bhai sab aap samjhat kafi achcha hai parantu koi bhi design ko banate samay aap ye bhool jate hai ki aapko dekhne wale, aap se sikh rhe hai. yane ki kis prakar ke effect ke liye kis tool me jana hai, ise dheere dhere bataya kijiye. aap swayam us creation me kafi sangidagi se judh jate hain, jo yakeenan ek achchi baat hai,, prantu as a student, hume samjhane me kafi dikkat ho jati hai. mere kaihne ka sirf ye matlab hai ki kisi bhi vector ya object ko bnate samay, pratyek tool ko, thik se, kam se kam do baar bataya kren, taki hume vo tool ache se samjh aa jaye, ya chahe to hum use notdown bhi kr sake. us tool ke short form ko screen pr mention avashya kiya kre. kis effect ke liye kaun sa tool kaise istemall hoga, is pr jyada emphasis kren to hum jaise biginers ko samjhane me bahut aasani hogi.
Sir flex designing par bhi video banayen aur sath men .cdr file bhi low version men diya karen jis se ham log video aur cdr file ki help se desining seekh saken.
Create text effects for bold headings in coreldraw x7, A complete tutorial with “CDTFB”.
Nice tutorial.
Thanks
Bahut behtarin
Nice Video sir
Bhut khub
Shukriya
very nice sir
Thanks
Sir u r greatttt
Thank you
Hi, I'm not able to copy transparency, when I applied, it's show can't copy.plz help me
Please follow the instructions as shown in video and definitely you will get the same result.
Hi, as u said in vedio, I did same on object but still not working.
plz give me ur WhatsApp no, so i can send u my logo
You can send on cdtfb fb page
ok, thanks
My power clip is also not working, may be some setting problem, could u again upload new video on this topic with setting
bhai sab aap samjhat kafi achcha hai parantu koi bhi design ko banate samay aap ye bhool jate hai ki aapko dekhne wale, aap se sikh rhe hai. yane ki kis prakar ke effect ke liye kis tool me jana hai, ise dheere dhere bataya kijiye. aap swayam us creation me kafi sangidagi se judh jate hain, jo yakeenan ek achchi baat hai,, prantu as a student, hume samjhane me kafi dikkat ho jati hai. mere kaihne ka sirf ye matlab hai ki kisi bhi vector ya object ko bnate samay, pratyek tool ko, thik se, kam se kam do baar bataya kren, taki hume vo tool ache se samjh aa jaye, ya chahe to hum use notdown bhi kr sake. us tool ke short form ko screen pr mention avashya kiya kre. kis effect ke liye kaun sa tool kaise istemall hoga, is pr jyada emphasis kren to hum jaise biginers ko samjhane me bahut aasani hogi.
Achchhi baat hai, future mein is baat ka dhyan rakhenge.
Thanks for the suggestion ❤️
thanks
Sir wooden floor banana seekhain Corel draw me.
Sir flex designing par bhi video banayen aur sath men .cdr file bhi low version men diya karen jis se ham log video aur cdr file ki help se desining seekh saken.
bhai har bar cdr mangna achi bat nahi khud ka kuch banao ..
PLEASE USE THIS TO CREATE LOGO (DM)
Sir you work too quick 😫
Nex time i will work slow, for sure.
Keep watching