Input voltage×AH=output power...12×7=84watts..but you may be using250watt hubmotor then 3times current increases ..21 Amps battery drainswithin 10 to 15 mts.Use Teflon wires..they won't heat and use amodule with fan and fix properly.Any how it has worked.Either use 12v,65 amp car battery or2× 12v(series) 20Ah 480 watts or higher on the carriage for long range.Any how thanks for video...❤
boster 12 volt ko 48 me jab badalta ha to 12 volt ke battry se 4 gunna ampir leta ha. Aur os ko volt me tabdel karta ha. Jotheek nahi ha. Is se battry jald khali hoti ha our boster garam hota ha.
Sir mere hisab se 12 volt ki jagah 24 volt 30 ah lfp lithium battery jo prismatic cell se bani ho our jo modul hain vo aap 3 guna amp ka use karte rahi wire ki baat to 2.5/4mm ire use karte to mere hisab se experiment failed nhi hota
Bhai me ye puchna chahta hu ye module mere paas bhi he 30A me me 72v ki battery ki jagah 12v high AMP ki battery ka use karke 12v dc- 72v dc kar du to 72v ki battery ki jagah 12v ki battery se sach me kaam chal jayega plz aap ek baar video banao bike convert karne ke liye jo 2000 watt ki motor use karte he use chalake dikhao plz
Thanks sir aapne es module ki sachaai bta di
Like please❤🎉🎉🎉
isako he step down kare voltage fir bhi garam hoga ye converter ?
Input voltage×AH=output power...12×7=84watts..but you may be using250watt hubmotor then 3times current increases ..21 Amps battery drainswithin 10 to 15 mts.Use Teflon wires..they won't heat and use amodule with fan and fix properly.Any how it has worked.Either use 12v,65 amp car battery or2× 12v(series) 20Ah 480 watts or higher on the carriage for long range.Any how thanks for video...❤
Aapne bahut aacha analysis kiya hai.
Bro i dont no hindi any one can tell shortly Please friends,I want to make e cycle that i want information about this 😢🙏
convettor is not workin, so do not try to use in e_ cycle
To abhi jo battry lgai ho vo kitna ah ki lgi thi
20Ah
@@VIJAYTECHIDEAS 20ah me 3km chali to bahut currrent le rha module
Sir yhi project kisi or idea ke through run kar jaiga btech mechanical se hoo 3year
Bhai ap is bike ko kai hazar kilo meter use ker sakty hain is buster ko ly ker
bilkul nahi.
Wow good idea 👍💡
Sir aapke pass jo e cycle hai vo kya road legel hai ? Police pakad lega?
boster 12 volt ko 48 me jab badalta ha to 12 volt ke battry se 4 gunna ampir leta ha. Aur os ko volt me tabdel karta ha. Jotheek nahi ha. Is se battry jald khali hoti ha our boster garam hota ha.
ji haan bilkul
I I'm from Pak plz sir input 36 volt ko boost karney ky lay kon sa models istemal kàry ?
Yahi wala
@@VIJAYTECHIDEAS ktna amps lode bardasht jar Sakata hy
@@VIJAYTECHIDEAS our is ko aapas my series kar sakty hy
Great sir 🎉🎉🎉
Bhai koi aisa chiz bano na ki Chalte Chalte battery charge ho
Lithium battery blast ho jayega .
@@VIJAYTECHIDEAS acha
Sir mere hisab se 12 volt ki jagah 24 volt 30 ah lfp lithium battery jo prismatic cell se bani ho our jo modul hain vo aap 3 guna amp ka use karte rahi wire ki baat to 2.5/4mm ire use karte to mere hisab se experiment failed nhi hota
Bhai me ye puchna chahta hu ye module mere paas bhi he 30A me me 72v ki battery ki jagah 12v high AMP ki battery ka use karke 12v dc- 72v dc kar du to 72v ki battery ki jagah 12v ki battery se sach me kaam chal jayega plz aap ek baar video banao bike convert karne ke liye jo 2000 watt ki motor use karte he use chalake dikhao plz
nahi chalega
bahut jyada garm hota hai
Is cycle me kaunsi hub motor use ki hai aapne ? Aur ye cycle kaunsi hai ?
Cycle Name and model- Firefox Bad Attitude Dominator.
Motor Name and Model- MXUS XF-40 750W
module ka heatsink bahar hota to thora kam garm hota
Ji haan bilkul kam garm hota lekin waterproof nahi rahta tab.
Hello sir 60volt350watt bldc\hub bycicle motor kit market is available hoga
online le lijiye Indiamart se
12 volt 120 amp ko 24 volt 60 amp me convert kar sakte hai kya
nahi
@@VIJAYTECHIDEAS 12 volt ko 24 volt karne pe amp kitne Tak ho sakte hai
Thank you bhiya ji aapke asli review dene ke liye😊
🙏
@@VIJAYTECHIDEASSir 1 baar 350w motor mai test kijiye kyoki sab ke pas 250-350w motor hoti hai aur aapki 750w hai thank you
Kab bms ki video aarahai hai mr waiting kr raha hu sir
Kal sham ko
Kaun sa model aata hai jo cycle Mein kam Karega
Nahi karega koi bhi.
Great knowledge
Thanks for liking
Heat bahar nikle to garam nehi hoga
Tab waterproof nahi rahega
Maine Flipkart se do module mangae donon kharab nikal gaye aur bhai kaun sa mangae
Amazon se thik nikalta hai.
Kash ye success ho jata
Abhi bahut sara experiment karunga.
Real hai ya fake
Main koi bhi fake video nahi banata, bas samajhne walon ka najariya alag ho sakta hai
Bhai Esme 1800w dc converter lagaye to electric motor saykal chal jayega kya 12v battery 40amp mey
Bahut heat hota hai load nahi leta wire jal jaate hai
Success nahi hoga
Namaste sar
Namaste 🙏
Wow nice idea
2 battery lago.
Full speed how much i dont know hindi😢
55
@@VIJAYTECHIDEAS bro I can use permanently this board in e cycle? please reply
Time karab kar diya
Sir Apka Phone no. Please