain Bhopal treasury mein later bheja he kripya bataiye payment kaha ruka hoga or kaise niklega
70,80,90 % ki category me h kya, yadi haa to, stipend online hone ke phale ka stipend offline bill se payment hoga, jiski swikriti bhopal DTA se milegi, uske baad menual bill treasury me submit ho payega.
Ek doubt or h pay protection k rules kya h mp me written me kha se milenge..... 1.koi 1900 se 2100 grade pay pr aye to 3 yr service 2.koi 2400 se 2100 pe aye 3.ex servicemen retire ho kar aye to Inke rules kha se milenge
Bhai ek uljha hua case h Suppose ek employee ki joining h sep 18 usko joining karwai ddo x k through employee code bhi yhi se bana bt salary mili nhi Ab ek naya ddo bana y usme joining karai jan 19 first time Ab purane month ki salary lag nhi rhi ddo y me Kya kare
Employee ki first joining date dekhe, yadi joining date sahi hai to stop salary or stop salary order banakar payment kr sakte hai. Sath hi cfms pr bhi joining date check kare, yadi joining date galat ho to Treasury ke madhyam se joining date me change karaye.
सर एक एम्पलाई स्वैच्छिक सेवा निवत्ती ले रहा है। इनका इस माह केवल 15 दिन का वेतन बनाना है। तो स्टॉप सैलरी ऑर्डर से 15 दिन का वेतन तो रोक सकते है । पर अब आगे इनका वेतन तो बनना बंद करना पड़ेगा ना तो कैसे बंद करे। कृपया बताएं।
Bhai meri joining 13 September 2017 ko hui thi or meri parivekchha avadhi bhi khul gai me mujhe mera fixsetion karna he uske liya koi vedio banao na bhai
Bhai sep month k bill h...order generate ho gya pending dikhata h bt uska kch ho nhi rha.... 3 baar bill lag chuka bt fail ho rha na hi order mil rha na delete ho rha na hi new order ban rha h Kya kiya jaye
Tech Guru sab kuch sahi h sb head theek h 5 employee bache huye the Unka bill generate kiya ek din pending dikhata h agle din gayab... Ab na dubara bill generate ho rha na delete ho rha na khi dikh rha h Koi reset krne ka option ya district treasury se kch ho sakta h kya bhai
Employee ki death ki detail sm me jakar Denise detail submit kare , or ex Gratia claim banaye pr agar paid ho to paid na kare, phir arrear calculate kare or bill submit kre, sath hi employee ki nominee detail bhi submit kare
New employee ko kon add krta h ato ddo ya sub treasury officer 2.Cfms se employee data ifmis pe ane me kitna time lgta h 3.new employee k liye password kon deta h 4.ifmis se pran apply ho sakte h kya 5.employee code kaise generate krte h
New employee ke liye employee code Treasury se generate karne ke baad , employee ka pran number hetu S5 c-fms pr DDO ke dwara Treasury ko bheja jata hai, Pran number aane ke baad ddo ke dwara employee ko cfms pr post pr join kara kar bank detail update krna hoti hai. Iske baad employee ki pay detail ko Treasury ke madhyam se update karana hota hai. Treasury me par record update hone ke lagbhag 24 hour me employee ifmis pr aa jata hai, jiske bad ifmis pr admin ki id se SM e jakar transfer joining se employee code se employee ko search kr join karana hota hai. Ifmis pr employee ka pay record update krna hota hai. Employee ko password dene ke liye admin ki id me admin pr jakar reset password pr jakar password ko reset kr sakte hai. Ummid karta hu aapko aapke sare sawalo ke javab mil gaye honge.
Sir ji please reply Mai pahle forest department me था vaha se muhje November 2019 का 6 din का payment दे दिया usake bad Maine dusra department join कर लिया meri joining date November 18/2019 है Presents department me meri 13 din की salary कैसे niklagi
@@niteshsitole6378 agar dusre dipartment se aapka 13 din ka stop salary order banaye gaya hai to stop salary payment order banakar aap payment kr sakte hai, or yadi software me absent lagai gai hai to use delete kr paybill generate kre. stop salary payment video ke liye is link pr jaye ua-cam.com/video/F6ULYVcv1X4/v-deo.html
Sir meri oct-2019 ki salary Ruki hai. Mera transfer Oct me dusri district me ho Gaya tha . Waha wale Kah rae h pahle aap purani district se stop order delete karwao aur purani district me mera record show nhi ho raha , Aisa Kah rahe hain. Plz help me
Agar aapki salary stop salary se roki gai he, to stop salary payment ke dwara salary generate ki ja sakti hai, or yadi aapki absent lagai gai hai to uske liye aapki absent delete krana jaruri hai, isliye aapko dubara se purv ke ddo me join krana hoga, jisse baad ddo ki id se aapki absent ko delete kiya ja sakta hai, absent delete hone ke baad aapki salary regular bill se generate ki ja sakti hai
Sirji, ek karamchari 15 din ke medikal par gaya tha uski 15 din ki salary banai thee kintu dhyan nahi rehane ke karan usko agale 3 month tak wahi salary milati rahi karpaya uski banki salary kese banaye margdarshan de 👏👏
Salary se hone wali recovery ko aap allowance and deducation me jakar Other Recovery me add kar sakte hai,. Or challan se jama karne ke liye aapke vibhag ka jo bhi head ho usme challan ke dwara bank se jama kar, challan ki copy ko sthapna se employee se service record me darj karna hota hai. Iske alava bank se challan ki limit shayad 10 se 20 thousand kr di hai, Is liye aap mp online ke pas cyber treasury ke madhyam se amount ko jama kar receipt le sakte hai. Jama kiye jane hetu head ki jankari apne office ki sthapana shakha se prapt kare.
सर जी नमस्ते मुझे समयमान वेतनमान के बारे जानना था, मेरा मूलवेतन 01/01/2016 6th Pay (6650+1300) था, फिक्सेक्शन 6650+1300=7950*2.57= 20431 (7th Pay में वेतन होता है 20900 01/07/2016 वेतन वृद्धि के बाद 21500 होता है 04/08/2016 समयमान वेतनमान के बाद वेतन कितना होगा सर जी ??? ( )
agar non regular emp ka employee code generate nahi hua ho to sabse pahle unka empoyee code generate krne ke liye online form submit kre, iske baad payroll se regular bill ke jaise hi non regular emp ka bill generate kre.
Bhai koi employee h uska naam add kiya gya district treasury se..... Bt usko ek tehsil ki jagah dusri tehsil me joining karwa di....or usko salary nhi mili.... To new employee ko koi prblm to nhi ayegi wapis joining karwane me
1. Payslip nikal kar dekhe 2. Yadi payslip nahi aaye yo Payroll se Stop salary detail me dekhe, 3. Yadi stop salary order bana hai to SSP banaye. Or nahi yo SS or SSP video ke anusar banaye.
क्या 5 जनवरी 2019 की जोइनिंग है ? यदि हा तो जनवरी 2019 के बिल जेनेरेट करने पर सॉफ्टवेयर में स्वतः ही नाम जुड़ जाएगा। आप जेनरेट करने के पूर्व कर्मचारी की अलाउंस एंड डिडक्शन की जानकारी सुधार लेवे। ओर यदि 2018 की है तो कृपया इस वीडियो को देखे ओर इसके अनुसार उस अवधि का ss or ssp बनाकर करे। ua-cam.com/video/F6ULYVcv1X4/v-deo.html
@@rahul-gf7nh लेकिन पहले आपने 5 जनवरी बताया था। Plz आप वीडियो के अनुसार प्रोसेस करे। यदि आपने stop salary पहले से कर रखी हो तो, वीडियो में stop salary order के बाद वाली प्रोसेस करे। आसान शब्दो मे जोइनिंग date से month end date तक का stop salary order बनाये, payment आर्डर बनाये, ओर जेनेरेट करे।
iske liye mene video upload kr rakha hai, aap my video me jakar dekh sakte hai, lekin kuch updates hone ke karan me dubara video upload krne ki koshish krunga
July 23 me staff nurse ki salary 10 din ki deduct karke 12 staff nurse ka stop salary order bnaya tha lekin ek sister ki el manjur hui ab salarybnane pr wah show ho rhi stop order uski salary kaise nikalenge plz solve problem
July 23 me staff nurse ki salary 10 din ki deduct karke 12 staff nurse ka stop salary order bnaya tha lekin ek sister ki el manjur hui ab salarybnane pr wah show ho rhi stop order uski salary kaise nikalenge plz solve problem
Sirji meri joining date 03/03/2014 ki hai.samviliyan 03/03/2017 ko hua.to first increment jan17 ko lagega ya july17 me.
Sir, lpc katne ka स्टेप vaiz स्टेप प्रोसीजर का वीडियो भेजें। सादर धन्यवाद।
Good job bro 👍
Keep it up
Thank you so much
Sir yadi kisi employee ki salary absetee me dal denge to usko draw krne ki kya process hy
sir mera april ka vetan ruka hua tha abhi babuji se bat huyi to bol rhe hai bill lag gya hai Boucher nhi mila hai kesi kya proccess hoti h ?
Sir ji 07.06.2018 se 30.10.2019
17 months ka HRA areares nhi ban raha he.
Ifmis mp treasury me show nhi ho raha he plz btaye kaise bnaye
Manual bill mptc 24 pr banakar bhi submit kr sakte h
ifmis per Sir iss m Abhi jo rule aaya hai ki employees ka mobile number dal na hai vo kise dal tel us? Mujhe letter Mila hai is Kam Ko kar ne ka
Sir ek hi stop order ek se adhik employees add kiye ja skte hy kisi ki ek din ,4 din ki hy aur ek din ki salary nikali ja sakti hy
Abesnt kaise lagate hy
Gst ka refund bill kaise lagate hai.
Sr pichele month july 2020 ki jinki salary roki thi usko ab august 2020 ki salary dene ke liye fir se stop salary payement order bna hoga plz my answer 🥴🥴😇
Sr hamere yaha se kuch karmchario ke data ifmis se achanak hat gye unki vetan kaise karenge Plz replying..reply answer
Pay roll la opition nahi mil raha h
Transfer se aye huy karmchari ka vetan kaise nikalenge month aug.2019 ka
Agar employee ke previous office ne stop salary kiya hai to stop salary payment banakar, or absent kiya hai to absent delete kr ke regular bill ki tarah hi generate kr sakte hai
Sir kisi employee ka do maah ka vetan 7th pay me ho chuka ha or ab uska ka vetan 6th pay me aa raha ha to us employee ka vetan 7 th pay me kaise laye jabki uska 7th pay fix. All ready bata raha ha
Sir TA/Medical ke bill kiese lagate hi koi video de please
Mainee apnee Pran koo central to state transfer karaya tha uskee baad ddo aur pao details change hoo gayi par ifmis software par payment history nahi aa rahi too iskaa kya process hai please help me.
सर मुझे ऐसे कर्मचारी को समस्त दायित्वो का भुगतान करना है।जो विगत दस बरसों से बर्खास्त था,जिन्हें कोर्ट द्वारा बहाल कर सभी दायित्वो का भुगतान का आदेश किया है,जिनकी मृत्यु भी हो चुकी है।कृपया जानकारी देवे।
agar payment online process se nahi ho rahe ho to nominee ka vendor banakar use payment kre,
इंक्रीमेंट ,से मूल वेतन बढ़ाने तथा महंगाई भत्ता बढ़ने पर वेतन बिल में संशोधन कैसे किया जावे कृपया यह भी बताने का कष्ट करें ।
Increment or DA ke Vradhhi hone pr IFMIS pr Automatic Chage ho jayega, aapko uske liye koi process nahi krna hai, agar phir bhi update nahi hota hai to Allowance and deduction se employee ki detail me jakar update as per latest salary rule pr click krne pr Update kiya ja sakta hai
Sir jaise bill kar dete hai or kisi Karan treasury me nahi lagta hai to kaise pta chalega ki ye bill nahi lga hai
Sirji Nominee detal, family detail kaise change kre, karmchari ki death ho gayi hai Lekin demise detail submit nhi ho pa Rahi hai...plz reply
Sir bill treasurey me kuch change hua hai 1octmber 2019 se
Absent delete kaise karenge aur software attadance maange raha uski kya process hai plz btaye
Attendance sheet master me jakar absent search wale option se employee ko search kr select kre
Iske baad year or month select kre, jisme absent lagai gai thi.
Ab har date ke pas delete ka option hoga, jise click kr ke aap absent delete kr sakte he
Sir IFMIS PORTAL में लॉगिन के बाद होम स्क्रीन में HRMIS मेनू SHOW नही हो रहा है
इसके लिए कृपया मार्गदर्शन देने का कष्ट करें
Browser change kr k dekhe
Sir jo or vidio bnao fvc bill ki 22 ,51,21,
Dddo ka charge leave par hai to addinational ddo kaise banayege
assign additional charge ki hierarchy banaye or jise charge dena hai, use DDO charge pr assign kre
Mujhe treasury Mai Account number chek Kese Kare..
वेतन बिल ifms से बनाने का एक डीटेल वीडियो बनाने का कष्ट करें । नये कर्मचारियों का नाम जोड़ना, नाम हटाना , बिल तैयार करना इत्यादि भी भी बताने का कष्ट करें ।
iske liye maine video upload kr rkha hai, aap plz mere old video dekhe.
Is portal ka name kua hai sir
Sir ji,
भुगतान वसूली मे ब्याज शीर्ष क्या है कृपया कर बताए? (चालान द्वारा जमा करने पर)
0049 ब्याज के लिए
0800 अन्य प्राप्तियां (रिकवरी के लिए)
ओर आपके विभाग का हेड आपको आपके आफिस से प्राप्त जो जाएगा।
Yearly increment लगा दिया है पर वो पिछलै 10 दिनों से pending ही बता रहा है....... आगे कुछ और करना है क्या
Approved hone me time lag raha hai, kuch din me approved hobrahe hai, ummid hai ki ab tak aapke increment approve ho gaye honge
Sir ifmis par tds katkar payment kaise karte ha
Sir Pay Fixation pr Bhi Video bnaiye.
Meri wife ki joining Aprilb me Hui he or July aur August ka payment a chuka hai parantu April Mai aur June ka payment nahin hua hai babuji ka kahana hai ki bil banaa Diya lekin bil kahan atka yah nahin kahate Hain Bhopal treasury mein later bheja he kripya bataiye payment kaha ruka hoga or kaise niklega
70,80,90 % ki category me h kya, yadi haa to, stipend online hone ke phale ka stipend offline bill se payment hoga, jiski swikriti bhopal DTA se milegi, uske baad menual bill treasury me submit ho payega.
Ek doubt or h pay protection k rules kya h mp me written me kha se milenge.....
1.koi 1900 se 2100 grade pay pr aye to 3 yr service
2.koi 2400 se 2100 pe aye
3.ex servicemen retire ho kar aye to
Inke rules kha se milenge
Sorry main aapke question samjh nahi paya
pay protection rules in mp kya h.......kya purani service count hoti h jb koi govt employee koi exam de kr new department join krta h to
Bhai ye ifmis without swan connectivity open kr sakte h kya
Ddo id khol sakte h kya
Nahi, DDO or Office work ke liye, swan or VPN connection pr hi kaam karega, baki ess kr kaam ke liye employee local net se request kar sakte hai
Tech Guru okkk thanx bhai
Bhai ek uljha hua case h
Suppose ek employee ki joining h sep 18 usko joining karwai ddo x k through employee code bhi yhi se bana bt salary mili nhi
Ab ek naya ddo bana y usme joining karai jan 19 first time
Ab purane month ki salary lag nhi rhi ddo y me
Kya kare
Employee ki first joining date dekhe, yadi joining date sahi hai to stop salary or stop salary order banakar payment kr sakte hai.
Sath hi cfms pr bhi joining date check kare, yadi joining date galat ho to Treasury ke madhyam se joining date me change karaye.
Tech Guru ok bhai thanxx a lot
सर एक एम्पलाई स्वैच्छिक सेवा निवत्ती ले रहा है। इनका इस माह केवल 15 दिन का वेतन बनाना है। तो स्टॉप सैलरी ऑर्डर से 15 दिन का वेतन तो रोक सकते है । पर अब आगे इनका वेतन तो बनना बंद करना पड़ेगा ना तो कैसे बंद करे। कृपया बताएं।
Employees ka online vrs ka form submit kare
SIR TA BILL KAISE GENRATE KARE?????
Sir kisi employee ka nov ka vetan nahi hua ha or na hi stop salary order nahi kar paye ab uska employee ka nov. Ka vetan may me kase kare
Sir family detail kaise edit karte hain, mujhe family ke expired member ka naam hatana hai.
Ess se family detail me jakar form submit kare
Bhai meri joining 13 September 2017 ko hui thi or meri parivekchha avadhi bhi khul gai me mujhe mera fixsetion karna he uske liya koi vedio banao na bhai
1 july 2020 ko mera teesra increment bhi lag jaiga fixsetion ke liya ek vedio bano na brother
SD LOCK IFMIS FULL FORM PLS BATAIYA?
Profitional Tax update कैसे करते है, सर
Allowances and dedication me jakar update kre
Bhai sep month k bill h...order generate ho gya pending dikhata h bt uska kch ho nhi rha....
3 baar bill lag chuka bt fail ho rha na hi order mil rha na delete ho rha na hi new order ban rha h
Kya kiya jaye
Employee ka headline or detail sahi select kare.
Tech Guru sab kuch sahi h sb head theek h 5 employee bache huye the
Unka bill generate kiya ek din pending dikhata h agle din gayab...
Ab na dubara bill generate ho rha na delete ho rha na khi dikh rha h
Koi reset krne ka option ya district treasury se kch ho sakta h kya bhai
Sir ji ifmis me bank account update kar sakate hai
employee ki ID se Missleneous request pr jaye or bank detail update kr request submit kre,
Sirji employee ki Death hone pr unke 7th pay fixation ki poori arrear Rashi kaise paid karenge...plz reply
Employee ki death ki detail sm me jakar Denise detail submit kare , or ex Gratia claim banaye pr agar paid ho to paid na kare, phir arrear calculate kare or bill submit kre, sath hi employee ki nominee detail bhi submit kare
Thanks sirji..
New employee ko kon add krta h ato ddo ya sub treasury officer
2.Cfms se employee data ifmis pe ane me kitna time lgta h
3.new employee k liye password kon deta h
4.ifmis se pran apply ho sakte h kya
5.employee code kaise generate krte h
New employee ke liye employee code Treasury se generate karne ke baad , employee ka pran number hetu S5 c-fms pr DDO ke dwara Treasury ko bheja jata hai,
Pran number aane ke baad ddo ke dwara employee ko cfms pr post pr join kara kar bank detail update krna hoti hai. Iske baad employee ki pay detail ko Treasury ke madhyam se update karana hota hai.
Treasury me par record update hone ke lagbhag 24 hour me employee ifmis pr aa jata hai, jiske bad ifmis pr admin ki id se SM e jakar transfer joining se employee code se employee ko search kr join karana hota hai.
Ifmis pr employee ka pay record update krna hota hai.
Employee ko password dene ke liye admin ki id me admin pr jakar reset password pr jakar password ko reset kr sakte hai.
Ummid karta hu aapko aapke sare sawalo ke javab mil gaye honge.
Thanks again bhai everything is clear now.....thanx again
Sir ji please reply
Mai pahle forest department me था vaha se muhje November 2019 का 6 din का payment दे दिया usake bad Maine dusra department join कर लिया meri joining date November 18/2019 है
Presents department me meri 13 din की salary कैसे niklagi
kya employee code same h ?
@@TechGuruUJN हाँ sir employee code same है
@@niteshsitole6378 agar dusre dipartment se aapka 13 din ka stop salary order banaye gaya hai to stop salary payment order banakar aap payment kr sakte hai, or yadi software me absent lagai gai hai to use delete kr paybill generate kre. stop salary payment video ke liye is link pr jaye ua-cam.com/video/F6ULYVcv1X4/v-deo.html
Sir meri oct-2019 ki salary Ruki hai. Mera transfer Oct me dusri district me ho Gaya tha . Waha wale Kah rae h pahle aap purani district se stop order delete karwao aur purani district me mera record show nhi ho raha , Aisa Kah rahe hain. Plz help me
Agar aapki salary stop salary se roki gai he, to stop salary payment ke dwara salary generate ki ja sakti hai, or yadi aapki absent lagai gai hai to uske liye aapki absent delete krana jaruri hai, isliye aapko dubara se purv ke ddo me join krana hoga, jisse baad ddo ki id se aapki absent ko delete kiya ja sakta hai, absent delete hone ke baad aapki salary regular bill se generate ki ja sakti hai
@@TechGuruUJN sir , ye kaise pata chalega ki kaise roki gai hai . Mera transfer hua tha usi karan DDO change hua
@@abhishekeverest stop salary detail m check kre, yahi stop salary ki detail show ho rhi h to stop salary se roki gai h, or show nhi hone pr absent se
Sirji, ek karamchari 15 din ke medikal par gaya tha uski 15 din ki salary banai thee kintu dhyan nahi rehane ke karan usko agale 3 month tak wahi salary milati rahi karpaya uski banki salary kese banaye margdarshan de 👏👏
Sir, mujhse galti se ifms me resignation/vr option per click ho gya hai.
Isse koi problem to ni hogi
Nahi, kewal click karne kuch nahi hoga.
Uske liye application ko submit krna hota he.
Sir, hauf pay kaise stop krte hai
Stop Salary Order Banaye
Thank You So Much Sir
Salery ki full prosse v btao
Sir,
Please salary recovery की प्रोसेस ओर रिकवर सैलरी का चालान बैंक मैं कैसे लगाए संबधी प्रक्रिया भी बता दीजिए कृपा करके
Salary se hone wali recovery ko aap allowance and deducation me jakar Other Recovery me add kar sakte hai,.
Or challan se jama karne ke liye aapke vibhag ka jo bhi head ho usme challan ke dwara bank se jama kar, challan ki copy ko sthapna se employee se service record me darj karna hota hai.
Iske alava bank se challan ki limit shayad 10 se 20 thousand kr di hai,
Is liye aap mp online ke pas cyber treasury ke madhyam se amount ko jama kar receipt le sakte hai.
Jama kiye jane hetu head ki jankari apne office ki sthapana shakha se prapt kare.
@@TechGuruUJN thank u sir
Bijli Bhugtan pr vedio banaye..plz
सर जी नमस्ते मुझे समयमान वेतनमान के बारे जानना था, मेरा मूलवेतन 01/01/2016 6th Pay (6650+1300) था, फिक्सेक्शन 6650+1300=7950*2.57= 20431 (7th Pay में वेतन होता है 20900
01/07/2016 वेतन वृद्धि के बाद 21500 होता है
04/08/2016 समयमान वेतनमान के बाद वेतन कितना होगा सर जी ???
( )
Sir मेरा whatsapp नंबर 8103828456 me ifmis me opretar के bill kese karte है
Sir imfs pr non regular balo ki salary kese generat kre us pr bhi ek video bany plz
agar non regular emp ka employee code generate nahi hua ho to sabse pahle unka empoyee code generate krne ke liye online form submit kre, iske baad payroll se regular bill ke jaise hi non regular emp ka bill generate kre.
Is software ki koi menual book aati h kya
Software me right side me user manual ke option aatr waha se user manual ki book download ki ja sakti hai.
@@TechGuruUJN vo nahi ho rahi hai mene try kiya tha aap PDF mail kar sakte ho kya
नव नियुक्त कर्मचारी का employee database भरने के बाद DDO से verify करने के बाद भी DDO login - pending आ रहा है कृपया समस्या हल करें
Stop salary order ko stop salary payment krne ke liye kaise bahut sare naamo ki list me search kareng
Payroll se stop salary detail me jaye or employee code se search kare.
Bhai koi employee h uska naam add kiya gya district treasury se.....
Bt usko ek tehsil ki jagah dusri tehsil me joining karwa di....or usko salary nhi mili....
To new employee ko koi prblm to nhi ayegi wapis joining karwane me
Employee ko ek salary paid krna hogi , nahi to employee ko relieve nahi kr payenge, kyoki software me last salary drawal date puchta hai.
very nice videos sir ji
Thnx for this video
Nmste sir ifmis me sallery district se rukti h ya state
DDO office ya Head Of Office se
Sr stop salary payment krne ke liye karmchari kaise dundnge.
1. Payslip nikal kar dekhe
2. Yadi payslip nahi aaye yo Payroll se Stop salary detail me dekhe,
3. Yadi stop salary order bana hai to SSP banaye. Or nahi yo SS or SSP video ke anusar banaye.
DPF के लिए आवेदन कैसे करते है सर
Plz video dekhe ua-cam.com/video/GHgdaJm4VDI/v-deo.html
how to generate new employee id
Ddo se password reset karaye
Nice Sir, employees salery ki full process par ek video banye, please.
महोदय मैं ये जानना चाहता हूँ कि 25 दिनों का वेतन कैसे लगाते हैं नए कर्मचारी की जोइनिंग 5 जनवरी है धन्यवाद
क्या 5 जनवरी 2019 की जोइनिंग है ?
यदि हा तो जनवरी 2019 के बिल जेनेरेट करने पर सॉफ्टवेयर में स्वतः ही नाम जुड़ जाएगा। आप जेनरेट करने के पूर्व कर्मचारी की अलाउंस एंड डिडक्शन की जानकारी सुधार लेवे।
ओर यदि 2018 की है तो कृपया इस वीडियो को देखे ओर इसके अनुसार उस अवधि का ss or ssp बनाकर करे।
ua-cam.com/video/F6ULYVcv1X4/v-deo.html
श्रीमान 6 अगस्त 2018 की जोइनिंग है
@@rahul-gf7nh लेकिन पहले आपने 5 जनवरी बताया था।
Plz आप वीडियो के अनुसार प्रोसेस करे।
यदि आपने stop salary पहले से कर रखी हो तो, वीडियो में stop salary order के बाद वाली प्रोसेस करे।
आसान शब्दो मे जोइनिंग date से month end date तक का stop salary order बनाये, payment आर्डर बनाये, ओर जेनेरेट करे।
Sir GPF Part And Full final par ek vedio banayen..
iske liye mene video upload kr rakha hai, aap my video me jakar dekh sakte hai, lekin kuch updates hone ke karan me dubara video upload krne ki koshish krunga
bahut badiya bhai
Aa0ko contact kaise kare
You can contact me on instagram or Facebook page, link in description
Sir or video bnaiye
..... TA bill.. Or bhi billo ke......
Bahut time se videos nai aaye h aapke..... Sir Ji
Ok
Nice 👍 video
🎉🎉
Good
Thanks
Thanks sir
Sir kya apka contact number mil sakta hai? salary process me bahut problems aa rhi hai..6 month ki pending haim.plz sir
Sorry,
Aap mujhe apni problem bataye, main jarur aapki sahayta karunga.
Ha.. Shi hai
@@TechGuruUJN sir Mujhe Ifms per account Kese chek Kare plz help me
Kuch bhi smjh nhi aaya
?
Pnd kaise karr
stop salary order banaye, ya absent lagaye (Absent full month hone pr hi lagaye)
July 23 me staff nurse ki salary 10 din ki deduct karke 12 staff nurse ka stop salary order bnaya tha lekin ek sister ki el manjur hui ab salarybnane pr wah show ho rhi stop order uski salary kaise nikalenge plz solve problem
very nice video sir ji
thanks sir