Bhai sem Tu sem ek video Aisi bnao jismein Hamen bahut sari Jankari aur mil jaaye bilkul ISI topic per ek video bnao inverter ke sath kitne chizen chal sakti hai
Great. I am going to buy dc to dc converter 24v to 12v A100. Yes, 100Amp. Jo mere ghar ka sab dc load matlab k 10 fans aur 10 lights direct solar se chala sake, bagair battery k.Sawaal ye hai k kya 100A ka powerful DC converter b load barhane par voltage ko giraye ga? Please help.
Is converter ko power adaptor se laga k 19v ko 24v nikale power adaptor kharap hoga kya ..or yes long time k liye sehi h kya... Main audio amplifier 200w ka chalana chahta hun thik rahega kya...?
Laga tooo sakta hai bro but apko proper cooling lagana parage aur ek baat a long time chalana ke liya sahi nahi hoga kuch testing ki perpose ya 1-2 din used kar sakte hai
@@Technologymonotosh Bhai mere pass 12 volt ki battary he mujhe 24 volt Lena chahta hu boost chonvairtair modulai ko laga kar 12 volt input de kar 24 volt output le kar ise amplifiair chalaaya ja sakata hai ise battery par kisee cheej ka lod padhate hain ya nahin battery kharaab hotee hai ya nahin
@@Technologymonotosh mujhe atomberg ka renesa fan chalana hai 30 watt ka...mere pas loom solar 50 watt ke do panel hai usse series connection karke 42 volt dikhata hai. voltage kaam kareke 24 karunga aur chalaunga.. koi problem toh nhi hogi na?
Bhai pc computer without battery ke DC to dc buck converter use karke chala sakte hai. Aur ha solar panel kitne watt ka hona chahiye computer ( cpu, monitor type wala) ko operate krne ke liye
Nahi ye buck converter hai broo output se jada volt all time chahiya nahi to work nahi karaga agar apka boost converter ho to tab voltage ko fix rakta tha
@@Technologymonotosh 1 conv of High rating is way expensive but you can buy multiple of 3Amp with heat sink in parallel is effective way . 60rs each . Let say 1000rupee budget then you can buy around 16 conv of small rating . Make a heat sink . Connect in parallel you will get desired high power. Think about it... but yah it will drop its efficiency but it works
400w waree solar panel voc 50v isc 42v amp 10amps 24v to 12 converter se 150 ah battery pwn controller bich mein laga ke charge kar sakte hai Panel= converter= pwm = 150ah battery
App ke pass kitna watt ka solar panel hai bhai pahela batoo Aur konsi inverter use kar raha ho bolo plz Usko bad main batata hu bro Maine koi fake video nahi banta bro plz pahala video main kya bola deklo bro
Bhai mere pass 160 w 12 v ke 2 mono perk panel h aur inverter 600 va Microtek ka h us par maine aapki video dekh buck converter lagaya par inverter low battery show karta h ab batao maine to koi galat nahi bola apke chakkar me mere 700/- bekar ho gaye koi upay batao bhai
Hybrid 35 watt bldc celling fan ko 15volt 3amper pe buck convter ko set kar ke fan chala sakte kya
hmmm
Very nice video thanks 👍 sr
Thanks
Bhai buck converter ko long time ke liye chala sakte hai kay 100w load ke sath
Nahi sir
300w dc to dc buck converter hai
To 100w me to koi issue nhi hona chahiye
Sir iss pe 12V dc cooler Fan chal jay ga. Uss k sath 12dc water pump bhi hota hai chota sa. Ager input pe 220W ka solor panel lagaien then?
Bilkul
DC cooler fan jurk leta hai to ye kharaab to nai ho ga.?
Kitna watt ka fan hai
Bhai sem Tu sem ek video Aisi bnao jismein Hamen bahut sari Jankari aur mil jaaye bilkul ISI topic per ek video bnao inverter ke sath kitne chizen chal sakti hai
Ok sir thanks
kia ma ye buck converter 400watt(40volt and 10 amphere) solar panel ke sath laga ke es pe 500watt inverter laga sakta ho
Nahi bro bohut heat hoga
Nahi bro bohut heat hoga
@@Technologymonotosh tho aur koi haal
Matlab
@@Technologymonotosh mean any other solution
Great. I am going to buy dc to dc converter 24v to 12v A100. Yes, 100Amp. Jo mere ghar ka sab dc load matlab k 10 fans aur 10 lights direct solar se chala sake, bagair battery k.Sawaal ye hai k kya 100A ka powerful DC converter b load barhane par voltage ko giraye ga? Please help.
100 A miskil hai sir milna
Mppt lgana pdega bhaijaa
apka pinal kite watt ka ha ?
Us time 400 ka tha
mera Solar panel 18v 165w 8.5A ka ha Buck converter lga ke 12v output lon to kitne Amps and watts milen ga power loss litna hoga
Kitna amp araha hai abhi
@@Technologymonotosh 8.5amp ka panel ha
7 amp ke aspas mil jayaga sir
24v 530 watt 10amp panel ke liye konsa buck converter lena chaiye
40Amp ki aspas lana chahiya sir
Link ho toh plz share kare
A product har time available nahi rahete sir
550 wt ka solar hai konsa converter use kerna hai please reply
Apke pass abhi kya hai batao
Solar sa direct inviter use kar sakte hai
Hmm but load small utha payega sirr
Is converter ko power adaptor se laga k 19v ko 24v nikale power adaptor kharap hoga kya ..or yes long time k liye sehi h kya...
Main audio amplifier 200w ka chalana chahta hun thik rahega kya...?
Aramse chalaga sir kuch nahi hoga agar adaptor 200 watt ka hai tooo
@@Technologymonotosh adaptor 19v 5amp h...90w ka hai
App ka 100 watt hi output milaga but kharap nahi hoga
@@Technologymonotosh tqq
Welcome 🙏🙏
220v dc ko 20 v dc kar sakte hai kya
Nahi
Brother kithne watt ka solar panel hai aur Ampere kithna hai input mai
400 watt
Solar panel kithna ampere ka hai
@@Technologymonotosh
Solar panel kithne ampere ka hai
Total 20 Amp
Thank you brother
Comouter ups chalega kya bager battery k sirf solar panel aur is buck converter ko use karke?
Kitna watt ka solar haii sir apke pass
Bhi mire pas 50 wat ka Soler pnal he Kya us pe chaliga
Nahi bhai nahi chalaga
Isse cooler chala sakte hai?
Kitna watt cooler
@@Technologymonotosh 80 watt
Dc to dc converter single 300watt solar panel pe use ker sakte h kya.... Jada heat hone pe converter karab to nhi hoga
Use kar sakta hai ek fan lagake kuch nahi hoga
@@Technologymonotosh niche lage ic bahut jaada garam hot Jaata hai
Kitna Amp ka converter
@@Technologymonotosh 300 watt 20amp
Peek hour main problem ho sakta hai ku ki uska max input mil raha hai isliya ek a66a wala cooler lagake ek bar daklo kitna heat ho raha hai
Bhai solar panel kitny watt ka he
Usi time 400 watt ka
Verry good experiment bro
Thanks bro
Bhaiya g meko 250watt 72 volt dc to 12 volt dc step down suggest kriye please
WhatsApp kijiye
@@Technologymonotosh number nhi he aapka
7003476042
Aapne kitne watt ke soler penal can't Kiya h...rizzz
400 watt poly
How many watts are solar panel
400 watt this time
Bahi jan muje laptop chalana hai. Chalega 19.5v ka hai laptop...dc to DC converter heat to ni hoaga na
Nahi bro
Kitna amp ka dc to dc buck converter
Done good work
Thanks
Sar is converter Mein maximum Kitna empier panel Laga sakte hain. please reply dena sar..??????
200 watt best hoga
Agar Ham 300 watt panel de koi problem hoga. cooling fan Laga Denge. Please tell me sir???
Hmm cooling system must dena hoga
410 watt solar ka load da sakti hai cooling fan lagakar. please reply dena sar????
Laga tooo sakta hai bro but apko proper cooling lagana parage aur ek baat a long time chalana ke liya sahi nahi hoga kuch testing ki perpose ya 1-2 din used kar sakte hai
Does this module have anti-backflow when the battery is connected without first connecting the module to a power supply?
Yes
@@Technologymonotosh Bhai mere pass 12 volt ki battary he mujhe 24 volt Lena chahta hu boost chonvairtair modulai ko laga kar 12 volt input de kar 24 volt output le kar ise amplifiair chalaaya ja sakata hai ise battery par kisee cheej ka lod padhate hain ya nahin battery kharaab hotee hai ya nahin
Konsa amplifier hai pahala ye batao
TPA3110 XH-A232 Dual Channel Digital Power Amplifier Board
@@Technologymonotosh TPA3110 XH-A232 Dual Channel Digital Power Amplifier Board
Sir 14.5 volt se 12 volt long kitna rime chala saktaha
amp ki upar depend karta hai sir
@@Technologymonotosh mera bohot heat horah
Nice 🤗
Hello bhai ham isko 42 volt de sakte hai?
app 6 to 40 volt de sakta hai ...42 de sakta hai but bohut heat hoga aur jaldi kharap ho jayaga
@@Technologymonotosh mujhe atomberg ka renesa fan chalana hai 30 watt ka...mere pas loom solar 50 watt ke do panel hai usse series connection karke 42 volt dikhata hai. voltage kaam kareke 24 karunga aur chalaunga.. koi problem toh nhi hogi na?
150 watt ka buck converter hai 6 amp ka.
Panel ka voc kitna a raha hai load condition pe
@@Technologymonotosh load nhi chala raha hu dar lag raha he isiliye. Kahi fan jal gaya toh
Well done 👍
Thanks 🙏🙏🙏
Kya hum isko as li po battery charger use kr saktay hai ?
Charging to hoga but battery ka life kom hojayaga sir
Kitne watt ka solar lga hai
400 watt
Yah converter maximum kitnay voltage burhaa sakta hai????
ye down kar sakta hai
Proper tarike se ek video bnao inverter Kaise chalayen back converter per
Ok sir
Buck converter pe cooling fan lagane chiye kya
Yes agar 10A se uper use karogi tab
200watt mono solar panel S3 is back converter without battery load ran ho skthah kya..fen challenge..
Fan ka watt
@@Technologymonotosh 55.70watt
🙏👍
@@nicevideovinod3600 👍
Converter me cooling fan laga lo bhai
Hmm sir
Bhai pc computer without battery ke DC to dc buck converter use karke chala sakte hai.
Aur ha solar panel kitne watt ka hona chahiye computer ( cpu, monitor type wala) ko operate krne ke liye
nahi chalaga bro
havey load isliya
Agar hamne 19 v set kiya uspe aur input kam jyada ho gya to 19v output bhi kam jyada hota hain kya bro
Nahi ye buck converter hai broo output se jada volt all time chahiya nahi to work nahi karaga agar apka boost converter ho to tab voltage ko fix rakta tha
Kitne watt Tak buck converter heat nahi hoga???
Heat too hoga bhai agar 10Amp se jada use karogi tooo
Is the buck converter is available for higher rating
Use multiple buck conv in parallel for higher rating
Cost are very high
@@Technologymonotosh 1 conv of
High rating is way expensive but you can buy multiple of 3Amp with heat sink in parallel is effective way . 60rs each . Let say 1000rupee budget then you can buy around 16 conv of small rating . Make a heat sink . Connect in parallel you will get desired high power. Think about it... but yah it will drop its efficiency but it works
Bro when u attached many covt in parallel then losses are very high
Kitne soler panel input me lagaye
Minimum 200 watt best hoga
Atomberg renesa fan ko 12 volt 40ah battery se kise chalaye is ka ek video do
Video hai dakho
Universal fan test wala video dakho last part
40v par kitne amp dega
Amp max 20 hai sir
540watt 24 Volt ka solar hai kese use kare
Contact on WhatsApp
Great bhai
Thanks bro
Kya isse hum car ki battery charger kar sakte hai solar me laga kar
Bilkulsir
Fan ac hai ya bldc fan h
Induction fan 80 watt wala sir
@@Technologymonotosh tnx bro acchi acchi video banao knowledge bali aapka channel subscribe kar raha hu
Thanks dear
Bro wire kidhr ja rehe hain😅
Inverter pe sir
Inverters power lost lost korta hai,
Isliye ap sidhe dc load testkijiye
Sohi risal nikal haha 100&
Buck converter se directly inverter chal payega bina battery ka
Chalaga but jurk load nahi le payaga
400w waree solar panel voc 50v isc 42v amp 10amps 24v to 12 converter se 150 ah battery pwn controller bich mein laga ke charge kar sakte hai
Panel= converter= pwm = 150ah battery
Pwm long time ke liya nahi chalega sirr
Bhai sahab,solar panel kitna watt hai?
400 watt broi
4 solar panel 100 watt ka.Bhai super capacitor connect karo,phir bahot load use kar sakte ho.Mai Vikash from Mauritius.
Pata hai just maina dikhaya mera battery se chalta bro thanks 👍👍👍👍
Kitna wat solar panel for this inverter sir
400 watt poly sir
Solor kitna amp de rha hai bhai
Or solor kitna watt ka h
400 watt max 25 amp
20v solar panel se buck converter aur inverter chalega
Yes sir
@@Technologymonotosh max load kitne watt chalega 20w solar panel se
@@Technologymonotosh reply me
10 watt ke aspas
@@Technologymonotosh 100 150 watt Tak ka load nhi chalega power inverter hai 1000w ka
Solar panel कितने watt ka hai???
200 watt bhai
@@Technologymonotosh ye buck converter kitne ka milega क्या इसको permanent use kar skate hai?
Hmm but jada amp use nahi kar sakta hai
Price 750
Bhai mere pass e bike ke lithium battery hai 51v ki kya ke dc to dc stap daun laga sakta hu invatar ke liye
Agar buck converter use karogi to max 200 se 250 watt load le sakte hoo
Jorur hojaige
Kitne amp ka h ye buck converter
20a
👍👍
Aapke inverter ki open Karke video bana sakte Ho Kya aaap...
Inverter ka video hai dakho
@@Technologymonotosh nhi Mila.. Iink diction mill gya
1/2 hp water pump chalega
Nahi sir mosfet bohut heat ho jayaga
Bhai homare pass lekin jab..hame out put site me bhi voltage dikhata
Dokhayaga kuynki reverse protection nahi hai
Hii
@@Technologymonotosh aap k pass hai us hai kiya
Haaa
500 watt Load co chalani ke liye khoms converter lagega
Contact on WhatsApp sir
Right
Thanks
total solar panel kitne amp ka hai?
400 watt
सर्वप्रथम बक कन्वर्टर से इनवर्टर की वायरिंग को स्पष्ट रुप से बताएं
Simple wearing bro mail pe mail kijiya wh no de raha hu okk
maxtech9735@gmail.com
What is the wattage or amp of Solar panel?
tab mere pass 400 watt tha sir
Modual ke model number taytal me bhi batao
Ok
Ye plet kaha milega
Amazon ya Flipkart
Aapne ampare nahi bataye ye maximum kitne le raha hai
when i run celling fan then 9 to 10 amp
👍👍👍
Thanks for supporting bro🙏🙏🙏
Jo controler hai ushka link dijiye plzz
Description pe link diy hua hi
Kya ret hai
Abhi too rate bar gaya sir
Solar panel kitane watt ka he
400 watt ka hai
App mera setup dek sakta hai samaj a jayaga
Bhai Mera inverter to low battery btaane lga aour bnd ho gya.
Solution bataya sir
Pata chal gaya bhai 400watt
Ok
A converter me short protes hai
Noo
I like you
Thanks 👍👍👍👍
3000watt ka milega reply
Nahi bro
Kitne time sailing fan chalega
Jitna time apka 7 amp ka upar ayaga bro
Model number?
Koi Model number nahi hai sir
20A dc to dc buck converter kaheta hai
kindly wear shoes 👟 risk alert
Thanks
Conclusion क्या निकला भाई
srif load test bro aur koi motive nahi tha
Fen watt 55.70waat h
Peek hour main chal sakta haiii
Jurk load ke wajase inverter off ho sakta hai
@@Technologymonotoshpeek hour- ka mtlb me smja nhi...
Max amp Ane wala time matlab 12.00pm to 1.00pm ka time main
@@Technologymonotosh chal jayga....
Solar panel detail no. ¿¿
400 watt poly
Mera system ka bhi video dala hua hai deklo thanks 🙏🙏🙏🙏
Soler wats
400 watts
Kyun bevkuf bana rahe tumhara video dekh kar maine 700/- ka kharida tha koi kaam nahin karta pls don't make fool
App ke pass kitna watt ka solar panel hai bhai pahela batoo
Aur konsi inverter use kar raha ho bolo plz
Usko bad main batata hu bro
Maine koi fake video nahi banta bro plz pahala video main kya bola deklo bro
Bhai mere pass 160 w 12 v ke 2 mono perk panel h aur inverter 600 va Microtek ka h us par maine aapki video dekh buck converter lagaya par inverter low battery show karta h ab batao maine to koi galat nahi bola apke chakkar me mere 700/- bekar ho gaye koi upay batao bhai
Nahi bro Maine apko galad nahi bol raha hai apko Inverter sinewave hai kya???
Reply give
🙏🙏
सोलर जो मुख्य है कितने वाट पर टेस्ट कर रहे है कौन बतायेगा. अपने को ग्यानी समझते पर हंसी के पात्र बनते.
Sry bro ,,🙏🙏400 watt per vai... Agar app older video dakho gi to samaj a jayaga bro
Ye, yaha, ye dekho, yahape dekho, yaha, ye
sry sirr apko bura laga sayed
Mobile number de
7003476042
Solar kitna watt ka hai aapka
400 watt poly
solar kitne watt ka hai
400 watt Maine bataya bro